• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Naukar ke bete ke sath nikkah

ARTICUNO

Active Member
657
834
94
Update 42 part 2
Aryan car chala rha hota hai aur sana bhi uske sath wali seat par baithi hoti hai .
Sana- yeh Kahan lekar Jaa rhe ho humko toh indore ke liye nikalna tha.
Aryan- sana kal toh btaya tha na ki kal tumko mandir lekar chalunga .
Sana- toh ab hum mandir jaa rhe hai .
Aryan- han bas thodi aage hi ek mandir hai uske baad khana khane jayenge kisi restaurant mein phir nikalte hai tumhare ghar ki taraf.
Sana- thik hai jaisa tum kaho mr immature.
Aryan- ab toh immature kehna band kar do.
Sana- nhi mujhe ab yeh naam pasand aa gya hai .
(Aryan ab mandir ke paas pahunch chuka tha tabhi koi mandir ka karmchari uske paas ata hai aur car ko parking par laga ke aane ki baat karta hai )
Aryan- sana
Sana- kya hai .
Aryan- mein Zara car park karke aata hun tum utni der mandir mein enter karo.
Sana- koi baat nhi aryan sath mein hi chalte hai .
Aryan- nhi samajha karo aur tension kyu le rhi ho koi kuch nhi kehta tumko
Sana- thik hai
(Sana ab car se utarti hai aur aryan apni car ko park karne ke liya chala jaata hai)
(Sana utar toh jaati hai par usko mandir jaana thoda alag sa lag rha tha kyunki kabhi bhi woh mandir gyi nhi thi isliye woh mandir ke paas jo jagah thi wahin par baithkar aryan ka wait karne lgti hai tabhi wahan par koi baba aate hai )
Baba- kya baat hai beti idhar kyu baithi ho.
Sana- kuch nhi ji mein bas apne pati ka wait kar rhi hun
Baba- acha waise kya karta hai tumhara pati
Sana- ji abhi toh filhal kaam dhund rhe hai kya pta jaldi hi koi kaam mil jaye
Baba- ab toh kaam mil hi jayega yahan par jo aa gye ho matha tekne .tum woh mandir ke paas mein jo stambh hai usko dekh rhi ho.
Sana- ji kya hai woh.
Baba- beta woh yahan ke gram devta hai kehte hai agar koi shadishuda ladki inke aage diya jalati hai woh uski har icha puri karte hai .
Sana- sach mein.
Baba- han beta hamne toh yahi suna hai.
(Sana kabhi mandir toh gyi nhi thi par baba ki baat sunkar aaj usko naa jane man karne lga tha ki woh bhi us stambh ke aage 2 deepak jalaye sath mein un gram devta se apni married life ke liye kuch mange aur woh aisa hi karti hai .Sana ab stambh ke aage matha tek kar aryan ke career sahi rhe iski prathna karti hai aur yeh bhi mangti hai ki jaldi hi woh maa ban jaye aur uski married life mein koi dusri problem na aaye)
(Ab aryan bhi wahan par aa jata hai )
Aryan- sana tum abhi tak mandir kyu nhi gyi dekho agar tumko dikkat ho rhi hai toh tum rehne do mein hi matha tek aata hun.
Sana- nhi baby aisi koi baat nhi hai mujhe koi dikkat nhi hai mein toh bas tumhara wait kar rhi thi .
Baba- toh yeh hai tumhara pati beta .
Sana- ji baba ji .
Baba- dekho beta chinta mat karo jaldi hi tumhe koi kaam mil jayega.
Aryan- sana yeh kon hai .
Sana- koi baba hai jab mein yahan par baithi thi toh aakar mujhse baat karne lge the .
(Aryan ab baba se baat karne lgta hai aur woh baba bhi kuch baatein kar ke un dono ko ashirwad dekar wahan se chala jaata hai )
(Aryan aur sana dono mandir mein jaakar matha tekte hai aur matha tekne ke baad wahan se nikal jaate hai )
Aryan- chalo ab kisi restaurant mein khane chalte hai btao kahan jaana hai .
Sana- wahin par chalte hai jahan par hina lekar gyi thi pehli baar .
Aryan- thik hai jaisa tum kaho .
Aryan- sana kya tum mandir mein jaane se hichkicha rhi thi
Sana- aisi koi baat nhi hai mein toh bas ...
Aryan- suno chill Karo mein tumhe yeh sirf isliye puch rha hun kyunki mein tum par apna religion force nhi karna chahta isliye bta do tension mat lo .
Sana- nhi baby aisi koi baat nhi hai aur mujhe pta hai tum kaise ho mujhko koi explanation nhi tumse is baare mein
Aryan- acha thik hai par ek baat yeh bhi sun lo ki kabhi kisi anjan aadmi se aise hi baat mat Kara karo kya pta kisi ki kya intention ho aur woh atul se bhi toh hamari behas ho gyi hai toh tumko thoda dhyan rakhna chahiye.
Sana- maine ab kis anjan admi se baat ki tum kya kab se lecture de rhe ho
Aryan- main us baba ki baat kar rha hun. aise bhi kisi ke sath randomly baat nhi karni chahiye zamana aajkal bahut khrab hai .
Sana- thik hai aage se nhi krti .
Aryan- tumko usne kuch khane ko toh nhi diya naa.
Sana- nhi.
Aryan- phir thik hai .
(Aryan aur sana ab restaurant par pahunch jaate hai aur order Dene ki taiyari krte hai )
Aryan- kya khaogi .
Sana- kuch samajh nhi aa rha .
Aryan- non veg order kar du.
Sana- nhi abhi mood nhi hai .
Aryan- toh phir kya khaogi .
Sana- tum jo khayoge woh hi khalungi .
(Ab aryan waiter ko order de deta aur phir sana se baate karne lgta hai )

