• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Naukar ke bete ke sath nikkah

Which character do u like the most

  • Aryan

    Votes: 9 69.2%
  • Sana

    Votes: 6 46.2%
  • Karn

    Votes: 1 7.7%

  • Total voters
    13
  • This poll will close: .

Aar am

Well-Known Member
2,090
1,049
144
Nice
 
  • Like
Reactions: kamdev99008

anu7310

New Member
53
182
33
Wait for next
 

satya18

New Member
50
44
18
shandar story hai apki.........
 

Dark.King

Active Member
1,287
2,732
143
Nice update
 

nktubhg

New Member
83
1,375
114
Update 44 part b
Jab aryan aur ruksana shopping ke liye nikalte hai tab sana ghar mein enter krti hai.sana aryan ka aise ruksana ko special treatment dena acha nhi lag rha tha chahe woh uski behan thi .Sana ab is baat ko lekar pachta rhi thi ki usne kyo aryan ko ruksana ko lunch karwane ke liye bola . Sana ab sofe par baith jaati hai aur gehri soch mein pad jaati hai tabhi uski maa wahan par aati hai.


c1927089a8721223ac85f0cf7815bed1
Sana ki maa- kya beta hai koi baat Hui hai.
Sana- nhi ammi koi baat nhi hai.
Sana ki maa- idhar aa mere paas koi baat krni hai tere se .
(Ab sana apni maa ke paas jati hai aur uski maa uska matha sehlati hai )


