• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Pyaar Ya Nafrat ( Completed)

Story achhi hai aur aage likhna chahiye

  • Haa

    Votes: 93 96.9%
  • Naa

    Votes: 3 3.1%

  • Total voters
    96
  • Poll closed .

Rizwan

Active Member
1,229
3,335
143
Update 75
Aryan jaldi se Neha ke kamre mein jaake knock karta hai.

Neha neend mein hi door kholti hai aur apne saamne Aryan itni subah dekh kar shock hojaati hai.

Neha: Bhai tum itni subah sab thik hai naa.

Aryan: Haa didi sab thik hai pahle andar chaliye kahi koi dekh naa le.

Phir Aryan andar aata hai aur Neha ko uska jacket deta hai.

Aryan: Didi aaj Suraj Malhotra ka khel khatam hoga. Aur humsab ko kidnap karega include me and my wifes.

Neha: Kyaaa. Toh bhai humhe police mein bol dena chahiye.

Aryan: Don't worry didi. Aap tension naa lo. Maine sab handle karliya hai. Aap bas yeh jacket chupaka pehen lena. Aur aaj jaisa bhi hota hai hone dena jab aap sabka kidnap hoga toh aisa react mat karna ke aaplogo ko sab pata hai.

Neha: Bhai mujhe darr lag raha hai. Agar kisi ko kuch hogya toh. Upar se Meera ki halat.

Aryan: Didi bola naa tension matlo. Maine sab handle karliya hai. Aur Suraj Malhotra bhi humlogo ke saath hi kidnap hone ka natak karega jab tak humlog uski jagah mein naa pahonch jaaye.

Neha: Thikk hai bhaiii.

Aryan: Main mummy papa aur baaki sabko bhi de deta hu. Aur aap tension bilkul mat lena. Suraj Malhotra lo lagega sab uske hisaab se horaha hai par game maine badal diya hai. Usko range haatho pakad ke maarna hai isiliye yeh natak karna hai. Aur mere aadmi waha hongee woh kisi ko kuch nhi hone denge.

Neha: Thikk hai bhaii. Bas tu sambhal lena. Kisi ko kuch mat hone denaa.

Aryan: I Promise kisi ko kuch nhi hoga aur aajke baad humsab eksaath hongee.

Phir Aryan waha se apne bhaiya bhabhi phir mummy papa ke paas jaake unko bhi jacket deta hai.

Radha: Sir Suraj Malhotra apne room se bahar aaraha hai.

Aryan: Thik hai. Main dekhta hu ab tum call rakh sakti ho.

Aryan jaldi se apne parents ke room se nikal ke kitchen mein chala jaata hai. Suraj Malhotra bhi wahi aata hai. Woh Aryan ko dekh kar hi aag babula hojaata hai. Phir kuch soch kar ek kamini muskaan ke saath puchta hai.

Suraj: Kya baat hai Aryan itni subah subah yaha pe.

Aryan uski hasi dekh leta hai par uski baat ka koi jawaab nhi deta aur waha se nikal jaata hai.

Suraj: Bas kuch ghante aur phir tu humesha ke liye chup hojayegaa yeh bol woh hasta hai. Phir paani leke apni kamre mein chala jaata hai.
Uske jaane ke baad Aryan Soniya ke room mein jaata hai.

Aryan jab Soniya ke room mein jaata hai toh woh dekhta hai woh ek gudiya ko apne seene se laga ke sorahi hai. Aryan ko uski masoomiyat pe bahot pyaar aata hai. Woh jaake usko kiss karke uthata hai.

Soniya: Apni aankhe band karke hi. Kya hua bhaiya abhi kyo uthaya abhi toh subah bhi nhi hui aur aaj toh chutti bhi hai mujhe sone do Good Night yeh bol woh wapas so jaati hai.

Aryan: Gudiya utho tumse jaruri kaam hai. Utho gudiya.

Soniya: Rote huee. Kya baat hai bhaiyaa sone do naa. Bahot neend aarahi hai.

Aryan: Gudiya please meri baat sunlo. Phir so jaana.

Soniya: Apne aankhe khol ke. Boliye kya hua.

Phir Aryan usse sab samjhata hai achhe se. Aur usko uska aur Raj ka jacket deta hai.

Soniya: Bhaiyaa kuch hoga toh nhi naa. Mujhe bahot darr lag raha hai.

Aryan: Aree tum toh meri bahadur gudiya ho aur daro mat. Main hu naa. Main kuch nhi hone dungaa. Aur Raj ko kuch mat batana woh darr jayega bas usse yeh jacket kaise bhi karke pehna dena aur aisa pehnna jisse koi dekh naa sakee. Thik hai.

Soniya: Thik hai bhaiyaa.

Phir Aryan waha se apne kamre mein aata hai toh dekhta Meera aur Ritika uth chuki hai aur baith ke baate kar rahi hai.

Ritika: Kaha gaye the. Aur ghar kab aaye.

Aryan: Bas aajki taiyaari karne gaya tha tumlog kab uthi.

