• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Naukar ke bete ke sath nikkah

Which character do u like the most

  • Aryan

    Votes: 9 69.2%
  • Sana

    Votes: 6 46.2%
  • Karn

    Votes: 1 7.7%

  • Total voters
    13
  • This poll will close: .

R. S. S.

New Member
78
72
18
Keep posting
 
nktubhg

New Member
83
1,375
114
Update 49

Yeh scene tab ka hai jab sana aur aryan apne room mein baithkar album dekh rhe the tab suleman atul se milne hospital jaata hai .

images-4

Atul bhi suleman ko dekhta hai aur ishare se baithne ko kehta hai .atul ke paas uska bhai aarav baitha hota hai .

Suleman- kaisa hai ho atul ab.
Aaarva- aap dekh toh rhe hai sab bhaiya ka kya haal hai yeh toh abhi bhi shock mein hi lag rhe hai .
Suleman- tum chinta mat karo atul main us ladke aryan ko thikane lgane ka pura plan bna liya hai aur yeh mera vaada hai ki sana kal tak tumhare bistar par hogi .
Atul- suleman tum aryan ka picha chorr do woh ladka sanki hai aur mero ko sana nhi chahiye.(Atul yeh baat bahut mushkil se bolta hai )
Suleman- kyu atul aisi kya baat hai ki tumko ab woh rand nhi chahiye.
Aarav- dekhiye suleman sir aap bhai ko bura mat maniyega par aap bhai ko pareshan kar rhe hai abhi unko rest karni hai
Suleman- thik hai ab main chalta hun par atul yeh mere vaada hai ki sana tumhare bed par khud chal ke aaye gi .

Suleman ab hospital se nikalta hai aur apne kisi employee se ram lal ko yeh message bhi pahuncha deta hai ki usko naukri se nikal diya gya hai uske ladke ki harqato ki wajah se.

Ab story shift ho rhi hai abdul ke ghar jahan ab sana aur aryan ko ghar se nikal diya hai .

download
Sana- chalo aryan chale yahan se ab kyu yahan par ruko ho.(Sana roye jaa rhi thi )
Aryan- chalte hai sana par tumhe pehle yeh ansu bahana band karo ( aryan ab sana ke ansu ponch rha tha )
( Aryan sana ko chup kra rha tha tabhi sana ki maa bhi wahan par aa jati hai )
Sana ki maa- kya baat Hui aur sana tum is tarah ro kyu rhi ho.
Sana- dekho ammi abbu ne hamare sath bahut galat kiya hai aur isliye ab mein yeh Ghar ko chorrkar jaa rhi hun aur kabhi nhi aaungi .
Sana ki maa- aisi bhi kya baat ho gyi beta aur yeh tumhara Ghar hai isliye tum abhi bhi kahi par nhi jayogi par mujhe yeh btao ki tumhare abbu ne aisa bhi kya keh dia ki tu is tarah ro rhi hai beta.
Sana- mujhe apko bhi kuch nhi btana hai aur aryan tum abhi bhi yahan khade ho chalo ab apne ghar chale .
Sana ki maa- tum shuru se bahut ziddi thi sana ab apna gussa chorro aur yahi par baith jao mein tumko kahi nhi jaane dungi .aryan beta tum btao aakhir baat kya hui hai.

(Aryan ab sana ki maa ko puri baat btata hai .aryan is waqt gussa toh tha par phir bhi bahut Shanti se behave kar rha tha kyunki usko sana ka bhi dhyan rakhna tha )
Sana ki maa- tum chinta mat karo aryan mein jaakar abhi inse baat karti hun.
Aryan- dekhiye maa ji aap gussa mat kijiye aur kya aap hamari problems ke liye khud ke ghar mein kalesh karna chahti hai aur aap chinta mat kijiye mein phir kabhi sana ko lekar aa jaunga yeh bas aise hi bol rhi hai ki yeh Ghar par nhi ayegi aur jaldi hi mein khud sana ko aap se fir milane launga.

Ab sana aur aryan apne room mein jakar packing kar rhe the aur sana ki maa bhi unki help kar rhi thi .ab sana aur aryan ghar ke bahar aate hai aur sana ki maa bhi unhe see off karne aati hai .

