- 3,946
- 11,203
- 159
Update - 249
Aarti bua ka ka naam sunte hi main ye sun ne ko betaab tha ki aarti bua ne aisa kiya kya tha jisse mere dadaji ali ki family ko jalane jaisa kaam kar gaye......
Main soch hi raha tha ki wasim ne bolna suru kar diya......
Mere aur tumhare pariwar me bahut accha sambandh tha.....aur ye aazaad aur ali ki dosti ka nateeja tha....
Aazad aur ali ki tarah hi un dono ki biwiyon aur baccho me bhi bahut pyaar tha....
Mere bhai aamir aur aazad ki beti aarti ke beech bhi bahut acchi dosti thi...dono sath me khelte...sath me padte aur sath me hi school jate the....
Par umar badne ke sath-sath un dono ki dosti bhi ek naya roop lene lagi....
Mere bhai aamir ke dil me aarti ke liye muhabbat jaag uthi....
Aamir to aarti se beintaha mohabbat karne laga...par aarti ko bol nhi paya...asal me use dar lagta tha ki kahi wo aarti ko kho na de....
Dusri taraf aarti ek sararati ladki thi...wo aamir ke sath bhi sararte karti rahti thi...par aamir kabhi nhi samjh paaya ki aarti ke dil me uske liye kuch hai bhi ya nhi....
Nateeza ye hua ki waqt ke sath aamir ka pyaar badta gaya...par wo dar ki wajah se aarti se kuch nhi kah paya...is wajah se wo andar hi andar ghutne sa laga tha....par usne ye baat kisi ko nhi kahi ....
Asal me aamir bahut imotional bhi tha....use jara si baat ka itna dukh ho jata tha ki kya kahe...had se jayada....yu kahe to uske liye har choti se choti baat dil ko chhu jane wali baat hoti thi....
Fir ek din aisa aaya jab Aamir ki is haalat ka andaja richa ko ho gaya...asal me richa in dono ke sath hi padti thi....
Fir richa ki jabarjasti se aamir ko sach kaboolna pada...aur richa ne aamir ko ek idea diya....
Usne bola ki ek gulaab ka phool school ke bageeche me rakh do...agar aarti ne utha liya to ha samjho aur nhi to naa ...
Dusri taraf richa ne ye baat aarti ko bhi bata di...aur fir usi din school ke lunch time me aamir ne ek gulaab ka phool aarti ke thode paas rakha aur waha se nikal gaya.....
Thodi der baad aarti uthi aur muskura kar wo phool utha liya....iska matlab tha haa....
Aamir bahut khush ho gaya aur usne richa ke kahne par apne gharwalo se aarti ke ghar riste ki baat karne ko kaha....kyoki aarti ne richa se kah diya tha ki haa bolte hi riste ki baat karni hogi....
Aamir ki baat sun kar mere maa-baap bhi khush the...ki chalo dosti ab ristedaari me badlegi....aur isi liye wo rista le kar aazaad ke ghar pahuche....
Par waha ja kar pata chala ki aarti ne dharmesh se sadi karne ka tay kiya hai....aur dharmesh ke gharwale bhi rishta le kar aaye huye the....
Ye sab dekh kar mere gharwale sarminda huye ...par aamir...aamir toot gaya....aur uper se aarti ne bhi aamir ko bahut kuch suna dala...jise sun kar aamir bikhar sa gaya....
Fir baccho ki is bahas me mere abbu ne aarti ko samjhana chaha to aazaad ko ye baat buri lag gai aur usne mere abbu ko beijjat kar ke waha se jane ko kaha.....
Mere gharwale bapis aa gaye...aur jo hua use bhoolne ki kosis karne lage....par aamir...wo to jeete ji mar gaya tha....aur wo apne room me kaid ho gaya....
Aamir se aarti ki bewafaai sahi nhi gai aur usne apne aap ko faasi par latka liya....
Saam tak jab uska gate nhi khula to mere abbu ne gate tod diya aur saamne aamir ki laash dekh kar mere maa-baap hosh kho baithe....
Abbu-ammi aamir ko neeche utaar kar uski laash par ro hi rahe the ki tabhi aazaad waha aa gaya....
Aazaad ko dekh kar abbu aapa kho baithe aur unko thappad maarne lage aur aamir ki mout ka jimmedaar unhe thahra diya...aur ghar se nikaal diya...
Bas...aazaad se apna apmaan bardaast nhi hua...uper se use dar bhar gaya ki kahi aamir ki mout ke liye uski laadli beti par aanch na aa jaaye....
Aur fir aazaad ne mere ghar ko jala dala....aur sab khatm ho gaya....
