• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Pyaar Ya Nafrat ( Completed)

Story achhi hai aur aage likhna chahiye

  • Haa

    Votes: 93 96.9%
  • Naa

    Votes: 3 3.1%

  • Total voters
    96
  • Poll closed .

Killerpanditji(pandit)

Well-Known Member
10,273
38,695
258
Update 66
Soniya Aryan ke kamre mein knock karti hai toh Aryan door kholta hai.

Aryan: Gudiya Bhaiya Bhabhi aaplog iss waqt yaha.

Ragini: Aapse yeh umeed nhi thi Devarji. Aap humare saath aisa karenge.

Aryan: Kya bol rahi ho bhabhi. Maine kya kiya.

Soniya: Bhaiyaa aapne mujhse itni badi baat chupayi. Yeh aapne galat kiya.

Aryan: Gudiya maine kya chupaya.

Ankit: Bhai tune bahot galat kiya hai.

Aryan: Aree saaf saaf bataiye maine kiya kya hai.

Soniya: Aap hatiye mujhe meri bhabhi se milna hai. Chaliye Ragini bhabhi.

Phir yehlog andar aate hai aur Aryan confusion mein andar aata hai.

Ragini: Meera Ritika tumlogo ne humse itni badi baat chupayi.

Soniya: Haa bhabhi aapse yeh umeed nhi thi.

Meera Ritika: Confused. Humne aaplogo se kya chupaya hai.

Soniya jaldi se Meera ke gale lagte hue. Congratulations bhabhi aapko bahot bahot badhai ho. Aapne humhe itni badi good news kyo nhi batayi.

Ab jaake Aryan Meera aur Ritika ko samaj aata hai yeh kyaa baat kar rahe the.

Meera: Thank you Gudiya. Aur tumhe yeh kisne bataya humne tumse yeh baat chipayi hai.

Ragini: Sabse pahle toh bahot bahot badhai ho Meera Ritika aur Aryan. Aur chipayi nhi toh kya. Tumlogo ko humhe yeh baat bolni chahiye thi par tumlogo ne toh kisi ko kuch nhi bola.

Ankit: Congrats mere bhai. Congrats Meera Ritika. Aur Ragini bilkul sahi keh rahi hai.

Teeno: Thank You bhaiya bhabhi. Par humne aapse yeh baat chipayi nhi hai.

Ritika: Didi ne aaj hi humhe bataya hai. Aur hum aaj aapsab se infact unlogo se bhi yeh baat share karna chahte the but abhi neeche jo hua uske baad humara mood hi off hogya isiliye kisiko nhi bataya.

Meera: But aaplogo ko kaise pata chala.

Ragini: Neeche tumlogo ne hi toh sabke saamne bataya. Kisi ne ispar dhyaan nhi diya but maine thik pakad liya.

Soniya: Aree bhabhi aap khadi kyo hai. Baith jaaiye mere babu ko takleef horahi hogi.

Meera: Gudiya abhi tumhare babu ko koi takleef nhi horahi hai. Tum tension mat lo.

Soniya: Jo bhi ho. Aap ab chup chap baithiye.

Ragini: Soniya ne thik kaha. Tum chup chap baitho. Aur main pahle hi keh deti hu yeh mujhe Badi Mummy kehke bulayegaa.

Soniya: Aur mujhe Buaa.

Meera bas waha sharma ke baith jaati hai.

Ragini: Uske paas baithte hue. Meera kitne waqt hua hai.

Meera: Bhabhi abhi bas 2 hafta hi hua hai.

Ragini: Chalo achha hai. Tumlogo ne apne ghar mein bola yaa nhi.

Ritika: Bhabhi humne waha bol diya hai.

Ankit: Bhai Meera Ritika kya unlogo ko bhi yeh good news de de.

Meera: Haaa bhaiyaa main abhi jaake unko good news dungi.

Aryan: Nhi Meera wohlog iske laayak nhi hai. Aur agar unko bolte hai toh woh apna dikhawe wala pyaar jatane aayenge. Kal subah Fufaji aur Dipali ko bol denge. Aur kisi ko nhi.

Meera: Jaisa tum kaho.

Aryan: Aur aaplog bhi kisi ko mat boliyega.

Teeno: Thik hai.

Phir wohlog thodi der baate karke apne apne kamre mein chale jaate hai.

Aryan: Chalo ab sojaate hai. Kal college bhi jaana hai. Waha Rishi ko bhi bolna hai.

Phir yaha yeh teeno so jaate hai.

Idher ek jagah ek aadmi apne ek aadmi ke saath baith ke meeting kar raha tha.

Aadmi: Iss Black Beast ne humara bahot nuksaan kardiya hai. Humare saare dhandhe barbaad kardiye. Humlog India ke sabse bade terrorist group hai aur hum uss ek akele insaan ka koi nhi kar paa rahe hai.

Dusra Aadmi: Boss hum puri koshish kar rahe hai. But humhe pata nhi woh kaun hai kaisa dikhta hai aur usse humare dhandho ke baare mein kaise pata chalta hai.

Boss: Tujhe maine iss sehar ka MLA banaya. Itni power di. Par tujhse kuch naa hua. Ab agar tere se ek galti hui tujhe wahi maar dunga.

MLA: Darte hue. Nhi boss ab koi galti nhi hogi. Please mujhe maaf karde.

Boss: Chal nikal yaha se.

MLA jaldi se waha se bhagg jaata hai.

Boss: Black Beast ekbaar pata chal jaaye tu kaun hai. Phir tere pure khandaan ka safaya kardungaa.

Agli Subah Aryan Meera aur Ritika ready hoke nichhe aate hai toh Ragini Meera ko jabardasti dinning table pe baithake extra nashta karwati hai.

Ragini: Aajse agar tumne koi bhi kaam kiya toh mujhse bura koi naa hogaa. Tum sirf aaram karogi. Ritika Soniya main tumdono ko yeh jimedaari deti hu yeh koi kaam na kare sirf aaram kare. Aur Aryan agar tumne iss maamle koi bhi baat ki toh mujhe bura koi nhi hoga.

Ritika aur Soniya: Yess boss.

Aryan: Ab main kya kahu.