Sana- aryan hum is car mein nhi jayenge yeh abbu ne book karai thi.
Aryan- nhi sana aise zid nhi karte aur ab is waqt hum Kahan train mein dhake khayenge.
Sana- nhi baby mein toh nhi jaungi is car mein.
Aryan- achha thik hai tum isliye nhi jaana chahti na ki yeh car tumhare abbu ne book karai hai.
Sana- hmm
Aryan- agar mein tumhare abbu ke saare paise jo unhone kharch kiye the mere ilaj par aur car booking ke liye unhe wapis kar du toh chalogi .
Sana- phir mein chale jaungi par tum paise kaha se laoge .
Aryan- uski chinta tum mat karo.

(Aryan ab sana ke se dur jaakar apne cousin rohan ko phone kar ke us se 10000 rs sana ke account mein dalne ko bolta hai aur do din mein wapis karne ka vaada karta hai .Rohan bhi aryan ko paise de deta hai kyunki aryan ka yeh baat thi ki woh jis se kuch Paisa leta tha usko jaldi wapis kar deta tha )
Aryan- dekho tumhare phone par paise transfer kiye honge rohan bhai ne
Sana- kya tumne rohan bhai se udhar liya hai aryan
Aryan- nhi darasal maine unse kuch paise lene the aur ab mujhe zarurat thi isliye maine mang liye.
Sana- tum sach bol rhe ho na .
Aryan- are baby mein kyu tumse jhuth bolunga bala aur ab yeh paise tum apne papa ko transfer kar do ab fir hum Ghar ke liye nikalte hai

(Ab sana abdul ke account mein paise transfer karti hai aur sana ki maa usko achhe se see off karti hai sath mein kuch paise dene ki bhi koshish karti hai par aryan unko mna kar deta hai )

images-3

(Aryan aur sana ab dono car mein baith kar ghar ke liye nikalte hai aur sana kafi udas bhi thi par woh dono is baat se anjaan the ki ek Black colour ki scorpio car unka picha kar rhi thi jisme rangha aur sangha baithe hue hai)

c8ce4b0dd2de84099da547cfae720501

Aryan- tum aise udas mat ho
Sana- nhi main udas nhi hun aur tum aage sadak par dhyan do waise bhi mujhe tumse koi faltu baat nhi karni.
Aryan- kyu ab maine kya kar diya ki jo tumko mujhse baat nhi karni.
Sana -tumko sharam nhi aati yeh puchte ki tumne kya kiya.aryan tumne yeh maan kaise liya ki main apne papa ke ghar tumhare bina reh lungi .kya tumhe main koi matlabi aurat lgti hun jo paiso ke liye tumko chorr dungi .
Aryan- tum sahi keh rhi ho sana mein bilkul bhi baat karne ke layak nhi hun aur tum par bharosa nhi karta hun jab karne ki zarurat padti hai .sach baat toh yeh hai ki mein tumko deserve hi nhi karta .

(Aryan yeh bolkar udas sa chehra bna kar chup kar jaata hai kyunki usko apne aap par bahut gussa aa rha tha kyunki usko lag rha thi ki uska koi kaam na karne ki wajah se sana ko kitni baatien sunanii padti hai .Sana bhi aryan ka udas chehra dekhti hai aur usko lgta hai ki usko aryan ko aisi baat nhi bolne chahiye thi .ab dono car mein chup chap baithe hote hai aur koi kuch nhi bolta)

(Aryan ko ghadi chalate kafi time ho gya tha .Sana uski shakal ki taraf dekh rhi thi ki jis se saaf pta chal rha tha ki aryan ka mood off hai .Sana aryan ko thoda better feel karwane ke liye apne hath uske haat par rakh deti hai)

download-1
Sana ko aryan ka haath pakde kafi der ho gyi thi par woh kuch bol nhi rha tha jiske karan sana ko ab uski fikar hoti hai aur woh khud bolna chalu kar deti hai .