0e380f9e50dcf3e5a8bc4794e2b58b99
Sana ki maa- kya tumhari tabiyat toh thik hai
Sana- hnji ammi mein bilkul thik hun aap mere itni fikar kyo krti hai .
Sana ki maa- kya karu beta mujhe toh Teri fikkar hi hoti rehti hai.
Sana- ab tum kyo fikar karti ho ammmi ab toh mein inke saath kafi khush hi hun aur yeh bhi mera pura khyal rakhte hai.
Sana ki maa - dekh beta mujhe pta hai ki aryan bahut accha ladka hai par abhi woh baccha hai aur bura mat manana abhi tumhare nikkah ko der hi kitni huyi hai . dekh aise bhi kisi ke chracter ka kuch pta nhi hota Main toh pura chahti hun ki teri yeh life ab khusiyon se bhar jaye par anhoni ka kuch pta nhi hota kya pta kab kya ho jaye.
Sana- dekho ammi tum itna socha mat karo.
Sana ki maa- kyu na sochu bachi pehle toh hamne teri nikkah suleman sa kra Diya humko toh lgta tha woh tumko sahi hi rakhega par usne tumhare sath hamesha galat hi kiya hai aur ab phir se aisa kuch na ho jaye.
Sana- oha ammi itne faltu ki fikkar na karo.
Sana ki maa- kyu na fikkar karu beta bas das baara hi salo mein teri bhi age ho jayegi par aryan jawan hi rahega aur phir woh dusri biwi le aayega ya fir bahar affair krega.
Sana- nhi maa aryan aise ladke nhi hai woh mujhse pyar krte hai isliye mere ko chorrkar kahi dusri tarf nhi jayenge(woh aisa bol toh deti hai par is baat ka dar baith gya tha sath mein ab is baat ki tension bhi hone lgi thi ki woh ruksana ko akele hi kahi le gya hai )
Sana ki maa- dekh beta kyu mazak karti hai mein toh dil se chahti hu tu jaisa bol rhi hai aryan waisa hi ho par jo uski teri liye shadi ke shuru mein behaviour tha us se yeh hi pta lgta hai ki woh bas tumhare jism se pyar krta tha.dekh main nhi keh rhi ki woh galat ladka hai mujhe pta hai usne tere liye bahut efforts kiye hai par mard toh mard hi rehta hai.
Sana- nhi maa aisa kuch nhi hai woh ab badal gye hai.
Sana ki maa- tu kehti hai toh Maan lete hai par thoda dhyan rakhna.
Sana- tum chinta mat karo sab thik hi rahega.
Sana ki maa- acha yeh sab chorr tune bachon ke baare mein kuch socha hai dekh mera bhi dil karta hai mein apne nata nati ko apni god mein khilau.
Sana- dekhiye maine unke sath is baarie mein baat ki thi woh keh rhe the ki abhi unko apne career par focus karna hai par uno ne yeh bhi kaha tha ki agar mujhe bacho ki zyada zaldi hai toh woh bhi taiyar hai.
Sana ki maa- acha yeh to bahut achi baat hai shayad tu sahi hai woh tujhse sach mein bahut pyar krta hai.ab yeh btao ki kab khush khabri kab sunayoge .
Sana- nhi ammi maine bahut socha tha is baare mein ab socha hai ki rehne dete hai .
Sana ki maa- kyu kya koi dikkat hai .
Sana- nhi ammi dikkat toh koi nhi hai par mujhe lgta hai aryan ji sahi keh rhe hai abhi unko apna career bnane don sath mein unki age sirf 22 saal hai mujhe nhi lgta ki woh abhi bacho ki responsibility lene ke liye taiyar hai .
Sana ki maa- yeh tu kya bol rhi hai tera dimag toh thik hai kuch hi salo mein teri Umar ho jayegi phir tuje maa banane mein dikkat hogi agar aisa hua toh aryan pakka dusri shadi kar le ga aur agar uska dusri biwi se bacha ho gya toh Teri aukat uske ghar mein sirf ek naukrani ki reh jayegi sath mein mujhe pta hai beta tera kitna man hai ki tu bhi maa bane.kya mujhe yeh ehsas nhi hai ki tu maa Banane ke liye kitne salo se tadap rhi hai kon si aisi dargah jaha tune matha nhi teka sath mein beta tera sohar bhi toh taiyar hai bachon ke liye phir bhi tu apne sapnon ko kyo maar rhi hai .
Sana- ammi samjha karo abhi aryan bachon ki responsibility nhi le payenge ( ab sana bahut dukhi ho jaati hai)
(tabhi aryan aur ruksana bhi ghar par enter karte hai )
Ruksana- dekho ammi aryan jiju ne mujhe kitni shopping krai hai.
Sana ki maa- are beta aryan iski kya zaroorat thi waise bhi yeh ek do hafte mein 10000-12000 ki shopping kar aati hai tune phir itna kharcha kyu kiya .
Aryan- maa ji kyu sharminda krte ho agar maine apni saali ko shopping kra bhi di toh kya hi dikkat ho gyi hai ab yeh bhi toh meri family ka hissa hai .
(Sana aryan ki baatien sun kar upar upar se hi muskra rhi hoti hai par apni maa ke sath huyi baaton ke karan sath mein aryan ka ruksana ko itna special treat karne se kafi jealous aur dukhi ho jaati hai )
Sana ki maa- nhi beta tumhari baat toh thik hai par abhi toh tum koi kaam dhanda nhi krte agar aise hi paise urate rho ge toh aage zakar apni zimmedari ko kab nibhayoge
Aryan- ji maa aage mein is baat ka dhyan rakhunga ki kharcha thoda hisab se karu.
Sana- acha ab aap andar chaliye or kapde change kar lijiye.
Aryan- han jaata hun waise bhi mujhe thoda uncomfortable sa lag rha hai.
Sana ki maa- tu idhar ruk beta mere ko tere sath koi important baat karni hai .
Sana- ammi kya baat karni abhi baad mein kar lena waise bhi hum abhi yahi hai kahi nhi jaa rhe .
Sana ki maa- nhi mere ko abhi baat karni hai.
Sana- kya ammi..
Aryan- sana kar leno da na baat kya pta koi important kaam ho .
(Sana ki ammi ab usko apne paas baithne ko kehti hai tab ruksana aur sana dono kapde change karne chali Jaat hai apne apne room mein)


