- 1,127
- 929
- 129
update 72
AB AAGE
..............................
..............................
Agli subah jab raja utha toh dekhta hai ki uska sar abhi bhi uski didi ki goodh me hai
Wo aaram se utha taki koi halchal na ho aur arti ko bed par lita diya .uska sar abi bi raat k hangover se dard kar raha ta wo sochta hai chalo fresh ho lete hai aise b raat ki utarne k liye nahana jaruri hai
Wo bathroom me ja kar fresh hota hai aur apnne kapre pahan kar aa kar apni didi k pass baith gaya .wo arti ki traf pyar se dekhta hai .aur aage badh kar arti k sar ko chum leta hai .
Raja : mann me :thanks di aaj aapne mere jivan ko nai disha di hai
Dekhna aapka ye bhai aapko nirash nai karega .
Wo waha se uthkar apni maa k kamre ki orr jata hai usse raat ki wo baat yad aa jati hai ki usne kya harkat ki ti . Rajendra babu abi b so rai te par mina waha nai ti .tabi usse kitchen me se bartan ki awaj aati hai wo samajh gaya ki maa kitchen me hi hai waise b wo kisi aur k samne maa se baat nai karna chahta ta..wo chalta huwa kitchen ki gate k pass ja kar khara ho gaya.
Mina ka dhayan iss orr na ta wo aaj bari duki ti kyuki kabi b usne raja par hath nai uthya ta..mgar karti b kya usne harkat b aaisi kar di wo bartan ko pani me dhoye ja rai ti kab se par hosh na ta ki tabi usse laga koi uske pair aa kar pakar liya .
Wo niche najar karke dekhti hai toh raja ko dekhkar achambhit rah jati hai kyuki hamesa se mina hi raja ko uthati aai ti aaj pahli baar ta jab wo khud utha ta balki tayar b ho gaya.
Mina jhuk kar raja ko upar uthati hai.
Mgar uske chehre ko dekh kar uska chehra muh ko aa gaya .wo lagatar aasu bahaye ja raha ta.
Raja: mujhe maaf kar de maa.
Aur wo bilakh kar ro para .
Maa ka dill apne laal ko yu rote dekh ro para.wo raja ko apne gaale se laga li
Mina : tu ro kyu raha hai bat beta kya baat hai bol mera dill baitha ja raha hai mai tujhe rota nai dekh sakti.bol beta kya baat hai
Raja: maa maine raat ko bahut galat kiya hai mujhe maaf kar do apne bete ki aakhri bhul samajh kar
Mina: chup kar bhala maa b apni santaan se kabi naraj hoti hai aur ye kya bacho ki trah ro raha hai.
Raja : nai maa mai sach kah raha hu mujhe maaf kar do aur wo bilakh kar ro para.
Mina ka gaala b bharra gaya .
Mina : chup ho ja beta mai tujhse naraj nai hu dukh toh mujhe iss baat ka hai ki maine apne raja bete
par hath uthaya.
Chal ab chup ho ja baith pahle idhar aa kar
Wo usse sofe par lejakar bitha di aur glass b di
Wo chup chap pani pi liya .
Raja : maa apko dukhi hone ki koi jarurat nai hai aapka mujhpe pura hak hai fir bete ki galti par bolna toh maa ka dharam hai .
Kya apne bete ko maa ke iss pyar ka haq nai
Mina usse gale laga kar
Tu toh mera raja beta hai pagle tu nai janta teri maa tujhse kitna pyar karti hai.
Raja: dekhna maa aapka ye hbeta ab aapko koi shikayat ka mauka nai dega .
Mina pyar se uske sar ko chum li aur usse apne sinne se laga apnI mamta uspar nichawar kar di .
Kuch deer aise hi baithe rahne k baad beta uth mai chai banati hun
Wo uth kar kitchen me chali gai aur raja ek arse baad apni study room ki traf kadam badhata hai
Usse toh ye b yaad nai ta ki inn do saalo me aakhri baar kab usne kitabo ko chuwa ta.
Wo apni bench kursi saaf karta hai aur kitabo ki dhuul b jharta hai .rajbir babu ki nind khul chuki ti wo uthkar bahar nikalte hai toh samne ka najara dekh toh unki aankhe fati rah gai .
Aaj ek arse baad unhone raja ko study room me dekha ta.
Unki aankhe khusi se chalak aai .tabi mina waha aa gai aur rajvir babu ko cup thamati hai .mina b samne ka najara dekh khusi se fuli na samaiy.
Par raja inn sab se bekhabar apne kam me laga ta.
Rajbir babu : mina mai bata nai sakta aaj mai kitna khus hun .mgar aaj achanak se ye sab kaise .
Mina : mai na kahti ti mera raja bara acha hai
rajbir babu : hmm mgar janti ho ye sab kaise huwa .aur wo raat wali sari baat mina ji ko batate chale gaiii.
Mina : bhagwan inke pyar ko kisi ki najar na lage
Par tabi unka dhayan cup ki orr jata jata haI jo bato bato me hi thandi ho chuki ti .
Mina: uff mujhe