• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Nafrat: pyaar ki ek kahani

parkas

Prime
24,488
55,209
258
Awesome update.
Ab story ka turning point aa gaya . Ab tak Anu Aarav ko pyar ke jaal me phashana chahti thi par Ab arav pyar ka ijhar kar dega to Anu Apne Nafrat ko Anjam Degi ....
 
Ehsas

New Member
98
234
33
UPDATE 17
Subah Aarav ki neend khulti hai. Wo apna mobile dekhta hai to hamesha ki tarah az Anu ka gm sms nahi thi. Wo Sunny ko uthata hai lekin wo chadar taankar pada rehta hai. Phir Aarav akela hi exercise ke liye chala jaata hai. Wo wapas aata hai to Sunny naasta banane mai laga tha.
Aarav: kya hua, tu mujhse kyu naraaz hai yr.
Aarav ready hone ke baad aata hua bola.
Sunny: nahi m kyu naraaz hounga, naaraaz to us bande se hote hai, jise kisi ki narazgi se farq padta ho.

Sunny nasta serve karte hue bola.
Aarav: tu mujhpe tanz kas raha hai.
Sunny: nahi m tujhe sachhai bata raha hu.
Aarav: wese mene nahi socha tha ki ek ladki ki wajah se hamare beech dooriya aa jaayegi.
Aarav bahut emotional hokar ye baat kehta hai.
Sunny: Aarav hamare beech dooriya naam ki koi cheez nahi hai samjha. Ham dono ko hi achhi tarah se pata hai ki ham ek dusre ki life mai kya maayne rakhte hai. Aur m sirf tujhse naraaz hu.
Sunny use kehta hai.

Aarav: ok chal, jaldi finish kar.

Aur wo dono college ke liye nikal gaye. Aaz Nidhi bhi college nahi aayi thi.
------
------
Anu: gm papa, mummy...

Anu apne papa ko hug karte hue boli.
Vinod: gm my angel, chalo betho naasta karo.
Vinod use bethne ke liye kehta hai.
Shalu: aaz college se kyu chutti ki tune.
Shalu nasta serve karte hue boli.

Anu: mummy college mai 2-3 kuch khaas nahi hone wala hai to mene socha ki m tab tak papa ke saath office jaaungi.

Vinod: are wah ye to bahut achhi baat hai. Hamari beti aaz hame company degi.

tabhi Anu ko phone bajne lagta hai.
Anu: excuse me papa, Nidhi ka call hai.
Anu waha ss jaate hue boli.

Anu: ha Nidhi kesi hai.
Nidhi: m achhi hu, tu bata kesi hu.
Anu: ha m bhi achhi hi hu.
Nidhi: college aayegi.
Anu: Nahi.
Nidhi: yr Anu uske liye apna carrier kyu barabaad karne par tuli huyi hai tu.
Anu: plz yr Nidhi,mujhe is baare mai koi baat nahi karni hai.
Nidhi: to phir kab tak tu yunhi ghar par rahegi.
Anu: jab tak ki wo mujhe accept nahi kar leta.
Nidhi: tujhe to samjhana hi bekaar hai.

Aur unke beech kuch aur battein hoti rehti hai.
-----
-----
Aaz Sunny ka man college mai nahi lag raha tha. Aarav bhi bas padhai par concentrate kar raha tha, lekin use khud nahi pata tha ki wo concentrate kar bhi paa raha hai ya nahi. Is tarah wo din bhi beet gaya. Next day Nidhi to college aa gayi thi. Teeno class mai ek jagah hi bethe hue the.

Sunny: Anu se baat hui tumhari.

Canteen mai coffee peete hue Sunny Nidhi se puchhta hai. Pass mai hi Aarav bhi betha hua tha.
Nidhi: ha us se to hoti hi rehti hai.
Sunny: to kab college aayegi wo.

Nidhi: ye sawal tumhe mujhse nahi, apne bhai se karna chahiye.
Nidhi Aarav ki aur dekhkar kehti hai.
Sunny: lekin is se kyu.
Nidhi: kyonki jab tak Aarav usko accept nahi karega, wo college nahi aayegi.
Nidhi ek sip lete hue boli.

Sunny: aur agar isne uske pyaar ko accept na kiya to.

Sunny us se puchhta hai.