Meera: Par bhabhi abhi innsab ki kya jarurat hai.

Ragini: Tum chup raho. Mujhe pata hai kiski jarurat hai aur kiski nhi.

Ritika: Haste hue. Haa bhabhi sahi kaha.

Meera: Chottiiii. Tera time aane de phir bataungi.

Ritika: Jab aayega tab dekhenge. Filhal aap yeh special treat enjoy kijiye.

Meera Aryab ki taraf dekhti hai toh woh bhi kuch naa kar saka.

Tabhi waha Rashmi Neha aur Supriya aate hai.

Rashmi: Ragini kya hua Meera ko aise kyo gherr ke rakhe ho.

Ragini Aryan ki taraf dekhti hai toh woh naa mein ishara kar deta hai. Jisse woh teeno dekh lete hai.

Ragini: Kuch nhi mummyji bas aise hi.

Supriya Aryan ke paas jaati hai aur bolti hai.

Supriya: Aryan please mujhe maaf kardo. Maine tumhare saath bahot galat kiya. Tumhe bahot bura bhala kaha. Tumhari biwiyon ko bahot kuch kaha yaha tak ki tumhara bachhe ke baare mein bhi bahot kuch kaha. Please mujhe maaf kardo. Mujhe bahot badi galti hogyi aur mujhe meri galti ka aihsaas bhi hogya hai.

Aryan: Bhabhi agar hogya ho toh hum college jaaye.

Ragini: Haa thik hai par iska achhe se khayal rakhnaa.

Phir Aryan Meera aur Ritika ke saath college nikal jaata hai Supriya ko puri tarah ignore karke.

College mein aake woh Rishi ko bhi bachhe ki news dete hai jisse woh bhi bahot khush hojaata hai.

Nice update
 

Ashish120

RIP
Staff member
Sectional Moderator
22,269
19,722
229
Ghazab damdaar shandar lajawab update

Butt tohra action sacne detail Mai dete to badhiya tha kher
Bhai sare update ko quote karke reply mat do faltu me page bhadte hai ek baar me sare update padhke reply dedo..
 

Asif khan

Well-Known Member
6,181
18,515
188
Update 7
Meera: Aree woh aaj main late hogyi thi isiliye pahli class miss hogyi aur main canteen aagyi aur yaha yeh sab hogya.

Aryan: Coffee piyogi

Meera: Okkk.
Phir Aryan uske liye bhi phir coffee order karta hai. Coffee peete peete Aryan usse puchta hai

Aryan: Kal ki tarah phir jaldi mein kisi bike ke saamne toh nhi aagyi thi naa tum.

Meera: Matlab.

Aryan: Shayad tumne mujhe pehchana nhi. Yaad karo kal sham ko tum achanak kisi ke bike ke saamne aagayi thi.

Meera jab Aryan ko dhyan se dekhti hai tab usse woh pehchan leti hai. Aur Hasti hui bolti nhi nhi kal galti se hogya thaa. Phir aisa kuch nhi huaa.

Yash jo itni der se inki baate sunn raha tha woh bolta hai

Yash: Tumlog kya ek dusre ko pahle se jaante ho aur yeh kis baare mein baat kar rahe ho.

Aryan: Nhi pahle se nhi. Kal sham ko ek incident mein humlog ek dusre se mile the. Phir usse kal ka pura incident suna deta hai.

Yash yeh sunke hasne lagta hai. Usse dekh woh dono bhi hasne lagte hai.

Yeh log abhi baate kar hi rahe the ke utni der mein Canteen mein peon aake bolta hai tumlogo meim se Aryan kaun hai.

Aryan: Main hu Aryan. Aryan Malhotra. Kya baat hai.

Peon: Chalo tumko Principal Sir bula rahe hai.

Aryan: Achha lekin kisliye.

Peon: Tumne abhi abhi jo kiya hai uske liyee.

Yeh Yash toh thik thaa but Meera jyaada tension mein aajati hai. Usse lagta hai uski wajah ab first day hi Aryan ko punish kiya jayegaa.

Aryan: Thik hai chaliye.

Yash: Chal main bhi aata hu.

Meera: Main bhi aaungi.

Aryan: Aree tumlogo ko aane ki jarurat nhi hai.

Meera: Nhi main toh aaungi. Aakhir meri wajah se hi toh tumhe bulaya gaya hai. Naa main waha hoti. Naa tum mujhe bachane ke liye unlogo se bhidte aur naa tumko Principal sir bulate.

Aryan aage kuch nhi bolta. Woh teeno peon ke saath chal dete hai. Wahi durr khada koi inko dekh kar muskura raha thaa aur bol raha thaa. Bahot hero banne ka shock hai naa. Ab jab tum iss college mein hi nhi rahoge tab maza aayegaa. Aur iss ladki ka toh woh haal kiya jayegaa ke yeh sochegi aakhir iss college mein usne kyo addmission liyaa. Aur jor jor se hasne lagta hai.

Aryan jab Principal office ke bahar aata hai toh unko wahi rukhne ka bolke andar jaata chala jaata hai.

Principal Aryan ko dekh kar usse waha baithne ke liye bolke uski bina koi baat sunne uske saamne Rustication certificate rakh dete hai. Aryan ko iska andaza ho hi gaya tha pahle hi.

Principal Sir: Tum college mein padhai karne aate ho yaa gundagardi karne. Iss college mein yeh sab allow nhi kiya jaayegaa isiliye tumhe Rusticate kiya jaata hai.

Aryan: Sir yeh aap mujhr kis basis pe kar rahe hai. Main maanta hu maine marpit ki. Par kyo ki kya aap yeh jaante hai.

Principal Sir: Tumne apne senior Rahul Kapoor ko maara hai jo mera beta bhi hai. Isiliye yeh kiya jaaraha hai.

Aryan: Achha toh mujhe Rahul Kapoor ko marne ke liye rusticate kiya jaaraha hai yaa apne senior ko marne ke liye.

Principal Sir: Usse kya fark padhta hai. Hai toh dono ek hi.

Aryan: Sir kya aapne yeh jaanne ki koshish ki ke maine unko kyo maara. Jisne aapke paas meri complaint kiya hai kya usne aapko yeh nhi bataya ke maine unko kyo maara. And I am sure aapke paas meri complaint aapki beti ne ki hogi.

