• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Naukar ke bete ke sath nikkah

sophistications

Active Member
917
981
108
Nice update
 
11,897
23,912
228
Awesome update
 

Shivraj Singh

Active Member
826
1,464
124
Update 42
Morning 9:AM
Hina ki nind khul gyi thi par karn abhi bhi so rha hota hai .hina ab apne room se bahar ati hai tabhi usko kal ke incident yaad ati hai aur woh ab sana ko dhundne lgti hai par usko lag rha tha ki sana abhi Ghar chorr kar jaa chuki hai .hina ko aryan par kafi gussa aa rha tha kyunki usko lgta tha ki aryan ki wajah se itni badi ladai Hui hai .ab hina thoda tension maa aa jati hai isliye karn ko jagane jati hai.
Hina- karn utho jaldi .
Karn- sone da na tang mat karo.
Hina- bat suno yaar lgta hai hina Ghar chorr kar chali gyi .
(Karn ab jaag khul jati hai )
Karn- toh jane do naa acha hua chali gyi bechari is chutiye ke sath waise bhi kon rhega.
Hina- are yaar samjha karo hum usko rokne jaate hai kya pta abhi abhi nikli ho ghar se.
Karn- nhi rehne do jaane do usko.
Hina- kya yaar chorr do ab gussa aur chalo dekhte hai bahar jaakar usko.
Karn- thik hai mein jaata hun tum Ghar par hi rho ya phir us aryan se pucho kya pta usko kuch pta ho.
(Karn ab bahar ki tarf jaata hai aur hina aryan ke room mein enter krti hai )


