• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Mission :- Shudarshanchakra

odin chacha

Banned
1,415
3,453
143
waah bahut hi accha update raha ab tak aur kahani mein aap detailing pe jyada focus diya hai usse kahani ko padh ke aakhon ke samne aisa ho raha hai aisa feel ho raha hai aur dining table wala scene awesome tha aur last mein jo fight ko detail ke saath bataya gaya woh bhi shaandaar tha...
:congrats:for the new story aur aage hume aise action packed update dikhne ko milega ye aaasha karte hein...keep it up writer sahaab...
 
DAIVIK-RAJ

ANKIT-RAJ
1,442
3,834
144
UPDATE - 4

Idhar DK apna sara saman le ke RAW headquarter se bahar nikla aur ek taxi le ke pahuch gya Singh Niwas pe. Jab wo taxi se utra to samne ek alishaan ghar tha. Is samay dopahar ke 3 baj rahe the. Aur mai ek ghar ke samne tha nhi ghar kahna galat hoga ye 800 meter square foot me bna ek aalishan mahal tha. DK ne ek baar us ghar ko dekha aur bina koi expression diye sidha guard ko kha ki ander batade ki bodyguard aaya hai. Guard ne bhi under phone pe baat ki aur fir gate khol ke DK ko under jane ko kha. Jab DK gate se ander gya to samne ek lamba sa rashta tha jiske dono taraf garden bna tha. Right side me ek baramda jaisa bna hua tha jiske upar ek chhat bhi tha, wanha ek lohe ka jhula, ek table aur 4 kursiyan lagi hui thi. DK ne ek najar us taraf dekha aur sidha ghar ke samne chala gya. Jab wo gate ke samne pahucha to gate khula hua tha, isliye wo sidha under jaa ke hall me khada ho gya. Is time hall me kuchh log baithe hue the.

Prashant – Welcome young man, you must be DK. Bahut suna hai tumhare bare me. Waise tumne ye sunglasses kyu pahan rakha hai.

Aurat – dikhai kuchh jyada hi deta hoga isliye.

Prashant – Ragini, what is this.

Ragini (Aurat) – sorry jija ji mai to bus.

DK – Meri aankho se logo ko dar lagta hai isliye mai jyadatar sunglasses pahanta hun.

Prashant – any ways chalo mai tumhe sab ke bare me bta deta hun. Pahle to ye hai Ragini Rajini ki sister. Uski beti puja aur meri beti pihu ek sath padte hai, ye hai Piyush hamare ghar ka sabse chhota sadasya, banki ye hai mera beta Rohit, aur ye mere chhote bhai ka beta Mohit. Aur ye hai meri wife Rajini. Tum pihu aur puja ke bodyguard ho, mainly Pihu ke lekin dono sath me rahte hai to tumhe koi problem nhi honi chahiye. Banki abhi to ye log bahar hai thodi der me aa jayenge tab tak tum aaram kar lo.

Rajini – Tumhara kamra Upar 2 floor pe hai. Tumhare kamre ke niche wale floor pe banki sabhi bachchho ka kamra hai, hamara aur Ragini ka kamra niche hi hai.

DK bhi sab sunke bina kuchh bole chup chap upar chala jata hai.

New character Ragini – Rajini ki chhoti bahan. Iske pati ki maut shaadi ke 3 saal baad hi ho gyi thi. Tab se ye yanhi rahti hai. Bahut jyada nakchadi hai ye.

Mahesh Saini – Ragini ke pati the aur Prashant ke hi company me as a maneger kaam karte the. Company me huye ek accident me unki maut ho gyi.

Puja Saini – Ragini ki beti. Puja aur Ruhi ek hi umar ke hai. Dono bachpan se sath hi rahe hai. Padai bhi sath me hi kar rahe hai. Puja dil ki kafi achhi ladki hai bus thoda sa paise ka ghamand hai.

Piyush Saini – Ragini ka beta. Abhi 17 saal ka hai. Dil ka bahut achha hai, waisa hi padne me bhi hai. Jyadatar Rohit ke sath hi rahta hai.

Aage ab mai DK ko mai likhunga.

Jab mai upar us kamre me pahucha jise mujhe diya gya tha to wanha ek chhota sa tv, ek almirah, aur ek bed tha, sath me attach bathroom tha.

Maine apna bag wanhi bed pe rakha aur fir apna sara saman nikal ke almirah me rakhne lga. Jab maine apne sare kapde almirah me rakh diya, maine apne sunglasses utar ke wanhi bed ke side me table pe rakh diya tab maine weapons wala bag khola aur usme se guns nikal ke bed pe rakha aur uske bagal me let gya. Thodi hi der me mujhe nind aa gyi.

