• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Miracal - Shades Of Lovers

Status
Not open for further replies.

parkas

Well-Known Member
28,238
62,439
303
UPDATE 7

Mai usse lekar uper jaane laga

Prince - bhai woh ghusse mai samaan fhekh kar marti hai

Mai- ohhh teri ki chal aata huu tab tak jaa koi movie lekar aa acchi si

Sab vapas ghurani laage

Maa- beta akash esse joh bhi shikha raha hai shikhata reh beta

Akash - aapka beta phele sai bhaut kuch shikha hua hai abb woh sab bahar aa raha hai

Mausi jhaak kar - jawani futnai lagi

Mai enki baato par bolanai sai accha uper chala gaya

Gate ke pass jakar

Nock nock

Riya - kon hai

Mai toda gala saaf karte - ahh ha.. Didi mai

Riya - tum yaha kyu aaye jao yaha sai

Mai- kaise chala jaau bade dino baad toh apni didi sai mulakat hui hai

Riya - mulakat ho gayi naa abb jao

Mai- gate toh khol do bus todi der aap sai milani do phir mai yaha sai chala jaaunga

Riya - nahi

Mai -

" Etnai dur sai aaya hu kaya paas naa Bulaogi "

" Dur toh abhi tak the ab kaya phir dur ho Jaaogi "

" Bandese thodi si hi dur karo humare bich Ki "

" Ab kaya har ek galati ke liye maut ki saja Sunaogi "

Unhonai gate khola

Abb sai riya as didi

Mai - andar aa jaau

Didi - ab ghar mai ghus chuke ho abb kaya bacha hai

Mai - kuch nahi bus aapke ess chhote bhai ka dil toda kacha hai

Didi - uffff kyu kar rahe ho preshan

Mai - ek baar kaah loo mere haath sai toh saayd aaye sharir mai jaan

Didi - dekh dev batoo ko ghuamana aata hoga par mera dimag abhi kaharab hai

Mai andar jakar laat sai gate band kar diya

Mai - kam sai kam naam toh liya mera lagata aayega mere payaar kaa sailaab hai

Didi man mai - riya nahii kamzor kyu pad rahi hai yeh bus sabdo kaa jaal hai

Mai beth kar - aao didi yaha betho aaj ki sabji badi kamal hai

Didi - nahi khaani mujhe aur tum ho kaun mere

Yeh baat kya kar rahi hai

Mai - aapka pata nabi prince toh kehata hai bhai hai aap mere

Woh mere saamnai beth gayi

Didi - tujhe ghusaa kyu nahi raha hai

Mai unnki taraf ek niwala badha kar - kyuki aapke muh mai mere haatho sai niwala jaa raha hai

Unhonai phela niwala kaah liya

Aur mujhe dekhanai lagi

"Phela kahatam toh maine dusara khilaya "

"Par unko khaate dekh mere muh mai bhi paani aaya "

Mai - didi mujhe bhi khila doo

"Unnhonai ek niwala mujhe khilaya "

"Dono ke aakho mai khaare paani ek tukada saa aaya "

Aur asse hi kb plate saaf hui pta nhi chala

Mai utha aur bahar nikal gya

Yaha koi akele hoga toh usse naam sai hi likhunga warana aapko lagega ki jaise kisi ki man ki baat mai bata raha huuh

Riya apne man mai - riya tunne usse roaka kyu nahi aaj tak kabhi tera ghusaa etnai jaldi shant nahi hua hai

Tabhi unka phone baja

Rimi - kaya kar rahi ho janneman ( not lesbian )

Riya - chup kar bus abhi kahana khaya hai

Rimi - haaaiiiiiii............

Riya - kaya hua

Rimi - etnai jaldi aaj tunne kahana kaah liya

Riya - toh kaya hua kaah liya toh

Rimi - woh chhod yaar woh ladka kitana powerful tha naa kasam sai man kar raha uss apna boyguard bana kar uss ...sai....

