• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Prince

Prince ko credit lena chaiye ya nahi???

  • Yes or No

    Votes: 2 7.7%
  • Yes

    Votes: 19 73.1%
  • No

    Votes: 6 23.1%

  • Total voters
    26

Xabhi

"Injoy Everything In Limits"
10,210
42,801
174
update-5
Wahan par police inspector aur A.C.P. aur baki police k staff aaye uss port k tabahi apne aakho se dekhte rahe tabhi S.I ki nazar ladkiyon k upar jata hai wo forun sab ko lekar wahan pohanchta hai tabhi wahan par media,Ambulance, fire truck bhi aata hai kuch police k van bhi aata hai saath hi commissioner and D.C.P bhi aate hain

Ek reporter --: aapko logon ko kissne bachaya ?
Wo A.C.P ne bolta hai yaahan per humlogon I alawa aur koun hai
Aur sab ladkiyon ko apne apne address pe send kardiye


Commissioner apni beti ko mile aur usse apne ghar leke chale Gaye


SCENE CHANGE

It's time 7'0 clock

Devar ji wake up it's late

Come on bhabhi just 10 minute

No no no it's already late now the time is 7:30 hurry up

What !!!!!!!!!

I'm again late

To wo ladka bathroom me jaa kar fresh, bath ho kar Nikla aur ready hona laga

White T-shirt, silver colour jacket, denim light blue Jean's with green shoes laga kar niche aya

Puja k thali lao re koi
Sehezaade uth gaye
Kya bhai aap ko ab bhi ye sab bolne ki zarrorat hai bhabhi dekhona bhai kya bol rahe hain

Bhabhi-: Raj shut up and finish your breakfast
Raj-: oh come on pihu mai sirf isska pull the legs
Pihu-: prince seat and finish your breakfast
(Raj bansal ek famous lawyer
Pihu[priyanka] ek doctor k saath ek martial artist
Prince kahani ka hero jo abhi B.Tech kar raha hai )

Dusri taraf

Pratap singh dey jo ab iss state ka C.M hai
Unki 2nd wife pooja apni beti jaagarahi thi

Pooja - uthja na aur kitna soyegi college nahi Jana jaldi

Smita - mom plz 5 minute ab toh sirf 6 baje hain

Pooja - dekh teri bhabhi pet sai hai to tujhe hi sab kar na hai uth ja beti

Ok mom

Smita apni daily routine kiye fir breakfast k liye kitchen mai aayi to wahan per wo apni 2nd bhabhi se milli aur dono ne Milkar Nashta banane lage

Ajay -: choti nasta ready hua ki nahi
Smita -: layi bhaiya
Ajay -: hurry up
Smita breakfast lekar aayi
Dono ne finish kar k college k liye nikal gaye
To mujhe lagta hai vo nakab pose prince hi tha prince ke bhaiya bhabhi bhi hai pr sayad apne kaha tha prince ne apna naam ek poster se dekh kr rkha tha To ye bhaiya bhabhi foster family hogi sayad pihu ji ek Dr ke sath sath martal art expert bhi hai vhi Mr day ab CM hai or unki beti bhi college going hai jo apni ma ke jgane pr bhabhi ji ke sath breakfast bnane me madad karti hai... Superb update Mam sandar intro...
 
Last edited:

Xabhi

"Injoy Everything In Limits"
10,210
42,801
174
To mujhe lagta hai vo nakab pose prince hi tha prince ke bhaiya bhabhi bhi hai pr sayad apne kaha tha prince ne apna naam ek poster se dekh kr rkha tha To ye bhaiya bhabhi foster family hogi sayad pihu ji ek Dr ke sath sath martal art expert bhi hai vhi Mr day ab CM hai or unki beti bhi college going hai jo apni ma ke jgane pr bhabhi ji ke sath breakfast bnane me madad karti hai... Superb update bhai sandar intro...
Dekha mere se bhi mistake Ho gyi Mam ko bhai likh diya Lagta hai Raksha Bandhan ka kuchh jyada hi dar ghus gya hai andar jbse Bivi ne apni saheliyo se rakhi bandhvane ka bola hai...
 
Last edited:
Top