• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Miracal - Shades Of Lovers

Status
Not open for further replies.

Dev the lover

Well-Known Member
3,356
14,413
159
Bhai jaldi se update post Karo we are waiting
1 request hai jaise last episode me comedy touch dia tha vaise he dete raho Maja aata hai please itni si request hai
Ok bhai abb bataoge tabhi pata chalega naa ess liye mai hamesha kehata nice update likhane sai achs kuche likhe update mai kaya acha laga kaya buraa warna kuch samjh pana muskil hai abb jab 5-10 minute update de sakate padhane ko toh 1-2 minute mai kuch comment likh hi sakate hai ...
 
  • Like
Reactions: Smith_15

Dev the lover

Well-Known Member
3,356
14,413
159
UPDATE 15

Mai unke saath toh nahi bed ke niche latene laga

Riya didi mujhe pakad ke - are re yeh kaya kar raha hai dev tuh

Mai - aap nai kah wahi kar raha hu mai

Riya - toh upper mere saath leto bed par

Mai - nahi didi mausi aur mausa ji kaya sochenge

Riya - kaya soch lenge haa

Mai - nahi didi mai apki baat smajh raha aap mujhe bhai ki tarah keh rahi ho par mujhe mausa ji sai dar lagata hai woh galat samajh lenge mausi kaa mujhe pata hai

Riya didi mujhe pakd ke bed pe betha leti hai - bada ho gaya par abhi tak darata hai dad sai

Mai - bada hu ess liye darata hu didi kyuki mai nahi chata ki mai vapas aapko kisi bhi wajagh sai kho du

Riya didi mere gaal ko haath mai lekar - logo ko ek ghuse mai uda dene wala dev etna kaise darne laga

Mai - nahi didi bahar walo kaa kabhi kisi ko dar nahi hota ki kon kaya soche yaa kaya bol de par aap janti apno ki nazare aur baate naa jheli jaati naa sahi jati hai

Riya didi has ke - chhod yeh sab yeh bata tuh kal kaha chelga thoda ghumani college band hai kal toh

Mai - haa par didi abhi ekdum chalu ekdum band

Riya - aise college hai hota rehata hai aisa koi exam thaa piche waalo kaa wahi sab

Mai - acha toh aisa karte didi subah subah chalte hai naa ghumane kahi

Riya didi bahar dekhate hue - are dev baarish hone waali hai lagata hai ruk jaaye toh aacha

Maine jaise suna maine bahar ki taraf dekha

Mai - waah ab toh maza aayega

Riya didi has ke - kaya maza aayega pagal kahi ke

Mai - jaise baarish shuru hoti yaa abhi yaa yaa subah subah nahane chalenge bahar bike sai

Are yaar aise kaya galat bol diya joh yeh aise muh bana ke dekh rahi hai

Mai hila ke - kaya hua di nahi jana toh thik mai toh jaunga

Riya - aise kaise waise mujhe bhigana pasand nahi phir bhi chalungi aaj tere saath par pehele meri baat kaa jawab de ki kaya sach mai pari se tera kuch hai

Mai phir sai ess swal sai sakpaka gaya meri toh yeh samajh nahi aa raha didi etna kyu piche padi hai pari ke

Tabhi vapas mera sorry akash kaa phone baza

Maine cut karke jeb mai rakh liya vapas

Riya didi mera phone nikalte hue - kiska phone hai etnai raat ko dikha jara

Mai - are woh akash kaa phone hai usko kiya hoga kisi nai

Unhonai haath hataya

Mai vapas - are didi aap etna kyu hadabda rahi aur kaya baat hai pari se aapko

Riya - kuch nahi dev bus dar latata hai mujhe

Mai - kaisa dar woh bhi abb

Riya - yeh dar nahi ki pari teri gf bane yaa kuch bhi mai toh caahati hu ki tujhe bhi payaar ho aur achi ladaki sai ho

Mai - toh kaya pari ji achi nahi hai kaya

Riya - hai woh achi bhai bus yeh hamesha se chalata aaya hai ki log rishate apne jaiso yaa apne sai bado ke saath banate hai