Abhi mai soya hua hi tha ki mujhe lga jaise koi mere kamre me hai, aisa lagte hi achanak se mera hath guns pe chale gaye aur mai uth ke baith gya. Mere dono hatho me guns the aur nishana gate ke pass khade ek saks pe tha.

Gate pe ek aurat khadi thi jiski aankho me dar saf najar aa rha tha. Usko sayad gun se utna dar nhi lag rha tha jitna use meri gusse me surkh lal aankho se lag rha tha.

Wo aurat darte hue boli.

Aurat – M… ma…mai k..kk….kaa..kaamwali hun. Kamla… khane ke liye bulane aayi thi.

Us aurat ki itna bolne me hi halat kharab ho gyi thi. Uski baat sunke maine guns ko wapis bed pe rakh diya, aur kha.

Mai – hmm? Yanhi le aao.

Aurat – (darte hue) mem sahab ne niche aake khane ko kha hai.

Mai – mai yanhi khaa lunga.

Ab bechari ki dar ke mare waise hi halat kharab thi to wo karti. Meri baat sunke Kamla aise bhagi jaise koi uske pichhe hathiyaar le ke daud rha ho. Wo bhagte bhagte sidha kitchen me chali gyi aur wanhi sink ke sahare hafne lagi. Uske aankho me pani aa gya tha dar ke mare. Jab Rajini ne use itna dra hua dekha to usne usse puchh hi liya.

Rajini – Kamla kya hua, tum itni dari hui kyo ho. Tum to Bodyguard ko bulane gayi thi na.

Kamla pahle to kuchh bol hi nhi payi. Uski nazro ke samne se wo manjar hat hi nhi rha tha, jab kafi der tak kamla se koi jawab nhi mila to rajini ne use hilaya. Hilate hi jaise kamla hosh me aagyi.

Rajini – kya hua kamla?

Kamla – (darte huye) mem sahab wo jo nya aaya hai na wo bodygarad, uske pass do do pistol hai.

Rajini – are wo bodyguard hai na kya pta suraksha ke liye rakha ho. Koi nhi mai prashant se baat karungi ki wo bole use gun apne pass na rakhne ke liye.

Kamla – (darte hue) Nhi mem sahab dar pistol ka nhi hai, dar to mujhe uski aankho se lga. Itni bhayanak aankhe jaise abhi usme se saitan bahar niklega aur mujhe maar dalega. Aisi bhayanak lal aankhe maine kabhi nhi dekhi. Mem sahab ab mai kabhi wanha nhi jana chahti.

Rajini ne jab Kamla ki baanto ko suna to use bhi ek dar baith gya, use yaad aane lga jab DK ne kha tha ki uski aankho se dusron ko dar lagta hai. Ab use uski ye baat sach najar aarhi thi. Ek taraf uska dil use DK ko uske ghar se dur bhejne ka kah rha tha to ek taraf uske dil me uski aankhe dekhne ka kautuhal utpann ho chuka tha. Use janna tha ki DK ki aankhe aakhir dikhti kaisi hai. Lekin ab so soch nhi rhi thi ki pichhe se Pihu ki aawaj aayi.

Pihu – Mom khana le bhi aao, hum sab yanha aa gye hai.

Pihu ki awaj sun ke rajini apne soch se bahar aayi aur Kamla se khana lagane ko bol diya aur khud dining table pe aagyi. Ab is samay Dining table pe main chair pe Prashant uske right me Rajini aur left me Mohit baitha hua tha, Rajini ke right me Ragini baithi hui thi, uske right me Puja. Puja ke right me 2 chair khali thi. Aur Mohit ke left me Rohit baitha hua tha, rohit ke left me pihu baithi hui thi, aur uske baad 1 chair khali thi, fir piyush baitha tha aur ek chair Prashant ke bilkul samne tha wo bhi is samay khali tha. Thodi hi der me kamla ne khana table pe lga diya. Jab kamla ne khana lga diya tha tab prashant ko kuchh yaad aaya to wo bol uthe.

Prashant – Rajini kya tumne DK ko nhi bulaya khane pe.

Ragini – kya jija ji aap bhi. Wo hamare pariwaar ka hissa thodi hai, naukar hai hamare sath kaise khaa sakta hai.

Rajini – (gusse me ragini ko dekhte hue) Ragini, wo koi naukar nhi hai pihu aur puja ka bodyguard hai. Thoda tamij me bolo.

Udhar ragini ki baat sunke prashant pura gusse me aagya tha. Use itne gusse me dekh ke hi rajini ne ragini ko danta tha.

Rajini – (prashant se) dekhiye maine kamla se kah ke use bulwaya tha lekin sayad wo thaka hua hoga isliye room me hi kha lega.