Principal Sir: Haa usi ne ki hai. Usi ne mujhe bola tumne canteen mein uski aur uske bhai ki beizaati ki aur unko maara bhi. Bas ab aur koi baat nhi sunna mujhe yeh lo tumhara rustication certificate aur jao yaha se.

Aryan: Sir aapne unki aadhi baate sunke direct decision le liya. Kya aap puri baat nhi sunenge ke maine unko kis liye maara.

Principal Sir: Tumko college mein hero banne ka shock chadha tha isiliye tumne maara hogaa.

Aryan: Kya aap 2 mins meri baat sunenge.

Principal Sir: Kaho jo kehna hai.

Aryan: Sir aapko bola gaya maine canteen mein usse maara. Par kyo maara yeh nhi bola gaya. Toh main batata hu. Phir Aryan unko puri baat batata hai. Toh woh yeh sunke apna sirr jhuka lete hai. Lekin aakhir the toh woh Rahul aur Neha ke pita hi.

Principal Sir: Tumhare paas kya proof hai iss baat kaa. Ke jo tum bol rahe ho woh sach hai.

Aryan: Aapke paas kya proof hai ke maine unhe maara hai.

Principal Sir kuch bol nhi paate kyoki woh bhi jaante thee ke Rahul ne aisa kiya thaa aur woh apni beti ki baat pe yeh sab kar rahe thee.

Aryan: Sir toh main jaa sakta hu. Meri class ka time horaha hai.

Principal Sir: Haa. Issbaar toh main tumhe chorr raha hu aur yeh tumhari last warning hai. Agli baar aisa nhi hona chahiye.

Aryan: Phir toh aapke bete aur beti pe bhi apply hona chahiye. Bhale hi woh Principal ke hi bete beti kyo naa ho hai toh woh iss college ke hi student. Aur rules toh sab ke liye same hona chahiye.

Principal Sir: Main unko warn kardungaa. Ab tum jaa sakte ho.

Aryan: Thank You sir. Yeh bol Aryan waha se nikal jaata hai.

Bahar Yash aur Meera ab bhi khade the. Meera ab bhi tension mein khadi thii.

Aryan ko bahar aate dekh woh dono uske upar questions ki gun daag dete hai.

Aryan: Aree pahle shant hojao. Phir batata hu.

Phir wohlog shaant hote hai.

Meera: Ab bolo kya hua andar.

Aryan phir unhe sab batata hai ke andar kya kya hua.

Meera: Once again I am very sorry. Meri wajah se aaj tum rusticate hote hote reh gaye.

Aryan: Isme tumhari koi galti nhi thii. Yeh sab undono ka kiya hua hai. Aur bhale hi andar jo hai woh principal hai but woh undono ka baap bhi hai aur unki baate sunke mujhe itna toh pata lag gaya thaa ke unhe sab malum thaa but woh kaise bhi karke mujhe rusticate karna chahte thee. But nhi kar paaye. Kyoki agar mujhe rusticate karte toh unsab ko bhi karna padhta jo woh kabhi bhi nhi karenge.

Isiliye tension chodho aur class mein chalo time horaha hai.

Phir woh log class mein chal dete hai. Jaha sab Aryan ko hi dekh rahe hote hai. Kyoki canteen wala kaand inlogo ne bhi dekha aur suna thaa.

Wahi jab Neha ko yeh pata chalta hai ke Aryan bach gaya toh woh bahot gussa hojaati hai. But woh jaanti thi isme woh kuch nhi kar sakti.

Yash Verma- Yash ek bahot hi decent ladka. Hasi mazak karna jyaada pasand hai. Dikhne mein bhi achha hai. Padhai mein bhi average hai. Iske papa CBI officer hai. But yeh bahari duniya ke liye. Asal mein woh kuch aur hi thee jo baad meim pata chalega.

Meera-(Heroine) Yeh ek anath hai. Bachpan mein iske parents ki ek car accident mein maut hogyi thi. Tab se ek anath aashram mein hai. Waha ki warden bahot achhi hai isiliye unhone isko apni beti banaliya. Aur yeh 18 years ke baad bhi waha pe rehti hai. Kyoki yeh wahi pe aashram mein kaam bhi kar hai isiliye. Isko bhi scholorship mili hai isiliye yeh bhi ussi college mein apni study kar rahi hai.

Principal Sir- ( Ashok Kapoor) Yeh shakal se dikhne mein shareef lagte hai but hai nahi. Inke bachhe inke hi nakshe kadam mein chalte hai. Inke bachhe inke hi dum par college mein apni awaragardi karte hai. Isliye unke khilaf aaj tak koi action nhi hua. Yeh college mein bahot se gairkanooni kaam bhi karte hai. Jisme iske bachhe iska pura saath dete hai.

Aise hi aur classes ke baad aaj college over hojaata hai kyoki aaj first day tha isiliye.

Class se nikal woh parking ki taraf jaate hai toh waha pe pahle se hi Neha aur uske saath kuch ladkiyan inka wait kar rahi thii.

Neha: Yeh mat samajna tum bach jaoge. Tum nhi jaante tumne kisse panga liya hai. Tumhe yeh bahot bhari padegaa. Aur tu( Meera) tujhe bhi. Teri toh woh halat hogi ke tujhe afsos hoga ke kyo tu iss college mein aayi. Just wait and watch. Yeh keh ke woh waha se chali jaati hai.

Meera toh thoda darr gayi thi but Aryan gusse mein thaa but usne apna gussa shant kiya aur bola chalo ghar chalte hai. Woh jab karegi tab dekha jaayega.

Yash: Haa chalo chalte hai mere pass toh bike hai main usse chala jaungaa. Tum log kaise jaoge.

Aryan: Mere pass car hai main. Aur tum Meera.

Meera: Main auto ya bus se chali jaungi.

Aryan: Agar tum chaho toh main tumhe drop kar sakta hu. Shayad tumhara ghar bhi mere ghar ke raaste mein hi padegaa.

Meera: Aree nhi nhi tumhe pareshan hone ki jarurat nhi hai main chali jaungi.