Jab aag se laash nikali gai to mere abbu-ammi aamir ko seene se chipkaye uske dono taraf lete the....bas tabhi maine usko aakhiri baar dekha.....
Aur tabhi se maine tay kar liya tha ki jisne meri family ko tawaah kiya hai....main uski puri family ka naam-o-nisaan mita duga......
Ab jaan gaya....kya wajah hai mere badle ki...jaan gaya na....
Aur itna bolkar wasim joor-joor se rone laga......
Main- wow...kya mast story hai...good...
Wasim(gusse se)- ye koi story nhi...sacchai hai...
Main- hahaha....sacchai...ye sabd tujh jaise kameene ke muh se accha nhi lagta...
Wasim- chup kar....nhi to...
Main- kyo...sach kadwa laga...haa...
Wasim- main kameena...ha hu kameena...aur mujhe kameena banaya tere dada ne...aazaad ne...
Main- hmm..tu kya sochta hai...tu kuch bhi kahega aur main maan luga....
Wasim- maine har ek labj sach kaha hai ladke...
Main- tu aur sach...hahaha...jis insaan ne aaj tak har kaam galat kiya...wo aaj sach bolega....
Wasim(daant pees kar)- kahna kya chahta hai tu...
Main- are..kahna kya...jo insaan apni do-do biwiyon ko aaj tak jhoot bolta aaya.....us par main bharosa karu..nhi...baat kuch aur hi hai...
Wasim- nnnhhii....ye sab sach hai....
Main- jisne apni saali se najayad aoulaad paida ki...wo sach bolega kya....haa...
Wasim- bacche....bahut bol liya...ab chup ho ja...
Main- nhi houga....sala tu to itna bada kameena hai ki khud ki biwi ko dusre ke sath sulata hai....
Wasim(gusse se)- chup kar...
Main- aur to aur..khud ki beti ko apni rakhel bana liya...
Wasim(aage bad kar)- bas...chup ho ja...
Main- are tu to wo darinda hai jo apni sagi beti tak ko apni rakhel bana le....fir juhi to....
Wasim(gusse se tamtamata hua)- chup ho ja warna....
Main- warna kya....are juhi ko chhod...tu to ruby aur gul ko bhi apni rakhel...
Wasim(chilla kar)- chup kar...
Aur fir room me sirf goli chalne ki aur cheekhne ki aawaaze goonjne lagi....
""Dhhaay eee...ddhhaayyeee....ddhhhaayeeee......""
"Aaaaaaaaahhhhhhhhhhhhhhhhhhhh""
""Aaaannnkkkiittttttt....nnnhhhiiiiiiiiiiiii""
Goli ki aawaz aur logo ki cheekh ke baad pure basement me khamoshi chha gai.....
Aur room me faili is khamosi ke beech 4 aankhe fati ki fati rah gai....2 aankhe richa ki thi aur 2 wasim ki....
Wasim aur richa dono hi saamne dekhe ja rahe the...aur is tarah paresaan the jaise ki unhone bhoot dekh liya ho....
Ab tak unke saamne jis chair par main bandha hua baitha tha....wo goli chalte hi khali ho gai thi....
Ye najara dekh kar wasim aur richa ke dimaag sunn pad gaye ...wo samjh hi nhi pa rahe the ki aakhir ankit achanak se gayab kaise ho gaya.....
Tabhi room me pasre sannate ko cheerti hui hasi ke thahake ki aawaaz gooj uthi.......
Main- hahahahaha...aahahahahaha.....
Wasim mere thahake sun kar charo taraf ghoom-ghoom kar dekhne laga....aur sath me richa bhi....dono hi us room me mujhe talaas rahe the...par unke hath kuch bhi na laga.....
Wasim(sahma hua)- kk..kaha ho tum...kaha ho...saamne aao....
Main- wasim khan...aankhe faad kar idhar-udhar kya dekh rahe ho....main wahi hu jaha mujhe hona chahiye....saamne dekh....main wahi hu....jaha tune mujh par goli chalai...dekh....
Meri aawaz sunkar wasim aur richa ne bapis chair ki taraf dekha to paya ki main abhi bhi usi chair par bandha baitha hu....
Richa- yy...ye to yahi hai....par ye to...jinda hai....
Main- ha meri jaan....main jinda bhi hu aur bilkul theek bhi....
Richa- ye kaise ho sakta hai...tumhe to goli....aur tum gayab kaise ho gaye the....
Main- hahaha....apne dimaag ko itni tention mat de....dimaag ki nashe fat jaygi....