1772e7fe1e505f309db6fd9b2e4bdb45
Hina room mein krte hi dekhti hai ki sana aryan ki bahaon mein baatein daal ke so rhi thi .hina ko yeh sab dekh kar pehle toh apni ankhon par vishwas nhi hota ki sana maze ke sath aryan ki bahaon mein leti hui tabhi karn bhi hina ke paas aata hai.
Karn- chinta mat karo sana ghar par hi hai kyunki bahar ka darwaza band hi hai .
Hina- pta hai ki sana ghar par hi hai .
Karn- agar pta hai toh uthaya kyun aur kahan par hai woh .
Hina- samne dekho bewkuf.
(Karn ab bed ki taraf apni nazar ghumata hai aur woh bhi yeh sab dekh kar hairan tha)
Karn- yeh sab kya bakwas hai.
Hina- kya tumhe yeh bakwas nazar aa rha hai dekho toh sahi kitne pyare lag rhe hai dono.
Karn- kaise bhi lag rhe ho mujhe kya .
Hina- kya karn abhi bhi tum gussa ho .
Hina- mere ko toh room ki halat dekh kar lag rha hai ki kal raat ko inke bich kuch hua hai .
Karn- sex hua hai or kya saaf nazar aa rha hai .
Hina- kya karn tumko pta nhi hain kiske samne baat karni hai.
Karn- are yaar chorro is baat ko mere ko toh yeh samajh nhi aa rha hai ki agar end mein inko yahi sab karna hota hai toh yeh dono itna ladte kyu hai.
Hina- tumhe kya pta pyar ke baare mein kehte hai jahan pyar zada hota hai waha thodi bahut ladai bhi hoti .
Karn- sahi keh rhi ho par inke bich ladai nhi hamesha kalesh hota hai .
Hina- par yeh aryan ne sana ko manaya kaise hoga .
Karn- ab kya pta kisne kisko manaya hai .yeh bhi toh ho sakta hai ki sana khud hamare chale jaane ke baad aryan ke paas chali gyi ho.
Hina- tum sahi keh rhe ho jhagda inka hota aur fas ham jaate hai par yeh dono phir sath mein aa jate hai .
Karn- chorro ab is baar ko mere liye chai bna do utni der mein fresh ho jata hun kyunki mujhe bhi ghar ke liye nikalna.
Hina- nhi yaar mat jao na ruk jao na thode din .
Karn- nhi ab iski problem bhi khatam ho gyi hai mujhe jaane do mera kaam ab khatam ho gya hai .
Hina- acha ab tumhare dost ki problem khatam ho gyi hai toh jaa rhe ho aur hum dono ka kya .kya tumhara mere koi rishta nhi mere liye ek do din ruk nhi sakte kya .
Karn- dekho aise baat mat karo jaise tum meri koi gf ho dost ho dost ban ke rho aur agar chai nhi banani hai toh bol do mein aise hi chala jayunga waise bhi kal ka mera bahut dimag kharab ho gya hai .
Hina- bna deti hu tumko chai aur han jaha jaana hai chale jaana nhi rokungi tujhe ab .(Hina thoda gusse mein bolti hai kyunki karn ki baat se thoda hurt ho gyi thi )
(Hina ab karn ke satha sana aur aryan ki bhi chai bna deti hai aur sana ke kamre mein enter karti hai par sana pehle se jaag gyi thi aur angrai le rhi thi )
Hina- uth gyi maharani ji( hina ko dekhte hi sana ghabra jaati hai aur khud ko bed ki chadar se dakti hai )
Sana- tum...tum kab ayi (sana ko thodi sharm aa rhi thi)
Hina- mein toh yahan thi subah se tum dono hi ghore bech kar so rhe the ek dusri ki bahon mein bahein daal ke jaise
Sana- acha thik hai pure details mein jaane ki zarurat nhi hai .
Hina- waise ek baat btao jab tum logon ko apas mein sulah hi karni hoti hai toh phir itna kalesh kyu karte ho tum log .
Sana-kya hina itni ladai koi jaan bhujkar thodi karta hai .
Hina- kya baat hai bahut samajhdar ho gyi ho lgta hai par kaal raat ko aise bol rhi thi jaise is aryan ki shakal bhi nhi dekhogi aur tum toh gyi bhi nhi apni ammi ke ghar time kafi ho gya hai lgta hai late ho gyi ho.
Sana- kya yaar chorr bhi do is baat ko aur waise bhi mein kya karungi ammi ke paas jaakar .
Hina- acha bachu .
Ab aryan bhi uth jaata hai par usko saara dhyan sana ki taraf hi tha usko pta nhi tha ki hina bhi uske room mein hi hai .
Aryan- are uth gyi tum begum sahiba waise kal raat ko tumhare sath maza aa gya .
Sana- ayan dusri taraf dekho hina is waqt kamre mein hai (dhire se bolti hai )
Aryan- kya ( tabhi aryan dusri taraf dekhta hai aur hina ko dekh kar sharma jaata hai )
Aryan- are hina ji aap kab aayi aaiye na baithiye.
Sana- yeh kya bol rhe ho aryan .
Sana- dekho hina abhi bahar jayo hum change krke aate hai .
Hina- toh yeh jo mein chai lekar ayi hun uska kya .
Sana- bahar rakh di hum change karke bahar hi aate hai.
(Hina ab chai lekar bahar chali Jaat hai )
Aryan- kya sana idhar hi rakhne deti na chai bed par baith kar hi pi lete .
Sana- chup karo tum aur jaldi change karo waise bhi kya pta yeh hina hamare baare mein kya soch rhi hogi mujhe toh ab sharam aa rhi hai .
Aryan- isme sharmane wali konsi baat hai .
Sana- chalo ab jyada baatien mat bnayo change karo aur bahar niklo .
