• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Naukar ke bete ke sath nikkah

Which character do u like the most

  • Aryan

    Votes: 25 78.1%
  • Sana

    Votes: 17 53.1%
  • Karn

    Votes: 5 15.6%

  • Total voters
    32
  • Poll closed .
433
889
94
Ab vastav me Sana ko ek real sasural mili hai....
Jahan saas lalach ya bete ke moh nahin, parivar me talmel aur sahi galat ke hisab se faisle le rahi hai...

Sana ne Rohan aur Deepika ke samne jo parivar ki image banayi... Ye Suman ke liye bahut badi baat hai.... Middle class family me mehman aur rishtedaron v samaj me samman pana hi sabse badi baat hoti hai....

Dekhte hain ab Aryan kya aur kaise karke apni maa Suman aur Sana donon ke dil me wapas jagah banata hai
Ji aur ye aksar Dekha jaata hai middle class family me Mee pura pariwar kahee na kahee Chala jata hai ghumne kyunki ek to couples ko time mile ek dusare ko samaze
Ek cheez aur Aryan kee maa ne yaha pe usake sanskar dikha diye ek khud Basi chawal ko Tadaka maar ke Khud le gayi aapane bahu ke liye dusri baar suman aryan ke maa keh sakati thi jaab sana ne Aryan ko tamacha mara aur vo saree baate jo usake man me thee jese Vo aryan ko husband nahee manati ghar chod jaa rahee hai .
Dusari taraf suleman kee ammi ne aapane bete ke fayde ke liye sana ka ek hisab se bech diya yaa usko kaha kurbani dene ko kaha vo chahati to yese rok sakati thee
I hope sana kee ammi abbu bhee suman ji jese nikale Unkee shadi naa tute
Kyunki ab sana ko bhee Aryan kee adaat laag chuki hai use bhee pata hai Aryan ek Amature and bacha hai bhale age 21 hai but he is just teenager hai ...
 

Rajpoot MS

I love my family and friends ....
569
954
93
Nice yar bahut hi mast kahani
 

nktubhg

New Member
96
1,555
114
Update 21

8cdfea9bc4c9015d1eda9a532b27edd5


Sana ab fut fut kar rona fir se chalu Karti ha
Ab suman usko chup karne ko bolti hai aur uske pass jakar uske ansu ponch rhi thi.
Suman- dekh beta ab ro mat . please ab chup kar mujse teri ye halat dekhi nhi jati.
(Ab suman sana ke mathe ko chumti hai )
Suman- tu chahe mujhe maa bolne ki acting karti thi par maine to tujhe hamesha bahu se barkar ek beti mana hai aur hamesha manungi tu chahe is ghar mein rahe ya na rhe(sana ab yeh baat kar suman ke liye emotions lati hai apne Dil mein)
Suman- dekh beta pehle mujhe bhi lga tha ki Humare ghar mein bade baap ki bigri aulad bahu bn kr ayi hai aur tu bhi apne pati ki tarah lalchi hai isliyeain bhi tujh se ghar ke kaam karwa kar tuje tang Krna chahti thi par mujhe do din mein pta lg gya ki tu ek ache ghar ki sanskari ladki hai aur tab se maine bhi tujhe apni beti maan liya . Sana beti tu fikar mat kar jha tune jaana hai chali jaana mein tujh se kuch nhi puchungi par 1 ya 2 mahine ruk ja mein haath jodkar request kr rhi hun .agar tu itani hi jaldi chali jayegi toh hamari bahut badnaami hogi samaj mein.beta hume jo dahej mein 15 lakh cash hume mila tha us me se 10 lakh maine inhe nya koi kaam kholne ko de Diya hai par 5 lakh para hai tu us mein se apne liye kush jewellery bnwa lena aur jo bach jaye rkh lena aur chal ab rona band kar.
( Sana suman ko ab gale lga leti hai aur sana ko bhi uski bahan maa jaisa lagav dikhta hai)
( Sana ko ehsas hota hai ki aryan ki maa usko kitna pyar krti hai .usko aise lag rha tha ki jaise uski khud ki maa usko chup kra rhi ho.ab sana ka suman ke liye pyar jaag jata hai aur woh uski bahaon me jor jor se rone lgti hai)
Suman- chl ab bas bhi kar aur kitna roy go .
Sana- thanks aunty mujhe samajhne ke liye .
Suman- aunty nhi maa hi bola kar agar khud ko bahu samjh ke nhi bol skti pr beti samajh kar toh bol sakti hai.
Sana ab chup kar jati hai aur apne ansu pochti hai.
Sana- toh aunty phir aunty meri bhi ek request thi ki main apko maa na bol kar ammi bula lu darasal main apni asli maa ji ko ammi hi bulati hu.
Suman- ammi bula lena par chal pehla khana ka.
Sana- nhi ammi mera mood nhi hai.
Suman- please khana kha le tujhe meri kasam.
Sana ab ammi ke itna force par khan kha leti hai
Sana ki dusri shadi ke baad bas usko lga ki usko is bar bas family toh bahut karne wali mili hai bas ladka kisi kaam ka nhi hai.
Sana- maa ji kya aryan sach much ghar shor kar chale Gya hai.
Suman- beta tu uski fikar mat kar ghar ka kutta lgi bhi chla jaye ata apne ghar mein hi hai .par tu chinta mat kar aaj ke baad woh tujhe woh marzi ke bagair hath nhi lagaye ga .dekh bat 1 ya 2 mahine tak jahan dil ho chali jaana bas abhi mat ja aur aryan aaj ke baad nicha soya karega aur tu upar so jaana Krna.
Sana- ji ammi aap chinta na kijiye apke kehane par main is ghar mein 20 din ke liye ruk jaungi uske baad nhi.
Suman- thik hai beti jaise Teri marzi waisa kar.
( Dusri taraf aryan ek park mein udas hokar baitha hota hai aur apni galti ki wajah se kaafi guilt mein hota hai aur khud ko better bna ne ka faisla karta taki woh sana ke layak bne aur hir woh se uth kar apne mentor aur bade bhai jaise dost karan bhai ko milne jaata jo us se naraj hote hai kyunki usne shadi ke bare mein usko koi khabar nhi di hoti hai aur isliye theke se ek botal lekar unhe manane aur apni married life ke liye salah lene jaata hai)
 