fe0c0c5ec03ead3c53f7e8ac9323b262
Sana ko aaj aryan par bahut pyar aa rha hota hai sath mein woh aaj bahut khush bhi thi kyunki itne der baad woh apne ghar walon se milni wali thi tabhi sana aryan ke paas jaakar uske gaal par ek kiss karti hai aur ek pyari si smile deti hai .

9d028dcba3c06261e1d7a92709c4d154
Aryan- kya baat hai sana ji aaj bada smile kar rhi ho.
Sana- bas aise hi .
Aryan- acha par pehle toh kabhi sabke samne itna pyar nhi jataya.
Sana- woh kya hai na Aaj tum bade ache lag rhe ho pta nhi kyu .
(tabhi un dona ka order aa jata hai aur dono khana khane lgte hai tabhi aryan apni hi plate se sana ko khana khilane lgta hai aur sana ko bhi aryan ka thoda caring wala roop dekh kar acha lag rha tha )
(Ab dono khana kha chuke the tabhi unke table ke paas koi admi aakar baith jaata hai jo koi dusra nhi balki atul hi tha jo sana ki taraf dekh kar ajeeb si smile kar rha tha aur aaj woh bahut tashan mein lag rha tha jaise woh koi gunda hota hai )
Aryan- tu yahan kya karne aya hai atul tujhe bola tha na ki sana ke aas pas bhi nhi aana nhi toh tera woh haal karunga ki tere ghar wale bhi teri shakal nhi pehchan payenge.
Atul- tu chup kar bhadwe tere se koi baat karna bhi chahta hai waise sana darling hamari qismat dekho yeh duniya hi humko Milana chahti hai tumhe yakeen nhi aayega ki mein tumko hi dhund rha tha aur dekho meri qismat tum mujhko mil bhi gyi.
(Atul ke muh se sana darling sun ke aryan ka gussa satveien aasman par pahunch jaata hai aur woh atul ko marne hi wala hota hai tabhi atul apne chotte bag jo usne pakda hua tha usme se ek pistol bahar nikal kar table par rakh deta hai)
Atul- jyada gussa aa rha hai bache ko waise chutiye ye tumhari laat badi jaldi thik ho gyi kya koi Jadu wagera toh nhi karte

