- 4,125
- 57,970
- 173
Anil bhai wo 2 kirdaar Vishnu aur Jannat kapoor hai jo Kahani me dur tak jaane waale. Jeenat urf Jini ka jikar hota rahega par wo side character hai.ISKO kahte hai unglimal ka anguta
ek taraf kahte hai ki in dono kirdaro ( jannat aur jinnat ) ka mahatvapurna role wale hai kahani me aur dusri taraf kahte hai subharatri
ab batao subharatri kaise hogi jub dimag rat bhar inhi dono kirdar k bare me sochta rahega
aur inke bare me sochte huev dimag inayat tak bhi pahuch jata hai
pahle laga inayat ki maa affsanna husain hongi phir 2004 wale update padhkar laga ki na innayat ki maa to zubbendan hogi par aaj k update ne phir uljha diya ki kya mahoday ka isara is taraf to nahi ki innayat ki maa jannat hogi?
baki rahi kahani ki review ki to ab to aisa lagta hai jaise surya ko diya dikhana
aapki sarwasresth lekhni ke samne sirf natmastak hi hua ja sakta hai