HAPPY holi to you too & your familyhappy holi![]()
Happy holi to u bro avi update kab tak Ane wala he ??happy holi![]()
very nice updateUpdate 26
previous
thakuraine - kya chal jaldi se mere shath
isse pahle ki thakur sahab darwaje ke andar per rakh pate thakuraine samne khadi ho gai
thakuraine - huu kya ji kya karne ja rahe the abhi huu
thakur - are bhagwan ab andar aane degi ya nahi aur tu ye dwarpal ban kar kyu kadhi ho gai hai
thakuraine - kya ji app bhul gaye kya ki abhi kitni bimari fel rahi hai upar se ab sabhi hospital se aaye ho aur bina hath peer saf kiye haveli ke andar aa rahe the huu
thakur - are achha hua ki tune yaad dila diya thakuraine sasura hum to bhul hi gaye the la pani la abhi dho lete hai
thakuraine - sab ke liye bagiche (garden) main pani rakha hua hai dho lijiye fir baat karte hai chal ri kamla
aur thakuraine kamla ke sath chali gayi andar
ab age chalte hain
idhar tino thakur bhima aur raju chal diye garden main
thakur - are bhima toda samhal kar jana jab ghar jana to
bhima-wo kyu malik
thakur - are dekha nahi kese kamla aankh dikhakar gai tujko
bhima-achha to app bhi samham kar rahana malik
thakur - aur wo kyu bhala re bhima
bhima - malkin bhi to gussese gai andar ki taraf
bhima - malik mujko apse to, is baat ki umid nahi thi
thakur - kya kis umid ki baat kar raha hai bhima bol
bhima - yahi ki malik muje laga tha ki sirf main darta hu apni biwi se par app bhi darte hai
thakur (tandi sans lekar) - are bhima ab ka kahe re hum ho ya tum insan ho ya janwar sab apni biwi se darte hai re par ha payar bhi wese hi karte hain apni biwi se
bhima - ha malik ye baat to apne sahi kahi
thakur - achha baki baate baad jakdi se hath mhu dho lo nahi to aatu hogi teri malkin ki punch kamla
raju is baat par hansh pada
bhima-ha wo to hai jese main apki punch hu malik ha ha ha
aur tino jor jor se hasne lage fir tino chal diye haveli ke andar
jaha samne hall main thakuraine aur saloni bethi thi aur kamya aur kamla rasoie main thi apne sasur ko aata dekh saloni khadi ho gayi aur usko khada hota dekh thakur sahab bole
thakur - are badi bahu khadi kyu ho gayi betho hamne tumko kitni baar kaha hai ki tum meri bahu nahi beti ho
thakuraine - tumhare sasur ji sahi bol rahe hai saloni beth jawo
raju ko dekh kar
thakurain - raju beta aaja tu mere pass beth jara
us tarha thakur raju aur saloni apne apbe jagha beth gaya aur raju thakuraine ke pass beth gaya
thakur - dekho thakuraine mujkk pata hai tu gusse main hai aur ye tik bhi hai par pahake meri puri baat sun le
raju(toda masti ke mud main) - kya babuji ji app bhi maji ke rutne se pahle hi unko manane lage itna payar karte ho maji se
tab tak kamaya aur kamla bhi chay lekar aa gai thi aur raju ki is baat par puri haveli hansi segunj uthi aur dono bahu mhu chupa kar hasne lagi aur thakuraine shrmane lagi
kamla-aaye hya malkin jara dekho tu jara haye malkin yese sharma rahi ho jese nai naveli dulhan jo hi hi hi hi
ek baar fir se haveli main hansi gunj uthi
thakuraine - chup ho ja kamini aur ye kya hansh rahi sharam nahi aati tujko
kamla-lo kar lo baat are malkin hum sab ke hisse ka to app akeke hi sharma rahi ho aur rahi baat hansi ki ti bade bujurg kha gaye hai ki khane aur hasne main kabhi sharam bahi karnu chaiye
Kamaya - achha baki baate bad main hoti rahegi pahle chay pi lijiye sab nahi to tandi ho jayegi kaki todi madad karna to meri
fir kamaya aur kamla ne milkar sab ko chay baat di
thakuraine (chay ki cuski lete hue) apko itni der kese hui ye baat baad main karenge pahle hospital main kya hua wo jara bata dijiye
thakur - huu tik hai to pahle hospital ki baat sun le to hua ye ki jub hum hospital gaye to(uske baad jo kuch hua usko bata diya) par raju ka hath
thakuraine - kyaa koi paresani to nahi hatho main kahi koi andruni chot to nahi
thakur - are thakuraine tu puri baat sun to le pahle wo doctor ne bola ki kyuki itne dino se raju ke hatho main palaster (plaster) laga hua tha to hatho main abhi kamjiri hai iskiye usko abhi kisi bhi tarah keb wajan wale saman uthane se mana kiya hai aur shath main bhima ko ye bhi bola ki din main -2 time raju ke hatho aur pero ki acche se malish kar de
thakuraine - huu doctor ne sahi bola aur sun bhima ye baat ghant band le samjha bhul mat jana is baat ko
bhima-app bilkul chinta
mat kijye malkin main nahi bhulunga ye baat
thakuraine raju se- accha raju ja toda aaram karle bahut takh gaya hoga bhima jara raju ki madad karna to
raju-are maji aoo kyu kaka ko taklf de rahi ho main chala jaunga aaram se app chinta mat karo
thakuraine - tik hai akele hi jaa par dhyan se aur aaram se jana
ayr raju chak diya upar ki aur
thakur - aur ek bahyt hi ajjib baat bhi boli doctor ne (yahi ki raju ko kuch words yaad aate hai) to unka ye manana hai ki hume raju ko padhana chahiye
thakuraine aur baki sab ka to dimag gum gayapar kyuki kamya medical ki student thi usliye usko bahut had tak ye baat samahj mae aa gai thi
thakuraine - huu doctor bhi tik hai bol rahe hai kuch bhi ho par hume raju ko samanya sikcha deni chahiye
thakur - ha tu tik bol rahi hai thakuraine isliye tum sab apni aoni ray muje do kyuki agar raju ko padhana hai to kisi master (teacher) ki zarurat to padegi hi
saloni-par babuji yahi to badi paresani hai
thakur - kya badi paresani badi bahu bolo
saloni-babuji aol to jante ho ki hamare gawo main koi itna padha likea nqhi hai aur jo padha likha hai wo dusri jagha kaam (job) kar rahe hai aur agar humne kisi ko bahar se bulya to kahi pahle (nurse kaand) ki tarah kuch ulta na ho jaye
thakuraine - tum bhi sahi bol rahi ho badi bahu par kuch to sochna padega na
kamaya jo sare bartan ke kar chali gai thi rasoi main
kamla-malik agar app ijajat de to mere pass iska ek upay hai
to be continued
![]()