Riya - chup kar kaya bodygurad woh koi awara nahi hai

Rimi - ek minute tujhe kaise pata

Riya man mai - agar maine esse bata diya ki woh mera bhai hai phir yeh uss sai baat chit karwani ko kehegi

Rimi - bol naa

Riya - mujhe abhi naa pata jab pata laga toh bata dungi

Rimi - yaar mai aaj bhagwan sai ek wish maang kar soo jaaungi ki woh humare college mai aa jaaye

Riya - yeh sab bate karnai ko phone kiya tunne

Rimi- nahi meri jaan woh notes lete aana

Riya - thik hai

Nicche jab aaya

Maa - kaya hua beta

Maa - kaya honna hai maa

Mausi - ussnai kaah liya

Mai- haa aur maine bhi sach mai bhaut tasty tha

Sunny - didi ke haath sai joh khaya hai

Mausi - kaya tuh bhi naa woh kisi ko naa khilati kabhi

Sunny has kar -

" Chaand taare sab mere bhai ke samnai pheke pad jaate hai "

" Pet bhar kaahye hue ko bhi apne haatho sai khila aate hai "

Mai sunny ke shir mai haath pherate hue - chal badamash

Sunny - mere bhagwan toh aap hi hoo abb caahe bhadmash kaho ya natakhat

Maa apne asshu poch kar - tum dono kabhi juda naa hona

Mai- hum dono ko alag kar sake asse diwal koi taswir naa hogi maa chal akash

Hum dono akar chat par bister laga kar beth gaye

Mai - yaar akash aaj alag saa din hai yaar

Akash - haa mere bhai enn kuch ghanto mai maine bhaut kuch dekh liya

Mai - yaar aage ki zindagi bus aase hi ho tum sabke saath gujar jaaye

Akash uper dekh kar usski aakho mai paani thaa - dekh woh joh taara hai woh meri maa hai

Meri aakho mai bhi aashu the kyuki ek dost ki khushi bhale naa ek dost samajh paaye par usska dard uperwaale sai aacha samajh sakata hai

Mai - haa bhai unka naam bhi toh taara hi tha

Akash apne asshu saaf karta hua - par maa bhaut kush hogi ki tuh aaj bhi mere saath hai

Mai - hamesha har pal jab tujhe cahye meri jaururat hoo ya naa

Akash - saale sab kahte hai ki jab jaurat ho tab mai tere saath huu

Mai usske seene par ungli rakahta hua - kyuki unnki dosti bus soch tak hoti par mai tere dimag mai nahi dil mai rehata huuh

Woh roo pada aur mere gaale lag gaya

Akash - bhai please mujhe mere bhai sai bhi mila dee mere bhai

Mai - yaar jab tunne woh galat kaam chhod diya hai woh bhi mil jaayenge chal ab so jaa

Woh late gaya aur pata naa kab soo gaya maine usse chadar udha diya

Aur diwal sai tek laga kar soch raha tha ki kaya mera yeh faisala thik hai yaha aane kaa aur pata nahi kab mai bhi soo gaya

Todi dher mai sidhiyo par koi uper aa raha ussnai ek jhalak mujhe dekha aur vapas niche chala gaya

Nock nock

Gate khula

Riya aakh malati hui - sunny tuh yaha kar raha hai sooya nahi abhi

Sunny - didi koi chadar hai toh de doo

Riya andar gayi aur bister sai chadar usse de di

Woh chadar lekar upper ki taraf chal pada

Riya man mai - yeh uper kaha jaa raha hai

Riya andar gayi ek halaka saa koi kapada phen liya jis sai toda usske haath aur pet dhak jaaye aaj pata nahi achanak hi mausuam etna sard ho gaya tha

Woh bhi thodi der mai uper aayi ki aakhir dekh sake baat kaya hai

Ussnai dekha toh woh dekhati reh gayi

Sunny bhi diwal sai tek laga hua mere khande par shir rakh kar soo gaya tha aur dono ke upper chadar thi

Riya waha jada der khadi nahi reh paayi aur niche aayi aur shide apne bhai prince ke room mai gayi woh hai hi aisa gate khol kar behdhal soo jata hai

Waha jakar usnai uska shir apni goad mai rakaha aur kuch sochani lagi pata nahi kaya par haa usko sochate hue woh soo gayi
Bahut hi shaandar update diya hai Dev the lover bhai...
Nice and awesome update....
 