Aryan: Isme pareshani kaisi. Ab hum sab dost hai. Chalo main tumhe chorr deta hu.

Meera: Achha thik hai chalo.

Phir wohlog apne car and bike ke pass aate hai.

Yash aur Meera car dekh kar shock hojaate hai. Kyoki car thi ekdum latest model ki. Aur thi sports car. Isiliye woh shock the.

Yash: Yeh teri car hai.

Aryan: Haa.

Yash: Aree yeh toh ekdum latest hai. Shayad 2-3 din pahle hi launch hui hai.

Aryan: Haa. Aaj subah hi maa baba( Sanjay and Sanjana. Aryan unko maa baba hi keh kar hi bulata hai) ne gift ki thi.

Yash: Wow yaar kya baat hai yaar.

Meera: Haa Aryan tumhari car sach mein bahot achhi hai.

Aryan: Thank You guys. Chalo ab chalte hai.

Yash apni bike se chala jaata hai. Aryan aur Meera car se chale jaate hai.

Car mein Aryan aur Meera baate karte hue jaa rahe thee.

Meera: Tum kaha par rehte ho.

Aryan: Andheri mein.

Meera: Ookkk. Waise tumhare ghar mein kaun kaun hai.

Aryan: Bas maa baba aur main.

Meera: Waise tumne body toh mast banayi hai. College mein aadhi se jyaada ladkiyan tumhe hi ghurr rahi thii. Jaise abhi kachha khaa jaaye.

Aryan: Yeh toh bas roj gym jata hu toh usee ban gayi. Waise yeh ladkiyon wali baat comment thi yaa compliment.

Meera: Tumhe kya laga.

Aryan: Mujhe toh compliment hi laga. Yeh keh ke woh hasne lagta hai.

Meera bhi uske saath hasti hai.

Meera: Waise kitni girlfriends hai tumhari.

Aryan: Main pure single hu. Meri koi girlfriend nhi hai. Aur waise bhi main Mumbai mein naya hu. Toh yaha pe kisi ko jaanta bhi nhi.

Meera: Tum itne smart ho,handsome ho,body bhi mast banayi hai kehte ho girlfriend nhi hai. Ajeeb hai. Mumbai mein naye ho toh pahle kaha the.

Aryan: Main pahle Delhi mein rehta tha. Aur ab Mumbai mein hu. Bachpan se Delhi explore karliya. Aur ab Mumbai ko explore karna hai.

Meera: Oo achha hai.

Aryan: Waise tum bhi dikhne mein khubsoorat ho. Tumhare kitne boyfriend hai.

Meera: Mera bhi bilkul tumhari tarah hai. Pure single. Kabhi koi aisa mila hi nhi jisse dekh kar dil kahe ki haa yehi hai woh jiska mujhe intezar thaa.

Aryan: Oo. Nice.

Aise hi baate karte karte woh Meera ke ghar pahonch jaate hai.

Meera car se utar kar

Meera: Thanks for lift.

Aryan: Its my pleasure. Okk Byeee kal milte hai college mein.

Meera: Haa byee.

Yeh bolkar woh apni car aage badha deta hai aur Meera bhi apne raaste chal deti hai.

Ek baat to manne wali h k first story h tumhari. Or spelling mistake na k brabar h very good
 

The king

Well-Known Member
4,239
15,467
158
Update 66
Soniya Aryan ke kamre mein knock karti hai toh Aryan door kholta hai.

Aryan: Gudiya Bhaiya Bhabhi aaplog iss waqt yaha.

Ragini: Aapse yeh umeed nhi thi Devarji. Aap humare saath aisa karenge.

Aryan: Kya bol rahi ho bhabhi. Maine kya kiya.

Soniya: Bhaiyaa aapne mujhse itni badi baat chupayi. Yeh aapne galat kiya.

Aryan: Gudiya maine kya chupaya.

Ankit: Bhai tune bahot galat kiya hai.

Aryan: Aree saaf saaf bataiye maine kiya kya hai.

Soniya: Aap hatiye mujhe meri bhabhi se milna hai. Chaliye Ragini bhabhi.

Phir yehlog andar aate hai aur Aryan confusion mein andar aata hai.

Ragini: Meera Ritika tumlogo ne humse itni badi baat chupayi.

Soniya: Haa bhabhi aapse yeh umeed nhi thi.

Meera Ritika: Confused. Humne aaplogo se kya chupaya hai.

Soniya jaldi se Meera ke gale lagte hue. Congratulations bhabhi aapko bahot bahot badhai ho. Aapne humhe itni badi good news kyo nhi batayi.

Ab jaake Aryan Meera aur Ritika ko samaj aata hai yeh kyaa baat kar rahe the.

Meera: Thank you Gudiya. Aur tumhe yeh kisne bataya humne tumse yeh baat chipayi hai.

Ragini: Sabse pahle toh bahot bahot badhai ho Meera Ritika aur Aryan. Aur chipayi nhi toh kya. Tumlogo ko humhe yeh baat bolni chahiye thi par tumlogo ne toh kisi ko kuch nhi bola.

Ankit: Congrats mere bhai. Congrats Meera Ritika. Aur Ragini bilkul sahi keh rahi hai.

Teeno: Thank You bhaiya bhabhi. Par humne aapse yeh baat chipayi nhi hai.

Ritika: Didi ne aaj hi humhe bataya hai. Aur hum aaj aapsab se infact unlogo se bhi yeh baat share karna chahte the but abhi neeche jo hua uske baad humara mood hi off hogya isiliye kisiko nhi bataya.

Meera: But aaplogo ko kaise pata chala.

Ragini: Neeche tumlogo ne hi toh sabke saamne bataya. Kisi ne ispar dhyaan nhi diya but maine thik pakad liya.

Soniya: Aree bhabhi aap khadi kyo hai. Baith jaaiye mere babu ko takleef horahi hogi.

Meera: Gudiya abhi tumhare babu ko koi takleef nhi horahi hai. Tum tension mat lo.

Soniya: Jo bhi ho. Aap ab chup chap baithiye.

Ragini: Soniya ne thik kaha. Tum chup chap baitho. Aur main pahle hi keh deti hu yeh mujhe Badi Mummy kehke bulayegaa.

