Ha ha ha ha ha ha.................ab ye kiske liye tha .. ab koi apna sar fod lo diwaar mein maar-maar ke .. bas yaha apni vocabulary ki testing karte rehte hai ...
Ha ha ha......bhai abhi deside nahi hua he Inayat ki maa ke bare me,vo to Arjun par depend karega na vo kise Inayat ki maa banana chahta he.ISKO kahte hai unglimal ka anguta
ek taraf kahte hai ki in dono kirdaro ( jannat aur jinnat ) ka mahatvapurna role wale hai kahani me aur dusri taraf kahte hai subharatri
ab batao subharatri kaise hogi jub dimag rat bhar inhi dono kirdar k bare me sochta rahega
aur inke bare me sochte huev dimag inayat tak bhi pahuch jata hai
pahle laga inayat ki maa affsanna husain hongi phir 2004 wale update padhkar laga ki na innayat ki maa to zubbendan hogi par aaj k update ne phir uljha diya ki kya mahoday ka isara is taraf to nahi ki innayat ki maa jannat hogi?
baki rahi kahani ki review ki to ab to aisa lagta hai jaise surya ko diya dikhana
aapki sarwasresth lekhni ke samne sirf natmastak hi hua ja sakta hai
Ballast Balance bolte hain ise Shipping terminology main Munivar.
Lekin,main hu Dheet.Na palatne wala.
Har koi Enigma ki tareef karta hain kyu ke woh hain hi iske kabil.Is se pehle bhi maine bhi 3-4 Words main kahani ki itni tarif ki ke woh hazaar shabdo ke barabar.Aur koi to ho to Unglimal ko bhi Ungli kare bhale once. In a blue moon
Kya khyaal hain Munivar
Disclaimer mai as a reader to likh do .Aaj update aayega