Wasim(gusse se)- abe chup....saaf-saaf bol ye sab...aakhir chakkar kya hai...haa...
Main(daant peeste huye)- maine kaha tha na....tu mujhe maar nhi sakta....kaha tha na....
Wasim(gusse me bhara hua aage bada)- aur maine bhi kaha tha ki aaj tu marega....
Aur wasim ne mere paas aakar jaise hi mere sir par gun rakhni chahi to wah dang rah gaya....
Wasim(cheekh kar)- aaaaaaa.....kameene.....haaatttt.....
Wasim cheekhte huye fir se room me charo taraf dekhne laga....aur ye sab dekh kar richa ki aankhe aur jyada badi ho gai....
Richa- to ye...ye ankit nhi tha....balki...
Wasim(beech me)- ha...wo uski image thi....par wo hai to yahi kahi....haa....yahi humare paas....dhoodh use....
Richa(dari hui)- mm..main...main kaha dhoodu...
Richa ki baat sun kar wasim gusse se richa ki taraf lapka aur ek hath se uska gala pakda aur dusre hath se uske maathe par gun laga di.....
Wasim- tu hi bataygi ki wo sala kaha hai.....bata....
Wasim ko richa ke paas dekh kar riya ki cheekh nikal gai aur richa to bechari gun dekh kar peeli hi padne lagi.....
Richa(darte huye)-wasim...main ..main nhi janti....sach me...
Wasim(chilla kar)- hattt...mujhe teri bakwas nhi sunni....jaldi se bol warna tujhe to....bol sali...
Richa(joor se)- main nhi janti....
Wasim(hasta hua)- tu nhi janti...haa...to ab usse puchta hu jo sab janta hai...
Aur wasim ne ek jhatke me richa ko dhakka dekar neeche gira diya aur lapak kar riya ko apni giraft me le liya..aur us par gun taan di...
Riya- aaaaahhhh..mommm..
Richa- wasim...meri beti ko chhod...
Wasim(cheekhte huye)- chuuuupppp....ab na koi beti...na koi maa...sab marege....bol sali....tujhe to pata hoga na....kaha hai wo....bol...haa...
Richa ne uthkar wasim ke pair pakad liye aur apni beti ko chhodne ki minnate karne lagi...jabki wasim riya ke baalo ko kheechte huye apna muh uske kaan ke paas ghuma raha tha aur gun ko riya ke seene par fira raha tha....
Wasim(riya ko soogh kar)- aahh...kacchi kali....uumm...kyo marna chahti hai...ye tere marni ki umar nhi....uumm...bata de...haa...bata de...kaha hai wo...uumm...bol na...
Richa(rote huye)- wasim...meri bacchi...meri bacchi ko chhod de...wasim....chhod se use plzz....
Wasim-chup kar...aur tu...aaahh...bol bhi de...warna jawani ka maza lene se pahle hi tu...hahaha..bol na(chilla kar)
Main- wasim....chhod do use....
Wasim meri aawaz sun kar fir se charo taraf dekhne laga.....
Wasim- chhod du..haa...agar tu chahta hai ki main ise chhodu to pahle tu saamne aa...warna...
Main- dekh...teri dushmani mujhse hai...riya ko beech me mat la...mujhse baat kar...
Wasim(riya ke baal kheech kar)-to fir aa aur bacha le ise...dikha apni mardanigi....sala...namardo ki tarah chip baitha hai...aa na...
Main- hahaha....namard wo hote hai wasim khan jo aourat par joor chalate hai....samjhe...
Wasim- abe chup....seedhe se saamne aata hai ya fir main ise uper bheju...haa...
Wasim ne riya ke baal kheeche aur gun ko uske maathe par ada diya...
Wasim- bol ankit....aata hai ya tapka du ise....haa...
Main- wasim...use kuch kiya to...
Wadim(beech me)- bhaad me gaya tu...ab ye gai...
Main- sonam...abhi...
Aur isse pahle ki wasim kuch samjh pata...room me fir se goli chali aur seedha wasim ke hath par takraai....
Hath par goli lagte hi wasim ke hath se gun chhoot gai aur door ja giri....
Wasim ne ek najar sonam par mari aur fir riya ko ek taraf fek kar gun ki taraf bada hi tha ki dowara se goli chalne ki aawaz room me goonj uthi...
Aur ye aawaz hote hi wasim apni jagah par khada rah gaya.....aur sonam ko ghoorne laga....
Yaha riya ke girte hi richa ne use sambhala aur apne seene se chipka kar rone lagi....
Main- wasim....itni hairani se mat dekho...goli sonam ne nhi chalai...balki sonu ne chalai hai...