Soniya: Aur mujhe Buaa.

Meera bas waha sharma ke baith jaati hai.

Ragini: Uske paas baithte hue. Meera kitne waqt hua hai.

Meera: Bhabhi abhi bas 2 hafta hi hua hai.

Ragini: Chalo achha hai. Tumlogo ne apne ghar mein bola yaa nhi.

Ritika: Bhabhi humne waha bol diya hai.

Ankit: Bhai Meera Ritika kya unlogo ko bhi yeh good news de de.

Meera: Haaa bhaiyaa main abhi jaake unko good news dungi.

Aryan: Nhi Meera wohlog iske laayak nhi hai. Aur agar unko bolte hai toh woh apna dikhawe wala pyaar jatane aayenge. Kal subah Fufaji aur Dipali ko bol denge. Aur kisi ko nhi.

Meera: Jaisa tum kaho.

Aryan: Aur aaplog bhi kisi ko mat boliyega.

Teeno: Thik hai.

Phir wohlog thodi der baate karke apne apne kamre mein chale jaate hai.

Aryan: Chalo ab sojaate hai. Kal college bhi jaana hai. Waha Rishi ko bhi bolna hai.

Phir yaha yeh teeno so jaate hai.

Idher ek jagah ek aadmi apne ek aadmi ke saath baith ke meeting kar raha tha.

Aadmi: Iss Black Beast ne humara bahot nuksaan kardiya hai. Humare saare dhandhe barbaad kardiye. Humlog India ke sabse bade terrorist group hai aur hum uss ek akele insaan ka koi nhi kar paa rahe hai.

Dusra Aadmi: Boss hum puri koshish kar rahe hai. But humhe pata nhi woh kaun hai kaisa dikhta hai aur usse humare dhandho ke baare mein kaise pata chalta hai.

Boss: Tujhe maine iss sehar ka MLA banaya. Itni power di. Par tujhse kuch naa hua. Ab agar tere se ek galti hui tujhe wahi maar dunga.

MLA: Darte hue. Nhi boss ab koi galti nhi hogi. Please mujhe maaf karde.

Boss: Chal nikal yaha se.

MLA jaldi se waha se bhagg jaata hai.

Boss: Black Beast ekbaar pata chal jaaye tu kaun hai. Phir tere pure khandaan ka safaya kardungaa.

Agli Subah Aryan Meera aur Ritika ready hoke nichhe aate hai toh Ragini Meera ko jabardasti dinning table pe baithake extra nashta karwati hai.

Ragini: Aajse agar tumne koi bhi kaam kiya toh mujhse bura koi naa hogaa. Tum sirf aaram karogi. Ritika Soniya main tumdono ko yeh jimedaari deti hu yeh koi kaam na kare sirf aaram kare. Aur Aryan agar tumne iss maamle koi bhi baat ki toh mujhe bura koi nhi hoga.

Ritika aur Soniya: Yess boss.

Aryan: Ab main kya kahu.

Meera: Par bhabhi abhi innsab ki kya jarurat hai.

Ragini: Tum chup raho. Mujhe pata hai kiski jarurat hai aur kiski nhi.

Ritika: Haste hue. Haa bhabhi sahi kaha.

Meera: Chottiiii. Tera time aane de phir bataungi.

Ritika: Jab aayega tab dekhenge. Filhal aap yeh special treat enjoy kijiye.

Meera Aryab ki taraf dekhti hai toh woh bhi kuch naa kar saka.

Tabhi waha Rashmi Neha aur Supriya aate hai.

Rashmi: Ragini kya hua Meera ko aise kyo gherr ke rakhe ho.

Ragini Aryan ki taraf dekhti hai toh woh naa mein ishara kar deta hai. Jisse woh teeno dekh lete hai.

Ragini: Kuch nhi mummyji bas aise hi.

Supriya Aryan ke paas jaati hai aur bolti hai.

Supriya: Aryan please mujhe maaf kardo. Maine tumhare saath bahot galat kiya. Tumhe bahot bura bhala kaha. Tumhari biwiyon ko bahot kuch kaha yaha tak ki tumhara bachhe ke baare mein bhi bahot kuch kaha. Please mujhe maaf kardo. Mujhe bahot badi galti hogyi aur mujhe meri galti ka aihsaas bhi hogya hai.

Aryan: Bhabhi agar hogya ho toh hum college jaaye.

Ragini: Haa thik hai par iska achhe se khayal rakhnaa.

Phir Aryan Meera aur Ritika ke saath college nikal jaata hai Supriya ko puri tarah ignore karke.

College mein aake woh Rishi ko bhi bachhe ki news dete hai jisse woh bhi bahot khush hojaata hai.

Nice update bhai waiting for next update
 

Asif khan

Well-Known Member
6,181
18,515
188
Update 8
Aryan ghar pahochta hai toh ghar mein sirf Sanjana thi. Sanjay lab mein gaye huye thee.

Sanjana: Kaisa gaya college ka first day.

Aryan: Achha thaa.

Sanjana: Jao fresh hojao main khaana laga deti hu

Aryan: Apne kamre jaake fresh hota hai aur lunch karke thodi der sojaata hai.

Sanjana ko lab se call aata hai isiliye woh bhi lab mein chali jaati hai.

Sham ko Aryan so ke uthta hai. Phir woh apni fights ki practice karta hai. Phir woh internet mein check karta hai Mumbai mein kaha kaha Underground aur street fights hoti hai. Woh waha ke thode information leta hai.

Phir woh ghar ke bane lab mein chala jaata hai. Waha jaake woh sab chiz achhe se dekhne lagta hai. Ab uska dimaag toh koi normal insaan ka thaa nhi. Isiliye woh sab kuch samaj bhi jaata hai kaun si chiz kis kaam mein aati hai.


Phir woh kuch soch kar apne kamre jaakar ek chashmah le aata hai. Phir uske upar kisi tarah ka experiment karne lagta hai. Uska experiment har baar fail horaha hota hai.

Kuch der baad Sanjay aur Sanjana bhi aajate hai. Sanjay lab mein aakar dekhta hai Aryan kuch kar raha hota hai. Woh puchta hai

Sanjay: Kya kar rahe ho Aryan.

