• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Naukar ke bete ke sath nikkah

Which character do u like the most

  • Aryan

    Votes: 25 78.1%
  • Sana

    Votes: 17 53.1%
  • Karn

    Votes: 5 15.6%

  • Total voters
    32
  • Poll closed .

nktubhg

New Member
95
1,506
114
Update 30
Ab sana aur suman karn ke ghar pahunchati hai aur karn ghar ka door kholta hai .
Karn- are aunty aa gyi aap aur ye ladki kon hai sath mein sana bhabhi nhi ayi.
Sana- mein hi sana hu bewkuf admi.
Karn- oh sorry ayiye andar ayiye
Sana- aryan thik toh hai .
Karn- nhi bhabhi kab ka roi jaa rha hai aur doctor ne toh isko dard ka injection bhi bahut zabardasti lgaya tha.
(Ab sana aur uski maa karn ke room aa jate hai jha aryan leta hota hai)
Sana- aryan tum thik to hai jyada chot toh nhi lgi.
Aryan- tumhe kya tumne toh kha tha ki tumein koi fark nhi padta.
Suman- lgta hai tujhe abhi bhi akal nhi ayi tujhe pta hai woh bechari kitni fikar kar rhi thi pure raste mein teri .
(Aryan yeh baat sunkar andar hi andar khush hota hai par sana ke samne kuch react nhi krta)
Sana- dekho aryan tum abhi hamare sath ghar chalo aur medicine kyu nhi kha rhe ho tum.aryn ab toh yeh bachpana chor do.
Aryan- yeh zid tab tak rhi gi jab tak tum apna decision change nhi krti.
Sana- dekho aryan kuch bhi kaho ya karlo mein apna decision change nhi karungi.
Aryan- toh phir chali jayo yaha se .
(Sana aryan ki yeh baat sun kar rone lgti hai aur tabhi usko uski maa ka phone ata hai aur woh baha zakar apni maa se baat krti hai)