tpk

Well-Known Member
12,757
17,216
228
UPDATE 6

Mausi - chaloo bhai mil jaaye mere bacho ko ek par tumhe woh pehchan naa payenge

Mai - arre didi kaa photo toh dikha do

Mausi nai apne phone sai ek photo dikhayi

Mai- chal akash sunny chal thoda mil kar aate hai aur khel kar aate hai

Hum teno bahar aaye etne dino baad yaha aaya tha mai saalo baad

Akash - dekh raha hai kitani mast ho gaya hai sehar abb

Mai- haa yaar khatanak lag raha hai

Sunny - bhaiya udhar nahi edhar hai ground bhul gaye bus naam yaad raha

Akash - dev tere sai jada tera bhai janata hai

Mai- abbe woh yeha sai school jata hai toh kyu naa janega

Hum todhi dher mai ground mai pahuch gaye

Sunny tezz sai chilaya

Prince …..prince

Woh ladaka jise uss nai prince kaha woh bhaag kar humare pass aa gaya

Prince - aa gaya tuuh

Sunny - haa aur kaya chal raha hai

Prince - bus inning shuru hoo rahi hai

Sunny - kitani kaa hai

Prince - jada naa 400 kaa hai

Mai- etnai paiso kaa match rakhata hai tuh

Prince - aapki tarif

Sunny - abe pagal bahiya ko nahi pehchana tune

Prince - kon bahaiya mai kisi ko nahi janata

Sunny meri taraf dekh kar - bhaiya dhekho naa esse

Mai- usski baat sahi hai sunny maine aaj tak koi bhai wala kaam kiya hai joh yeh bhai maane mujhe

Prince - khelana aata hai humare team weak hai todi si

Mai- haa thik thak khel lete hai

Akash - dev....

Maine usse haath dekar chup rehani ko kaha

Mai - toh captain kaha khade hoo jaaye hum teeno

Prince - aap bowling kaise karte ho

Sunny - tuh karwa ke toh dekh

Prince - thik hai akhiri mai teen over karanai hai aapko

Mai - thik hai

Prince - akash bhai aap long off par aur sunny tuh single par reh aur mere saath slip mai aa jao

Match shuru hua aur dheere dheere overs hote gaye aur halat yeh 8 overs tak mujhe bowling naa milli 11 over kaa match tha

Score - 97-1 (8 overs )

Prince mere pass aakar - bhaiya aap over nikal doge abb joh bowler bache hai woh teen over mai etnai kahte jitnai 8 mai nahi khaaye abhi tak

Mai- haa nikal dunga

Maine pahucha bowling end par bhaga aur apne action ke saath bowl daali aur bada lamba six mara uss bande nai length piche jada hi reh gayi thi meri

Akash - chal chal milega thoda aage daal kaah kaah kar sust pad gaya hai

2nd -bowled yorker

3rd - yorker bowled

4th - yorker single

5th - good length out swing dot

6th - good length in swing bowled

Prince bhagta hua mere paas aaya aur mujhsai chipak gaya

Prince - maza aa gaya bhaiya maza aa gaya

Mai - abb akash ko over de du

Prince - abb aap captain joh marzi karo

Mai - chal bee akash nikal esse over

Kab over kahtam hua pata nahi chala

Maine bhi agala over daala aur score ke haal chaal yeh the

Score - 110 - 9 (11)

Phir mai aur akash hi opening par aaye aur unki faad ke rakh di ho bhi kyu naa school ke time par puree city mai naam tha cricket mai apne dono kaa

107 run ban gaye the 7 over mai

Prince - bhai six marana

Agali bowl par mai kuch jada hi excited ho gaya aur etni dhu maar di woh 122 meter dur ek gahr ke andar chali gayi

Prince - yeh jit gaaye abb bolo bee kaya bhaut fatu fatu kehate the

Mai- are bowl toh lekar aaao

Sunny - bhai woh naa milegi abb

Mai- chal akash dekhe kaise naa milegi

Hum dono chal pade sabnai roka par hum dono pahuche

Abb uss time jab bowl yaha aayi

Ladaki - aaah mera shir aaj nahi chhodungi enko mai aane do bowl lene

Ladaki (rimi ) jiska yeh ghar tha - aare usske niche daal kar support hata dee etna bhari hai hoo utha hi nahi payega tab muh dekhana uska