Aryan- acha jaata hun par meri pehle yeh shirt toh utar do.
(Sana ab aryan ko uski shirt pakda deti hai aur aryan bhi apne kapde pehan leta hai )
Aryan- tum nhi aayogi bahar .
Sana- aise hi aa jau kya pehle change toh karne do .
(Ab aryan bahar aakar chai pine lgta hai tabhi wahan par karn bhi aa jata hai taiyar ho kar aur sofe par baith kar aryan ko ignore krta hua apni chai pine lgta hai .aryan karn ko manane ki sochta hai aur usko do tin baar bulata hai par karn koi jawab nhi deta)
Aryan- sorry karn bhai ab maan bhi jayo na kitni der tak gussa karoge tumhara chotta bhai kabhi kabhi galti ho jaati hai chorr do is narajgi ko ab.
Hina- toh tumhare kehna ka matlab tumne karn ki baat na man kar glti ki hai agar sana ko yeh baat sun lyi ki tumne usko sab sach bta ke glti krdi .
Aryan- mere kehna ka yeh matlab nhi tha .
Aryan- dekho karn bhai itna gussa sahi nhi hai chorr do kal jo hua usko bhul jao.
(tabhi sana bhi bahar aa jati hai aur aryan ke paas aakar baithti hai )
Sana- kya hua main bahar ayi hun toh sab chup kyu kar gye.
Sana- kya baat hai aryan koi baat huyi hai .
Aryan- woh karn bhai kal mujhse naraj ho gye tha toh unhi ko bol rha tha ki ab gussa chorr do.
(Sana ab apni jagah se uth kar karn ke paas baith jaati hai )
Sana- ab bas karo karn bhaiya kar do maaf aryan ko aur mujhe bhi kal us thapad ke liye idhar toh dekho meri taraf.
Karn- nhi sana jao mujhe tang mat karo waise bhi tum kyo maafi mang rhi ho tumhari toh galti bhi nhi hai .
Sana- nhi bhaiya aisa bol kar sharminda mat kijiye kal raat ko main thoda gusse mein thi isliye apko thapad maar diya tha please maaf krdo aur aap bhi toh chahte the na ki mere aur aryan ke bich sab sahi ho jaye isliye aapne usko sach batane se mna kiya tha toh ab sab thik ho gya hai par aap naraj ho gye ho chalo na aise mat karo please mere ko apni behan samajh kar maaf krdo .
Karn- dekho sana maafi toh mujhe tumse magni chahiye thi is sab natak ke liye .tum sahi thi ki kahi na kahi aryan aisi harqate meri wajah se hi karta hai isliye mein yahan se jaa rha hun.
Sana- dekho bhaiya bhul jayo kal ki baat ko aur ab maaf kar do usko please meri baat man jao agar aap mujhko apni behan mante ho toh man jayo.
Karn- thik hai maaf Kiya isko .
Karn ki baat sunkar Aryan karn ko hug krne lgta hai aur sana bhi yeh dekh kar hasne lgti hai .
Karn- chal be dur hat mujhse .
Aryan- kya bhai gale toh lgne do.
Karn- acha lag liya tune gale ab chorr de mujhko.
Karn- acha hina kaha hai .
Sana- woh shayad kitchen mein hogi koi kaam tha kya.
Karn- han kuch baat karni thi .
(Karn ab kitchen mein chala jata jahan par hina apna tiffen taiyar kar rhi thi kyuki usko kaam par jaana tha)
Karn- acha hina sorry.
Hina- kis baat ki maafi mang rhe ho.
Karn- woh subah jo maine tumhe thoda gusse se bol diya tha us baat ki.
Hina- koi baat nhi tumne konsa jhuth bola tha sach hi toh kaha tha mein tumhari koi girlfriend thodi na hu jiske paas tum rukoge tum jis wajah sevaaye the woh kaam ho gya toh chale hi jayoge yahan kyo rukoge.
Karn- dekho hina tum toh bura hi man gyi .
Hina- nhi main kyo bura manungi waise bhi tum abhi tak gye nhi time ho gya hai tumhare jaane ka.
Karn- acha yaar maaf kar do ab main manta hun meri galti hai mujhe tumse aise baat nhi karni chahiye thi .
Hina- thik hai kiya maaf par aage se dhyan rakhna par aaj toh tumko nhi jaane dungi ghar.
Karn- thik hai mein aaj ruk jaata hun par kal mein ghar ke liye nikal jaunga .
Hina- thik hai chale jaana par aaj nhi.
Karn- thik hai par yahan mein akele karunga kya .
Hina- ghumne chalte hai aur sath mein sana aur aryan bhi hai kaafi maza ayega..
Karn- nhi .
Hina- kya karn agar bahar nhi jaana hai toh ghar par bore hi honge .
Karn- meri puri baat toh sunlo mein toh yeh keh rha tha ki tumbaur sirf mein chalenge inhe ghar par hi rehne dete hai .
Hina- sach mein.
Karn- aur nhi toh kya .
(Hina aur karn ab bahar aate hai)
Aryan- toh chale karn bhai ab ghar kaafi time bhi ho gya hai .
Karn- nhi mein aaj yahi par rukunga .
Aryan-kyu kya hua .
Hina- kuch nhi hua hai humne socha ki aaj mein aur karn kahi ghumne chalenge .
Aryan- thik hai bhai agar kal jaana hai toh hum bhi idhar hi ruk jaate hai ek din ki toh baat.
Sana- han thik hai koi problem nhi ek din ki toh baat hai .
Karn- toh aap phir ghar par hi ruko hum taiyar hokar nikalte hai.
Aryan- thik hai bhai chinta mat karo.
(Sana ab wahan se uthkar nahane chali jaati hai aur aryan apne room ki safai karne chala jaata hai )