Runa Khan

Member
162
104
43
Ekdum lajawab aur superb update
 

Rocky2602

Well-Known Member
7,523
14,412
189
Nice n fantastic
 

Premkumar65

Don't Miss the Opportunity
6,148
6,473
173
UPDATE 2
Suleman apni ammike kamre se nikal kar bedroom mein jaata hai
Sana- aa gye aap lgta hai aaj late ho gye main ap hi ka wait kar rahi thi ( sana ek red colour ki night pehni thi jis mein woh bahut sexy lg rhi thi)


images-1-30
Suleman - haa aaj thoda late ho gya kaam se .acha suno mujhe tumse koi zaruri baat karni hai.
Sana - mujhe bhi aap se kuch bat karni par us se pehale fresh ho jayi aur change kar lijiye.
Suleman -thik hai.

Fresh hone ke baad suleman kamre mein ata hai
Sana - agar apko bukh lgi hai toh khana lga du.
Suleman - khane ko chodo pehle idhar toh ayo .aisa kehkar woh sana ko apni baho mein bhar leta .


c01fe400b29b94e927ca9da91b4845c4
Sana - chodiye suleman ji kya kar rahe ho
Suleman - apni biwi se pyar kar rha hu aur kya
Sana - acha suniye maine aap se baat karni thi
Suleman.- ha bolo kya baat hai .
Sana - woh doctor ki report ayi thi unhone unhone advice di thi ki apke medicine khane se apke erection ani for se shuru ho jayegi( sana ki yeh baat sun kar suleman man ko gussa aa gya darasal baat yeh thi ki sana ko sex life bahut normal par kuch salo se suleman ke erection nhi aa rhi thi aur dusra shaadi ke itne saal baad unki koi aulad hi nhi thi .jiske karan sana thodi pareshan rahti thi .)
Suleman - idhar mein kaam ki silsale se itna pareshan hu aur dusra tum phir se shuru ho gyi .aisa kehkar woh usne sana ko apni baho se chor deta hai aur us par chilana shuru kar deta hai.
Suleman -tumhara har waqt yehi haal hai .main sara din is ghar ki liye ji jaan laga kar mehnat kar rha hu aur upar se kaam bhi nhi hai par tumko toh sirf apni padi hai .aisa bolkar woh bed par sone ke liye let jaata hai

Sana ko lga usne yeh kehakar bahut badi galti ho gyi idhar suleman soch mein pad jaata hai ki ab woh dusri shadi ki baat us se kaise karega .
Sana - acha suniye ji .
Suleman - kya hai ( gusse mein)
Sana - sorry mujhse galti ho gyi .aage se apko nahi bolungi kuch aur apko bhi toh mujhse baat karni thi .
Suleman - mujhe koi baat nhi karni .
Sana - idhar dekhiye na aise naraj mat hoyiye . Kya baat karni hai apko .