Nidhi: to wo dobara kbhi college nahi aayegi.
Nidhi seedha sa jawab deti hai. Tabhi canteen mai Ankur, Ajay, tina bhi aa jate hai. Wo Nidhi se Anu ke baare mai puchhte hai, to Nidhi unhe uski tabiyat kharab hone ki baat kehkar taal deti hai. Is tarah se 2 din aur beet jaate hai.
----
----
yaha Nidhi Anu se 2 din baad milne aati hai.
Nidhi: plz yr anu, apni ye zid chhod de na. Tere bina kisi ka bhi man nahi lag raha hai.

Nidhi use manane ki kosis karti hai.
Anu: nahi Anu, ye jid nahi mere pyaar ka junoon hai. Jo m hargiz nahi chhod sakti.
Nidhi: Anu yr kyu us insaan ke peeche khud ko pareshan kar rahi hai, jiska dil hi pathhar ka ho.
Anu: pyaar se to achhe achho ke patthar dil bhi mom ban jaate hai yr.
Nidhi: lekin mujhe nahi lagta yr ki wo banda pighlega.

Tabhi waha Shalu chai lekar aa jaati hai.
Shalu: kya baate ho rahi hai bhai.

Nidhi: kuch khaas nahi Aunty.

Shalu: achha mujhe tum ye batao ki Anu ko college mai koi problem to nahi hai na.

Shalu unke pass bethte hue boli.

Anu: mummmyyyy.

Nidhi: nahi aunty, aesi to koi baat nahi hai...kyu....

Shalu: bas yunhi puchha tha, ek to ye kuch dino se college nahi jaa rahi hai aur pura din pata nahi kin khayaalo mai khoyi rehti hai.ye to kuch bata nahi rahi hai, tu hi bata de kahi koi pyaar vyaar ka chakkar to nahi hai.

Shalu Nidhi ki aur ek tak dekhte hue boli.
Anu: mummy aap bhi na, mene apse kaha to hai aesa kuch nahi hai. Agar kabhi aesa hoga bhi to m sabse pehle apko aur dad ko hi bataungi.
Anu Nidhi ke kuch kehne se pehle hi bol uthi.
Shalu: ok bhai tum logo ki marzi hai. Lekin agar aesi koi baat ho to bata sakti ho, ham khud us ladke se baat kar lenge.

Shalu haste hue boli.

Anu: mom plzz aesi koi baat nahi...
Shalu: ok..ok
-------

Sunny: kya baat hai tera dhyaan kaha hai aaz kal.

Sunny Aarav ko dekhkar kehta gai jab wo khaana banate hue apni ungli jala leta hai.

Aarav: kahi bhi to nahi, bas galti se ho gaya.
Sunny: tujhe kya lagta hai tu mujhse kuchh bhi chhipa payega.
Sunny use dekhkar kehta hai.

Aarav: kya mtlb hai tera...
Sunny: mtlb tujhe bhi pata hai m kis baare mai baat kar raha hu. Tu itna khud ko nahi jaanta jitna m tujhe jaanta hu.

Aarav: achha, aur phir bhi ye sawaal tu mujhse kar raha hai.

Aarav bhi use dekhkar kehta hai.

Sunny: Aarav tu sach kyu nahi kehta yr ki tu Anu se pyaar karta hai.
Aarav: Sunny ye kya bakwas kar raha hai tu.
Aarav thode sakht lehze mai kehta hai.
Sunny: is tarah react karne se sach badal nahi jayega Aarav. TU sabse apni feelings chhipa sakta hai lekin mujhse nahi. Kya mujhe nahi pata ki tu ab pura din khoya khoya sa rehta hai. Tere saamne book hoti hai lekin tera dhyaan kahi aur hi hota hai, subah shaam Anu ke sms ka wait karta hai. Aur tune hi un dono ladko ko peeta tah. Keh de ki ye jhoot hai...
Sunny bhi tunak kar kehta hai.

Aarav: sunny mujhe is baare mai koi baat nahi karni.
Sunny: kyu nahi karni, aakhir kis baat ka dar hai tujhe. Jab tujhe us se pyaar nahi hai to un dono ladko ko kyu maara tune.

Sunny use unchi awaaz mai kehta hai.
Aarav: dar hai Sunny, aur ye tujhe bhi achhe se pata hai.