Humnai gate bajaya

Rimi nai gate khola

Rimi - jao yaah sai bowl nahi milegi

Mai - aare aa gayi toh de do naa kon saa pathar ki hai joh ghar tut gaya

Woh dusri ladaki kaa face edhar nahi tha

Ladaki - aane de naa aao usske niche chali gayi hai agar le jaa sako toh le loo

Maine dekha ek ek truk jaisa tha kuch aangan mai aur usske niche todi si jagah hai jaha woh bol bata rahi thi

Mai usske paas jakar ghutano par beth kar uthani wala tha

Ladaki - 190kg kaa hai kahandha nikal jaayega

Maine ek haath sai usse uthaya aur bowl nikal li

Rimi - aakh faade dhek rahi thi

Mai - thanks aapka batanai ke liye

Woh ladaki mudi

Mere muh sai nikal pada - didi ( par kuch jada tezz nahi tha )

Haa woh ladaki riya didi thi

Riya mujhe azzeb tarah sai ghur rahi thi akash mujhe khich kar bahar lee aaya

Akash - abb chal

Mai- abbe woh hi toh riya didi hai

Akash - ghar baat karana abhi woh dono sadamai mai hai

Phir hum prince ke saath ghar chal pade

Prince mera haath pakad ke chal raha tha jaise bhaag jaunga mai

Mai- kaya hua prince

Prince - bhaiya aap bhi yeh rah jao naa humara koi bhai nahi

Mai- aare mai toh abb yehi rahunga tum logo ke saath mei

Prince tezz sai - sach mai kaya

Sunny - haa bee abb dekh apne bhi sina taan kar rahenge

Akash - wah bhai dev tuh toh sab mai akad laa raha hai

Sunny - bhai kal school cahlaoge humare saath pehale

Mai- haa baba haa abb tum tezz chalo mujhe kuch kahana hai

Hum jaise gate par pahuche andar tezz awaaz aa rahi thi

Riya - maa mai chodungi nahi usse aaj

Mausi - bus bhi kar etna din baad toh aaya hai woh

Riya - toh mai kaya karu jaye apne ussi pahad par rahe vapas

Maa - beti toh ghusa kyu hoo rahi hai

Riya - ghusa ghusa matalb woh humara bhai hokar humsai milanai aaj tak nahi aaya aur jab kaam pada toh bhaag kar aa gaya

Mausi - riya ek sabd nahi abb usske liye woh joh apni family ke liye kar sakata hai tum soch bhi nahi sakogi kabhi

Riya - ha maa sahi kaha apnai log yaha uske bhaiyo ko cigret sai jala rahe hai aur woh aram sai beth kar waha maje lee raha hai

Maa - beta chup hoo jaa

Riya - nahi woh yaha rahega toh mai nahi

Prince - didi bus karo

Riya piche mud kar par mudate hi usski nazar mujh par gayi aur phir prince par jis nai mujhe pakad rakaha tha

Riya - tum yaha mera shir fod kar chain naa mila tumhe

Mai - didi maaf kar do galati sai hoo gaya tha

Riya - tum didi kyu keh rahe hoo mujhe

Prince - yeh dev bahiya hai

Etna sunate hi woh mere pass aayi aur mujhe upper sai niche tak dekha aur do tappad laga kar upper apnai room mai chali gayi

Mausi kuch kahani wali thi maine roak diya unnhe

Mai- mausi kuch khaane ko doo bhukh lagi hai

Maa - bhukkad kahi ke jaa phele usse chup kara

Mai - aare jaa raha huuh kuch do toh apne haatho sai kuch khila duuh toh saayad maan jaaye

Mausi - chal aaja kitchen mai

Mai aur mausi kitchen mai gaye baaki sab hall mai beth kar baate karnai lage

Mai - mausi aap bhi kyu daant rahi thi unhe

Mausi - kyu naa daatu kaya bhai tuh hi woh behan nahi teri agar tuh milani nahi aaya toh kaya woh tere pass gayi hai kabhi aaj tak

Mai - arre woh kahate hai naa

‘’Risate etnai bhi naa kamzor banaye jate hai’’

‘’ dil tutate hai kabhi toh kabhi jud jate hai ‘’

‘’halat kabhi aise hote hai hum apno ko bhi bhul jaate hai ‘’

‘’ bus yaado ke sahare jina bada muskil hai yaado mai bhi sab bhaut yaad aate hai ‘’