3b6c328cc49b754f5e0b8b92a4431182
Sana ab taiyar hokar room mein aati hai aur sana itni sundar lag rhi thi ki aryan usko dekhta hi reh jaata hai .
Sana- aise kya dekh rhe ho aryan miya.
Aryan- kuch nhi bas aaj bahut kamal lag rhi ho.
Sana- thanks par ab tum bhi jaa kar shower le lo.
Aryan- chala jaata hun thodi der mein .
(Sana thodi udas thi aaj kyunki usko apni maa ki yaad aa rhi thi)
Aryan- kya baat hai sana itni udas kyu nazar aa rhi ho kisi ne kuch kaha kya.
Sana- kuch nhi bas aise hi .
Aryan- dekho aisa mat karo btao kya baat hai.
Sana- woh bas Ghar walo ki yaad aa rhi thi.
Aryan- toh usme udas hone wali kya baat hai kal ham ghar jaa toh rhe hai.
Sana- mein hamare ghar ki baat nhi kar rhi hun mein apni ammi aur abbu ki baat kar rhi hun.
(Aryan ab jaakar sana ko gale se lgata hai )
Aryan- are darling itni hi yaad aa rhi hai toh chalte hai na unse milne is bahane meri bhi mulaqat tumhare ghar walon se ho jayegi ab toh woh bhi meri family ka hissa hai .
Sana- sach mein hum aisa jaa sakte hai . Kya
Aryan- jaa sakte hai kya ki kya baat karti ho aaj hi chalte hai tumhare ghar .
Sana- sachi ( ab sana khush ho jaati hai aur aryan ko dekh kar smile karne lgti hai )
Aryan- mein taiyar ho jaata hun phir hum nikalte hai indore ke liye .
Sana- par aryan karn bhaiya aur hina bhi toh jaa rhe hai phir hum kaise Jaa payenge .
Aryan- tum chinta mat karo mein unke sath baat kar ke aata hun.
(Aryan ab karn ko Btane jaata hai ki woh bhi sana ke saath bahar Jaa rha hai )
Aryan- karn bhai ek kaam tha .
Karn- bol kya kaam hai .
Aryan- woh darasal baat yeh hai ki mein bhi soch rha hun ki sana ko uske ghar lekar chala jau kyunki baar baar bol rhi thi usko apni ammi ki yaad aa rhi hai .
Karn- par bhai hamare paas ek hi car hai aur tu agar chala bhi jayega toh kal subah tak milkar wapas kaise ayega .
Hina- koi baat nhi isko jaane do hum meri scooty par hi ghum lenge .
Karn- par phir bhi yeh kal tak tumhare yahan kaise pahuncega mere ko kal ghar bhi jaana hai .
Hina- yeh tumne kya ghar jaane ki rat lgayi hui hai do teen ruk bhi jayoge toh kya ho jayega.
Aryan- han bhai ruk jao dekho na bechari hina ji kitne pyar se bol rhi hai .
Karn- acha bhai jahan jaana hai jao par 2 din mein wapis aa jana aur agar nhi aa paye toh phir train se chala jaunga tum meri tension mat lena .
Aryan- thanks bhai .
(Ab aryan bhi taiyar ho jaata hai sath mein sana ki packing mein help karta hai aur usko baad dona car se sana ke ghar ki taraf nikal padte hai )
Yaar sana ke parivaar ki har aurat aaryan bhoge. Kyonki 32 sal ki sana 21 sal ka aaryan. To uske liye khud sana kunwari chut ka intejam kare. Aur aaryan ki dusri shadi aaryan ki hum umar apni khala chachi mami fufi ki beti se karwaye. Taki aaryan ko bhi ek jawan sunder aur kunwari chut mil jaye. Yaha tak aaryan sana ki ammi fufi chachi khala mami sabki chut ki dhajjiyan udate. Taki story aur interesting ho jaye. Is kaam me khud sana aaryan ko bhadkaye aur madat kare.
 