Suleman ko lga ki yeh sabse acha mauka hai baat karne ka nhi toh aaj baat nhi ho payegi .
Suleman - acha toh suno


0a5442b2a63150457ff9810995d5ad5e
Sana - hmm
Suleman- darasal baat yeh hai ki kaam puda thap pada hua hai aur usi silsale mein baba rahim ke pass gya tha unhone mujhe ek upay bataya par mein us upay ko nhi kar skta . unhone kha usko karne ke baad mera kaam chaar guna bad jayega .
Sana - par aap woh upay kyo nhi kar sakte .
Suleman - baat yeh hai ki us upay ke liye tumhe bahut badi qurbani deni hogi .
Sana - toh kya hua aap hukum toh kijiye jaan mein toh apke liye jaan bhi de sakti ( aisa haste huye kahti hai )
Suleman thoda hochkichata hai phir kehta hai.
Suleman- nhi tum yeh nhi kar payogi .
Sana - aap bolo toh shi mein kar lungi .
Suleman- acha toh suno baba ne kha ki mere kaam ki tarraki ke liye mujhe apni biwi ki shadi kisi dusre mard ke saath karani hogi .
Sana - kya ( yeh sun kar woh hairan ho aur gussa ho jaati hai )
Sana - nhi mein kisi gair mard ki taraf toh dekhna bhi nhi chahtt aur aap meri nikkah kisi aur se nhi bilkul nhi .
Suleman- meine pehle hi kha tha par tum toh Maan hi nhi rhi thi .

Suleman thoda hickchaya aur bolo
Suleman- phir bhi ek baar socho to shi hamar paas is upay ke baad aur nhi kiya toh ham barbad ho jayenge .
Sana - gusse mein bolti hai dekhiye aap mere shohar hai aur main apki bahut izzat karti hu par aap ab paglo jaisi baat kar rhe ho .

Sana ne suleman ko pagal kha jis baat par usko thodi sharmindgi mehsoos huyi kyuki woh apne pati se bahut pyar karti thi par suleman ko sana se jyada lagav nhi tha auko sirf uske paise aur business pyaara tha .
Sana - chaliye ab so jayiye raat bahut ho gyi aur aage se meri se aisi koi bat na kariyega.
Suleman- thik hai .( suleman abh thoda nirash ho jata hai )
Ab dono ko dhire dhire nindaa jati hai.

Morning - 7:AM
Subah ho gyi thi sana apne bed se uth kar fresh hone bathroom mein chali jaati hai.


e0c8123b55fc0765c269b4e758804307
Sana ke ghar ka bath room. Kafi bada tha .woh apne bathroom mein shower se nahane lagi.



images-1
upload images
Sana ne nahane ke baad taiyar huyi usne ek Punjabi suit pehna jisme woh pyari lag rhi thi .

2bb66492dc305ef43e394ccb56d31c70
Sana taiyar ho kar kitchen mein jati hai aur apne husband ke liye chai banane lagti hai .chai banane ke baad woh apne room mein jaati hai aur suleman ko uthne ko bolti hai.
Sana- aji suleman miya uthiy chai pi lijiye subha ke 8: 30 baj gye aur apko office bhi jaana hai .
Suleman- acha baba utthta hu .
Suleman- ( uth kar chai pine lgta hai ) acha tumne baba ke upay ke baare mein kuch socha.