Pihu – dad maine kha tha na ki mujhe koi bodyguard nhi chahiye. Fir bhi aapne bulwa liya.

Prashant – beta ek baar use dekho to, wo tumhare hi age ka hai, tum log achchhe dost ban sakte ho.

Fir koi kuchh nhi bolta. Sab apna khana khate hai aur apne apne room me chale jate hai.

Udhar jab kamla mere room se bhag gyi to mai ek pal ke liye apne hath me maujud gun ko dekha fir use wanhi bed pe rakh ke gate band kiya aur fresh hone chala gya. Jab fresh ho kar bahar aaya to mere bed ke sath wale table pe khane ki thali rakhi hui thi. Maine bhi khana khaya aur so gya.

Subah 5 baje meri nind khul gyi. Lekin ab mere pass koi kaam to tha nhi aur mai is ghar me as bodyguard aaya tha isliye mai aise hi kanhi jaa bhi nhi sakta tha. To mai pahle fresh hone chala gya aur fir jab fresh hoke bahar aaya to apne kapde iron karne lga. Sare kapdo ko achchhe se iron karne ke baad mai apna laptop nikal ke kuchh kaam karne lga. Kaam karte karte mujhe time ka pta hi nhi chala, jab time dekha to 8 baj chuke the. Isliye maine iron ki hui white shirt, black pant pahna fir ek belt liya jisme dono side gun holder the, use pahna fir apne guns usme rakha. Belt ke pichhe 6 magazine holder bhi the, maine usme magazines bhare. Fir pair me socks pahna aur right leg me ek knife holder set kiya aur apna knife usme rakha fir maine apne shoes pahne. Iske baad maine folding knife ko apne pant ke pichhle pocket me rakha, phone ko pant ke right pocket aur wallet ko left pocket me fir, ek red tie pehni fir maine ek black suit pahna jiske inner left pocket me maine apna ID rakhi aur inner right pocket me ek handkerchief, fir maine apna bas khola aur usme sabse niche ke hisse se ek tash ki gaddi nikali. Isme metal ke cards the jo hubahu tash ke cards jaise dikh rhe the. Maine unme se 10 cards nikale aur unhe apnesuit me inner side me chipka diya, kyuki mere suit me halke magnets fit the jo inhi cards ko hold karne ke liye lagaye gaye the to ye easily fit ho gaye. Fir banki ke cards ko uski gaddi ke sath hi maine wapis bag me rakh diya. Itna karne ke baad maine apna goggle lagaya aur chal diya niche ki taraf. Jab mai niche pahuncha to sab log dining table pe baith chuke the. Mai bina kuchh bole wanhi jaa ke khada ho gya.

Jab mai niche aa rha tha to sab ki nigah meri taraf hi thi. Jab mai wanhi side pe khada ho gya to prashant ji bole.

Prashant – are wanha kyu khade ho rahe ho, yanha hamare sath baitho aur khao.

Mai – No. Sir it’s okk. Mai baad me kha lunga.

Prashant – baad me kab khaoge, aao baitho. Aao aao.

Maine bhi aur kuchh kahna thik nhi samjha aur Prashant ke samne wale chair pe baith gya.

Jab mai aa ke baith gya to Piyush se rha nhi gya aur wo bol pda.

Piyush – Bhaiya aapki age kitni hai.

Mai kuchh nhi bola bas ek baar piyush ko dekha fir apne samne rakhe thali ko sidha kiya.

Piyush – aap ladki ho??

Ab iska ye sawal sun ke mai pura hairaan ho gya aur bina kuchh bole Piyush ko ghurne lga. Banki sab bhi piyush ko ghur rahe the.

Piyush – nhi age nhi bta rahe to mujhe lga kya pta ladki ho. Ladkiyan age nhi batati na apna. (itna bol ke wo hasne lga)

Banki sab bhi uski banto pe hasne lge.

Mai bina kuchh bole bas ek najar sab pe dali fir bola.

Mai – 18.

Jab maine jawab diya to sab mujhe ghurne lage.

Pihu – what tum 18 ke ho.

Ragini – tum to abhi khud 18 ke hue ho hamari pihu ka dhyan kaise rakhoge.

Prashant – viswaas nhi hota. HM sahab ne kha tha ki tum young ho lekin tum to bahut jyada young ho. Kya tum ye sambhal paoge.

Mai – Don’t worry. I know ki mujhe kya aur kaise karna hai.

Ragini – bachche tumhe pta hai hamare guards har samay apne sath hathiyaar rakhte hai, fir bhi unhe problem hoti hai tum to abhi bachche ho.

