kamdev99008
FoX - Federation of Xossipians
- 9,648
- 37,264
- 219
Isiliye apna phone ya to apne pas rakhoUpdate 23
Karn niche apni maa ko medicine deta hai aur unke pass adha ghanta baith kar apni maa ke pau dabata aur phir room mein aa jata hai.
Aryan idhar uske room mein daaru ki adhi botal gatak chuka tha aur usne phir rona dona chalu kar diya tabhi karn kamre mein ata hai aur dekhta hai ki aryan phir se usne wohi harkate krni shuru kardi
Phir karn usko sambhalta hai .
(Aryan ka ghar)
Sana apne upar wale room main udas baithi thi .Sana soch rhi thi ki woh jaldi hi apne maa baap ke ghar yeh sab natak shor ke chali jayegi halanki usko bich bich main aryan ki thodi yaad aa rhi thi.sana ko ye samaj me nhi aa rha tha ki woh aryan se itna chirti hai phir bhi woh uski itni fikar kyo karti hai shayad isliye aisa tha ki woh aryan ke liye uski fikar sirf isliye thi arya ki ha tara uski shadi 21 saal ki umar mein ho gyi thi aur woh aryan ki situation ko samjhati thi ki out of the blue koi jab na samajh aur irresponsible hota hai aur uski shadi ho jaye toh kiya bura hota aur ya phir woh aryan kisi tarike se attach ho gyi thi.sana andar hi andar janti thi ki usko bhi aryan ke sath sex krne ka maza ata tha aur woh uske sath enjoy bhi karti thi . aryan jab sana ko attention deta tha ya fir kiss mangta tha toh usko bhi acha lgta tha par jab wo zabardasti karta tha toh sana rone lagti thi aur apni qismat ko kosti thi.
tabhi sana ke room mein suman ati hai woh thodi ghabrayi hui hoti hai.
Suman- sana beta aryan ke dost ka phone aaya tha bta rha tha ki woh usko ghar mein aa kar sucide ki bate kar rha hai halanki uske dost ne usko sula diya hai aur han uske pocket mein nind ki goliya bhi mili .Sana beta woh bas tere bare mein pushe ja rha tha dekh mein hath jodti hu please tujhe 20 din ke baad ghar jana ho to chali jana par abhi aryan ke sath ek baar phone krke baat kar le aur usko juth hi kehade tu khi nhi ja rhi aur woh bhi kal tak ghar aa jaye .Sucide ki baat sun kar sana bhi dar gyi thi aur aryan ki fikar karne lagi.
Suman- sana beta please hath jodti hu ek baar aryan ko call krdo please.
Sana- maa aap chinta mat karo .mein abhi us bewakoof ko phone krti hun.
Suman- dekh sana uske sath pyar se baat karna .kya hai na woh is waqt dukhi hoga aur teri kisi baat se gussa hokar kush galat na kar baithe.
Sana- aap tension mat lo ammi .mein uske sath pyar se hi baat karungi .
(Sana ab aryan ko phone krti hai par aryan ka phone silent par hota hai )
Sana- ammi woh phone utha nhi rha hai .aap chinta mat karo aap niche Jaa kar so jao .mein usko bich bich mein phone krti rhungi .
Suman- thik hai beta ha par yaad se usko call kar lena.
Sana- ji maa aap chinta mat karo.
Sana aryan ki sucide wali baat ko lekar tension mein thi aur lgatar usko phone Kari ja rhi thi.sana aryan ko kam se kam 20-25 missed called marti hai par woh phone nhi uthata aur uska dost karn bhi phone nhi utha rha tha.sana puri tarah pareshan ho chuki thi usko yeh dar tha ki aryan kush galat na kar le akhir nyi jawani hai aur garam khoon hai .Sana ko aryan ko phone krte krte 2 ghante bit gye par woh phone nhi uthata .aryan ka phone niche Wale karn ke room mein charging par lga tha . aryan ka phone vibrate kari ja rha tha jis se pareshan hokar karn ki maa uska phone utha hi leti hai.
Sana- aryan kha ho tum aur mera phone utha kyu nhi rhe the aur yeh kya paglo wali baat kar rhe the tumhare dost ne ghar pe phone kar ke sab kush bta diya hai.
Karn maa- are sana beta main karn ki maa bol rhi hun . kaisi hai beta aur aise kyu bol rhi hai. kya tum dono mein koi jhagra hua hai.
Sana- nhi aunty koi jhagra nhi hua hai bas uski maa ji se aur mere se thodi behas ho gyi thi isliye bol rha tha ki wo ab ghar nhi ayega.
Karn ki maa- are tu chinta mat kar beti woh aise hi mazak kr rha hoga .yeh dono toh upar baith kar party kar rhe hai.
Sana- party?
Sana- aunty kya aap aryan se meri baat kra skte hai.
karn ki maa- darasal beta baat toh yeh hai ki woh aryan aur mera beta drinks kar ke mast so gye hai.
Sana- drinks?
Karn ki Maa- ha beta yeh dono toh upar baith kar drinks kar rhe the aur hasi mazak mein lge the ( aisa karn ki maa ko isliye lag rha tha kyuki uske upar se jab karn aryan par has rha tha toh usko karn ki hasi sunayi di thi aur karn ki maa se yeh baat sun kar toh sana ka gussa satve aasman Tak pahunch jata hai usko lgta hai ki aryan aur uske dost ne yeh sab mazak ke tor par kiya tha jis wajah se vivad khatam ho jaye aur sana bhi ghar na jaye .ab sana aryan ko man hi man galiya de rhi thi aur ab woh than leti hai ki woh us admi ke liye kyu pareshan ho jo usko dukh de ke kitne maze kar rha hai aur ab woh pakka is ghar ko shor kar chali jayegi aur phir aryan ki kabhi shakal bhi nhi dekhegi )
Ya switched off
Silent mode par rakhna sabse bada chutiyapa hota hai.... Jab log ek baar na uthne par lagatar call karte jate hain
Aryan ne dono hi chutiyape kar diye...
Aur Karan ki maa ne sari planning ki Lanka laga di