Sunny: to tu maanta hai ki tu Anu se pyaar karta hai.

Sunny use dekhkar kehta hai.

Aarav: ha karta hu bahut jyada pyaar karta hu. Jabse mene use pehli baar dekha tha tabse hi mere dil mai uske liye feelings aane lagi thi. Lekin m pyaar karne se darta hu Sunny..

Aarav kursi par jese deh sa jaate hue bola.
Sunny: aarav mere bhai pyaar karne se dil toota nahi karte balki juda karte hai.
Aarav: lekin mene dil toot te hue bhi dekhe hai bhai. Sunny m darta hu kyonki m nahi chahta ki jo chacha ji ne kiya wo mere saath bhi ho. M apne dadaji ko jara sa bhi dukh nahi pahunchana chahta.
Aarav ye kehte hue bahut bhawuk ho gaya tha.
Sunny: bhai tu itna aage ka kyu soch raha hai.
Aarav: sochna padta hai bhai, m in sab chakkro se ab tak is liye bachta raha hu ki kahi m kise se jyada attach ho gaya to phir kya hoga. Agar dadaji, mummy papa ne hamare riste ko accept nahi kiya to .. kya m phir use bhool paunga... nahi Sunny m is maamle mai bahut sensitive hu.
Sunny: yr tujhe pata to hai ki hamari family hamse kitna pyaar karti hai, hamari khushi mai hi unki khushi hai.

Sunny use samjhaane ki puri kosis kar raha tha.
Aarav: mujhe pata hai yr, lekin mujhe dar lagta hai ki kahi m pyaar ki wajah se bhatak gaya to.
Sunny: kuch nahi hoga yr, aur kya tujhe ye achha lagta hai ki teri wajah se ek ladki ne apna sab kuch daanv par laga diya hai.
Sunny Anu ki baat karte hue bola.
Aarav: nahi achha lag raha hai yr, tabhi ro mere dil mai bhi uske liye pyaar har pal badhta hi jaa raha hai.

Sunny: to phir use kehta kyu nahi, mere bhai ek baar use bolkar to dekh, mujhe poora yakeen hai wo tera puri life saath degi.
Sunny use shayad convince kar chuka tha.
Aarav: theek hai m us se baat karunga.

Aarav kuch der baad sochkar kehta hai.
Sunny: kab..

Sunny excite hokar kehta hai.

Aarav: kal college mai.

Sunny: college mai nahi, waha to bheedbhaad jyada hoti hai.

Aarav: to phir.......
I think anu uski bahan he chacha yani vinod sharma ki beti aur vinod ne hi shalu se love marriage kiya jiski vajah se vishnu sharma ne use ghar se nikal diya

Ye view thoda sahi beth rha he

Waiting for next updste
 
Naik

Well-Known Member
20,334
75,656

Bahot shaandaar update dost
Bahot zaberdast story aage ja rahi h
Agle update ka intizar h dost
 
aman rathore

Enigma ke pankhe
4,853
20,188
158

:reading1:
 
  • Like
Reactions: Iron Man

:superb: :good: amazing update hai bhai,
ab to aarav bhi apne pyaar ka izhar karne wala hai,
Ab dekhte hain ki aage kya hota hai,
Waiting for next update
 
Shah40

Active Member
1,354
2,028
143

Blood Diamond

Active Member
832
4,897
139
UPDATE 18
Aarav aur Sunny dono is waqt ek park mai bethe hue the.
Aarav: tujhe kya hua, tune aese muh kyu chadha rakha hai.

Aarav Sunny ko bahut der se chup bethe dekh kehta hai.

Sunny: m tujhse bahut naraaz hu...
Sunny uski aur dekhe bina hi kehta hai.
Aarav: lekin kyu...ab mene aesa kya kiya.
Sunny: tune mujhse ye baat chhipai ki tu Anu se pehle din se hi pyaar karta hai.
Sunny uski aur dekhkar bola.

Aarav: bhai samjhakar yr, pehle to m bhi khud apni feelings hi nahi samjh paa raha tha. Aur phir jab samjh aaya tab bhi m us se door hi rehna chahta tha.

Aarav use samjhate hue bola.