Yeh baat sunte hi sana ka mood phir kharab ho jata hai aur woh kuch nhi bolti aur muh banakar niche kitchen mein chali jaati hai . suleman fresh hokar niche ata hai idhar uski ammi salma bhi uth jaati aur fresh ho kar kitchen mein aa jati hai .
Sana- salam ammi aaj aap thoda late uthi hai .
Salma- kya karu beta tabiyat thodi kharab rehati hai aaj kal .
Sana- acha ammi aaj nashta kya bnaau
Salma- aloo ubal ke uske paranthe bana de
Sana- thik hai ammi ji
Idhar suleman niche ata aur aur woh office Jane ki liye Ready hota .
Sana- ji kya aap nashta kar ke nhi jayenge
Suleman- nhi actually aaj meri alpha blanket ki company ke sath important meeting hai aur mein alredy thoda late hu yeh kehkar woh apne driver ke sath office ke liye nikal jaata hai .
Salma- sana mere nashta lga de
Sana- ji ammi
Salma nashta kar leti hai aur sana ko bhi nashta karne ko kehati hai
Sana- nhi ammi mein nashta nhi karungi mujhe bukh nhi hai aur aap mujhe yeh bhi bata do dopahar kya banana hai .
Salma- tu dopahar ko chiken bna le . suleman ko hi bahut pasand hai aur ha ghar ki safai ke baad mere kamre mein ana tujhse kuch baat karni hai .
Sana- thik hai ammi jaisa aap kahe
Thodi der baad unke ghar bell bajti aur sana jha kar dekhti hi hai ki unke ghar ki naukrani pooja ai hai
Pooja - kya haal hai didi
Sana- thik hu aao andar aur kam pe lago .
Sana kitchen ka sara kam karke kapade saf Karti aur idhar pooja ghar ki saari safai kar deti hai aur apne dusri shift par chali jaati hai .Sana saara kaam karke apni saas ke kamre mein ati hai
Sana- ji ammi kya baat karni thi apko .
Salma- dekh meri bachi bura mat manana mein wohi baat karna chahti hu jo kale tujhse tere shouhar ne khi thi.
Sana- dekhiye mein is baare mein koi baat nhi karna chahti.
Salm- dekh bachi agar tujhe apne pati ke business ko bachane hai toh yeh sab karna toh padega.
Sana- dekhiye ammi mein aisa kuch nhi karne wali aur jha tak paiso ki baat hai toh mujhe do time ki roti bhi chalegi par mein kisi gair mard ki taraf dekhunge bhi nhi nikkah toh dur ki baat hai .
Itne mein suleman ghar par aa jata apne driver ke saath.
Suleman- sana suno khana kya bna hai
Sana- ji chiken bnaya hai.
Suleman- acha baat suno mujhe khana pados do aur saath mein raam lal ko bhi khane ko do.
Ram lal - ji maaf kijiye malik hum non veg nhi khate .
Sana- koi baat nhi uncle mein apke liye daal chawal le ati hu meine daal bhi bnayi hai .
Ram lal - nhi aap itni taklif khud kyu de rhi hai memsaab.
Sana- isme taklif kis baat ki aur aap mujhe memsaab nhi beti bola kijiye .
Ram lal - thik hai beti
Sana dono ko khana de de deti aur dono khana shuru kar dete hai
Sana- kya baat hai aaj bahut kuch najar aa rhe hai
Suleman- haa bilkul khushi toh hogi hi hamari alpha blankets ke sath deal pakki ho gyi .
Sana- sach mein phir toh yeh bahut hi khushi ki baat hai .
Suleman ne abhi khana khaya hi tha ki usko call ati hai ki alpha blanket ki ek factory jo usne Abhi kharidi thi usme aag lag gyi hai yeh baat sunte hi suleman ko chakkar agy aur woh wohi par behosh ho gya .
Sana- ji unke kya ho gya haye uncle ji chaldi inhe uthane mein help karo inko hospital lekar jaana hai.
Ram lal aur sana suleman ko utha kar ghari mein bithate aur usko local hospital lekar jaate hai.
Salma- yeh kya ho gya mere beto ko naa jaane kis ki buri najar lagi hai isko.

Idhar sana ka apne pati ki halat dekh bura haal tha aur woh ansu tapaka rhi thi lagatae ghar se lekar hospital tak. Sana ko khabar pahunch jaati hai ki aag bhuj gyi par kaaf lakho rupay ka nuksaan huya par usko factory se jyada apne pati ki chinta thi.ram lal apne malik hospital mein dakhil karata hai aur idhar salma bhi hospital aa jati hai .Sana ka ro kar bura haal ho para tha .
Salma- thik toh hai mera laal.
Sana- abhi doctor kuch kha nhi aur abhi toh unko hosh bhi nhi aya
Tabhi doctor ate hai aur suleman ke rishtedaron ke baare mein puchte hai tabhi sana doctor ko sab baat btati hai
Sana- mere pati thik toh hai naa.
Doctor - dekhiye chinta karne ki koi jarurat nhi bas tension aur stress ki wajah se thodi kamjori ho gyi haa par agar aisa hi chalta rha hai toh woh depression mein bhi jaa sakte hai.
Yeh sun kar sana khud bahut dukhi ho jaati hai aur doctor usko himmat rakhne ko kehta hai.idhar dusri taraf salma ke phone par baba ka phone ata hai jo usko sana se baat karan ko kehta hai .
Baba- hello sana beti agar apne pati ko bachana chahti ho toh mere darbar mein ayo.
Sana- ji abhi aatti hu
Salma- kya hua beti
Sana- baba ne darbar par Bulaya hai .
Salma- toh jaldi jaa . ram lal ke sath ghari mein chali ja aur utni der mein apne bete ko mil lu .
Ram lal ke sath sana baba ke darbaar mein pahunch jati hai .
Baba- kaisi ho beti .
Sana- ji thik hu .
Baba- toh tumne Mera totka karne sena kar diya
Sana- dekhiye mein aap ki bahut respect karti par iska matlab yeh nhi aap jo kuch kahenge mein usme maan lungi
Aisa keh kar woh phir se rone lagi.baba ne usko chup karah aur kha .
Baba- tu janti hai tere khandan ke sath ais kyu ho rha ji nhi.
Sana- ji nhi .
Baba- darasal asal baat yeh hai ki tere pati ke karobar uske dushman javed ki najar aur usne tere pati se badla lene ke liye kaala jaadu kara hai tere upar .is karan jitna tu apne shouhar karib rahegi atna uska nuksaan hoga aur jab tak teri shaadi kisi dusre ke sath nhi hoti aur tujhe apne dusre pati ke sath 4 saal Tak rahne padega tab tak iska koi ilaj nhi .agar aisa hi chalta rha toh tere gharwale ki depression ke karan jaan bhi jaa sakti hai
Sana yeh sunkar shock ho jaati hai aur phir udas sa chehra bna kar dukho ho jati hai .
Sana- kya iska koi dusra ilaj nhi hai
Baba- nhi hai tumhe dusri shadi karni ho hogi apne pati ke liye
Sana yeh sab sunti aur baba ki ijajat lekar waha se hospital chali jaati hai .
Sana pure raste apni kismat ko kosti aur rona chalu kar deti hai .
Sana hospital pahunch kar apne shouhar ke rest room mein jati jha par uski saas bhi baithi thi .
Sana- ab apki tabiyat kaisi hai .
Suleman- tumhara samne hi itna jyada nuksan.kash yeh din dekhne se pehle mein mar jyata .
Salma- pagalo wali baatein mat kar jaan hai toh jahan hai .
Sana- maa ji mein baba se milkar ayi aur meine yeh faisla kiya hai ki mein dusra nikkah parne ko tayiya hu baaki aap jaise acha samjhe .yeh kehkar salma udas sa chehra bana kar rest room se chali jaati hai .
Suleman- baaba ne toh kamal hi kar diya .ab meri sari pareshani khatam ho jayegi.
Salma- bewkuf faisla toh usne le liya hai par uski shaadi karayega kis se .
Suleman- ek ladka hai meri najar.
Kuch dono ke baad suleman hospital se ghar aa jata aur office mein apne driver ram lal ko bulata hai aur dusri taraf sana bahut dukhi aur udas thi
.
Sama bandh raha hai.
 