Mausi - tuh toh bada sahyar ban raha hai kisi sai payaar hua lagata hai

Mai - aap bhi naa mausi

Mausi nai Kahanna nikal kar diya
nice update
 
tpk

Well-Known Member
12,757
17,216
228
UPDATE 7

Mai usse lekar uper jaane laga

Prince - bhai woh ghusse mai samaan fhekh kar marti hai

Mai- ohhh teri ki chal aata huu tab tak jaa koi movie lekar aa acchi si

Sab vapas ghurani laage

Maa- beta akash esse joh bhi shikha raha hai shikhata reh beta

Akash - aapka beta phele sai bhaut kuch shikha hua hai abb woh sab bahar aa raha hai

Mausi jhaak kar - jawani futnai lagi

Mai enki baato par bolanai sai accha uper chala gaya

Gate ke pass jakar

Nock nock

Riya - kon hai

Mai toda gala saaf karte - ahh ha.. Didi mai

Riya - tum yaha kyu aaye jao yaha sai

Mai- kaise chala jaau bade dino baad toh apni didi sai mulakat hui hai

Riya - mulakat ho gayi naa abb jao

Mai- gate toh khol do bus todi der aap sai milani do phir mai yaha sai chala jaaunga

Riya - nahi

Mai -

" Etnai dur sai aaya hu kaya paas naa Bulaogi "

" Dur toh abhi tak the ab kaya phir dur ho Jaaogi "

" Bandese thodi si hi dur karo humare bich Ki "

" Ab kaya har ek galati ke liye maut ki saja Sunaogi "

Unhonai gate khola

Abb sai riya as didi

Mai - andar aa jaau

Didi - ab ghar mai ghus chuke ho abb kaya bacha hai

Mai - kuch nahi bus aapke ess chhote bhai ka dil toda kacha hai

Didi - uffff kyu kar rahe ho preshan

Mai - ek baar kaah loo mere haath sai toh saayd aaye sharir mai jaan

Didi - dekh dev batoo ko ghuamana aata hoga par mera dimag abhi kaharab hai

Mai andar jakar laat sai gate band kar diya

Mai - kam sai kam naam toh liya mera lagata aayega mere payaar kaa sailaab hai

Didi man mai - riya nahii kamzor kyu pad rahi hai yeh bus sabdo kaa jaal hai

Mai beth kar - aao didi yaha betho aaj ki sabji badi kamal hai

Didi - nahi khaani mujhe aur tum ho kaun mere

Yeh baat kya kar rahi hai

Mai - aapka pata nabi prince toh kehata hai bhai hai aap mere

Woh mere saamnai beth gayi

Didi - tujhe ghusaa kyu nahi raha hai

Mai unnki taraf ek niwala badha kar - kyuki aapke muh mai mere haatho sai niwala jaa raha hai

Unhonai phela niwala kaah liya

Aur mujhe dekhanai lagi

"Phela kahatam toh maine dusara khilaya "

"Par unko khaate dekh mere muh mai bhi paani aaya "

Mai - didi mujhe bhi khila doo

"Unnhonai ek niwala mujhe khilaya "

"Dono ke aakho mai khaare paani ek tukada saa aaya "

Aur asse hi kb plate saaf hui pta nhi chala

Mai utha aur bahar nikal gya

Yaha koi akele hoga toh usse naam sai hi likhunga warana aapko lagega ki jaise kisi ki man ki baat mai bata raha huuh

Riya apne man mai - riya tunne usse roaka kyu nahi aaj tak kabhi tera ghusaa etnai jaldi shant nahi hua hai

Tabhi unka phone baja

Rimi - kaya kar rahi ho janneman ( not lesbian )

Riya - chup kar bus abhi kahana khaya hai

Rimi - haaaiiiiiii............

Riya - kaya hua

Rimi - etnai jaldi aaj tunne kahana kaah liya

Riya - toh kaya hua kaah liya toh

Rimi - woh chhod yaar woh ladka kitana powerful tha naa kasam sai man kar raha uss apna boyguard bana kar uss ...sai....