Sunny: ok lekin aaz to treat banti hai.
Sunny use aankh maarte hue kehta hai.
Aarav: aur wo kis khushi mai...
Sunny: bhabhi milne ki khushi mai...
Sunny ithlaata hua bola.
Aarav: dekh sunny m ab bhi apne faisle par adig hu, m pehle use samjhaunga.
Sunny: aur agar wo phir bhi na maani to...
Aarav: tab ki tab dekhenge....

Tab hi Anu aur Nidhi waha aati hai. Aarav Anu ko dekhte hi reh gaya, kyonki pehli baar usne Anu ko suit salawar mai dekha tha. Usne ek white color ka suit pehna hua tha,jo uski gore rang par puri tarah se fab raha tha.
images
Aarav ko yu dekhta paakar Sunny use kohni se maarta hai.
Sunny: hiii Anu kesi ho.
Anu: m theek hu...

Anu unke paas aate hue boli.
Sunny: ok to ab tum dono baatein karo..ham jara ghoom kar aate hai.
Sunny Nidhi ka haath pakadkar use le jaate hue bola.
Aarav: betho...

Aarav use bethne ke liye bola. Anu chupchap beth jaati hai.

Aarav: kesi ho tum...
Anu: m theek hu...

Anu rukha sa jawab deti hai.

Aarav: tum college kyu nahi aa rahi ho..
Aarav ko baat shuru karne ke liye kuch sujh hi nahi raha tha.

Anu: seriously...tumhe nahi pata..

Anu jese uspar tanz kaste hue kehti hai.
Aarav: dekho Anu, ye achhi baat nahi hai. Tum apne 2 din ke pyaar ke liye apne parents ka bharosa, sapna sab kuch tod rahi ho.

Anu: dekho Aarav m yaha tumhari speech sunne nahi aayi hu.

Anu use jese warn karte hue kehti hai.
Aarav: mujhe ab tak to pata chal hi gaya hai ki tum bahut jyada ziddi ho, lekin plz ek baar meri baat.....

Anu: m jaa rahi hu..

Anu uski baat beech mai hi kaatkar khadi hote hue boli.

Aarav: ab kya hua...
Anu: tumne agar mujhe yaha sirf ye sab sunane ke liye bulaya hai to mujhe in sab baato mai koi interest nahi hai. M tumhare liye sab kuch chhod sakti hu..sab kuch..isliye mujhe samjhaane se koi faayda nahi hai.

Anu waha se gusse mai pair patakti hui jaane lagti hai.

Aarav: Anu I Love you.

Anu ko jaate dekh Aarav akhir apne dil ki baat juba par le hi aata hai. Ye sunkar Anu ke kadam khud b khud ruk jaate hai aur uske chehre par muskurahat fail jaati hai. Wo peeche ki aur palatti hai.

Anu: kya bola tumne...
Anu apni khushi jese chhipate hue boli.
Aarav: Anu I Love you so much..

Aarav bhi khade hote hue uski aankho mai aankh daalkar kehta hai.
Anu: tum mere saath koi majak to nahi kar rahe ho na.
Anu se jese uski khushi control hi nahi ho rahi thi.
Aarav: nahi Anu ye koi majak nahi hai.. mujhe pehli baar kisi ladki se pyaar hua hai..aur wo ladki tum ho.
Aarav ki baat sunte hi Anu khushi se Aarav ko hug kar leti hai.

Anu: thanku....thankuuu..Aarav... mujhe to yakeen hi nahi ho raha ki ye sab sach hai.
Anu khushi se uchhalte hue boli.

Anu: Aarav kahi ye sab tum dabav mai to nahi kar rahe ho na.

Anu achanak se serious hote hue boli.
Aarav: nahi Anu...jab mene tumhe pehli baar dekha tha..tabhi mere dil mai ek anjani si halchal hui thi. Aur dheere dheere m samjh gaya ki ye pyaar hai. M chori chhipe tumhe dekha karta tha, dono waqt tumhare sms ka intzaar karta tha. Apni book ke har ek panne par bhi tumhara chehra hi najar aata tha.

Aarav Anu ko apni feelings batata gaya aur Anu ke chehre par smile badhti chali gayi.
Anu: tum sach bol rahe ho Aarav.

Aarav: bilkul sach Anu... m tumse behad pyaar karta hu.

Anu: jab mujhse pyaar karte ho to.. phir tumne mujhe itna kyu sataya.
Anu us se shikayat karte hue boli.