images-1
Aryan- ji boliye kya baat karni hai.
Ammi- mujhe sana btaya tha ki tum apne career par focus karna chahte ho isliye abhi tum nhi chahte ki tumhare abhi bache ho.
Aryan- ji maina aisa kaha tha par Maine usko yeh bhi kaha tha ki woh agar abhi bachon ki planning karna chahti hai toh main bhi ready hun( aryan aise thoda sharmate hue bolta hai )
Ammi- mujhe pta hai beta sana ne mujhe sab btaya tha par uske dil mein dar baith gya.
Aryan- kaisa dar maa ji.
Ammi- dekh beta 11 saal ho gye sana ki suleman ki shaadi huye par inke koi baccha nhi hua par sana ka bahut Dil hai ki woh bhi maa bne dusre logon ke bachon ki taraf dekh kar woh andar hi andar dukhi ho jaati hai kyunki uska bahut Dil hai ki woh bhi ek happy family ka hissa bne.
Aryan- agar sana mujhe yeh pehle bta deti toh main apne career ko bich mein hi na lata maa ji sath mein aisi baat ka usko kya dar.
Ammi- dekho beta bura mat manana woh samajhti hai ki tumhari Umar kam hai sath mein tum koi kaam bhi nhi krte isliye usko lgta hai ki abhi agar tum baap ban gye toh apni zimmedari nhi sambhal payoge.
Aryan- dekhiye maa ji aap chinta mat kijiye ab aap taiyari kijiye apne nata nati ko apni god mein khilane ki main sana ko mana lunga aur jahan tak zimmedari ki baat hai toh mera pita ji bhi abhi kaam karte hai sath mein main bhi koi kaam jaldi hi ise hafte shuru krne wala hun isliye zimmedari nibhane ki mujhe koi chinta nhi hai aur mein akela nhi hun mere sath meri puri family sana ka khyal rakhegi.
Ammi- yeh hui naa baat ek ache damad wali sath mein mujhe ab yakeen ho gya hai ki tu sach mein sana ko bahut pyar krta hai .khuda tum dono ko kisi ki nazar na lgne de.
Aryan- aap chinta mat kijiye sana ki main usko khush rakhne ki puri koshish karunga.
(Ab aryan apni saas se apne kapde change karne ki izzat mangta hai aur sana ke room mein enter karta hai )
Aryan- waisa kehna padega tum aaj us dress mein kamal ki lag rhi thi ( aryan aisa bolkar sana ko apni bahon mein le leta hai )


a67ade6c178ad997dd60c9972701eda3
Sana- kya baat hai bada pyar aa rha hai mr immature.
Aryan- bas yu hi kyu koi dikkat hai.
Sana- ha bilkul hai.
Aryan- kaisi dikkat.
Sana- dikkat yeh hai ki kabhi mujh toh shopping lekar gye nhi par us ruksana ke liye itne bewajah tumne aise hi paise kharch kar diye upar se tumhare paas itne paise toh the nhi phir shopping kahan se krai.
Aryan- agar kya hua usko shopping kra bhi di waise bhi agar biwi ko shopping na karwa paya toh saali ko hi sahi kyunki saal bhi toh adhi gharwali hoti hai .
Sana- nhi tumhari koi adhi ghar wali nhi hai bas mein hi hun duja koi nhi hai tumhai life mein.( Sana aisa bolkar pyar se aryan ko halka sa thapad lgati hai )
Aryan- mujhe pta hai baby bas tum hi ho main toh aise hi bol rha tha.
Sana- sachi.( Ab sana bhi usko ek lips par halka sa kiss karti hai )