Sana ki maa- hello sana beta kaisi hai.
Sana- kya btau ammi bahut takleef hai ab aur nhi sehan hota.
Sana ki maa- kya hua beta koi ladai jhagda hua kya aryan beta ke saath.
Sana- nhi ammi aryan ka accident ho gya hai.
Sana ki maa - haye alllah woh kaise .
(Sana ab apni ammi ko saari baat btati hai aur phir apne ghar wapis ane ki bhi baat krti hai)
Sana ki maa- dekh beta bura toh nhi manegi meri baat ka idhar tere sohar ka accident ho gya hai aur tu ghar wapis ane ki baat kar rhi hai.
Sana- par maa mein usko apna sohar nhi manti aur is 21 saal ke ek na samajh bache ke sath apni zindagi nhi guzar skti .
Sana ki maa- par sana tu us admi ke liye apni zindagi guzarne ko taiyar hai jisne tujhe apne lalach ke liye literally bech diya par ek 21 saal ke ladka jo tujhse pyar krta hai aur bas isliye medicine aur khana nhi kha rha taki tu usko chor kar na jaye aur tu beta uske sath nhi rehna chahti .dekh beta main yeh nhi keh rhi ki isme aryan ki koi glti nhi bilkul hai par beti tera dusri baar nya nya ghar basa hai aur tu usko kyu Tod Dena chahti hai .
(Sana is baat ka koi jawab nhi deti )
Ammi- dekh beta tu uski zid dekh rhi hai par kya pyar nhi dekh rhi .meri baat man le tu usko sirf ek chance de .
Sana- par maa woh bahut na samajh aur literally bacho ki tarah behave krta hai.
Ammi- beta kya tu 21 saal pehle itni samajhdar thi nhi naa . Dekh tu usko ek mauka de ke dekh aur us na samajh ko apne thode care aur pyar ke sath usko uski zimmedari ka ehsas kra taki woh apne kadmo par khada ho ske aur apni responsibility sambhale.
Sana- par ammi.
Ammi- par var kuch nhi tu usko sirf 10 din ka time de mujhe pura yakeen hai ki woh apne aap ko change krega .
Sana- thik hai ammi tum kehati ho toh 10 din tak isme ek bhi badlav nhi ata toh mein ghar wapis aa jaungi .
Ammi- tu chinta mat kar beti mujhe toh lgta hai woh tere liye kuch bhi kar skta hai chal ab apna dhyan rakhna mein phone rakhti hun.
Sana- thik hai ammi apna dhyan rakhna.
(Sana ab andar room mein jati hai )
Sana- aap sabhi please kya 2 min bahar jayenge mujhe aryan se Zara akele baat krni hai.
(Suman aur karn ki maa room se bahar aa jati hai par karn nhi ata )
Sana- oh bewkuf tumhe kya koi special notice issue karu bahar jaane ka.
Karn- acha jaata hu par haan ab isko zyada tang mat karna.
(Sana karn ki taraf gusse se ghur kar dekhti hai )
Sana- chalo aryan ab ghar chalo .
Aryan- dekho sana jab tak tum apna decision change nhi krogi tab tak nhi aunga.
Sana- woh toh nhi ho payega.
Aryan - toh phir main bhi nhi aaunga .
Sana- agar nhi chaloge toh tumhara dhyan kon rkhega dekho toh sahi tumhe kitni chot lgi hai .
Aryan- mujhe agar chot lgi hai toh tumhe is se kya aur mera bhai hai na karn woh mera dhyan rkhega.
Sana- woh matlabi . dekho aryan aise nikkame doston kaa sath mat rha karo yeh jo tumhara so called bhai hai naa mujhse tumhare ilaj ke paise mang rha tha .
(Aryan ab is baat par chup hi rehta hai )
Sana- ab shant kyo ho gye meri yeh baat sun kar .mujhe toh yeh samajh nhi aa rha hai ki tumko shadi se pehle tumhare maa baap kaise jelte honge aur maine toh soch liya hai ki main tumhare sath ab do din nhi reh skti .
Aryan- nhi sana aisa mat karo .main tumhare bina do pal nhi reh skta mujhe ek chance toh do .
Sana- dekho aryan mujhe pta hai tum kabhi change nhi hoge .
(Aryan ab jor se rone ki acting karne lgta hai )
Aryan- dekho sana please ek chance .main ab pura change ho jaunga aur humesha sach bolunga.
Sana- sach aur tum .tum dono ka dur dur tak koi naata nhi aur mujhe pta hai tum abhi bhi naatak kar rhe ho (aryan ab puri tarah ghabra jata hai aur sochta hai ki isko kaise pta chala)
Aryan- kaisa natak idhar meri tang Tut gyi hai aur tumhe yeh naatak nazar ata hai .
Sana- tang toh tumhari tutti hai par yeh jo nakli ansu bha rhe ho uska kya aur abhi toh keh rhe the ki main badal gya aur abhi bhi woh immature harkte karte ho .
(Aryan ab bilkul chup ho jaata hai )
Sana- toh tum yhi chahte ho naa ki main tumhe ab chorkar na jau .
Aryan- ab nhi kabhi bhi .main chahta hu ki tum mujhe kabhi chorkar naa jao.sana mein tumhare bina nhi ji skta aur pakka main tumhare liye puri tarah apne aap ko badal lunga aur yeh baccho wali harqate chor dunga .
Sana- acha pakka tum apni responsibilities samjhoge aur ek samajhdar vyakti banoge mere liye.
Aryan- ha pakka sana bas tum mujhe chor kar na jaana .
Sana- toh thik hai main tumko 10 din ka time dungi agar tum apni yeh personality change nhi karoge toh mein 10 din ke baad tumhari kabhi shakal hi nhi dekhungi aur phir tum mujhe humesha humesha ke liye bhul jaana .
Aryan- mujhe manzur hai .
Sana- toh chaloge ab ghar mere sath.
Aryan- main tumhare sath chalne ko Ready hun par tum bhi apni baat se paltna mat .
Sana- nhi paltungi .
(Sana ka andar hi andar yeh man tha ki woh aryan ko maaf krde par woh ab uske sath ek aur chance lena nhi chahti thi par shayad ab woh aryan se pyar krne lgi thi par is baat ko manane ko taiyar nhi thi uska dimag uske dil ka virodh kar rha tha .)
(Sana ab sabko andar bulati aur suman ko aryan ki ghar le jane ki taiyari karne ko kehati hai aur karn ki un sabki help krta hai)
 