Aryan: Kuch khash nhi bas apne iss chashme mein ek experiment kar raha hu but woh baar baar fail horaha hai

Sanjay: Kis tarah ka experiment.

Aryan: Mere dimaag mein aaya ke main ek aisa chashmah banau jo deewar ke aarpaar dekh sake aur kisi bhi human ke body ko uske kapro ke upar se scan karke yeh dikha sake ke usne koi weapon yaa aur kuch chupaya hai yaa nhii. Aur yeh chashmah tabhi kaam kare jab yeh mere retina ke access mein aaye aur sirf mere voice command mein kaam kare. Nhi toh ek normal chashme ki tarah hi rahe.

Sanjay: Aree waah bahot achhe. Achha experiment kar rahe ho. Chalo mujhe dikhao kya problem horaha hai.

Phir dono jan experiment karne lagte hai aise hi bahot koshisho ke baad unka experiment success hota hai.

Par Sanjay ne isme recording ka feature bhi de diya thaa chahe retina ka access ho ya naa ho. Woh Aryan ke voice command,mobile aur watch se start kar sakta thaa.

Aur recording sidhe uske mobile mein save hojayegaa.

Phir woh log lab se bahar aake dinner karte hai tab Sanjay Sanjana ko Aryan ke experiment ke baare mein batata hai woh bhi bahot khush thii.

Phir sab sone chale jaate hai. Agle din Aryan subah jaldi uthh ke thoda workout karta hai phir ready hoke breakfast karke college ke liye nikal jaata hai. But aaj woh bike se jaane ka sochta hai. Isiliye usne apne watch se apni bike ko bulata hai.

Aryan jab bike baithta hai tab usme se bhi waise hi awaaz aati hai jaise car se aayi thi. WELCOME ARYAN SIR.

Phir Aryan bike se college chala jaata hai but woh apna chashmah pehene rakhta hai.

College pahoch ke woh bike park karke woh canteen chala jaata hai. Jaha Yash pahle se hi baitha thaa.

Yash: Good Morning.

Aryan: Good Morning. Kaisa hai.

Yash: Thik. Tu bata. Main bhi ekdum fit.

Yeh log baat kar rahe hote hai. Tabhi Meera bhi waha aajati hai.

Meera: Good Morning Aryan. Good Morning Yash.

Dono: Good Morning.

Aaj bhi Rahul aur Neha durr se inko dekh rahe thee aur plan kar rahe thee kaise inko sabak sikhaya jaaye. Par unko kuch sooj nhi raha thaa.

Waha Woh teeno thodi baate kar rahe hote hai. Tabhi class ka time hota hai. Aur woh class mein chale jaate hai. Aaj bhi first period Kunal Sir ka hi thaa.

Woh aate hai. Padhai start hoti hai. Unka period khatam hota hai.

Aise hi recess tak classes hoti rehti hai. Phir woh log canteen mein jaake baith jaate hai aur coffee order karte hai. Jab Aryan coffee leke aaraha hota hai tab jaanmuzz ke pass ke table pe baithi Neha Aryan ke raste mein taang ara deti hai jisse Aryan toh nhi girta but uska balance bigad jaata hai aur coffee girr jaati hai.

Yeh dekh kar unka group hasne lagta hai but Aryan kuch nhi karta. But koi thaa jisne yeh harqat dekh li aur usko gussa toh bahot aaraha thaa but woh kuch kar naa saki. Yeh thi Meera.

Aryan jaake dusri coffee order karta hai aur woh teeno baith kar peete hai.

Yash: Tune kuch kiya kyo nhii. Usne janmuzz ke yeh kiya thaa

Meera: Tumne kuch kiya kyo nhii.

Aryan: Raste mein haathi chalta hai naa toh kutte bhokte rehte hai. Toh kya haathi unko kuch karta hai nhi naa. Woh apne chalta rehta hai. Thik waise hi yeh harqat hai.

Meera: Lekin agar kutta pagal ho toh uska ilaaz karna chahiyee.

Aryan: Agar kutta pagal ho aur woh haathi ko kaatne aaye tab haathi apna ek pair bhi agar kutte ke upar rakh de toh woh wahi dherr hojayegaa. Aur abhi apna pairr rakhne ka time nhi hai. Jab hogaa tab dekhenge.

Phir bhi unka mood off thaa. Toh Aryan bolta hai chalo aaj tumlog mere ghar chalo waha mere maa baba se bhi mil lenaa. Isse tumlogo ka mood bhi thik hojayegaa.

Woh log bhi chal dete hai kyoki ab unka bhi aur class karne ka mann nhi thaa.

Woh log waha se sidha parking mein jaate hai.

Meera: Tumhari car kaha hai. Dikh nhi rahi.

Aryan: Aaj main bike se aaya hu.

Meera: Oo.

Phir Yash apne bike mein Meera Aryan ki bike mein chal deti hai. Thodi der baad woh log Aryan ke ghar aajate hai.

Waha pe Sanjay aur Sanjana baithe hue hi thee kyoki aaj unki lab se chutti thi.

Sanjana Aryan aur uske dosto ka Welcome karti hai. Phir woh waha se Aryan ke room mein jaate hai. Waha baith ke baate karne lagte hai. Tabhi Sanjana unke liye nashta leke aati hai. Woh log wahi baith ke nashta karne lagte hai. Aryan unka intro karwata hai. Sanjana baar baar Meera ko hi dekh rahi thi aur muskura rahi thi.


Thodi der baad woh log chale jaate hai. Yash ne Meera ko drop kardiya thaa.

Phir Aryan thodi der baas lunch karke sojaata hai.



Wahi Durr kahi ek ghar mein ek aurat ek tasveer ko haath mein liye roye jaa rahi thii. Aur bol rahi thii. Tu kaha chala gaya. Wapis aajaa aur humhe maaf karde. Humse bahot badi galti hogyi hai. Yeh bolke woh rone lagti hai. Wahi ek aadmi uske paas mein hi khada thaa woh bhi apni patni ki halat dekh raha tha par kuch kar nhi sakta hai.

Aurat: Aap itne bade aadmi hai. Aap abhi tak mere bete ko dhund kyo nhi paaye. Please mere bete ko wapas laa dijiye.

Aadmi: Main apni puri koshish kar raha hu. Pata nhi woh kaha hai. Main pure Sehar mein aadmi lagwa diye hai. Par uska kuch pata nhi chal raha. Maine toh dusre seharo mein bhi uski tasveer bhijwa di hai but abhi tak koi khabar nhi aayi.

Aurat: Woh humse bolta raha. Usne kuch nhi kiya. Woh bekasoor hai. But humne uski ek naa sunni. Uske saath kya kuch naa kiyaa. Usko kitna kuch bola. Uske saath ek apradhi se bhi bura behave kiya.
Aur ab jab humhe humari galti ka aihsaas hua toh woh hi humare paas nhi hai. Pata nhi kaha aur kaisa hoga mera betaa. Yeh keh ke woh phir rone lagti hai.

Wahi usi ghar mein kisi dusre kamre mein ek ladki ek picture ko haath mein leke pls mujhe maaf karde bhai. Maine tere saath bahot galat kiya. Tujhe kya kuch nhi bolaa. Tere upar haath tak uthaya. Kaha tere aankho mein ek aansu bhi bardaast nhi thaa wahi tujhe kitna rulaya. Pls wapis aajaa main tere bina nhi reh sakti. Kitne mahine hogye tujhe dekhe hue. Pata nhi tu kaha hai kaisa hai kya kar raha hai. Yeh sab bol woh bhi rone lagti hai.


Yaha Aryan jab so ke uthaa tab uske dil mein ek bechani si horahi thi. Usko aaj baar baar uski yaad aarahi thi. Aur isiliye uski nafrat uska gussa badh raha thaa. Aur isiliye woh sand bag mein punches marne lagta hai but uska gussa shant nhi hota hai. Isiliye woh aaj underground fight mein jaane ka sochta hai aur waha jaake apna gussa shant karne ka sochta hai.

Woh jaake Sanjay se baat karta hai. Toh Sanjay usko leke lab mein jaata hai aur waha uske liye ek special mask deta hai jo usne kuch din pahle hi bana thaa.

Aryan dekhta hai woh ek devil ka mask thaa jisme skull ka bahot hi darawana picture bana hua thaa.

Aryan woh mask leta hai aur waha se apne room mein jaake ek suitcase mein thode paise rakhta hai( Paise kaha se aaye yeh baad mein pata chalega) aur ready hota hai. Usne ek black jeans skin tight black t-shirt aur ek black hoodie pehen leta hai aur mask ko apne saath rakh leta hai. Phir woh apni car leke waha chala jaata hai jaha underground fight hoti hai.

Waha jaake woh thodi der dekhta hai kaise ladh rahe hai sab.

Waha pe ek match chal raha thaa. Sab koi Undertaker ke naam ki hooting kar rahe thee. Woh yaha ka best fighter thaa. Naa jaane kitno ko behrami se jaan se maara hai. Uske record hai aaj tak koi bhi uske saamne 3 minutes se jyaada nhi tikk paya. Aur abhi jo match chal raha thaa usme bhi samne wale ko 2 mins mein hi dherr kar diya thaa usne.

Aryan ko apna gussa shant karne ka option mil gaya thaa.

Woh waha se bookie ke paas jaata hai aur waha jaake bookie se bolta hai mujhe uss undertaker se ladna hai.

Bookie: Aree bachhe pagal hogaya hai kyaa jo uss saand se bhidne jaa raha hai. Aree woh yamraaj hai. Hosakta hai tune body banayi hai phir bhi woh tujhe chutkiyon mein masal dega. Khud ke jaise kisi se ladh lenaa.

Aryan: Tujhe jitna bola hai utna kar. Mere naam uss undertaker ke saath announce karwa.

Bookie: Agar tujhe marne ka itna hi shock hai toh thik hai. Mujhe kya. Waise bhi woh toh tujhe chutkiyon mein masal dega.

Aryan: Kitna amount jama karna hai jaldi bol.

Bookie: Bachhe waise bhi aaj death to death match chal raha hai. Ring mein se kisi ek ko aaj marna hai. Jab tak samne wala marega nhi match khatam hoga nhii. Aur Undertaker toh tujhe aaj maar hi dega. Isiliye tujhe paise nhi lungaa.

Aryan: Tujhe bahot vishwaas hai naa. Toh ek kaam kar aaj uss Undertaker ke liye ek arthi ka intezaam karle. Aaj woh Zinda wapas nhi jayegaa.

Bookie: Sapne dekhna achhi baat hai. Lekin sapne bhi wohi dekho jo kabhi pure ho.

Aryan: Tujhe jitna bola hai utna kar.

Wawoooo shandar update
 

Ajay

Well-Known Member
6,895
33,149
218
Update 66
Soniya Aryan ke kamre mein knock karti hai toh Aryan door kholta hai.

Aryan: Gudiya Bhaiya Bhabhi aaplog iss waqt yaha.

Ragini: Aapse yeh umeed nhi thi Devarji. Aap humare saath aisa karenge.

Aryan: Kya bol rahi ho bhabhi. Maine kya kiya.

Soniya: Bhaiyaa aapne mujhse itni badi baat chupayi. Yeh aapne galat kiya.

Aryan: Gudiya maine kya chupaya.

Ankit: Bhai tune bahot galat kiya hai.

Aryan: Aree saaf saaf bataiye maine kiya kya hai.

Soniya: Aap hatiye mujhe meri bhabhi se milna hai. Chaliye Ragini bhabhi.

Phir yehlog andar aate hai aur Aryan confusion mein andar aata hai.

Ragini: Meera Ritika tumlogo ne humse itni badi baat chupayi.

Soniya: Haa bhabhi aapse yeh umeed nhi thi.

Meera Ritika: Confused. Humne aaplogo se kya chupaya hai.

Soniya jaldi se Meera ke gale lagte hue. Congratulations bhabhi aapko bahot bahot badhai ho. Aapne humhe itni badi good news kyo nhi batayi.

Ab jaake Aryan Meera aur Ritika ko samaj aata hai yeh kyaa baat kar rahe the.