484ce25270b97e2b80edbb610e889ec5
(Sana pistol ko dekh kar puri tarah dar jaati hai uske dimag yeh dar baith jaata hai ki abhi abhi woh nayi life ki starting krne wale the aur yeh atul nayi musibat ban kar unki life mein aa gya dusri taraf sana ko aryan ki bhi bahut chinta hone lgti hai par aryan ko bilkul bhi dar nhi lgta hai woh is waqt bahut shant baitha hota hai woh bhi isliiye kyunki usko bhi yhi dar tha ki sana ko kuch naa ho jaye)
Atul- kyu be aryan fat gyi gand teri meri yeh pistol dekh kar.
Sana- dekho atul please aryan ko tang mat karo aur humein jaane do yahan se meri yeh request hai tumse.
(Aryan chup chap baitha hota hai aur sab kuch observe kar rha tha woh isliye koi react nhi kar rha tha kyunki atul ka hath pistol ke bahut paas tha )
Sana- please atul tumhare aage hath jod rhi hun please aryan ko jaane do usko kuch mat karna.
Atul- are baby tum kyo chinta kar rhi ho aryan jaana chahta hai toh jaye par tum ko toh kahi nhi jaane dunga .tum meri ghar ki rani nhi banana chahti thi na isliye ab mein tumko apni rakhel bana kar rakhunga aur din raat tumhari chudayi karunga .
(Sana ab puri tarah ghabra chuki thi aur sath mein rone bhi lagi thi par aryan tabhi sana ka hath pakdta hai aur usko shant rehne ka ishara krta hai)
Atul- par uske pehle yeh apne ex husband se baat karo darasal abhi abhi meri iske sath ek business deal hui hai usme isko kaafi fayda hua hai aur maine bhi kuch favours toh ise mange hai ( aisa bolkar woh sana ko phone pakda deta hai )
Atul- dekh aryan ab teri so called biwi mere paas khud chalkar ayegi aur mere sath soyegi (atul ab pistol apne hath mein pakad leta hai )
(Sana ka tension se dimag ab fatne lga tha usko ab aise lgne laga tha ki woh Paida hi kyo hui agar sari zindagi usko dukh hi milna tha par is waqt sana ko kuch honsla de rha tha woh tha sirf aryan ka hath jo usne pakda hua tha)
Aryan- sana tension mat lo aur us suleman se respect ke sath baat karne ki koi zarurat nhi sath mein darna bilkul bhi mat .
(Aisa bolkar woh sana ke hath ko aur tight se pakad leta hai )
Sana- han bolo suleman kya baat.
Suleman- bahut himmat aa gyi lgta hai tum mein jo mujhe ab naam se bula rhi ho waise bhi jab ek aurat do kodi ke na mard ke sath rehne lge na toh aurat bhi khud ko mard samajhne lgti hai .
Sana- dekho aise idhr udhar ki baatien mat kar yeh bta kaam kya tha .
Suleman- kyu re kutiya bahut juban chal rhi hai teri .tera woh tamij wala lehja kahan chala gya.
Sana- kaam btao nhi toh mein phone rakh rhi hun.
Suleman- toh kaam ki baat sun meri kutiya mera is atul ne business mein fayda karaya hai isliye meri iske sath yeh deal hui hai ki yeh tere sath 4 din tak so sakta hai ab chup chap apne pati ko chorrkar iske sath chali ja phir aa jana wapis apne sohar ke paas rand.
(Sana ki ankhon mein ab ansu the par ek gussa bhi tha jo woh suleman par nikalna chahti thi tabhi aryan sana ko na darte hue baat karne ka ishara karta hai aur aryan ke uske sath hone ke karan sana bhi thodi himmat se suleman ko jawab deti hai)
Sana- dekho suleman main tumhari rakhel nhi hui ke jiske sath kahoge uske sathi bistar garam karungi.meri ab shadi ho gyi hai aur tum par mera na koi haq tha na koi haq hai ek baat yeh bhi sun lo dobara nhi bolungi aage se mujhse tamiz se baat karna nhi toh wohi aakar marungi madarchod.( Ab sana suleman ka phone cut karti hai aur atul ko pakda deti hai )
Atul- sana ji oh teri ki galti ho gyi rakhel ko bhi koi izzat se bulata hai kya toh sun sana rand chale ab hum waise bhi mere se ab rha nhi jaa rha.
Sana- suno atul tamiz se baat karo mere sath aur tumne suna nhi maine us suleman ko abhi gali di aur mein kahi nhi jaane wali tumhare sath.
Atul- thik hai toh Mar jayo fir dono (yeh bol ke woh aryan ke sar par pistol rakh deta hai par aryan bilkul bhi nhi ghabrata aur sana ka hath bhi nhi chorrta bas atul ko gurta rehta hai )
Sana- nhi atul please mein tumhare hath jodti hun aryan ko kuch mat karna .
Atul- waise kehna padega dono mein pyar bahut hai woh kehte hai na made for eachother par mujhe lgta hai sana yeh launda tumse jyada pyar karta hai dekho abhi bhi isne tumhara hath nhi chorro isliye soch rha hun iski ankhon ke samne pehle tumko mar du kya kehti ho( yeh bol kar woh sana ke sar par pistol rakh deta hai jab woh aisa krta hai toh aryan ko pehli bar dar lgta hai uska dil bahut teji se dhadkne lga tha)
(Par aryan ko kahi na kahi is pal ka hi intejar tha ki atul ka dhyan us se batak jaye tabhi aryan jo fork table par pada hua tha atul ke hath mein de marta hai bahut speed se jis se atul ko bhi koi mauka nhi milta .yeh aryan us hath par hi marta hai jisme usne pistol pakdi hui thi )