11,954
23,966
228
Awesome update
 
nktubhg

New Member
95
1,506
114
Update 30 part b
(Ab sana sabke sath milkar aryan ko ghar le ati hai aur roome mein leta deti hai )
Karn- acha bhabhi yeh aryan ki medicines aur iski bike bhi maine repair karne ko bhej di hai .
Sana- yeh btao kitna kharcha hua total tumhara.
Karn- nhi bhabhi woh to bas maine gusse mein keh dia tha .
Sana- acha gussa bahut ata hai tum chup chap paise btao .
Karn- nhi bhabhi aap chinta kyu krti hai maine paise pay kar diye hai.
Sana- tum kyu paise do ge .kya tum uski biwi ho ya maa ho .
Karn- chalo aap itna keh rho ho toh 5000 de dijye aur haa par abhi bike ke paise nhi diye hai .
Sana- koi baat nhi uske paise mein pay kar dungi .
Karn- acha bhabhi mein chalta hun aap iska dhyan rakhna.
Sana- are kuch chai paani toh pikar jao .
Karn- nhi bhabhi abhi mujhe kisi important kaam ke liya nikalna hai acha toh mein chalta hun .
Sana- ruko .
Karn- ji boliye.
Sana- thanks aryan ka itna dhyan rakhne ke liye .
Karn- koi baat nhi bhabhi yeh to mera farz tha .
( Karn apne ghar ke liye nikal jaata hai aur sana aryan ke room mein jati hai)
Sana- ab tabiyat kaisi hai .
Aryan- ab tum maan gyi ho na rukne ke liye toh ab sab thik hai .
Sana- main abhi kaha mani hu tumhare paas sirf 10 din hai mujhe rokne ke liye.
Aryan- tum chinta mat karo main tumhe mna lunga .
Sana- dekhte hai par pehle yeh medicine kha lo.
(Aryan medicine kha leta hai aur koi nakhra nhi krta aur sana ab kitchen mein jati hai )
Sana- maa ji aap iska khana lga dijiye main isko khana khila ke ati hun.
Suman- thik hai beti .
(Sana ab aryan ke room mein jati hai khana lekar)
Sana- aryan khana kha lo .
Aryan- thik hai .
Aryan- acha sana suno .
Sana- ab kya hai .
Aryan- mere pass baitho naa .
Sana- sorry abhi nhi abhi kitchen mein bahut kaam hai .
Aryan- dekha sana please thodi der baith jao .
Sana- acha thik hai baith jati hun .
Aryan- sana mein tumse ek bar phir sorry bolta hu please mujhe maaf krdo .
Sana- maafi toh tumhe milegi ya nhi yeh to 10 din baad hi pta lgega.
Aryan- koi baat nhi par pehle tum bhi khana Khao mujhe pta hai tumne bhi kal se kuch nhi khaya .
(Ab sana ko aryan apni hi plate mein se khana khilane lgta hai aur sana bhi usko mna nhi krti aur khane lgti hai tabhi aryan ki maa kamre mein ati hai )
 
ARTICUNO

Active Member
797
986
94

Mast update hai bhai 🎊🎊
 
Ghosthunter

Active Member
1,505
1,219
158
Outstanding and absolutely amazing update
 
Rajpoot MS

I love my family and friends ....
568
951
93
Nice 💕💕🙏
 
Dhansu2

Active Member
1,948
3,558
143

Bahut mast jabardast story hai bhai, keep updating
 
Top