- 945
- 3,631
- 123
bhai maine pehle se bataya k ab waisa nhi chintu musalsal manu ko dhamka rha tha use pareshan krta zaleel krta wu mujhe acha nhi lgta tha lekn abwaisa nhi h ab manu puri tarah se badal chuka h to bhai ap tension na lo...ab mere dil m waisa kuch nhi h
bhai ...manu ne aisa kyun kiya uske piche wajah kya thi ..woh bhi aapko pata hoga..manu ne uske baad chitu ko apne se alag kiya hai ..aaj tak chintu ka jikra kahni me nahi hai ...
aamtour per meri aadat hai kahani me suspense chod dena ..or aane wale update me kya honewala hai isko puri tarah se nahi batata hun ..yeh mera apna tarika hai ..
per aaj pehli baar aapki wajah se bata raha hun apni league se hatke ki chintu college me manu ke sath hoga wahan uska haal hero kya karega khud dekh lena ...iss jada kehkar aapka mazza kharab nahi karna chahta ..apna hero jawab deta hai per kab yeh uski timing hai ..
aapke support ke liye thanks bhai ..such me main aapki baat se naraz ya offended nahi hun ..maine pehle bhi kaha tha ..kahani me aapka nazariya alag ho sakta hai ..or kisi or ka alag per uske liye ...aapse narazgi ka matlab hi nahi banta bhai ...
aap free ho jahan jaisa lage ..bata dena ....suche comment ka intzaar rehta hai mujhe bhi ...
bachpan dikhane ka maqsad itna tha ..ki bachpan me hero ka thought process or jawani me uski maturity aapke samne clear ho ..
Last edited: