• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Prince

Prince ko credit lena chaiye ya nahi???

  • Yes or No

    Votes: 2 7.7%
  • Yes

    Votes: 19 73.1%
  • No

    Votes: 6 23.1%

  • Total voters
    26

Xabhi

"Injoy Everything In Limits"
10,210
42,801
174
UPDATE-2

INTRODUCTION

Prince -: ek anath bachha jo ki ek dhaba pe kaam karta hai ussne apna naam Karan bhi ek movie k poster choose kiya tha

Sonali Dey -: Home Minister Pratap singh Dey ki ek louti ladli beti aur saath hi miss india ban chuki thi

Smasher khan -: Indian Army k commander hain loyal and honest jaise unke khoon banker doudte hain unke nasho main dikhna main 6'6" 50 inch chest biceps 20 agar rath main koi dekha le unko to uski heart mouth may ajayenga ghar mai unke patni rukshana and 2 ladke 1 ladki (Abdul,Azeher,sania)

Pratap singh Dey -: accha pita k saath desh ka saccha neta apne family se bahut pyaar karte hain inki 2 wife hain 1st wife --:: Sumitra (sonali's mother)
2nd wife --:: pooja (ajay,sujoy, Smith's mother)

Sumitra -: ek business woman hain inke 4 Company hain (Hospital, textile, mall,milk factory)

Pooja -: housewife hain

Ajay -: 19 age college ki president hain achha ladka hai

Sujoy -: school main gunda gardi karta hain

SMITA-: kahani ki heroine

Abdul -: 25 year old A.C.P.hain

Azhar-: 21 year old army k commando hain

Sania-:18 sonali k best friend hain
Introduction was nice mam...
 
Last edited by a moderator:

Xabhi

"Injoy Everything In Limits"
10,210
42,801
174
UPDATE-3

After 15 years

Location port
Ek container main 100 ladkiyon ko dusre desh bech ne k liye rakha gaya tha
"A pakiya box main kitna item hai re"

Pakiya - jaggu bhai 100 item hai

Jaggu - usme sai patakha kitna

Pakiya - bhai 30 hain

Jaggu - abe ghonchu boss ne kaha tha 50 phooljhari 50 bomb rakne ka aur to 30 phooljhari aur 70 bomb pack kiya jaldi jaldi kar warna boss tera hatiyaar kat kar tujhe hi khila dengue

Pakiya - bhai kya karoon koi milhi nahi raha hai kaha Jaoon
Jaggu - night club, college, pub,disco,ja wahan per ek se badiya item milega

Pakiya - ok bhai
( jaggu,pakiya,kalu,ramu,deepu,raju)
Ye log kaam karte hain boss k liye jo ki extortion, kidnapping, murder, aise bohot si galat dhanda karte hain aur in logon ka ek hi dushman commissioner Abdul and D.C.P. Praveen

LOCATION-: police headquarters

What kab hua ye sab ? kabse gayab huyi hai? Oh shit !!! Ok mai Aaraha hoon
Kya hua commissioner sir ek inspector ne pucha to sirf itna bataya ki meri beti ka kidnap hua hai
Praveen ko bulao

Kuch samay baad

D.C.P. enter commissioner chamber yes sir
Com -: meri beti aaj kidnap ho gayi

Pra-: don't worry sir hum dhund longer

Com-: kuch demand ki call nahi aaya hai

Pra-: to phir ye kaam kisska ho sakta hai

Com -: pata nahi main ghar jaa raha hoon kuch lead mile to inform karna

Pra-: ok sir

Ek samsaan main ek nakab posh ladka khada hai ek Chita ki our dekh kar apne Andar bolta hai jissne bhi hum dono ko alag kiya hai ussko main jinda jaloonga
REST IN PEACE MY OLD FRIEND

LOCATION -: port

Pakiya-: jaggu bhai maine 20 phooljhari ko mila hai aur unmaise Abdul ki beti bhi shamil hai kya baat hai ab toh maja ayega ruk boss ko Batata hoon

Tabhi wahan par bomb phoota ek saath port ki har hisse main phoota ye sab dekh kar unlogon ki tote udgayain tabhi unke saamne ek nakab pose ladka aaya hai jisske haath main ek sword hain thighs pe pistol hain
Akhir Kon hai ye mysterious nakabposh ladka or vo kiski chita ke samne Khada hai oh! Lagta hai Iska dost hai Jise kisi ne mar diya hai yah boss Kon hai Jo itna galat dhandha karta hai or uske aadmiyo ne ACP ki beti ko bhi kidnap kr liya hai yha bandargah me karib 120 ladkiyo ko jabarjasti pakad kar rakha gya hai Taki inhe bahar desh me becha ja ske pr us nakabposh ladke ne inke mansubo ko Kamyab nhi hone diya or uske port ke intry exit point ko bomb se uda diya...
Sandar update mam jabarjast
 
mysterious prince

Shadow princess
86
330
69
update-4
Ab yeh koun hai jo yaah par marne aagaya
Sale ko bhoon K rakh do
Yes boss