Mai - par pari ji mujhe aisi nahi lagati hai

Riya - haa maine aisa nahi kaha par abhi yeh tumhari payaar ki pehali sidhi hai esmai sab aacha lagata aur baad mai sab kahatam ho jata hai

Maine unke kandhe ko pakada

Unhonai kuch sunane ko meri taraf dekha

Mai - didi farak nahi padta ki kab aapko kiske sath kitnai dino tak acha lagata hai yaa kon aapko kitna acha lgata hai fark ess sai padta hai jab woh aapke samane hai toh aap uske liye kaya kar sakate ho aur uske saath kaya mehsus kar sakate ho

mai manata hu pari ji bade ghar ki par maine etnai saal janwaro ke saath bitaye hai unke andar joh sachayi dikhi woh mujhe pari ji ke andar bhi dikhi

Riya didi mere aakho ko apni aakho ke saman kar ke - meri aakho mai kaya dikhata hai tujhe

Mai - aapnai joh abhi kaha ek dar hai aapki aakho mai jaise aap sach mai apni kisi sabsai payari chiz ko kho dogi ek bhagam daud hai aapki aakho mai jaise woh rukana caahati hai kahi par samajh nahi paa rahi kaise ruke

Riya didi apni aakhe band karke - haa sach kaha tere aane sai mere andar joh shakti aayi hai woh khone kaa dar tujhe khone kaa dar ki kahi tuh mujhe bhul naa jaaye pehale ki tarah

Mai unhe hila ke - kaya bola aapnai mujhe khone kaa dar woh bhi ess liye ki mai aapko bhul jaaunga toh aaj hi mujhe bhula samajho mujhe nahi laga ki aap mujhe aisa samjhogi

Mai uth ke jaane laga ghuse mai

woh bhaag ke aayi aut mujhe piche sai hug karke pakad liya

Riya rote hue nahi - nahi dev aisa nahi kaha maine please apni ess pagal didi ko maaf kar de maine tujh par shak kiya

Mai - didi mai woh insaan nahi ki mujhe mera payaar mil jaaye toh mai unko bhul jaau jinko mujhe payaar sai pala hai apni goad mai khilaya hai risate naa hi khoon se naa dil sai banate hai balki banate hai dil aur dimag ke saath hone sai joh aapke dil me hota hai woh aapke dimag mai hota hai aur joh aapke dimag mai hota hai woh aapke shareer ke har ke hise mai hota hai

Riya didi ke aashu mujhe apni pith par malum pad rahe the

"Humnai baarish kaa intazaar kiya ki woh aaye aur hume bhiga jaaye "

" Har kisi ko bhigane ka ek payaar saa taufa unki aakho mai dikha jaaye "

" Par wkhat ka pata nahi chalata kab apno ke aashuo sai aap ko bhiga jaaye "

Riya - haa joh tune bola sab sach hai par aise mere sai ghusa hokar mat jaa kahi

Mai muda - acha baba thik hai nahi karata ghusa chalo lato aap bhi baat karti ghusse ki aur phir kehati ho ki ghusa naa karu aisa kaise ho sakata hai

Riya didi mera haath pakde let gayi aur mai unke side mai

Mai - lo baarish shuru ho gayi toh taye raha kal jana ki nahi

Riya has ke - haa thik hai bhondu kahi ke

Hum dono ek baar phir hase aur kuch sochate hue nid ki geharayio mai chale gaye ..
 
parkas

Well-Known Member
28,290
62,527
303

Bahut hi shaandar update diya hai Dev the lover bhai....
Nice and lovely update.....
 
ABHISHEK TRIPATHI

Well-Known Member
6,406
28,432
218

Superb update
 
Devil king domnic

Active Member
887
3,259
123

Awesome Update bro
 
Alok

Well-Known Member
11,346
28,000
258
Lovely update dev bhai
 
Aakash.

ᴇᴍʙʀᴀᴄᴇ ᴛʜᴇ ꜰᴇᴀʀ
Staff member
Moderator
34,320
150,958
304

Riya filhaal khud ki feelings ko samjh nahi pa rahi hai aisa hume lagta hai, update bahot accha tha update ke saath saath shayrana andaaz kahani ko or bhi jaada khubsurat bana deta hai
:approve:
 
Status
Not open for further replies.
Top