aalu
Well-Known Member
- 3,073
- 13,050
- 158
sahi kaha maa pe bachha ka sabse jyada haq hota hain... lekin arjun unse aur jyada gehra jur chuka hain... shayad shanakr jee kee berukhi ko bharte hue... unki jagah le chuka tha... jab uske khud ko unhe saunp diya.... lekin jab ussi maa ko uske samne koi aur uss haq see le jaye.. shayad bhavishya mein aapko aisa drishya dekhne ko mil jaye... baat rahi shankar jee kee toh unke iss badlav kee wajah bhi arjun hee hain.. kahir yeh permanent hain ya phir naam ke anuroop bhole ko phir se koi bargala de.. dekhte hain...Bhai maa se adhik kaunsa adhikar hota hai jismani adhikar se to kahi zada he hota hai.mera pechle comment ka matlab tha ki pehle apki koyi utna care na care phir achanak apki care karne jag jaye to thoda uncomfortable lagta hai jaise rekha pe shankar care karne lag jaye.