Boom

Pakiya,kalu,ramu, deepu,raju k admiyon uss nakab pose ke upar goliyon bouchhar kardiye lekin iss e uss nakab pose ko kuch bhi nahi hua kissine rifles, pistol,M4,AK47,Awp sniper mai bhi goli mari lekin kuch nahi hua

Wo N.P.aaya aur apni sword se sab k mundi ukad di ye dekh kar baki sab pent me susu nikal gaya

Raju aage aakar bolta hai

Humhe Kyon maar raha hai?

Tu hai koun?

Tujhe kya chaaihey??

N.P. ne sirf uss container ki taraf issara karta hai

Ye dekh kar kalu usske saamne aakar bolta hai

Hand 2 hand fight kar
If you win then that box is yours
If I win then you are dead

CHALLENGE ACCEPT

KALU 1st attack usske face pe kiya but N.P. ne usske hath pakad kar pichhe kar diya
Ussne phirse ek laat marni chahi but iss baar N.P ne usske pair ko pakad kar twist kar diya (180°)
Kalu ne jor se chilya ab wo ek pair se khada tha again ussne ek dropkick dena chaha but iss bar N.P. ko ye maar pada
Kalu uthne se pehele N.P ne uske 2nd legs 90°mod diya ab uske dono pair kab bhi thik nahi ho sakta

Ab N.P. khada hua and wait kiya
Kalu ne apni haar manli aur wo uss container k pass jaa kar wahan se unladkiyon ko freedom kardiya

Ladkiyon uss Nakab pose ko dekh kar dar gaye tab ussne kaha don't fear
Abdul ki beti ne pucha who are you ?

I M MYSTERIOUS PRINCE

TAbhi wahan par police siren sunai diya to bachhe hua gunda waah se bhaag gaye

Aur idher wo M.P
Bhaag gyaa thaa
 
Raj 88

Active Member
1,585
5,156
158

Super
 
Sandar update mam nakab pose pr galiyo ka asar nhi hota or usne apna naam mysterious prince btaya hai pakya logo ki to chhutti kr di... Superb mam
 
Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,389
304
UPDATE-2

INTRODUCTION

Prince -: ek anath bachha jo ki ek dhaba pe kaam karta hai ussne apna naam Karan bhi ek movie k poster choose kiya tha

Sonali Dey -: Home Minister Pratap singh Dey ki ek louti ladli beti aur saath hi miss india ban chuki thi

Smasher khan -: Indian Army k commander hain loyal and honest jaise unke khoon banker doudte hain unke nasho main dikhna main 6'6" 50 inch chest biceps 20 agar rath main koi dekha le unko to uski heart mouth may ajayenga ghar mai unke patni rukshana and 2 ladke 1 ladki (Abdul,Azeher,sania)

Pratap singh Dey -: accha pita k saath desh ka saccha neta apne family se bahut pyaar karte hain inki 2 wife hain 1st wife --:: Sumitra (sonali's mother)
2nd wife --:: pooja (ajay,sujoy, Smith's mother)

Sumitra -: ek business woman hain inke 4 Company hain (Hospital, textile, mall,milk factory)

Pooja -: housewife hain

Ajay -: 19 age college ki president hain achha ladka hai

Sujoy -: school main gunda gardi karta hain

SMITA-: Kahani ki heroine

Abdul -: 25 year old A.C.P.hain

Azhar-: 21 year old army k commando hain

Sania-:18 sonali k best friend hain
Nice introduction.... Btw...
 
Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,389
304
shaandar update, shaandar lekhni shaandar shabdon ka chayan....har shabd ek alag kahani bayaan kar raha tha.. update padhte waqt aisa lage ki jaise likha gaya har shabd jeevit ho utha aur mujhe ye update mein ghatit drishya ko dikha rahe hai.... . aur lekhika ki kahani ke lead character sach mein ek nayak ki soch rakhta hai..
Kayi mamlo mein ye update sarvashresth hai....mujhe koi wajah najar nahin aayi ki main in update mein koi kami nikalu.... dono hi update mann ko tarotaaja hone ka ahasaas deta hai aur sath hi ek sikh bhi de gaye..
ek paathak ke liye sab se badi khushi ki baat yahin hoti hai ki aise update padhne ko mile .. bahut bahut dhanyavaad aapko jo itne achhe sundar update ham sab pathakon ke madhya rakhe...
.. The narration and the dialogues were perfect fit for the atmosphere of the update.
Btw brilliant update with awesome writing skills :applause: :applause:
 
Top