da212066344a5a62a88ecf07a9d8d5a0
(Atul ke hath se ab khoon nikal rha tha aur fork uske hath mein bilkul ghus gya tha .atul ke chikhe pure restaurant mein gunj rhi thi lag rha tha ki uske haath ki haddi hi Tut gyi hai par dusri taraf aryan ke sar par khoon sawar tha ab woh har ek gali aur insult ka jawab atul ko dena chahta tha jo usne sana se ki thi .aryan ab fork ko twist kari ja rha tha aur atul ki chikhe aur badne lgi thi tabhi aryan atul ko collar se pakad kar table par marta hai phir ek dusra fork spoon uski jhang par marta hai.atul is waqt woh takleef mein tha jo usko kabhi nhi huyi thi.aryan ab 5- 6 zabardast punches uske muh par marta hai jiski wajah se atul ke muh se blood nikalne lagta hai phir uski jhang se fork nikalkar phir wohi par marta hai jahan par pehle mara tha taki uska zakham bahut gehra ho jaye. Phir aryan uski naak par ek takkar marta jiski wajah se atul ki naak khoon ki wajah se puri laal ho jaati hai.sana aryan ko hairani se dekh rahi hoti kyunki yeh sab bahut fast hua tha.sana ne bhi aryan ko itne gusse mein kabhi nhi dekha uski ankhen gusse se laal thi tabhi sana usko rokne lgti hai kyunki agar woh aisa nhi krti toh shayad atul aryan ke hathon se maara jaata )
Sana- aryan chorr do isko nhi toh woh mar jayega.
Sana-aryan please meri baat mano jhagda band karo .
Sana- pehle hi usko bahut maar liya hai agar thodo aur maroge toh mar jayega.
Par aryan sana ko ignore kar rha tha aur atul ko maare ja rha tha.sana aryan ko rokti hai par woh bilkul bhi nhi rukto.
Sana- ruk jao aryan maine kaha ruko.
Aryan- chup kar ke baith ja udhar mera dimag abhi mere kabu mein nhi hai isliye mujhse dur reh tere ko samajh nhi aa rha idhar kya ho rha( sana aryan ki gusse wala muh dekh kar ghabra jaati hai par phir bhi usko rokti rehti hai )
Sana- dekho aryan tumhe meri Kasam chorr do isko please baby samjha karo abhi hamari puri zindagi padi hai agar aisa karoge toh hamara saara future khrab ho jayega.
Sana ki baat sunkar Aryan thoda hosh mein ata hai aur thoda shant hota hai .
Aryan- sana ek kaam karo iski pistol pakdo niche gir gyi hai aur usko mere bag mein dalo.
(Sana bhi jaisa aryan kehta hai waisa hi karti hai woh aisa karna toh nhi chahti thi par aryan ke gusse ko dekh kar uski baat man leti hai)
Ab aryan atul ko collar se pakad kar diwar par lgata hai yeh sab restaurant wale bhi dekh rhe hote hai par koi bich mein nhi ata kyunki sab dar gye the
Aryan- sun bhonsdi ke kya keh rha tha meri biwi ke baare mein usko rakhel bna kar rakhega chutiye agar tune usko hath bhi lgaya na to tera hath kat dalunga.
Aryan- yaad rakhna is baat ko woh meri dharmpatni hai aur agar ab tu mere ko kabhi bhi dikha toh tere ko mein jaan se maar dalunga tujhe kya lga mein koi darpok hun jo teri is pistol se dar jaunga .dekh beta aise khilone na maine bahut chalaye hue hai aur mein jin logo ko jaanta hun na woh bhi chalana jante hai isliye aage se dhyan rakhna.
Aryan- sana koi dusri individual nhi hai ab yeh meri body ka ek hissa hai .yeh mere ko pura complete krti hai yeh tu bhagwan ka shukar kar ki usne mujhe rok liya nhi toh Teri lash yahan se jaati aur yeh jo Teri ankhen hai na jo sana ko gandi Nazar se dekh rhi thi isme bhi woh fork mein gussa deta samjha.
(Aryan ab atul ko chorr deta hai uske hi haal par aur sana ko apne saath lekar car mein baithta hai aur indore ke liye nikal padta par dusri taraf sana roti jaa rhi thi )
Are bhai sahab kya khatarnak twist hai ... Lekin Mazza aaya .. Aryan na acha keeya phela apna aap ko shant rakhe phir uska baad usna sab ka badla leeya ... Ab suielman ki baari ... Baadi khud rha hai ... Jald hi iska bhi kuch karna padega ...