Sana- acha thik hai koi baat nhi agar tumne mujhe wahan rukne ko kyo bola is baat ko mein samajhti hun aur yeh kya tumne serious sa face bnaya hua hai chalo ab apna mood thik karo.
Aryan - kaisa apna mood thik karu aur kitni baar tumse maafi mangu ga . Mujhe pta hai sana ki mein tumhe tumhare friends aur rishtedaron ke samne har baar tumhe nirash karta hun aur bechari tum har baari meri wajah se beijjat ho jaati ho.
Sana- yeh tum kaisi baat karte ho tumne mere kisi bhi relative ko nirash kiya ho yaa na kiya ho iska mujhe nhi pta par mujhe tum par naaz hai.
Aryan- kyu mujhe jhutha dilasa de rhi ho mujhe pta hai jab bhi main tumhare sath hota hun toh tumko jaane anjaane mein hi kisi na kisi ki insult sunani padti hai . mujhe toh lgta hai tumhara baap sahi kehta hai ki main shayad hi tumko kabhi khush rakh pau aur tumhari life ko better bna saku isliye tumko apne baap ke ghar par hi reh lena chahiye tha kaha tum ek loser aur nikamme admi ke sath phir uske ghar jaana chahti ho tumko tumhare itne bade Ghar mein hona chahiye mere sath nhi .
Sana- ab na mein tumhare ek thapad lagaungi tumne us ghar ko mera apna ghar bola toh .mera ghar wohi par hai jahan tum rehte ho jaha tumhari family rehti hai aur tum mujhe yeh Baar baar mujhe mere maa baap ke Ghar jaane ko nhi bolo.
Aryan- par sana baat ko samajho tumhare liye tumhare papa ka ghar hi sahi tha kaha ek loser aur imperfect admi ke sath tum apni zindagi bitana chahti ho
Sana- aryan jo marzi bahana bna lo aur chahe khud ko kitna bhi imperfect man lo ek loser man lo ab tum meri life ka important hissa ho mere liye tum hi ho agar kuch hai toh .
Sana- jab mera tumse nikkah hua tha toh sabse zyada nafrat mein tumse hi karti thi par dhire dhire tumse hi mohabbat ho gyi .tum meri life mein tab aye the jab mein sabse jyada emotional trauma se juj rhi thi aur tumne chahe dhire dhire hi meri life ko koi meaning diya hai aryan or tum ab chahte ho ki main chali jau kaan khol ke sun lo agar tum do time ki roti bhi mujhe na khila sake na toh tab bhi mein tumhe chorr ke nhi jaungi.
Sana- tum hi kehte the na ki sans agar ek baar hamare mazhab mein 7 phere ho jaye toh woh log janmo janmo tak pati patni hi rehte hai . mujhe yeh toh pta nhi ki agla Janam hota hai ke nhi par agar hota hai toh mein hamesha har janm mein ab tumhare sath hi rehna chahti hun tumhari biwi ban kar.
(Sana ki baatien sunkar Aryan ko bhi lgta hai ki usko yeh sab nhi bolna chahiye tha sath mein usko yeh bhi ehsaas hota hai ki psana ko uske sath kitna lagaav ho gya hai .aryan ab sana ke hath ko tightly pakadta hai .)

Aryan-nhi sana tum meri baat ko samajh nhi rhi ho.
Sana- nhi mujhe sab samajh aata hai or tum bhi ab bas yeh bin baat ki chinta lena band karo dekho sab thik ho jayega bas tumko thoda sabar aur mehnat se kaam lena hoga.mujhe tum par vishwas hai ki tum kuch na kuch kar hi loge aur mein chahati hun ki tum bhi khud par vishwas rakho.

(Aryan aur sana ab dono phir se chup kar jaate hai tabhi sana ko karn ko phone aata hai )
Sana- hello karn bhaiya
Karn- sana bhabhi kaisi ho aur woh nalayak kaisa hai .
Sana- sab thik hai bhaiya.
Karn- achha tum log aa rhe ho delhi mujhe lene kal tak .
Sana- ji bhaiya kal tak hum delhi pahunch jayenge .
Karn- dekho chinta mat lena aaram se aana aur agar ek adha din late bhi ho gye tab bhi chalega.
Sana- kyu bhaiya aisi bhi kya baat ho gyi pehle toh badi jaldi thi apko ghar jaane ki
Karn- nhi jaldi toh abhi bhi aur waise bhi hina hai na mere sath isliye mera bhi waqt yahan achha kat rha hai .
Sana- toh yeh hai asal baat aur aap aise hina ka naam lekar sharmano kyo lge hai .
Karn- mein kahan sharma rha hun aur han ab mein phone rakh rha hun darasal mujhe hina ke sath shopping karne jaana hai isliye abhi baat nhi kar sakta.