Meri baat sunkar wasim ne sonu ki taraf dekha to uske hath me gun thi aur chehre par muskurahat...jise dekh kar wasim gusse se boukhla gaya....
Wasim(sonu se)- to tu bandha nhi tha...ye sab ek naatak tha...haa...sab kuch...ek natak....
Main- bahut acche...(taliyan baja kar)- tum to bade hosiyaar ho....jo itni jaldi samjh gaye...hahahaha....wasim....aaj tune saabit kar diya ki tu akram ka baap nhi ho sakta...kyoki na hi tere paas mardanigi hai aur ha hi dimaag....
Wasim(chilla kar)- ankit...main kya hu wo chhod...agar tu mard hai to saamne aa...aise namardo ki tarah chip kar baar kyo karta hai...haa..bol...mard hai ki nahi...
Main- baar...abe main baar karta to tu uper pahuch chuka hota...fir bhi ...chal aata hu....ye le aa gaya...
Aur fir basement ki seediyon par kisi ke jooton ki chaap sunkar wasim aur baki sab waha dekhne lage aur kuch hi der me unke saamne main aa gaya....
Main- dekh le wasim...aa gaya tere saamne....
Wasim mujhe dekh kar sirf ghoorte huye daant peesta raha kyoki wo janta tha ki wo is waqt sonu ke gun point par hai....jara bhi hila to goli usko cheer degi...
Maine wasim ko ghoorne ke baad richa aur riya ko dekha...jo is samaye sahmi hui thi....fir maine riya ko aankho se kuch isara kiya aur saamne ja kar usi jagah khada ho gaya ..jaha main bandha hua dikh raha tha....
Main- lo wasim...main wahi aa gaya..jaha tu chahta tha...usi jagah...jaha tune mere uper goliyan chalai...theek hai na...
Wasim(gusse se)- ladke...technology ki wajah se main mis ho gaya...warna tu ab tak uper pahuch chuka hota...
Main(muskura kar)- hmm..sahi kaha...par kya kare...tujhe uper bheje bina main ja nhi sakta na....mujhe..tere paapo ka hisaab bhi lena hai abhi...tabhi to tu bhi jinda hai ab tak...samjha...
Wasim(aage bad kar)- teri to...
Main(beech me)- na..na..ye galti mar karna...warna dard sahte huye paap sunane padege...samjha na...ek kadam bhi meri izajat ke bina badaya to...ye dekh rahe ho..sonu..jante ho na ise...iska nisana kaisa hai...tujhe to pata hi hai...hai na...
Wasim(daant peeste huye)- pachtayga ladke..bahut pachtayga...
Main- dekhte hai wasim khan...koun pachtane wala hai...ab aao aur us chair par baith jao...ab aamne-saambe baith kar sab clear kar lete hai...fir dekh lege ki uper kise jana hai...baitho...
Fir wasim aur main aamne saamne chair par baith gaye....richa aur riya wasim se kuch doori par khadi thi...sonu wasim par nisana lagaye baitha tha aur sonam chup chap baithi hui ye sab najara dekh rahi thi....
Main- ha to wasim...nhi...ab jab hum saaf-saaf baat karne wale hai to fir naam bhi saaf hi hone chahiye....hai na...to kya kahu...haa...sarfaraz....to bolo sarfaraz....wo kya wajah hai....matlab humari dushmani ki wajah....
Wasim(mujhe ghoor kar)- main bol chuka hu....wahi wajah hai...
Main- oh ho...(sir khujla kar) - sorry main bhool gaya...jara fir se bataoge...
Wasim(gusse se)- ye ladke...ye koi kahani nhi jo fir se sunau...ye haqiqat hai...ek dardnaak haqiqat....
Main- haa...ho sakta hai....aur sayad sach bhi ho...par agar ye sach hai...to ek baar fir se bata do....
Wasim(gusse se boukhla gaya)- kya fir se...ye koi majak hai kya....
Main(kadak aawaaz me)- sarfaraz...tumhare liye yahi accha hoga ki bolna suru karo...nhi to sonu ki gun bolegi...aur gun ka bolna jyada dardnaak ho sakta hai...hai na....
Wasim ne gusse se apne hatho ko kursi ke handle par patka aur fir se mujhe ghoorne laga.....
Main- sarfaraj miyan...mujhe ghoorne se kaam nhi chalega....apne muh ko kast do...aur bolna suru karo...jaldi...
Fir wasim kuch der tak dekhta raha aur fir usne bolna suru kar diya.....wasim ne fir se wahi baaten dohraai aur main har baat ko gour se sunta raha....

Last edited: