• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Pyaar - 100 Baar

Status
Not open for further replies.

Enigma

Well-Known Member
4,125
58,084
173
फिर भी भाई अर्जुन कोई अंतर्यामी तो है नही की जो इधर उधर से पता करेगा सही ही हो, ऐसे में पूरी बात उसे न बताने के रामेश्वर जी भी दोषी हैं, जितना उन्हें पता है वो बताना तो जरूरी है बाकी कहानी आपकी है वरना वास्तविकता तो यही है कि अपने जन्म से पहले के पूरे किस्से की तह तक बिना सपोर्ट के पहुचने में गलती होने के शत प्रतिशत चांस हैं।
Bahar baitha vyakti nishpaksh ho toh? Aur kya sachaai bataye bhai Rameshwar ji us ladke ko khud se? Poori baat toh kisi ko bhi kaha pata hai. Arjun ko sabkuch ek kram me samajhna padega aur Rameshwar ji fir itihaas dohraye jaane me yakeen nahi rakhte. Ajaad ghoomta 18 saal ka ladka kis goli ka shikaar ho jaye pata nahi lagega agar wo itne logo se ulajh gaya.
 

Ravi jha

Active Member
596
1,160
138
Bhai batane waale log aur bhi hai aur dekha jaye toh Arjun ko sabkuch khud samajhna chahiye. Wo jitne khud nahi samjhega itne sahi aur galat vyakti ka fainsla nahi kar payega. Yaad hai usne Bheem Singh ko mara lekin Sushila ko bachaya? Aisa bhedbhav ki wajah?

Aur meri ye baat ek hint hai baaki sabhi readers ke liye ki is Arjun ke bhi ek krishna hai jo ghar ke har shakhs se behtar parichit hai 4 diler hansmukh yuvako se, unki kahani se aur dhero gehre chhipe raaj se. Kisi ka utna dhyan nahi gaya us taraf.
Bhai agar aapki baat par Gaur Kiya Jaye toh do hi sakhs najar me aate hain lalita ji aur Madhu bua ek Baar Aapne bataya tha lalita ji ke baare me ki yeh bhi Apne pariwaar ki ek majbut stambh hai Jo sab kuch janti bhi hain aur sabko pyaar bhi Karti hain.
Aur to koi bhi us ghatna ke samay is pariwaar Ka hissa bhi Nahi tha kya Mera anumaan thoda bhi Sahi hai ?
 

Badshah Khan

Active Member
1,499
3,775
159
Ek Baat to tay hai ki rameshwar ji haweli ke rawan ki Lanka mai is arjun ko sirf enter karke side hat jayenge aur phir se apna wahi parde ke piche wala khel khelenge shayad kyunki agar arjun banam lata huwa to shayad shankar ji bhi kahi na kahi arjun ke samne ek samay ayenge kyunki lata ke pass do more aise hai jo uske hai jisme se richa to nahi lagta ke ab kahi bhi apni maa ka sath degi phir bacha sirf ek shankar sharma jo ki lata se pyaar karta hai
Dekhte hai ab is khel mai kya kya hota hai
 

Badshah Khan

Active Member
1,499
3,775
159
Aur jaha tak arjun ko batane wale shaks ki baat hai to mera jaha tak andaza hai wo komal didi hi hai kyunki bohut baar aisa samay aya ke komal didi arjun ko kuch logon se sawdhan karte huwe dekha gaya
Aur komal hai bhi to rekha ji ki parchayi aur shayad rekha ji komal ke zariye apne bete ko time time par kuch log se sawdhan karate rehti hai
 

Mahesh007

Well-Known Member
15,040
12,604
228
Enigma bhai update rat ko padha lakin sehat thik na thi isliye deri se hajir hua bhai pura update hi bahut badhiya he lakin kuch bate jo mene aap ko pahle kahi unki.pusti karti he sahi ya galat ka fesla abhi jald baji hi hoga
Bhai ji lata ek rup jo aaj tak sirf chupa hua tha samne aya he lakin anuman hi lagana thik he nirnay karna jald baji hoga
1st richa ke liye kadam kadam par khatra he jo babita ki bat ko sahi thahra ta he ki richa mari jaye gi agar sushila ne nahi samala to
Bhai khatra jab apni hi maa ke duara ho to parinam kya hoga batana muskil he
2nd richa ka khoji man use adhik khatre me dal ne bala he kyo ki samne bala kya chal chalne bala he ye malum nahi aur bhai chot khai nagin kahi jyada jahrili hoti he jo sare vivek bhul jati he
3rd rameswar ji ke charo point is bat ki taraf isara karte he ki unko sab pata he lakin bachan me baghe hone se bibas he
4th chandar aur aur uska sathi har bardat ke samay ghatna sthal par mojud the ye is bat ki taraf isara karte he ki lata ke har plan me ko ye hi anjam de rahe the aur ajju ki mot kese hui rameswar ji samajh chuke he
Lata se apni beti ko in ke samne parosana ye sayad lata ke sare kale raj khol denga hoga aur ye lata ko bhari padne bali he dekhna itana he ki kon halka padata he kon bhari lakin jahatak lagta he jit sachai ki hogi lakin bahut kuch ya ansik khona jarur padega jo richa to he hi lakin sankar ka andha pyar lata ka sath he to rameswar ji ke sansar me bhi kuch khona pad sakta he
5th arjun ko samne lane ka jo rameswar ji nirnay he us se bahut kuch bachaya ja sakta he arjun ka ek bar fir se khoji dimag kam karega
6th ummed ke sath charcha hogi tab ummed ji ko bhi sab nahi to ansik to samajh me ayega hi
Bhai bartman ki soch he bhabisya ka kuch pata nahi lakin arjun ki salamti ke liye sabhi bahane tatpar he unka pyar biyarth nahi ja sakta he
Dilip bhi sankar ke sath rahte he ye bhi pata chala aur rajesh mama bhi sankar ke sath he baki sabse pahle hi parichit he
Satranj bich gayi he chal chalne bali he har mohra apni jagah musted khada he anjam bhabisay hi bataye ga thanks
Choti aur moti budhi me jo aya he likh diya sach kya he aur galat kya he nahi pata
Galti ke liye maf karna me to ek adna sa banda hu bhai
 

Enigma

Well-Known Member
4,125
58,084
173
Ye aaj sabko hua kya hai jo ek insaan ko bhool chuke ho.?
Shankar-Narinder ko college ke waqt se kaun jaanta hai?
Kaun hai jo ab pariwar ka sadasya hai lekin jyada baatein nahi hui unke baare me?
Kiske prati Rekha sarvasva tyaag sakti hai?
5 saal toh wo vyakti unke sath he college raha hai. Ghar ka sabse khamosh insaan lekin Arjun ke prati sampoorn lagaav wala.
 

Billi420

Well-Known Member
2,526
13,182
158
Ye aaj sabko hua kya hai jo ek insaan ko bhool chuke ho.?
Shankar-Narinder ko college ke waqt se kaun jaanta hai?
Kaun hai jo ab pariwar ka sadasya hai lekin jyada baatein nahi hui unke baare me?
Kiske prati Rekha sarvasva tyaag sakti hai?
5 saal toh wo vyakti unke sath he college raha hai. Ghar ka sabse khamosh insaan lekin Arjun ke prati sampoorn lagaav wala.
Krishna ji ??
Enigma bhai Yha py rajkumar ji ka naam Liya jarha hy pr woo to shankar ji oor narindar ji ko bachoan sy janty hyn college k dino sy too krishna ji hi hyn
Oor wohi rekha ji k boht kreeb b hyn jin k liay rekha ji arjun b dy skti hyn unko ??
 
Last edited:

404

Active Member
528
1,945
138
Bada sahi sawaal hai bhai isliye bhi kyonki kaafi sawaal yaha sirf Lata se jude hai aur Shankar ka shamil hona lajmi sa ho gaya hai unme.
Ek goli kisi ne chalaai toh saamne wala fir 100 bhi chala sakta. Haan lekin ye jung one on one rehni chahiye aur aisa na karke shadyantra banaya jaye toh baat aur vyakti virodhatmak ho jayega. Wo doshi kehlayega. Fir kuch toh aise bhi hote jo jiwan ka uddeshya he sabko barbaad karna bana lete hai lekin saamne tab tak nahi aate jabtak fir se 1 on 1 wali sthiti na ban jaye. Matlab sab khatam karke us pehli goli chalane wale ko usi ki barbaadi dikhana.

Wahi kuch aise bhi hote hai jo yudh se bahar rehte hai apno ke sath jeene ke liye, prem se. Sab jaante hai par khamosh kisi ek raajdar ke sath ki agar kuch galat hua toh aage ye sambhale. Pehle jo badla lene par utaru vyakti hai na us se kahi jyada ye shaant khamosh wala hai. Parchhaai ke is khel me saari chaal udhar se chalne do. Kaun kaun Dhurandhar is taraf us taraf hai sab pata karo. Kuch majhdhaar me bhi honge toh unhe ek jariye se bacha kar bahar he baitha do.
Badla lene wala jaane anjaane kuch majboot mohre khoyega aur is taraf se jo uljha hua hai wo bhi chaal samjhega. Jeetega kuch haarega. Fir koshish karega khel badalne ki jiske liye khud bahar hona padega.

Toh mere bhai ab jung kiske beech hogi?

Madhulata shatir hai, chott khaane ke baad mansik roop se peedit aur apmaanit. Sharir maayne nahi rakhta ki kaun hath laga raha hai ya bhog raha hai. Waha bhi Madhulata he control rakhegi.
Galat aur sahi ka faisla toh upar wala he karega kyonki update ka shirshak question mark ke sath hai.


abbe yaar .. poore dimag ki dahi kar di ... :headache:

maine ye poori comment padhta gaya .. aur padhte padhte itna impressed hua ki main iss comment likhne wale reader ke liye bhaut he badh chadh kar likhne wala tha .. ki har baat kitne nape tule shabdo ke saath kitni safaayi aur ghere arth ke saath likhi yaha tak ki update ke shirshak mein prashan-chinh ko lekar bhi sochne par majboor kar diya ...

main waqai mein bahut tajjub mein aa gaya ki yaar ye aisa kaunsa reader aa gaya ki iski likhi har ek line mein aneko paheli chupi hai .. aur likhta bhi kya gazab ka hai ...

bas jaise he neeche reply par click karne wala tha to upar likhne wala ka naam likha dekha to mera dhyaan quote kari comment mein jo naam likha hota hai uspar gaya .. maine socha bada jabardast banda hai yaar .. har baat itne anokhe tarike se likhi hai .. magar fir jaise he scroll karne wala tha to ek nazar fir se upar ghoomayi aur main chok gaya ki ye kya gadbad jhala hai .. side mein 'Rakhi' bani image dikhi aur uske neeche likha naam Enigma dikha .. to mere tubelight dimaag mein light jalni start hui ki ye to apne lekhak ji hai ... :?:

phir literally maine apne maathe par haath maara ki muzhe aanko ke saamne dikhti cheez par dhyaan nahi diya .. had hai yaar .. kabhi - kabhi to mera dimaag he muzhe khud ko embarass feel kara deta hai ... :hspin

Enigma bhai jab tak aapki kahani khatam hone ka number aayega tab tak mera dimaag adha khali ho chuka hoga .. aapki kahani padhte-padhte ... :confuse:
.
.
Bhai batane waale log aur bhi hai aur dekha jaye toh Arjun ko sabkuch khud samajhna chahiye. Wo jitne khud nahi samjhega itne sahi aur galat vyakti ka fainsla nahi kar payega. Yaad hai usne Bheem Singh ko mara lekin Sushila ko bachaya? Aisa bhedbhav ki wajah?

Aur meri ye baat ek hint hai baaki sabhi readers ke liye ki is Arjun ke bhi ek krishna hai jo ghar ke har shakhs se behtar parichit hai 4 diler hansmukh yuvako se, unki kahani se aur dhero gehre chhipe raaj se. Kisi ka utna dhyan nahi gaya us taraf.
Do hi log aisa dikhte hain sanjeev aur komal...
Baki bhai umed singh ne to dron hain arjun ke
Bache hai wo dono bhai. Paida bhi nahi hue the jab kaand hua ye sab.

mere hisaab se Rajkumar ji hai .. jinhe kisi ne aaj tak koi khaas tabazzo nahi di .. pehle to mere dimaag mein Rameshwar ji ka naam aaya .. magar ve to har baat se chit-parichit hai .. kintu Rajkumar Sharma ji he aise kirdaar hai .. jinpar aaj tak dhang se parkash nahi dala gaya .. shuruaat mein kabhi - kabhi he unka jikrr hua hai .. aur abb bhi us dusre ghar ki reparing ka kaam unke maargdarshan mein ho raha hai .. aur unke baccho ki shaadi hai to unka vyaakhyaan baar - baar ho raha hai ...

aur rahi baat baacho mein ya nayi generation mein to keval Babita/Bijender ya shayad vikas he aise 2 + 1 log hai jo Ajju ki maut se pehle paida ho gaye the .. aur unme bhi sirf Babita he itni badi thi ki wo kuch had tak samajh sakti thi.

waise iss moti jhotti ko har koi jyaada serious nahi leta aur ye khud bhi mast rehti hai .. magar andar se ye bahut gambhir manas wali ladki/mahila hai .. bas ye jyaada ghar-bahar ki politics mein interest nahi dikhati .. magar iska matlab ye nahi hai ki aas-paas ghat rahi baato par iska dhyaan nahi jaata. ye apni umar aur shareer ke anupaat mein he dimaag se bhi bahut mature aur samajdaar ladki hai.
 
Status
Not open for further replies.
Top