(Karn ab phone cut kar deta hai aur sana aryan se phir se baatien karne lgte hai )
Sana- waise aryan tumko nhi lgta ki hina aur karn bhaiya ke bich kuch chal rha hai .
Aryan- nhi mujhe toh nhi lgta hai aur in dono mein kuch ho bhi nhi sakta kahan karn bhai aur ek tarf hina koi match hi nhi .
Sana- kya matlab koi match hi nhi achhi toh jodi hai dono ki aur yeh kya matlab tumko kya lagta hai ki meri saheli koi karn bhaiya se kam hai .
Aryan- kam jyada ka toh nhi pata par karn bhai ki baat alag hai .
Sana- dekho aisa tumhe lagta hoga par mujhe nhi lagta ki karn bhaiya ki soch tum jaisi hai aur dusra agar tumhari baat sahi hai toh phir bhi aisa kya ho gya hamara relationship bhi toh work kar hi rha chahe tumhara aur mera koi match hi nhi kahan mein aur tumhari toh mein baat na hi karu toh achha hai.
Aryan- mujhe tumse yahi ummeed thi waise bhi kuch ulta sidha bole tumko ek din se jyada ho gya hai aur tum konsa apne baap se kam ho kadwi baatien karne mein .

Ab sana aur aryan dono phir se behas karne lgte hai dusri taraf rangha sangha aryan ki car ka picha kar rhe the

Rangha- mein toh kehta hun kab tak iska picha karenge iski Ghari ko overtake karke yeh ladke ki game bajate aur phir ladki ko uthakar suleman ke paas le chalte hai .

Sangha- tum pagal ho kya hum aisa nhi kar sakte is road par jagah jagah cctv lge hue hai aur dusri ghadiya bhi aa jaa rhi hai agar humne ladke ki game bhi baja di toh ho sakta hai woh laundia shorr machana shuru kar de jis se hume bahut pareshani hogi koi aisi jagah raste mein aane de jo bilkul sunsaan ho phir hum is ladke ki game bajayenge .

Rangha- waise ek baat kahu yeh aurat hai badi kamal ki iski photo toh dekh bilkul heroine lgti hai ek Baar hath lag gyi toh mein iske sath chahe ek baar bistar jarur garam karunga.
Sangha- nhi hum aisa kuch bhi nhi karenge yaad nhi kya viraj ne saaf kaha hai ki ladki ko ek kharoch bhi nhi aani chahiye nhi toh paise nhi milenge sath mein ab chup kar mujhe uska picha krne de tere baat karne se distrub hota hai .

(Aryan aur sana ke bich kaafi behas ho gyi thi or sana ne ab aryan se baat karna band kar diya tha aur muh fula kar baith gyi thi )

Aryan- bukh lagi hai .
(Sana aryan ka koi jawab nhi deti par usko sach mein bahut bukh lagi thi kyuki usne subah ka sirf naashta kiya tha aur ab raat ho chuki thi par gusse ki wajah se woh chup hi rehti hai aur aryan ki baat ka koi jawab nhi deti)
Aryan- dekho sana chorr do ab gussa waise mujhe bhi kafi bhukh lagi hai chalo na aage hi kuch daabe ayenge wahan par hi kuch kha lenge .
Sana- tumko khana hai toh kha lo mujhe bhukh nhi hai .
Aryan- thik hai jaisi tumhari marzi.

