• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy NATION OF DEAD (ZOMBIE APOCALYPSE)

BlooDBath175

Bhagwaan se bhi bada!!!!
Supreme
1,969
10,069
143
Polish-20220405-104706643

CHARACTERS OF STORY

Hero of story
V~KEY
SANDEEP (SUNNY)
Both are ex cobra units of army.

Aslam chicha

Shakil
Almaas:- Dead
Teno Mechanics he.

Aarti:- Doctor he
Khushali
sonu
Akshay
 
Last edited:

BlooDBath175

Bhagwaan se bhi bada!!!!
Supreme
1,969
10,069
143
zabardast awesome maiendblowing update
thanks bhai
Osm wahla
thanks but ye wahla kiya hota hai
Bhai kyu pages badha raha hai...
Ek pure updates read karke review de dena👍
Dekha isliye maine tere ko P.A banaya hai
Osm wahla Osm
Thanks ye wahla ka meaning jarur samjana apan ko
Ye kuch naya laya tu bilkul mere naam jaisa 'Alagsi'
Yup 😁👍
Ek no manas
Thanks manas
Osm update aur Osm concept laye bhai
Thanks bhai bas pyaar aur support mangta apan tumlogo ke paas baki sab hai apan ke paas
Waiting wahla
Sunday men
Ek no story laye updates bhi aala diye manas...intezar hai new update ka
Thanks manas.... Sunday ko update Dunga.......

keep supporting Bhai log have fun
 
BlooDBath175

Bhagwaan se bhi bada!!!!
Supreme
1,969
10,069
143
So bhailog apan is back aur story pe kuch bolu to....Ab se sirf Sunday ko hi update aayenge meri sab stories pe.....

English daru ko maaro laat

bolo Desi daru zindabad....

Above GOD

Yo Yo BlooDBath 🤘
 
Asimtezabwala

New Member
84
202
33
thanks bhai

thanks but ye wahla kiya hota hai

Dekha isliye maine tere ko P.A banaya hai

Thanks ye wahla ka meaning jarur samjana apan ko

Yup 😁👍

Thanks manas

Thanks bhai bas pyaar aur support mangta apan tumlogo ke paas baki sab hai apan ke paas

Sunday men

Thanks manas.... Sunday ko update Dunga.......

keep supporting Bhai log have fun
Sunday ka intezar rahega

Wahla ka matalab loved ones hai.
 
BlooDBath175

Bhagwaan se bhi bada!!!!
Supreme
1,969
10,069
143
Sunday ka intezar rahega

Wahla ka matalab loved ones hai.
Sure aur thanks bhai wahla bolne ke liye
 
BlooDBath175

Bhagwaan se bhi bada!!!!
Supreme
1,969
10,069
143
Sunday ka intezar rahega

Wahla ka matalab loved ones hai.
Agar chudam chudai ke bina wali story padhni he to

king (road full of blood)
uncaged ( beware the beast within)

ye bhi meri j stories he
 
BlooDBath175

Bhagwaan se bhi bada!!!!
Supreme
1,969
10,069
143
Update:-9

{Near to death}

Maine gadi full speed mein jaane di aur zombies ke herd ke thodi dur khadi kar ke bandh kardi gadi.

Main sab ko bola

Main:- Gadi ke sab shishe upar kardo aur koi bhi awaz mat karna.Zombies aawaj ke jariye jan pate hai sab.zombies ko kuch dikhta nahi hai vo sirf aag aur aawaj ka picha karte hai.

(Aag ki garmi se vo kiche chale aate hai)

Sab ne mere kahe anusar kar diya.
Ab hume zombies ke herd ka wait karna tha.

Kab woh hamse aage nikale aur hum aage badhe hamari manzil ki Taraf.

Jaise jaise time guzarta gaya vo paas aate gaye aur hum chup chap gadi ke andar shushe bandh karke ek dam khamosh baithe the aur zombies ke nikal jaane ka intezar kar rahe the.

Gadi mein itna sanata tha ki hum ek dusre ke saans lene ki aawaj ko bhi sun sakte the.Hum sab ka pasine se bura haal tha.

Hum Sab ko yahi dar tha ki aane wale kuch pal mein kiya hoga kyon ki aane wale pal mein ya to hum sab zinda yaha se nikalenge ya phir zombies banke inke sath ghumenge.

Kuch der baad zombies hamari gadi ke paas se nikal ne lage aur unki gurrane ki aawaz hame saaf saaf andar sunai de rahi thi.Sab ke dil mein dar tha.

Par kuch min baad jab zombies ka herd hamare paas se gijur gaya to hum sab ne rahat ki saans li.

Zombies ke herd ko humse dur jane ka Maine wait kiya aur jab hamari gadi se kafi dur chale gaye to maine gadi start ki aur hum nikal gaye vaha se.

Abhi hum ko mout ke muh se nikale huye aadha ghanta huaa tha ki samne ek aur zombies ka herd dikha hume.