Meera: Thank you Gudiya. Aur tumhe yeh kisne bataya humne tumse yeh baat chipayi hai.

Ragini: Sabse pahle toh bahot bahot badhai ho Meera Ritika aur Aryan. Aur chipayi nhi toh kya. Tumlogo ko humhe yeh baat bolni chahiye thi par tumlogo ne toh kisi ko kuch nhi bola.

Ankit: Congrats mere bhai. Congrats Meera Ritika. Aur Ragini bilkul sahi keh rahi hai.

Teeno: Thank You bhaiya bhabhi. Par humne aapse yeh baat chipayi nhi hai.

Ritika: Didi ne aaj hi humhe bataya hai. Aur hum aaj aapsab se infact unlogo se bhi yeh baat share karna chahte the but abhi neeche jo hua uske baad humara mood hi off hogya isiliye kisiko nhi bataya.

Meera: But aaplogo ko kaise pata chala.

Ragini: Neeche tumlogo ne hi toh sabke saamne bataya. Kisi ne ispar dhyaan nhi diya but maine thik pakad liya.

Soniya: Aree bhabhi aap khadi kyo hai. Baith jaaiye mere babu ko takleef horahi hogi.

Meera: Gudiya abhi tumhare babu ko koi takleef nhi horahi hai. Tum tension mat lo.

Soniya: Jo bhi ho. Aap ab chup chap baithiye.

Ragini: Soniya ne thik kaha. Tum chup chap baitho. Aur main pahle hi keh deti hu yeh mujhe Badi Mummy kehke bulayegaa.

Soniya: Aur mujhe Buaa.

Meera bas waha sharma ke baith jaati hai.

Ragini: Uske paas baithte hue. Meera kitne waqt hua hai.

Meera: Bhabhi abhi bas 2 hafta hi hua hai.

Ragini: Chalo achha hai. Tumlogo ne apne ghar mein bola yaa nhi.

Ritika: Bhabhi humne waha bol diya hai.

Ankit: Bhai Meera Ritika kya unlogo ko bhi yeh good news de de.

Meera: Haaa bhaiyaa main abhi jaake unko good news dungi.

Aryan: Nhi Meera wohlog iske laayak nhi hai. Aur agar unko bolte hai toh woh apna dikhawe wala pyaar jatane aayenge. Kal subah Fufaji aur Dipali ko bol denge. Aur kisi ko nhi.

Meera: Jaisa tum kaho.

Aryan: Aur aaplog bhi kisi ko mat boliyega.

Teeno: Thik hai.

Phir wohlog thodi der baate karke apne apne kamre mein chale jaate hai.

Aryan: Chalo ab sojaate hai. Kal college bhi jaana hai. Waha Rishi ko bhi bolna hai.

Phir yaha yeh teeno so jaate hai.

Idher ek jagah ek aadmi apne ek aadmi ke saath baith ke meeting kar raha tha.

Aadmi: Iss Black Beast ne humara bahot nuksaan kardiya hai. Humare saare dhandhe barbaad kardiye. Humlog India ke sabse bade terrorist group hai aur hum uss ek akele insaan ka koi nhi kar paa rahe hai.

Dusra Aadmi: Boss hum puri koshish kar rahe hai. But humhe pata nhi woh kaun hai kaisa dikhta hai aur usse humare dhandho ke baare mein kaise pata chalta hai.

Boss: Tujhe maine iss sehar ka MLA banaya. Itni power di. Par tujhse kuch naa hua. Ab agar tere se ek galti hui tujhe wahi maar dunga.

MLA: Darte hue. Nhi boss ab koi galti nhi hogi. Please mujhe maaf karde.

Boss: Chal nikal yaha se.

MLA jaldi se waha se bhagg jaata hai.

Boss: Black Beast ekbaar pata chal jaaye tu kaun hai. Phir tere pure khandaan ka safaya kardungaa.

Agli Subah Aryan Meera aur Ritika ready hoke nichhe aate hai toh Ragini Meera ko jabardasti dinning table pe baithake extra nashta karwati hai.

Ragini: Aajse agar tumne koi bhi kaam kiya toh mujhse bura koi naa hogaa. Tum sirf aaram karogi. Ritika Soniya main tumdono ko yeh jimedaari deti hu yeh koi kaam na kare sirf aaram kare. Aur Aryan agar tumne iss maamle koi bhi baat ki toh mujhe bura koi nhi hoga.

Ritika aur Soniya: Yess boss.

Aryan: Ab main kya kahu.

Meera: Par bhabhi abhi innsab ki kya jarurat hai.

Ragini: Tum chup raho. Mujhe pata hai kiski jarurat hai aur kiski nhi.

Ritika: Haste hue. Haa bhabhi sahi kaha.

Meera: Chottiiii. Tera time aane de phir bataungi.

Ritika: Jab aayega tab dekhenge. Filhal aap yeh special treat enjoy kijiye.

Meera Aryab ki taraf dekhti hai toh woh bhi kuch naa kar saka.

Tabhi waha Rashmi Neha aur Supriya aate hai.

Rashmi: Ragini kya hua Meera ko aise kyo gherr ke rakhe ho.

Ragini Aryan ki taraf dekhti hai toh woh naa mein ishara kar deta hai. Jisse woh teeno dekh lete hai.

Ragini: Kuch nhi mummyji bas aise hi.

Supriya Aryan ke paas jaati hai aur bolti hai.

Supriya: Aryan please mujhe maaf kardo. Maine tumhare saath bahot galat kiya. Tumhe bahot bura bhala kaha. Tumhari biwiyon ko bahot kuch kaha yaha tak ki tumhara bachhe ke baare mein bhi bahot kuch kaha. Please mujhe maaf kardo. Mujhe bahot badi galti hogyi aur mujhe meri galti ka aihsaas bhi hogya hai.

Aryan: Bhabhi agar hogya ho toh hum college jaaye.

Ragini: Haa thik hai par iska achhe se khayal rakhnaa.

Phir Aryan Meera aur Ritika ke saath college nikal jaata hai Supriya ko puri tarah ignore karke.

College mein aake woh Rishi ko bhi bachhe ki news dete hai jisse woh bhi bahot khush hojaata hai.

Nice update bhai
 
Top