Mera ek masoom sawal he ki jab inder aur shankar dono ko pata tha ki shankar par aaj jaan lewa humla hone wala he to un dono ne Vishnu ko apne sath kyu nahi liya. Kya usaki kshamta par shaq tha ya fir use in sab se dur hi rakha jayega.
Na to inder ji use apne sath le gaye aur na hi shankar ji ne use apne sath rakha. Kam se kam use farmhouse to le jate apne sath.
Aur mujhe ye bhupi ka character kuch rahashmaye lag raha he. Aur ye tab se he jab se iske bete ko mar padi thi ritu ki wajah se. Aur shankar ne ise saaf mana kar diya tha.