Professsor
Banned
- 174
- 1,178
- 123
Sarvpratham to apka boht boht dhanyabad karta hu firefox420 bhai?. Apse aur aka3829 bhai se hi iss vishay me thoda boht sikha h mene.bahut he anupam vishleshan kiya hai aapne update ka.. kuch binduo ko to aapne itni sateekta se vyaahhyaan kiya hai ki jinpar mera dhyaan nahi gaya tha.. jaise wo bade-chote Sangwan wali baat ka... padh kar accha laga...
in dono pita putr (sangwan) wali baat ka pehle ke updates se kaise connection hai.. kya batayenge.... main us baat ko samjha nahi....
Bhai meri iss baat ka connection update 74 se hai jaha shankar ji aur unke driver bhuppi k bich vartalap me inka varnan hua tha jo is prakar hai -
Haan toh Bhuppi ji hukum?", Ye andaaz ab bilkul alag tha kyonki dono ke chehre par muskaan thi.
"Woh main yahi batane aaya tha jo aapke samaan ne bola abhi. DSP ko bol dia tha der raat me he Bade Sangwan ji ne ki ye kothi wale haadse ki report bana de aur kate sharir hawale kar de unke laadle bete Shankar Shambhu ko. Ab jode ya aur kaate uski marji.", Bhuppi ke kandhe par hath rakhe Shankar ji muskurate hue sunn rahe the uski baat. Ek baat toh saaf thi ki Bhuppi jisko sabke saamne driver bataya jata tha woh car driver toh bilkul nahi tha.
"Sangwan chacha apne is bete ke chehre aur kameej par daag ni dekh sakte. Fir beshak saamne wala santri ho ya mantri.. Aur ye mera samaan abhi hua nahi Bhuppi beta lekin tune aaj keh dia toh teri baat poori kar dete hai aaj. Waise bhi konsa shaam me battery leke jungle me fir jana hai.", Bhuppi ne car ki taraf kadam badhate hue hawai salaam kia aur hansta hua seat par ja baitha.
"Chotte Sangwan ne bola hai ke murga banwa ke rakhna. Abhi yaad aaya toh bata dia. Chalta hu Mahadev.", Gaadi pichle gear me daalta woh ek minute baad he gaadi ghumata gali se gayab ho gaya.
Aur isi baat ko mai bol rha tha bhai k uss waqt to kch samajh nhi aaya tha ki ye kya baatein ho rhi hai chote aur bade sangwan ji ..lekin iss update k bad wo baat clear hogyi h