Premkumar65

Don't Miss the Opportunity
6,148
6,473
173
Update 21

8cdfea9bc4c9015d1eda9a532b27edd5


Sana ab fut fut kar rona fir se chalu Karti ha
Ab suman usko chup karne ko bolti hai aur uske pass jakar uske ansu ponch rhi thi.
Suman- dekh beta ab ro mat . please ab chup kar mujse teri ye halat dekhi nhi jati.
(Ab suman sana ke mathe ko chumti hai )
Suman- tu chahe mujhe maa bolne ki acting karti thi par maine to tujhe hamesha bahu se barkar ek beti mana hai aur hamesha manungi tu chahe is ghar mein rahe ya na rhe(sana ab yeh baat kar suman ke liye emotions lati hai apne Dil mein)
Suman- dekh beta pehle mujhe bhi lga tha ki Humare ghar mein bade baap ki bigri aulad bahu bn kr ayi hai aur tu bhi apne pati ki tarah lalchi hai isliyeain bhi tujh se ghar ke kaam karwa kar tuje tang Krna chahti thi par mujhe do din mein pta lg gya ki tu ek ache ghar ki sanskari ladki hai aur tab se maine bhi tujhe apni beti maan liya . Sana beti tu fikar mat kar jha tune jaana hai chali jaana mein tujh se kuch nhi puchungi par 1 ya 2 mahine ruk ja mein haath jodkar request kr rhi hun .agar tu itani hi jaldi chali jayegi toh hamari bahut badnaami hogi samaj mein.beta hume jo dahej mein 15 lakh cash hume mila tha us me se 10 lakh maine inhe nya koi kaam kholne ko de Diya hai par 5 lakh para hai tu us mein se apne liye kush jewellery bnwa lena aur jo bach jaye rkh lena aur chal ab rona band kar.
( Sana suman ko ab gale lga leti hai aur sana ko bhi uski bahan maa jaisa lagav dikhta hai)
( Sana ko ehsas hota hai ki aryan ki maa usko kitna pyar krti hai .usko aise lag rha tha ki jaise uski khud ki maa usko chup kra rhi ho.ab sana ka suman ke liye pyar jaag jata hai aur woh uski bahaon me jor jor se rone lgti hai)
Suman- chl ab bas bhi kar aur kitna roy go .
Sana- thanks aunty mujhe samajhne ke liye .
Suman- aunty nhi maa hi bola kar agar khud ko bahu samjh ke nhi bol skti pr beti samajh kar toh bol sakti hai.
Sana ab chup kar jati hai aur apne ansu pochti hai.
Sana- toh aunty phir aunty meri bhi ek request thi ki main apko maa na bol kar ammi bula lu darasal main apni asli maa ji ko ammi hi bulati hu.
Suman- ammi bula lena par chal pehla khana ka.
Sana- nhi ammi mera mood nhi hai.
Suman- please khana kha le tujhe meri kasam.
Sana ab ammi ke itna force par khan kha leti hai
Sana ki dusri shadi ke baad bas usko lga ki usko is bar bas family toh bahut karne wali mili hai bas ladka kisi kaam ka nhi hai.
Sana- maa ji kya aryan sach much ghar shor kar chale Gya hai.
Suman- beta tu uski fikar mat kar ghar ka kutta lgi bhi chla jaye ata apne ghar mein hi hai .par tu chinta mat kar aaj ke baad woh tujhe woh marzi ke bagair hath nhi lagaye ga .dekh bat 1 ya 2 mahine tak jahan dil ho chali jaana bas abhi mat ja aur aryan aaj ke baad nicha soya karega aur tu upar so jaana Krna.
Sana- ji ammi aap chinta na kijiye apke kehane par main is ghar mein 20 din ke liye ruk jaungi uske baad nhi.
Suman- thik hai beti jaise Teri marzi waisa kar.
( Dusri taraf aryan ek park mein udas hokar baitha hota hai aur apni galti ki wajah se kaafi guilt mein hota hai aur khud ko better bna ne ka faisla karta taki woh sana ke layak bne aur hir woh se uth kar apne mentor aur bade bhai jaise dost karan bhai ko milne jaata jo us se naraj hote hai kyunki usne shadi ke bare mein usko koi khabar nhi di hoti hai aur isliye theke se ek botal lekar unhe manane aur apni married life ke liye salah lene jaata hai)
Sad story for Sana.
 