Ye wala zombies herd chota tha unse par hum lad nahi sakte the inse.maine bhi gadi vahi rok di.

Main bola

Main:- To ab kiya karna hai jaisa humne piche kiya vaisa hi yaha karna hai ya fir koi aur rasta hai to batao.

(Inko puchna bhi zaroori tha kyunki sab ki ray lena mera fraz tha.Sab ko apna faisla lena unka haq hai aur yaha to jindagi or mout ka faisla lena tha)

Aarti:- isme socha na kiya hai jo humne kiya tha vo hi karenge.

Aslam chacha:- ha aarti beti sahi bol rahi hai aur dusra koi rasta to hai nai hamare paas iske alawa.

Unki baat sun maine gadi vahi bandh kar di aur sab ne gadi ke shishe upar chadha diye.

Main:- Sunny mujhe kuch gadbad lagti he yaha kyun ki hume Jaisalmer se aate time itne zombies kabhi nahi dikhe bhai.Jaise hi hum Gujarat border mein enter huye to hume 1 2 zombie to dikhe nahi sirf zombies ke herd hi dekhe hai ab tak.

Sunny:- Koi shayana inhe bahar nikal raha hai aur aawaz kar kar ke inhe yaha chod raha hai taki koi dusre State se andar na gus sake.

Sunny itna bola hi tha ki aarti boli

Aarti:- Dusro ne enter kiya to unka kya bigde ga.

Aslam chacha:- mujhe bhi samaj nahi aaya ki dusre state ke logo ko na aane dene se us ka kiya fayda hoga.

Sunny:- Bohat fayada hoga chacha jitne kam log itne kam rss istemal honge ruko pura samja ta hu.

Sunny ko maine bich me toka aur bola

Main:- zombies aa rahe hai chup ho jao sab.

Ye bol Maine samne ki taraf ishara kiya

Mera Ishara dekh jab sunny,chacha,Aarti aur shakil ne samne dekha to zombies ka herd hameri gadi ke bilkul karib aa chuka tha.

Hum sab vapas khamoshi se unke nikal jane ka intezar kar ne lage.

2 3 zombie to gadi se takra ke niche gir gaye the par vo vapas khade huye aur apne jund(herd) ke sath nikal gaye.

Kuch min baad vo hamari gadi se aage nikal gaye.Hum sab unko dekh rahe the aur unko hamse dur jane ka hm intezar kar rahe the.

Jab zombies ka jhund humse kafi dur chala gaya to Sunny ne apni baat continue ki

Sunny:- Dusre logo ke na aane se un sab ko ye fayda hoga ki petrol khana aur jaruri chize sirf unke liye hi reh jayegi isse vo kuch aur din nikal sakte hai.

Aslam chacha:- ye log aisa kar rahe hai to phir dusro ka kiya hoga.

Main:-Chacha jab baat jaan pe ban aaye to sab selfish ho jate he aur aisa karna hi samajhdari hai tabhi aap in halato se nikal sakoge aur kuch hafte ya fir kuch mahine zinda reh paoge.

Aarti:- Tum hamesha aisi hi bate karte ho.

Maine gadi ka sheesha niche kiya aur gadi start kar ke nikal di vaha se.gadi chalate chalate maine aarti ka jawab diya

Main:- Maine konsi baat galat kahi maine to sirf jindagi ka sach bataya hai agar mere aur Sunny ke jaan pe ban aayi to main kisi ko bhi maar sakta hu aur usko maar ke kha bhi sakta hu.

Mere liye mera zinda rehna aur Sunny ko zinda rakhna ye sab se jyada aham hai.

Meri baat sun koi kuch nahi bola bolta bhi kiya kyunki maine almaas ko bhi maara tha jaan se aur uska pachtawa bhi nahi tha mujhe.

Main chahta to almaas ko vahi adar library mein zinda bandh kar sakta tha par aisa karne se vo zombie mein tabdeel ho jata aur jo koi bhi aata unke jaan ko khatra hota Almaas se isliye uska marna behtar tha.

Main gadi chala raha tha to mujhe fuel pump dikha to vaha se thodi dur gadi rok di.

Kyunki main chance nahi lena chahta tha.Gadi ki aawaj sun zombie hamari taraf aa jate jisse hume hai mushkil hoti.

Main gadi mein hi bola sab ko

Main:- Yahi utar te hai aur aap sab ko pata hai ki kiya karna hai aage ab.

Shakil:- yaha kyu bhai

Main:- kyunki bhidu agar vaha gaye aur zombies huye toh hamari gadi ke aawaj se humari taraf aa jayenge.

Shakil:- samaj gaya bhai.

Hum sab gadi se utre aur pump ki taraf paidal jane lage

Life Is Near To Death.

******************** Update:-09
1037 words hai.....

read and have fun
🤘

Osm update wahla 👏👏👏👏
 
Top