Riya - chup kar kaya bodygurad woh koi awara nahi hai

Rimi - ek minute tujhe kaise pata

Riya man mai - agar maine esse bata diya ki woh mera bhai hai phir yeh uss sai baat chit karwani ko kehegi

Rimi - bol naa

Riya - mujhe abhi naa pata jab pata laga toh bata dungi

Rimi - yaar mai aaj bhagwan sai ek wish maang kar soo jaaungi ki woh humare college mai aa jaaye

Riya - yeh sab bate karnai ko phone kiya tunne

Rimi- nahi meri jaan woh notes lete aana

Riya - thik hai

Nicche jab aaya

Maa - kaya hua beta

Maa - kaya honna hai maa

Mausi - ussnai kaah liya

Mai- haa aur maine bhi sach mai bhaut tasty tha

Sunny - didi ke haath sai joh khaya hai

Mausi - kaya tuh bhi naa woh kisi ko naa khilati kabhi

Sunny has kar -

" Chaand taare sab mere bhai ke samnai pheke pad jaate hai "

" Pet bhar kaahye hue ko bhi apne haatho sai khila aate hai "

Mai sunny ke shir mai haath pherate hue - chal badamash

Sunny - mere bhagwan toh aap hi hoo abb caahe bhadmash kaho ya natakhat

Maa apne asshu poch kar - tum dono kabhi juda naa hona

Mai- hum dono ko alag kar sake asse diwal koi taswir naa hogi maa chal akash

Hum dono akar chat par bister laga kar beth gaye

Mai - yaar akash aaj alag saa din hai yaar

Akash - haa mere bhai enn kuch ghanto mai maine bhaut kuch dekh liya

Mai - yaar aage ki zindagi bus aase hi ho tum sabke saath gujar jaaye

Akash uper dekh kar usski aakho mai paani thaa - dekh woh joh taara hai woh meri maa hai

Meri aakho mai bhi aashu the kyuki ek dost ki khushi bhale naa ek dost samajh paaye par usska dard uperwaale sai aacha samajh sakata hai

Mai - haa bhai unka naam bhi toh taara hi tha

Akash apne asshu saaf karta hua - par maa bhaut kush hogi ki tuh aaj bhi mere saath hai

Mai - hamesha har pal jab tujhe cahye meri jaururat hoo ya naa

Akash - saale sab kahte hai ki jab jaurat ho tab mai tere saath huu

Mai usske seene par ungli rakahta hua - kyuki unnki dosti bus soch tak hoti par mai tere dimag mai nahi dil mai rehata huuh

Woh roo pada aur mere gaale lag gaya

Akash - bhai please mujhe mere bhai sai bhi mila dee mere bhai

Mai - yaar jab tunne woh galat kaam chhod diya hai woh bhi mil jaayenge chal ab so jaa

Woh late gaya aur pata naa kab soo gaya maine usse chadar udha diya

Aur diwal sai tek laga kar soch raha tha ki kaya mera yeh faisala thik hai yaha aane kaa aur pata nahi kab mai bhi soo gaya

Todi dher mai sidhiyo par koi uper aa raha ussnai ek jhalak mujhe dekha aur vapas niche chala gaya

Nock nock

Gate khula

Riya aakh malati hui - sunny tuh yaha kar raha hai sooya nahi abhi

Sunny - didi koi chadar hai toh de doo

Riya andar gayi aur bister sai chadar usse de di

Woh chadar lekar upper ki taraf chal pada

Riya man mai - yeh uper kaha jaa raha hai

Riya andar gayi ek halaka saa koi kapada phen liya jis sai toda usske haath aur pet dhak jaaye aaj pata nahi achanak hi mausuam etna sard ho gaya tha

Woh bhi thodi der mai uper aayi ki aakhir dekh sake baat kaya hai

Ussnai dekha toh woh dekhati reh gayi

Sunny bhi diwal sai tek laga hua mere khande par shir rakh kar soo gaya tha aur dono ke upper chadar thi

Riya waha jada der khadi nahi reh paayi aur niche aayi aur shide apne bhai prince ke room mai gayi woh hai hi aisa gate khol kar behdhal soo jata hai

Waha jakar usnai uska shir apni goad mai rakaha aur kuch sochani lagi pata nahi kaya par haa usko sochate hue woh soo gayi
nice update
 
Death Kiñg

Active Member
1,408
7,068
144
Kahani ki shuruaat kaafi khubsurat tareeke se ki hai bhai aapne... Pahaad aur khubsurat vaadiyan, yaani kahani ke hero Dev ka basera... Dev apne Maa - Baap aur Chhote Bhai ke saath inhi pahadon mein basa hua hai... Aur wahin uski mulakat huyi Pari se, joki shayad is kahani ki heroine ho sakti hai... Dono ki pehli mulakat thodi ajeeb hi thi, Pari ka yun Dev se naaraz ho jaana aur use suna kar chale jaana, but baad mein Pari jab Dev ke ghar aayi aur us se apne bartaav ke liye maafi maangi, wo scene kaafi badhiya tha...

