Sameer Garg
Banned
- 670
- 2,710
- 123
Naa Bhai.Itne Lambe paanv kisi ke pass nahi hai.Laxmi Narayan ji to badme uss se pehle... Kahi pyaar baar mandli hi naa lath gaad de
Bhai aisa nahi hai ki main naraaj hu. Wo thoda sarcastic laga aur maine bhi waise he Jawaab diya ki emotions jo hain wo reel and real life me different hai. Shri Ram jab vanvaas gaye toh kausalya ji ne ro ro kar bister pakad liya tha, kyonki wo maa hain. Abhimanyu jab rann me shamil hua toh Subhadra ne beshak swayam apne bete ko tayaar kiya jaane se pehle lekin unka dil roya tha kyonki unhe Kauravo aur unke saathiyon ka sach pata tha. Veergati pariwaar ko samman de sakti hai parantu athaah dukh aur dard sirf wahi jaanta hai jisne beta khoya ho. Matlab aisa nahi film nahi dekhta par main kitabe aur jiwan jyada samajhne ki koshish karta hu. TV pe main Shinchan dekhta huDhanyavaad bandhu aapne itna samay diya mere ek arthheen comment pe
Aaj maine 2 comment ki ye 3 hai
Sabse pehle comment me maine aapki 17 ghante ki mehnat ke liye dhanyavaad kaha
Dusra comment maine kuch filmy example diye hai lekin mera irada tanj ya kuch karne ka nahi tha
Jaise bachpan se main thoda filmy insaan hu
Jo din dekhe film ko raat me sapne ye sochta hai school pe hamla hua to mai apni crush ko bacha kar hero ban jaunga aur sadu teacher ko pitvaunga
Vaise hi aapki story meri pasandida story ki tarah hai har characters ek alloukik kirdar ki tarah samjhta hu
Abbhi bhi filmy example de raha hu
Jaise rajmata shivgami devi me kaushlya ji ko dekhta
Itni badi kalkey ki senapati usko bete ko markar usko garbvati dhamki dene par usne na dar kar uska sari beto se apne kadmo me manga
Jab apne bete ko marne ka nirnay liya uske asnkko me khauf nahi tha
Mujhe aankhon me jaljala tha wo maine kaushlya me mehsoos karta hu
Matlab dar ko bhi usase dar lage
Kabhi apni parvarish pe sandeh na ho
Na ritu arjun pe pyar pe sandeh hai
maine aisa expect kiya tha ki filmo ki tarah arjun agar ghayal ho to villan muskurske ritu ko dekhe lekin ritu ki muskurahat dekh ke wo bhi sehme wo aankh se use kahe piche dekhpiche arjun nahi rudra ho
Mujhe pata hai ki sambhav ke hatho hi raghuveer ka kalsh baha jayega
Lekin maine accept kiya purnima kuch react karegi jaise unko dekh ke jaise edhar aamtour maa ka dil react karta hai maloom hai mujhe unhe maloom nahi fir maa to maa hoti hai
Edhar arjun kali haweli gaya udhar rekha dil dhak dhak karne laga use
Jasleen ke thikai ta main bhi intzaar kar raha tha lekin aap kuch din pehle keh rahe the dangal wala update jaroor khas hoga uske mujhe 2 3 update lagenge
Maine sirf dangal 2 update expect kiya tha
Jaisa aam tour pe filmo me hota hai
Gaon me koi gadi aati hai aur ek ladka uske samne bhagta hai chote maalik aa gaye chote malik aa gaye
Vaise itne din baad Pandit ka varris aagaya to halla hona chahiye tha
Aapne update sahi likkha hai
Aap story ko film tarah nahi likhte lekin mai story ko film ki tarah padhta hui isiliye apeksha jyada karta hu
Isiliye swayam ko comment karne se na rok sakha aap ko mere shabd se thes pohochi ho to khed hai
Ye dharti teri maa tere baap ki maa aur uski bhi maa hai bhosdiwali
6th haiArjun ko gaon me aaye kitne din ho gye h??
Bhai aisa nahi hai ki main naraaj hu. Wo thoda sarcastic laga aur maine bhi waise he Jawaab diya ki emotions jo hain wo reel and real life me different hai. Shri Ram jab vanvaas gaye toh kausalya ji ne ro ro kar bister pakad liya tha, kyonki wo maa hain. Abhimanyu jab rann me shamil hua toh Subhadra ne beshak swayam apne bete ko tayaar kiya jaane se pehle lekin unka dil roya tha kyonki unhe Kauravo aur unke saathiyon ka sach pata tha. Veergati pariwaar ko samman de sakti hai parantu athaah dukh aur dard sirf wahi jaanta hai jisne beta khoya ho. Matlab aisa nahi film nahi dekhta par main kitabe aur jiwan jyada samajhne ki koshish karta hu. TV pe main Shinchan dekhta hu
Aur ek fact ye hai ki Reema Laagu aur Suniel Shetty me bas 2 saal ka farak haiYe dharti teri maa tere baap ki maa aur uski bhi maa hai bhosdiwali
Matlab avi gaon me bahut dhamal hona baki h6th hai
Ab ye to Krish007 bhai jyada acche se bata payenge ki wo 2no maa bete hai ya premiAur ek fact ye hai ki Reema Laagu aur Suniel Shetty me bas 2 saal ka farak hai