Dhansu2

Active Member
1,949
3,558
143
Mast jabardast story hai bhai
 

nktubhg

New Member
96
1,555
114
Update 22
Aryan ab karn kr ghar pahunch kar doorbell bjata hai .karn ki maa darwaza kholti aur woh uske pau prta hai .
Maa- are beta aryan kesa hai aur itne din baad .yeh sab shor sana beti ko lekar aya sath kahi dikhai nhi de rhi.
Aryan- nhi filal akela hi aya hu.
Maa- kya baat bahut udas lg rhe ho .
Aryan- nhi maa ji aisi koi baat nhi .
Maa- chal yeh sab shor andar toh aa.
(Aryan ab andar enter karne lgta hai tabhi karan bhi aa jata hai)
Karn - koi zarurat nhi andar aine ki .
Aryan- kya hua bhai koi galti ho gyi mujhse.
Karn - sale bina btaye shadi karli woh bhi mujhse pehle aur idhar mein 26 saal ka kuwara ghar par baitha hu.
Maa- ha toh tujhse shadi bhi kon karega shakal dekhi hai tune apni . aryan tu andar yeh mera ghar hai is lafange ka nhi
(Karn sochta hai ki yeh aryan kya uski respect karega idhar Ghar wale nhi karte )
Karn- ruko maa mein bhi dekhta hu yeh kaise andar ata hai .
(Aryan tabhi usko code word mein yeh btata hai ki woh bottle leke aya hai alcohol ki )
Maa- karn ab ghusa shor bhi de jo hona tha wo ho gya.
Karn- thik hai maa shor diya gussa chal be aaja andar .
Maa- abhi toh gussa ho rha tha itni jaldi mood badal gya .
Karn- haa maa bhaiyo ka pyar hi aisa hota hai bas do pal ka hi toh gussa hota hai.
( Aryan se bottle shinta hai aur dono upar ke room mein jaane lgte hai)
Karn- maa aaj rat ko dinner mat bnana aryan bahas lekar aya mere liye .
Maa - ok
Ab dono upar wale kamre mein pahun jaate hai
Karn ko itna shrab ko shonk nhi tha woh bas 4 mahine be ek do baar pi leta tha aur yehi haal aryan ka tha )
Karn- beta bach gya tu ki yeh bottle leke aya nhi toh aaj tere boot parte .
Aryan- bhai apki help chahiye thi.
Karn- help bhi ho jayegi pehle jaruri kaam krte hai .
(Ab dono do peg bnate hai aur chilli paneer khane lgte hai tabhi peg lgate time aryan fut fut kar rone lgta hai)
Karn - are ab tujhe kya ho gya .kya biwi shor kar chali gyi ya fir Ghar walo ne tujhe nikal diya.
Aryan- dono chize ho gyi ( aryan ab chotte bache ki tarah ro rha tha karn ab usko chup krane mein lag jaata hai )
Karn- acha pehle rona shor yeh bta ki kya hua aur bolne se pehle yeh rona band kar diyo kyuki rote hue bolega toh kuch samaj nhi ayega .
( Aryan ab or jor se rone lga aur rote hue bolne lga )
Aryan- bhai woh sana mujhe shor kar chali jayegi aur agar aisa hua to mein mar jaunga.
Karn- kon sana .
Aryan- meri biwi or kon.
Karn- kya saale ek 32 saal ki aurat ke liye ro rha hai .agar shor kar chali jayegi toh dusri shadi kar liyo abhi tere age hi kitni hai par han meri shaadi jab hogi uske baad kariyo.
Aryan- nhi mein koi dusri shadi nhi karunga mein uske bina nhi reh sakta.
Sana- abe mere kabir singh tu jab 18 ka hua tha toh milf category jaada dekhna lga tha kyaa.are kya ek aunty ke chakkar mein para hai chill kar .shor kar jaa rhi hai toh jaane de .dekh meri tution pe kamal ki teri age ki ladkiya ati hai tu bhi meri tution join kar le aur baat age bda haa waise tution ki fees 1500 hai tujhse 1200 le lunga .
Aryan- nhi bhai mere ko koi girlfriend nhi bnani .mein sana ko sache dil se pyar krta hun ab mere se uske bina rha nhi jaayega ( ab hor chillana shuru kar deta hai aur karn ke gale lag jaata hai aur karn soch rha tha ki kis bewakoof ko usne apna bhai bna diya 21 saal ko ha gya hai par maturity naam ki isme ek chiz nhi .aryan ab apni jagah se uth kar karn ko lga leta hai )
Karn- acha sari baatein shor pehle yeh 7 sal ke bache ki tarah rona band kar aur baat bta kya Hui .