Ajay Rathor

Member
470
957
108
Bhai waiting for new update..
 

akkamonster

7ft akka monster
5
0
1
Story excellent Hai bro
Bus ise adultery mat karna

Sana❤️ Aryan Mai hi rahne do
Love, romance, struggle, suspense, emotion, success ,marriage life
 

Shivraj Singh

Active Member
826
1,464
124
Sana mangalsutra chudiya mang me sindur pairo me payal. Ungali me pichhiya dale. Taki sampurn Hindusthani nari ki tareh lage. Aur apni ammi aur abbu se naye gateup me mile. Jisse ki vo bhi chauk jaye.
 
  • Like
Reactions: akkamonster

Zeva parveen

Member
138
106
43
chamatkar,ashadaran aur ekdum mast story writings!
 

nktubhg

New Member
61
918
84
Update 43 part b
Morning 7:30Am
Sana ki jaag khul jati hai .Sana ab aaj kal bahut khush woh bhi aryan ke sath apni life bitane ki liye excited thi .Sana ab aryan ki taraf dekhti hai jo abhi so rha tha.sana ko aryan par bahut pyar aa rha tha woh ab apne hathon se aryan ki nazar utarti hai.sana ab aryan ke galon par ek kiss karti hai phir usko uthane lgti hai.
Sana- utho mr immature subah ho gyi hai.
Aryan- sone da na nind aa rhi hai .
Sana- yaar aisa na karo or jaag jayo chup chap nhi toh pani ki balti fenk dungi tum par .
Aryan- mujhko sone do zyada dimag mat khao or jo karna hai woh karlo par yeh yaad rakhna uske baad mein kya karunga.
Sana- dekho aryan uth jao .
Aryan- yaar ek toh mujhko tang mat karo or mere sath ek achi sanskari biwi ki tarah baat Kara karo.
Sana- mein toh tumhari sanskari biwi ban jaungi par kya tum ek ideal husband ban payoge.
Aryan- yaar subah subah phir shuru ho gyi yeh aurat meri khamiya Btana.
Sana- thik hai mat utho pade rho ha yahan kumbkaran ki tarah ( gusse mein)
Aryan- tum abhi chillana band karo abhi uth jaata hun pehle mere liye chai lekar.
Sana- woh toh nhi ho sakta hai ab.
Aryan- kyu nhi ho sakta hai.
Sana- hamare ghar mein koi brush kiya bina na koi kuch khata hai na hi bed par chai milti hai isliye nawabzade ji apne nakhron ko chodiye aur uthiiye .
Aryan- kya bakwas niyam hai tumhare ghar ka .
Sana- zyada bolo mat dekho na time kitna zada ho gya hai .
Aryan- acha thik hai ji uthta hun
Aryan ab uth jaata hai aur time dekhta hai aur sochta hai abhi toh sirf 7:30 baje hai jis se uska mood phir se khrab ho jaata hai kyunki usko abhi sona tha .
Sana- acha chali taiyar ho jayo .
Aryan- tumhe nhi nahana.
Sana- aaj mein thodi der baad shower le lungi .
Aryan- chalo na sath mein shower lete hai kya kehti ho .
Sana- nhi is ghar mein nhi sath mein mere ko ek baat btao kya tumhare mein dimag hamesha yeh sab chalta rehta hai kya kuch dusri chiz ke baare mein bhi sochte ho tharki.
Aryan- agar tum jaise biwi ho toh yehi sab chalega na dimag mein.
Sana- tum bhi na jahan dekho bas shuru ho jaate ho.
(Aryan ab nahane chala jaata hai aur sana bahar apni maa ke paas jati hai )
Sana- ammi salam
Sana ki maa- uth gyi tum beta aur kya damad ji abhi bhi so rhe hai .
Sana- nhi ammi woh abhi shower le rhe hai .
Sana ki maa- dekh beti tu apne mard se tamiz baat krti hai na aur uski har pasand na pasand ka tujhe khyal hona chahiye.dekh in logo ki nazar dusri aurat par bahut jaldi padti hai isliye inko khush rakhne ke liye bahut efforts karne padte hai.
Sana- dekhiye ammi inka khyal mein thik se rakhti hun sath mein bala inke sath badmtiji se kyu baat karungi waise bhi mere sohar aise nhi hai ki kabhi dusri jagah muh mare.
Sana ki maa- tu rehne de yeh sab ek jaise hote hai .
Sana- yeh sab baatien chorro yeh btao abbu kahan hai .
Sana ki maa- woh toh subah hi nikal gye keh rhe the ki koi zaruri kaam hai .
Sana- kya ammi mere ko jagah toh deti mere ko unse milna tha.
Sana ki maa- meine roka tha par bole aa kar mil lunga .