Aur Aryan na Jo bola ki woh aisa bahut jaan ko janta hai toh kahi ye toh nhi ki Aryan apna contact ki help le aur suelman agar kuch karta hai toh ussa bhide ... Aage Mazza aayega 🎊🎊🎊
 
  • Like
Reactions: kamdev99008

Aar am

Active Member
1,978
1,007
144
Ab story ke aryan aur sana ke bich hi rahne Dena bha
 
Aar am

Active Member
1,978
1,007
144
Hina aur karan ke bich me kuch start kar do
 
Aar am

Active Member
1,978
1,007
144
Aryan ab sana khub pyar de ek achi pati ki tarah sana aryan jakar apni sas ko khub seva jare
 
  • Like
Reactions: akkamonster

niteshdev

New Member
14
10
3
Pls Aryan aur Sana ke pyar ko kisi ki najar mat Lage please unka pyar hamesha banaa rahe pls 💯 Ganda likhkar story ko kharab mat karna please pure website mein aaj tak ki sabse acchi story hai ye aur esko sab pasand karte hain kyu ki ak to pyar mohabbat wali kahani hai ....aur khas kar ismein ganda relationship nhi dikhaya gya hai ...aapse request pls is story ko adult ke chakkar mein please pyar mohabbat wali kahani bekar mat krna please sir please 🙏🙏🙏🙏
 
Sir main aapse yahi kahana chahta hun ki aap ye kahani mai adult mat kro kyu ki ye kahani first time se hi ham sab ko romantic story achi lg rhi hai please 🙏🙏 na sir kyu husband wife se relationship ko kharab Mt krna etna acha pyar mohabbat wala relationship ko pls request hai sir please 🙏🙏🥺
 
Top