Aarav: sorry Anu.. lekin meri life mai mere parents, unki khushiya sabse important hai. Aur m nahi chahta tha ki meri wajah se unhe koi problem ho.

Anu: Aarav ye mera waada hai tumse..kabhi bhi tumhe ya tumhari family.. jo ki ab meri bhi family hai...meri wajah se kabhi koi problem nahi hogi.

Anu Aarav ka haath pakadkar kehti hai.

Tabhi waha Nidhi tez tez kadmo se chali aa rahi thi, uske chehre par gussa jhalak raha tha. Jabki uske peeche peeche Sunny aa raha tha.

Nidhi: Anu yr tu hi bata ki Aarav ne tumhe yaha kisliye bulaya hai, ye to mujhe bata hi nahi raha hai.. keh raha hai ki tumse hi puchhu.

Nidhi Aarav ki aur dekhkar Anu se puchhti hai.
Anu: Nidhiii Aarav bhi mujhse pyaar karta hai.
Anu Nidhi ko hug karte hue boli.

Nidhi: whattt?? Aarav tujhse pyaar karta hai...
Nidhi ko jese yakeen hi nahi hua.

Anu: ha aur wo bhi love at first sight wala..
Anu itrate hue boli.

Nidhi: kya?? To phir tumne ab tak is bechari ko itna kyu sataya...

Nidhi Ab Aarav ki aur dekhkar boli.
Sunny: bhai ab ye sab chhodo aur ye batao ki aaz treat kon de raha hai,, mujhe bahut tez bhookh lagi hai.
Sunny unsabki baat kaatkar bola.

Anu: sunny m aaz itni khush hu ki tum treat ki baat kar rahe ho, m pura restaurant hi tumhare naam kardu.
Anu majakiya lehze mai boli.

Nidhi: control Anu...
Anu: nahi ho raha yr...

Anu ko aese bachho wali harqate karte dekh Aarav ko wo bahut pyaari lag rahi thi.
Sunny: mtlb ye hai ki ab mujhe tumhe bhabhi kehne ka license mil gaya hai.
Nidhi: haa....aur mujhe jeeju.

Nidhi ne ye kehte hue kohni Anu ko maari.
Aarav: sunny....

Aarav use aankho se hi chup rehne ka ishara kar raha tha, wo thoda apne apko uncomfort feel kar raha tha.
Sunny: ok chalo, aaz treat meri taraf se hai. Akhir mere bhi is adiyal bhai ko pyaar ho gaya hai.

Sunny aankhe nachate hue bola.

Aarav: ab bas bhi kar yr..

phir wo charo paas ke hi restaurant jaate hai. wo sab apna apna order karte hai.
Sunny: kya yr Nidhi, ham dono ki to favourite dishes bhi alag alag hai jabki in dono ko dekho.. lagta hai jese bhagwan ne in dono ko is dharti par utara hi hai ek dusre ke liye.
Nidhi: ha ye to hai, in dono mai bahut si cheeze common hai, jese fav dishes, gussa ya phir wo pyaar ho.

Aarav: plz yr ab khaana khaale.

Sabne fir achha sa dinner kiya. Shaam dhal chuki thi.
Aarav: to kal se to tum college aa rahi ho na.
Restaurant se bahar aakar Aarav Anu se puchhta hai.
Anu: ofcourse..ab to wese bhi mera ghar par man nahi lagega.

Anu uski aur dekhkar romantic awaaz mai kehti hai.
Nidhi: oye...hoye...

Aur Nidhi aur Sunny unhe chhedne lagte hai. Phir wo dono waha se chali gayi. Aarav jakar padhna shuru kar deta hai. Raat ke kareeb 11 bje Aarav ko call aata hai. Wo jese hi mobile dekhta hai uske chehre par smile aa jaati hai. Wo Sunny ki aur dekhta hai lekin wo to pehle se hi phone par chipka hua tha. Aarav call receive kar leta hai. Ab aalam ye tha ki ek taraf sunny leta hua baat kar raha tha, wahi dusri aur Aarav. Der raat tak dono baat karte rahe. Aarav ko to ye ehsas pehli baar hua tha ki gf se baat karna kya hota hai. Pata nahi wo kab jakar soya hoga.
 
Top