(Aryan ab thodi der car chalata hai tabhi usko paas mein ek chotta sa dabha dikhta hai jahan par ek family baith kar dinner kar rhi thi .aryan ko tab lagta hai ki yeh jagah thik rahegi dinner ke liye waise bhi jyada bheed nhi hai isliye jaldi kaam bhi khatam ho jayega .aryan ab apni car dhabbe ke paas park karta hai aur waiter ko order lene ke liye bolta hai )

Waiter- ji sahab aap kya lenge khane ke liye .
Aryan- ek kaam karo 4 roti aur ek dal makhani le ayo bas .
Waiter- sahab kya madam kuch order karengi .
(Sana tabhi khane ke liye order Dene lagi thi kyuki usko bahut bhukh lagi thi par aryan uske bolne se pehle hi mana kar deta hai )
Aryan- nhi yeh kuch nhi khayegi inhe bhukh nhi hai ( aryan aisa jaan bhujkar kar rha tha )
(Ab waiter wahan se chala jaata hai )
Sana- tumko sharam toh nhi aati hai kya biwi ke bina khana kha rhe ho .
Aryan- are tumne toh thodi der pehle kaha tha ki tumhe bhukh nhi hai par sana mujhe toh kafi bhukh lagi hai aur agar tumhe bhi kuch khana hai toh mein abhi order kar deta hun.
Sana- nhi order karne ki koi zarurat nhi mujhe bhukh nhi hai. .
(Sana ab gusse mein aakar apne hath fold kar leti hai )
Aryan- agar bhukh nhi lagi hai toh gussa kyo kar rhi ho thoda chill Karo.
Sana- mein kahan gussa kar rhi hun aur mera sar mat khao apna kaam karo sath mein mujhse ab koi faltu baat nhi karna .
Aryan ka order tab aa jaata hai aur woh bhi khana khane lagta hai tabhi rangha aur sangha bhi aakar aryan ke sath lage dusre table par baith jaate hai sath mein un dono ko observe karne lgte hai par aryan is baat se bilkul anjan tha

Aryan- yaar sana waise khana bahut achha hai khayogi kya .
Sana- maine kaha na mujhse faltu baat mat karo .
Aryan- achha thik hai ab gussa chorr bhi do mujhe pta hai tumko bahut bhukh lagi hai chalo khana kha lo.
(Aryan ab sana ko khana khilane ki koshish karta hai aur sana bhi thoda nakhra karne ke baad aryan ke hath se khana khane lgti hai )

Sana- achha suno mujhe washroom jaana hai yahan par koi washroom hoga .
Aryan- tum yahi par ruko mein abhi puch kar aata hun .
(Aryan jab dhabe ke malik ke sath baat karne jaata hai tab rangha aur sangha dono sana ko ajeeb tarike se ghurne lagte hai aur unke aisa karne se sana dusre taraf dekhne lgti hai tabhi aryan bhi wahan par aa jaata hai aur rangha aur sangha wahan se uthkar jaane lgte hai .aryan bhi ab un dono ki taraf ghur ke dekhta hai )

Aryan- kya yeh log tumko ghur rhe the kya
Sana- nhi aryan aur tum in baton ko chorro woh washroom ka kuch pta chala kya mujhe washroom jaana hai
Aryan- maine dhabe ke malik se baat ki hai andar ek washroom bna hua hai ladies ke liye aur yeh tum thode paise lo kyoki wahan par paise Lagenge .
Sana- tum nhi ayoge .
Aryan- ladies toilet mein main kaise aa sakta hun aur tum chinta kyo karti ho wahan par aur bhi ladies hogi bas woh washroom dhabe ke andar hai .

(AB aryan sana ko dhabe ke andar le jaata hai aur sana bhi paise dekar washroom mein chali jaati hai . rangha aur sangha dono aryan aur sana ko dur se observe kar rhe the .yeh dono ab aryan ko kisi tarah chott pahunchake sana ko kidnap karne ke liye taiyar the kyunki dhabhe ke pass koi cctv camera nhi laga tha dusra wahan par zyada bheed nhi thi )

(Aryan ab bahar aata hai aur bahar aakar phone par kisi se baatien karne lagta hai tabhi rangha aur sangha mauka dekhte hi dhabe ke andar chale jaate aur aryan bhi un dono ko phone ki wajah se notice nhi karta )

Rangha aur sangha ab dhabe ke andar jaakar apne apne Chaku nikalte hai aur sabko bahar nikalne lgte hai .