Akash joki Dev ka bachpan ka dost hai,uski Maa is duniya mein nahi hai... Jab shaadi mein Prabhas ne Dev aur Akash se misbehave kiya tha tab Pari ke Pita aur Bhai ka reaction bhi sawaalon ke ghere mein aata hai, kyonki unka ye kehna ke Dev aur Akash ke Pita wahaan hote to achha na hota, haan shayad Jagraaj ka to zamindar hone ke kaaran rutba hoga hi but I think Dev apne past mein zaroor kuchh aflatooni harkaten kar chuka hai jiske chalte uski Pahadi ilaake mein sabhi izzat karte hain...

Dev ke Pita shayad arthik tangi se guzar rahe the aur isiliye Dev ne padhayi aur apne bachpan se munh mod liya... Ye bhi uske charitra ke baare mein darshane ke liye kaafi hai... Khair, ab apne Pita, Sunny aur Akash ke insist karne par Dev shehar aa pahuncha hai...

I think ke Sunny, Akash, Prince ayr Riya, ye chaaron ek hi College mein padhte hain aur Pari bhi... Shayad wahin par Seniors dwara Sunny/Prince ki ragging ki gayi hogi... Riya ne kaha ke uske bhaiyon ko Cigarette se jalaya jaata hai, wahaan gaaon mein bhi Dev ke Pita aur Aakash ne Sunny ki pareshani ke baare mein zikr kiya tha, zaroor wo bhi isi ko lekar hoga... Par ab Dev yadi shehar aa hi gaya hai to apne aap is sabko handle kar lega...

Dev ne jis tarah ek hi haath se Trunk utha liya tha us se Rimi ka impress hona bhi laazmi hi hai, par Riya ne use ye nahi bataya hai ke Dev uska bhai hai... Par College mein to use bhi pata chal hi jaayega... Mere khayal mein College ka pehla din bahut kuchh lekar aane waala hai in sabke liye... Pari se ek baar fir Dev ki mulakat hogi,wahin Prabhas bhi wahaan maujood ho skata hai, Prince/Sunny ko pareshan karne waale College ke hi ho sakte hain aur saath hi Rimi... Dev ke liye shehar aane ke saath hi problems ki line lagni shuru ho gayi hai...

Par is beech uske parivaar aur apnon ka pyaar aur vishwas hi uska saath dega... Sunny aur Dev ki bonding sach much adbhut hai... Aur Riya bhi chhat par dono ko dekh kar prabhavit huyi thi, tabhi to wo bhi Prince ke paas pahunch gayi thi... Khair, Riya ka bhi Dev se naaraz hona laazmi hi hai,wo saari sachayi jaanti hai, Sunny aur Prince ko pareshaan karne waalon ki, aur use kewal Dev hi ek aisa lagta hoga jo unhe bacha sakta hai... Aur itne saalon se Dev unse milne bhi nahi aaya, khair, jald hi uski bhi narazgi door ho hi jaayegi...

Badhiya shuruaat ki hai kahani ki Dev the lover bhai, shayari aur poetic lines ka bhi badhiya prayog kiya hai aapne... Khaas kar, Pari aur Dev ke beech ki shayari kaafi khubsurat thi... Bas isi tarah likhte rahiye bhai...

Excellent Updates Bhai & Waiting For Next...
 