Aryan ab thoda shant hota hai aur apni sari kahani bakna shuru krta hai woh zyada detail mein na zakar sana se usne zabardasti ki thi ki uska bhi zikar karta hai aur kaise usne sirf sana ke sath apna matlab nikala tha . aryan karn ko bhai manta tha isliye us se har chiz share karta tha ab aryan karn ki baat sunta hai aur thoda serious hota hai )
Karn- sale mein toh tujhe alpha male samjhta tha par tu toh simp nikla chal yeh sab shor hath mila .
Aryan- kyu kya hua.
Karn - are jitna kha hai utna kar .
(Aryan ab karn se hath milata hai )
Karn - mubarak ho .
Aryan- kis baat ki mubarak.
Karn - mere se pehle virginity loose karne ke liye.
Aryan- thanks bhai.( Udas sa muh bnakar)
tabhi karn ke 3 se 4 zabardast thapad marta hai .aryan karn ki is harqat se hairan tha abhi tak karn ne sirf aryan ke 2 bar thapad mara tha ek baar jab usne karn ki crush ke gaal par jab kiss kar diya tha aur dusra jab karn ki cousin sister ko usne purpose kiya tha par tab toh karn use janta bhi nhi tha par yeh toh bilkul unexpected tha.aryan man mein kehta hai yha aa kar bhi koi fayda nhi yha bhii usko mar par rhi hai aur woh karn se mar isliye kha rha tha kyuki usko apna bada bhai manta tha )
Karn- kyu be sale maine itna kush tujhko sikhaya is din ke liye. Agar main nhi hota to dasvi mein bhi fail ho jaata .maine tujhe itne salo tak rehta rha aryan gentleman jaise behave Kiya karo aur agar ladki tujhe approach kare toh sabse pehle ignore karne ka aur in janab ko dekho ek aunty ke piche marne ki baat kar rhe hai . Mere ko toh tujhe gin aa rhi hai . Maine tujhe kha tha ki kabhi kisi ladko ko sherna nhi dusri baat kabhi kisi ki crush ko gaal pe kiss nhi karna .ruk ruk tune ek baar anu ko kiss kiya tha jis par mera crusha tha ( aisa bol ke ek chanta aur marta hai . aryan sochta hai yahan usko ana nhi chahiye tha aaj ka din hi khrab hai )
Karn- teesra kabhi bhi kisi agar koi rishta rakhna toh usko puri tarah nibana par idha yeh gadha ek aurat ke sath jo uski khud ki biwi hai uske sath zabardasti kar ke aya hai .mere ko tere par itna gussa aa rha ki puch mat .dil toh kar rha hai yha se gaseet gaseet ke tujhe tere ghar tak lekar chalu aur teri biwi ko kahu ki tujhe char chaple maare
Aryan - dekho bhaiya mere ko maaf kar do .main toh ap se yeh solution lene aya tha is musibat ka aur ap mujhe hi pitne lge main ab jaa rha kisi dusre dost ke ghar.dekho bahi mujhe mein meri galti ka ehsaas hai isliye toh ap se jan ne aya hu ki is galti ko main kaise thik karu aur maine ab faisla kar lya hai ki main ab sana ko kisi tarah convince karunga ki main uska husband hona deserve krta hu aur usko apni harkat ke sudhar ke impress karunga .
(Karn ab thoda serious hota hai)
Karn- dekh putar , tu na kya impress karega .kya tu kabhi usko ghumane lekar gya , kya kabhi khud nashta ya chai bnakar di, kya kabhi usko koi saree kapa gift Kiya , kya usko kabhi jaane ki koshish, kabhi pusha ki uski pasand ya na pasand le baare mein ya sirf usko hawas ki hi nazar se dekha.
Aryan ab sharm ke maare apna sir niche kar leta hai .
Aryan- nhi aisa kush toh nhi kiya .
Karn-dekh bhai agar insan ka sex aur khane se hi sab kaam ho jata toh na to wo evolve hote aur na hi kush avishkar krte.dekh bhai ham insan physical hi nhi spritual and emotional beings .humko chahiye emotional bonding
Pyar aur respect jaise tere mere bich bade bhai wala aur chote bhai wala pyar hai .
Aryan- par bhai abhi kya kar skte hai hai ab to teer kaman se nikal gya hai .
Karn- dekh bhai mere pass hai ek plan.
Aryan- kya bhai