Mohit jo itne time se shant tha wo bol pda.

Mohit – You have weapons with you. Don’t you?

Mai apne plate me khana le chuka tha lekin mohit ki baat sunke ek nazar Mohit ko dekha fir haan me sir hila diya. Meri ankho pe ab bhi goggles the. Itna ishara karke usne khana start kar diya.

Pihu – Kya mujhe dikha sakte ho ki tumhare pass kon kon se weapons hai.

Mai – (Khate hue) No.

Baanki sab bhi khane lage the.

Pihu – why not. Tum mere bodyguard ho to mujhe pta hona chahiye ki mere bodyguard ke pass kon kon se weapons hai.

Maine apni najar utha ke ek baar Pihu ko dekha aur fir dono guns nikal ke table pe apni thali ke side me rakh diya, fir usne left hand se pichhe se folding knife nikala aur fir left hand se hi pairon se knife nikal ke samne rakh diya.

Mai – Is it enough to protect you.

Itne hathiyar ek 18 saal ke ladke ke pass dekh ke sab ki fat gayi ek pal ke liye. Ragini ki to halat hi bigad gyi, janha abhi uski juban itni chal rhi thi ab to jaise usme lakwa hi lag gya tha. Usne aisa bilkul bhi expect nhi kiya tha.

Sab ke sab ek dusre ko ghurne lage aur idhar mai abhi bhi khane me lga hua tha. Maine jaldi se khana khaya aur fir apne hathiyaron ko unki place me wapis rakh diya. Itne der me kisi ne ek sabd bhi nhi kha tha. Yanha tak ki Piyush ne bhi nhi.

Mai – (Pihu se) Mam aapko kitni der me jana hai.

Pihu – n..no. hum bas nikal rahe hai.

Piyush – aapne ye goggles kyu pahne hai.

Maine kuchh jawab nhi diya ab ek baar Kamla ko dekha jiski halat kharab ho rakhi thi, aur fir bina koi jawab diye mai bahar chala gya.

Idhar mere jate hi Ragini bol padi.

Ragini – jijaji aise kisi ladke ka hamari Pihu ke pass rahna sahi rahega dekha nhi aapne uske pass kitne khatarnak hathiyaar the.

Raijni – haan ji ek baar fir se soch lijiye. Kya ye sahi hoga, Kamla bta rhi thi ki uski aankhe surkh lal hai jaise uske under koi shaitan chhupa baitha ho. Aur wo sota bhi hathiyaro ke sath hai.

Prashant – are maine uski file padi hai wo bachpan se aise hi pla hai isliye hathiyaaron pe use jyada bharosha hai. Ab aisa kyu hai to ye uski file me nhi tha aur uski aankhe lal isliye hai ki uska koi accident hua tha jiski wajah se aisa hai, tum log bekar ki tension le rahe ho. Wo best hai is kaam ke liye.

Udhar mai jab bahar aaya to samne ek car khadi thi jiska driver wanhi side me khada tha. Mai sidha car ke pass pahucha aur car ko check karne lga. Driver bhi mujhe ghur rha tha, lekin ab kyuki mai ghar se bahar nikla tha isliye wo kuchh bol bhi nhi paya. Jaise hi maine gadi ko check kiya waise hi pihu aur puja ghar se bahar nikle aur sidha gadi me pichhe baith gaye. Mai bhi aage driver ke sath baith gya. Pichhe se Pihu aur puja mujhe hi ghur rahe the, aur mai pure rashte me har jagah najar lagaye jaa rha tha. Thodi hi der me hum unke college me the. Jab wo log college pahuche to driver ne gadi parking me lga di. Abhi mai bahar nikalta usse pahle hi pihu aur puja car se bahar nikal gaye. Aur aage aage jane lage. Maine driver ko wanhi rukne ka isara kiya aur unke pichhe pichhe jane lga. Abhi hum canteen me pahuche hi the ki 1 ladka samne se bhagte hue aaya, uske hath uske pith ke pichhe tha. Ab wo ladka sidha Pihu ke taraf aa rha tha isliye mai jaldi se unke aage aaya aur us ladke ke pair pe jhuk ke ek kik lagayi, wo ladka achanak se pair lagne ki wajah se niche gira, wo pura niche girta usse phle hi maine jhuke jhuke uske muh pe lagaya ek jordar ghusa. Ghusa lagte hi wo ladka hwa me hi ghum gya aur jamin pe let gya. Mai teji se khada hua aur apni mutthi band karke pihu aur puja ke aage khada ho gya.
Nice mind blowing update

Waiting for next update brother
 
Vk248517

I love Fantasy and Sci-fiction story.
5,776
17,836
189

Nice updates
 
Top