34907be0894bebe4d3e7fcc4b8f01c47
Aryan- yaar jab dekho sachi sachi bolti rehti ho kya tumko mujhe par vishwas nhi hai.
Sana- acha suno baatien bahut ho gyi tum jaldi change kar lo waise bhi keh rhe the uncomfortable feel kar rhe ho.
Aryan- han tum sahi keh rhi ho mera zara woh white wala kurta pajama nikal do.
(Sana aryan ke kapde nikalne lag Jaati par woh mil nhi rhe the isliye aryan ko taane marne lgti hai ki woh apne kapde dang se nhi rakhta aryan bhi chup chap sab sunta hota hai )
Aryan- acha rehane do agar nhi mil rha toh rehne do .
Sana- dhund rhi hun thoda sabar kado.
Aryan- acha thik hai tum gussa kyo karti ho.
Sana- ab main gussa bhi na karu aur dusri taraf tum itne bade ho gye ho par itni bhi akal nhi hai ki kapde kaise dhang se rakhne hai .
(Aryan ab sana ki baat par kuch nhi react karta bas yeh man mein kehta hai ki aryan beta teri zindagi mein kuch nhi badla pehle maa beizzati kar deti thi ab biwi izzat utar deti hai)
Sana- acha ek baat btao.
Aryan- ab kya hai .
Sana- baat yeh hai ki tumhare paas itne paise aye kahan se tumhare paas toh sirf 2000 rs the.
Aryan- baad mein bta dunga abhi sar na khao.
Sana- dekho btana toh tumko padega hi aur agar mujhe pta lga ki yeh paise tumne koi galat tarike se kamaye hai toh tumhara sar faar dungi.
Aryan- chinta mat karo maine koi galat kaam nhi kiya sath mein tumko koi illegal kaam karne wala lgta hun kya .
Sana- kya pta waise shakal se toh chor lgte ho ( aisa bolkar hasne lgti hai )
Aryan- bas abhi yahi sunana reh gya tha karn bhai sahi hi kehte hai ki shaadi ke baad mard ki izzat bas naam ki hi hoti hai.
Sana- karn bhaiya ko kya hi pta hoga unke toh abhi shadi hi nahi huyi.
Sana- yeh lo mil gya tumhare kapde ab change kar lo.
Aryan - shukar hai.
(Aryan ab apne kapde change krta hai aur apni shirt aur pant bed par mazak mein fenk deta hai )
Aryan- chalo naukrani sahibais kapdo ko subah tak saaf kar dena. (Mazak mein)
Sana- dekho mazak ek had tak karo nhi toh mujhse bura koi nhi hoga aur yeh kya tarika hai kapde bed par rakhne ka chalo inko ache se fold kar ke side par rakho.
Aryan- nhi rakhunga waise bhi maine tumse shadi kyo ki hai isliye toh ki hai ki tum mere saare kaam karo waise bhi pati ke seva karna patni ka farz hota hai.
Sana- jyada bolo mat nhi toh apne sasural mein sab ke samne maar khate ache nhi lagoge .( Gusse mein)
Aryan- are darling tum toh bura hi man gyi main toh yu hi bas tumko hasane ki koshish kar rha tha.
Sana- ab zyada bahane mat bnao mujhe pta hai tum mera mazak bna rhe the.
Aryan- acha chorro in bato ko main zara bahar garden mein ek chakkar lagane zaa rha hun.
(Aryan aisa bolkar bahar chala jaata hai )
Sana- ab wahan kyu jaa rhe ho acha meri baat suno toh sahi yeh ladka bhi na kabhi nhi sudhrega.
(Aryan bahar jaakar garden mein baith jaata hai aur jo usne locket kharida hota hai sana ke liye usko muskurate hue dekh rha hota hai )


2c44a75d5b876055d117fb08a1c447f1

Ab sana aryan ki shirt ko fold kar rhi thi tabhi usko aryan ki shirt par lipistic ka nishaan nazar aata hai aur woh yeh bhi samajh jaati hai ki yeh nishan kiski lipstick ka hai darasal jab ruksana aryan ko sex liye convince kar rhi thi tab woh nishan uski shirt par lag gya tha ab sana ka dimag pura negative thinking se bar gya tha woh bahut pareshan ho gyi thi aur usko dar lagne laga tha ki kahi uski maa ki baat sach na ho jaye ki aryan dusri biwi le ayega aur sana ko ghar se bahar nikal dega .(Sana ki ankhon mein ansu aa jate hai aur woh apne room mein corner mein baith kar rone lgti hai sath mein man mein baatien karne lagti hai )

a985b32b0081dc7d78de85586917e314
(Sana- yeh meri qismat bhi kaisi hai jab lagta hai sab sahi rhega tab koi na koi musibat aa jati hai aur ab meri hi behan meri khushiyon ko barbaad kar rhi hai aur yeh aryan bilkul bhi nhi bada waisa ka waisa hi hai jaise pehle din tha sirf jism ka bhukha . Mujhe toh lgta hai yeh ab bhi mere sath Natak kar rha hai ki yeh mujhse pyar karta hai .ab mein isko hamesha ke liye chorr dungi kyunki mujhse ab yeh sab nhi bardasht nhi ho rha hai mein mar kyu nhi jaati .mera ko kya kabhi is jivan mein sukh bhi milega )

aa40c255342321ea043b8193588ba8d0
(Sana pure trauma mein chali gyi thi uska ansu baha kar bura haal ho gya tha uska dil kar rha tha ki woh mar hi jaye aisi jindagi jine se acha)
 
Top