(Ab sana ki behan ruksana bhi chai pite pite apne room se bahar aati hai.sana ko dekhte hi woh suprise ho jaati hai aur apni chai ka cup side pe rakh ke sana ko gale se lagati hai )
ruksana - wow di kya suprise diya tumne .jiju bhi aaye kya sath mein ( ruksana ki age bhi aryan jitni thi )
Aryan bhi apne room se taiyar ho kar aa jata hai .
Aryan- namaste aunty ji
Sana ki maa- namaste beta.
(ruksana ab aryan ki taraf dekhti hai phir dekhti hi rehti hai)
Sana- ab aa gye tumhare..
Ruksana - pta hai yeh hi hai mere jiju.
Ruksana- kyu kaat baat hai jija ji apni saali se miloge nhi .
Sana- kyu nhi milenge waise kehna padega tum toh apni behan se bhi sundar ho.
Ruksana- shukriya jija ji.
Sana aryan ki baat muskra toh rhi thi par andar hi andar uski thoda bura bhi laga tha.
Sana ki maa- chal ab bahut baat karli tumne ruksana apni chai pi lo nhi toh thandi ho jayegi .
(Aryan ne jab sana ki maa ki baat suni toh sana ke paas jakar usko dhire se bolta hai ki tume toh kaha tha ki hamare ghar par koi nahaye bina chai nhi pita hai ab sana aryan ki baat sunkar apni maa ki Tara lf dekh kar muskrane ka natak karti hai )
Sana ki maa- kya baatien ho rhi hai mia biwi mein.
Sana- kuch nhi woh bas nashte ke liye bol rhe hai .
Sana ki maa- toh damad ji agar nashta hi karna hai toh mere ko btayo na itna sharma kyu rhe ho.
Aryan- nhi ji sharma nhi rha tha bas aise hi .
Sanaki maa- dekho beta sharmana bhi nhi is ghar ko apni hi ghar samajho.
Aryan- thik hai aunty ji.
Sana ki maa- yeh kya aunty bol rhe ho mein sana ki maa hun toh tumhari bhi maa huyi na keh nhi .
Aryan- ji jaisa aap kaho maa ji .
Sana ki maa- yeh huyi na damad wali baat .chalo ab baith jao mein tum dono ke liye naashta bna deti hun.
Sana- tum baitho na mein khud bna lungi maa.
Sana ki maa- nhi tu baith.
Sana- thik hai jaisi apki marzi.
(Ruksana bhi ab chai pi kar fresh hone jaati hai )
(Sana aur aryan ab nashta karne lgte hai sath mein uski maa bhi ab naashta lekar aati hai aur wohi par baith jati hai )
Sana ki maa- beta aryan yeh sana tumhara khyal toh rakhti hai na aur tumhare saath iska baat karne ka lehja kaisa hai .yeh tumse respect se baat toh karti hai.
Aryan- maa ji aap chinta mat kijiye aapki beti toh mera kafi ache se khyal rakhti hai baki rahi tamij ki baat toh yeh aap ise khud puch lijiye.
Sana ki maa- kya matlab yeh tumse tamiz se baat nhi krti.
(Sana ki maa ab sana ko narajgi se dekhti hai )
Sana- nhi maa aisi koi baat nhi hai maine toh kabhi inse tum karke bhi baat nhi ki .
Aryan- ji maa ji yeh sahi keh rhi hai isne mere sath aaj tak kabhi tum karke baat nhi ki yeh sirf tu i mean ji lga kar baat krti hai .
(Sana ab banawati gussa bna aryan ki taraf dekhti hai aur aryan us par has rha hota tabhi sana aryan ko ishare se kehti ki maa ko jaane do phir tumko btati hun yeh dekhkar aryan ki hasi apne aap ruk jaati hai )
Sana ki maa- acha beta mein Zara apne room mein ja rhi hun tum log baitho.
(Sana ki ammi aisa bolkar apne room mein chali jati aur phir sana aryan ke paas aakar baith jati hai )
Sana- kyu kya bol rhe the tum ammi ko mere baare mein.
Aryan- maine kya bola tumhari tarif hi toh kya.
Sana- Main sab samajh rhi thi aryan tum ammi Kyo kehna cha rhe the.
Aryan- ab maine kya kiya tumhari tarif hi toh ki woh bhi jhuthi yeh shukar karo maine tumhari ko btaya nhi ki unki beti kya -2 karti hai.
Sana- kaisi jhuthi tarif kya mein tumhara khyal nhi rakhti aur iska kya matlab ki mein kya kya karti hun.
Aryan- acha mein khyal ki baat hi nhi kar rha woh toh tum mera rakh hi leti ho par yeh jo tamiz wali baat thi yeh toh jhuth tha sath mein bol rhi thi ki main toh inse ji laga kar hi baat krti hun .
Sana- dekho jyada bano mat mein tumhari utni hi respect karti hu jitni tum deserve krte ho sath mein ab dekho tumhare mein kya haal krti hun par han ek baat yeh bhi sun lo meri behan se dur rehna .
 
Top