Karn- ek kam kar jab bhi ghar wapas jayega pehle toh apni maa se bat kar aur chinta mat kar mein aunty ko tere bare mein convince kar dunga ki maine tujhe samjha Diya hai ab tu aisi koi harqat nhi karega.phir sana se maafi mang ki tu kabhi bhi usko tang nhi karega aur uski Marzi ke bina usko touch nhi krega aur phir usko koi gift deke impress kar aur jab tere sath normal ho jaye toh usko realise kra ki tu usko sacha pyar krta hai aur woh tujhe shor kr na jaye par problem yeh hai ki tere pass sirf aaj ka din tha jo ke lagbhag khatam ho chuka hai ab tu apni arthi saja de aag mein tujhe lga dunga.
(Aryan yeh sochkar ghabra jaata hai ki sana toh ab apne ghar ki taraf nikal chuki hogi aur phir woh usko phone karna chalu krta hai par sana ne uska number block mein daal diya tha aur phir rona chalu krta hai )
Aryan- bhai ab mere kya hoga.main toh sana ki bina nhi ji paunga. Bhai mere ko zehar lakr de do main woh kar mar jaunga.
(Karn ab aryan ki taraf dekh ke hasne lgta hai)
Aryan- bhai main yha marne ki baat kr rha hun aur aap has rhe hai .
Karn- bhai maine pyar mein pare bahut aashiq mirze bne dikhe par tu toh pyaar mein rotlu ban kar reh gya hai.dekh bhai pehle apni yeh jo tu wife ke samne animal wala ranbir kapoor banta hai woh ban na band kar movie mein uska baap billoner tha aur tere baap driver hai .thoda practical reality mein rha kar.
Aryan- bhai aap kuch karo na please.
Karn- ruk mein kush krta hun.
Karn ab aryan ki maa Ko phone krta hai.
Suman- hell karn beta kya haal hai .
Karn- aunty namaste, woh aryan aya tha bechare ka aunty ro ro ke bura haal tha ab toh so rha hai usne mere ko saari baat bhi bta di hai .mere ko bas aap yeh bta do ki jo woh sana chali gyi kya apne ghar.
Suman- dekho karn beta bura mat man na par main yeh nhi bta skti .
Karn- thik hai aunty mat bataiye bas yeh abhi thodi der pehle bol rha tha ki agar sana chali gyi toh mar jayega aur uski jeb nind ki goliya bhi thi abhi maine nikal li hai ab baad ka pta nhi .waise aap mujhe bta dengi toh main guarantee deta hun ki aryan kal parso tak sahi salamat aur thoda samajhdar insan bn kar ghar par aa jayega .
(Yeh baat sun kar aryan ki maa thoda ghabra jati hai aur bta deti hai 20 din tak isi ghar mein rahegi )
karn- le bhai bn gya Tera kaam 18 din hai tere pass usko impress krne .
Aryan- 18 nhi maa ne toh 20 kha tha .
Karn- 2 din tuere pass rukega.
Aryan- nhi mein kal hi chala jaunga mujhe koi sana ki yaad aa rhi hai.
Karn- abe sale biwi ayi toh bhai ko bhul hi gya aur main teri itni help ki aur tu 2 din mere pass nhi rukega aur bhai tere ko 2 din mein sikhaunga ki tu usko kaise impress kr skta hai .
Aryan ab thoda sa khush ho jata hai.
Aryan- par bhai kya sab kush jon apne btaya hai woh karna padega.
Karn- ha .
Aryan- par mujhe to yeh bhi nhi pta ki usko khane mein kya pasand hai aur hobbies toh dur ki baat ho gyi.
Karn- ek kam kar uski kisi saheli se sana ke bare mein pta kar aur sana ko impress krne ki koshish kar .
Aryan- haa bhai pta toh hai ek saheli ke bare mein par uska number nhi hai .
Karn ab matha patakta hai hath.
Karn- bhai sach mein tu kitna bada chutiya hai .sun ek kaam karna sna ke phone se us saheli ka no copy kar lena
Karn- waise naam kya us saheli ka .
Aryan- hina khan.
Karn- kya khubsurat naam hai hina .ek kaam karna mujhe bhi uska no forward kar dena.
Aryan- kya bhai yeh ap kaisi bate karte ab so jaiye kaisi ajeeb si baate krte ho.
Karn- kyu be sale matlabi tera ullu sidha ho gya toh ab meri batein ajeeb ho gyi
Aryan- kya bhai mein toh mazak kar rha tha ab bura mat mano.
Karn- thik hai bhai chal so ja mein Zara niche maa ko medicine dekar ata hun.
 
Top