R angha- chalo bhe niklo sab yahan se nhi toh kaat diye jaoge.

Ab pure dhabhe par kafi bhagdar much gyi thi aur aryan bhi yeh dekh kar hairan tha tabhi ek admi aryan ke paasaata hai aur usko baagne ko kehta hai .
Aryan- are kaka aise bhag kyu rhe ho sab kya baat ho gyi .
Admi- jaldi niklo beta yahan kuch lootere ne andar hamla kar diya hai .

Aryan yeh baat sun kar sana ke liye bahut dar jaata hai aur baag ke andhar jaane lagta hai dusri taraf rangha aur sangha dono ladies toilet mein ghus jaate hai.
Sangha- sari mata behno se vinti hai ki chup chap yahan se nikal jaye .
Ladies toilet mein ab saari aurton baagne lgti hai jis mein sana bhi shamil thi tabhi sana ka hath rangha pakad leta hai .

Rangha- tum kaha Jaa rhi ho jaaneman tumhare liye toh hum itni dur se aaye hai .
Sana- please mujhe jaane do bhaiya mere pati bahar mera wait kar rhe hai.
Rangha ab sana ka hath ko marodta hai aur uski back ko apne face ki taraf karke uski gardan par chaku rakh deta hai .Sana is halaat mein puri tarah dar chuki thi aur dar ke maare usne ansu bahana shuru kar diya tha.
Rangha- are janeman kahan saiyan ko bhaiya bol rhi ho waise bhi hum tumhare sath tumhare pati ke liye bhi aaye hai isliye chinta mat karo woh bhi yahan par hi ayega
Sana- dekhiye please mujhe jaane dijiye mere paas apko dene ke liye kuch bhi nhi hai .
Sangha- kya baat kar rhi ho sana ji apko upar wale ne itna Sundar jism diya aur aap keh rhi hai kuch nh hai .
Sana- dekho mujhe jaane do please.

rangha ab sana ko baalon se pakad ke ek thapad lgata hai

Sangha- abe chutiye bola na tha ke ladki ko hath mat lgana sun mujhe pure paise chahiye aur agar tu aisa karega toh ek paisa bhi nhi Milne wala hai .

Sana ka dar ke maare bura haal tha sath mein Thapad lgne ki wajah se sana ke muh se thodo khoon bhi behne lga tha

Ab rangha phir sana ki gardan par chaku rakh usko toilet ki dusri deewar ke aage le jaata hai .

Rangha- sun ladki tere paas phone hai .
(Sana uski baat ka koi jawab nhi deti par uske hathon se nikalne ki koshish kar rhi thi tabhi rangha uske balon se pakad ke khinchta hai jis se sana ke bahut dard hota hai jis karan woh wahan par rona aur chillana shuru kar deti hai .)

Rangha- sangha iske paas phone hoga is se phone lekar iske pati ko phone kar bol usko agar biwi ki jaan pyari hai toh jaldi yahan aaye .

Sangha ko ab washroom taraf kisi ke aane ki bahut tej awaz aati hai aur woh bhi puri tarah hamla karne ke liye taiyar ho jaata hai .
 
Aar am

Well-Known Member
2,090
1,049
144
Nice bhai waiting for next ab dono ko kuch na ho dono aryan sabko pit kar sana ko bachale dono fir sahi salamat apne ghar chale jaye
 
Aar am

Well-Known Member
2,090
1,049
144
Sana ke dil me iske bad se aryan ke liye khub pyar bhad jaye
 
ARTICUNO

Active Member
720
915
94

Bahut mast update hai bhai.... Ab dekhta hai Aryan kaisa Sana ko inn logo sa bachayega aur ab Aryan inko chorega nhi ... 🎊🎊

Dono ki kuch na ho ... Dono ekdam shi salamt rahe yahi aasha hai 🎊
 
Last edited:

niteshdev

New Member
29
12
3
Pls bhaiya Sana kuch mat hoye please
 
11,932
23,946
228
Awesome update
 
Top