Aman Gupta

Member
280
974
93

M aapki bat se shamat hu bhai dev ki past me bahut kuch hua h jo use alag bnata h aur sab uski izzat krte h aur uska.buddy akash sab janta h bs dosti m chup h
 
Dev the lover

Well-Known Member
3,327
14,263
159

Haa waise aap aur baaki log bhi espar dhyaan dete hi samajh gaye yeh dekh acha laga kaafi

Akash se jada sayad agar koi janata hoga dev toh woh jungle warna uske baad bus akash
 
  • Like
Reactions: Death Kiñg

Writer Reply - Haa woh part thaa ki log samajh sake ki pari aur dev kaa nature hai kaise

Akash joki Dev ka bachpan ka dost hai,uski Maa is duniya mein nahi hai... Jab shaadi mein Prabhas ne Dev aur Akash se misbehave kiya tha tab Pari ke Pita aur Bhai ka reaction bhi sawaalon ke ghere mein aata hai, kyonki unka ye kehna ke Dev aur Akash ke Pita wahaan hote to achha na hota, haan shayad Jagraaj ka to zamindar hone ke kaaran rutba hoga hi but I think Dev apne past mein zaroor kuchh aflatooni harkaten kar chuka hai jiske chalte uski Pahadi ilaake mein sabhi izzat karte hain...

Writer Reply - Haa kisi mamuli ladake ke liye etna bolana bhi kisi naa kisi chiz ki taraf eshara karat hai

Dev ke Pita shayad arthik tangi se guzar rahe the aur isiliye Dev ne padhayi aur apne bachpan se munh mod liya... Ye bhi uske charitra ke baare mein darshane ke liye kaafi hai... Khair, ab apne Pita, Sunny aur Akash ke insist karne par Dev shehar aa pahuncha hai...

Writer Reply - Haa ghar ki halat uss wajagh sai kaafi kaharab thi toh dev ko woh decision lena pada

I think ke Sunny, Akash, Prince ayr Riya, ye chaaron ek hi College mein padhte hain aur Pari bhi... Shayad wahin par Seniors dwara Sunny/Prince ki ragging ki gayi hogi... Riya ne kaha ke uske bhaiyon ko Cigarette se jalaya jaata hai, wahaan gaaon mein bhi Dev ke Pita aur Aakash ne Sunny ki pareshani ke baare mein zikr kiya tha, zaroor wo bhi isi ko lekar hoga... Par ab Dev yadi shehar aa hi gaya hai to apne aap is sabko handle kar lega...

Writer Reply - sunny ( school ) prince ke saath

Baaki ke log haa sahi kaha apnai

Sunny aur prince kaa matter agale hi update me aa jaayega

Dev ne jis tarah ek hi haath se Trunk utha liya tha us se Rimi ka impress hona bhi laazmi hi hai, par Riya ne use ye nahi bataya hai ke Dev uska bhai hai... Par College mein to use bhi pata chal hi jaayega... Mere khayal mein College ka pehla din bahut kuchh lekar aane waala hai in sabke liye... Pari se ek baar fir Dev ki mulakat hogi,wahin Prabhas bhi wahaan maujood ho skata hai, Prince/Sunny ko pareshan karne waale College ke hi ho sakte hain aur saath hi Rimi... Dev ke liye shehar aane ke saath hi problems ki line lagni shuru ho gayi hai...

Writer Reply - haa kon kisko jalata kiska kaya tauata judata kon kon milata hai sab aayega aur offcourse jaha hero waha villan aana cahlu ho jaate hai

Par is beech uske parivaar aur apnon ka pyaar aur vishwas hi uska saath dega... Sunny aur Dev ki bonding sach much adbhut hai... Aur Riya bhi chhat par dono ko dekh kar prabhavit huyi thi, tabhi to wo bhi Prince ke paas pahunch gayi thi... Khair, Riya ka bhi Dev se naaraz hona laazmi hi hai,wo saari sachayi jaanti hai, Sunny aur Prince ko pareshaan karne waalon ki, aur use kewal Dev hi ek aisa lagta hoga jo unhe bacha sakta hai... Aur itne saalon se Dev unse milne bhi nahi aaya, khair, jald hi uski bhi narazgi door ho hi jaayegi...

Badhiya shuruaat ki hai kahani ki Dev the lover bhai, shayari aur poetic lines ka bhi badhiya prayog kiya hai aapne... Khaas kar, Pari aur Dev ke beech ki shayari kaafi khubsurat thi... Bas isi tarah likhte rahiye bhai...

Writer Reply - Shukriya Bhai bus enhi sab ko jod ke mai kahani likahne ki khosis kar raha hope aapko pasand aati rahe 💜🖤🙏

Top