Meera: Hum abhi abhi uthe hai aur kaisi taiyaari. Aur sab kuch thik hai naa.

Aryan: Abhi kuch keh nhi sakte. Bomb squad commandos army apne apne kaam mein lage hue hai abhi tak bas ek bomb hi paaya gaya hai. Baaki ka kuch pata nhi. Aur aaj yaha pe bhi bahot khatra hai.

Ritika: Yaha pee. Yaha pe kya khatra hai.

Aryan phir unhe sab batata hai. Jisse sunn woh bhi thoda tension mein aajati hai.

Meera: Aryan kuch hoga toh nhi naa. Humhe kuch hojaaye parwa nhi par humare bachhe ko toh kuch nhi hogaa naaa.

Aryan: Meera ko gale lagate hue. Nhi Meera kuch nhi hogaa main hu naa main humare bachhe ko aur humare parivaar ko kuch nhi hone dungaa. Tum daro mat. Bas jaisa plan kiya hai waisa hi karna. Baaki sab main sambhal lunga. Aur please tum koi action mat karna. Ritika iska dhyaan rakhna yeh koi action naa kare.

Ritika: Tum tension mat lo. Main didi ka aur humare bachhe ka pura dhyaan rakhungi. Waise nikalna kab hai.

Aryan: Ab yeh toh Suraj Malhotra decide karega. Humhe toh pahle nhi jaane ka natak karna hoga. Aur woh humhe kisi bhi halat mein leke jayega.

Tabhi Aryan ko Kiran ka call aata hai.

Kiran: Sir aur 2 jagah se bombs mil chuke hai. Par Red fort aur uske aas paas ke jagah aur Kutubminar ke waha se nhi milaa.

Aryan: Kiran unko bolo aur achhe se search kare. Agar bombs nhi mile toh sabkuch tabah hojayega. Humari saari mehnat barbaad hojayegi.

Kiran: Woh apni puri koshish kar rahe hai sir. Aur toh aur CBI special police force bhi PM ke order pe humhe join karchuki hai.

Aryan: Thats great. Bas ekbaar saare bombs dispose hojaaye phir iss Suraj Malhotra ko bataunga. Tumlog bhi apna dhyaan rakhnaa. Aur ek medical team ko har jagah appoint karo.

Kiran: Okk sir.

Phir call cut hojaata hai.

Ritika: Aryan tum puri raat nhi soye kuch der so jaao. Tumhare calls hum sambhal lenge.

Aryan: Abhi mujhe neend nhi aayegi Ritika. Jab tak situation normal nhi hojaati.

Meera: Tum sona mat bas kuch der aaram karlo. Maana tumhe takawat nhi hogi. Par phir bhi thoda rest karlo. Calls hum dekh lenge.

Aryan: Thikk hai.

Phir Aryan thodi der aaram karne ke liye bed pe let jaata hai. Uska phone Ritika ne le liya.

Game on Hy
 
Vk248517

I love Fantasy and Sci-fiction story.
5,776
17,836
189

Nice updates bro
 
ABHISHEK TRIPATHI

Well-Known Member
6,404
28,420
218

Superb update
 
Luffy

Well-Known Member
7,017
29,101

Shandar update bro
 
The king

Well-Known Member
4,239
15,467
158
Update 70
Idher Sameera ne apni puri taiyaari karli thi. 2 din baad AMR group of companies ke owner on air hone wale the aur news har jagah viral hogayi thi. Sameera ne Aryan Meera aur Ritika ko bhi bata diya tha. Aur woh khud bhi Delhi shift hogyi thi.

Raat ko sabke sone ke baad Aryan chupke se apni didi Neha ke kamre mein jaata hai. Woh dekhta hai Neha uski tasveer ko apne seene se lagake so rahi hai. Uske aankho se abhi bhi aansu nikal rahe the. Aur kuch sukh gaye the. Aryan ko Neha ki yeh halat dekh kar aansu aajate hai. Woh waha uske bagal mein baith jaata hai. Aur usko dekhne lagta hai.

Thodi der baad woh waha se nikal jaata hai. Phir woh apne parents ke kamre mein jaata hai. Jaha uski maa ki haalat bhi same thi uske aansu bhi sukh chuke the.

Phir woh apne kamre mein aata hai. Toh Meera aur Ritika chain se so rahi thi. Woh unke maathe pe kiss karke unn dono ke beech mein so jaata hai.

Subah Aryan jab uthata hai toh paata hai Meera aur Ritika uske upar so rahi hai. Aryan unko kash leta hai.

Aryan: Good Morning Jaan.

Meera Ritika: Good Morning. Jaldi uth gaye.

Aryan: Ab jab itni khubsoorat biwiyan aise soye toh kisko neend aayegi.

Ritika: Chalo ready hojao. Phir college jaana hai.

Meera: Aryan mere paas ek idea hai jisse tum apni family ko wapas paa sakte ho aur kisi ko kuch pata bhi nhi chalega.

Aryan: Kya idea hai meri jaan.

Meera: Tum Didi mummyji aur papaji ko alag alag aisi jagah bulao jaha hum teeno ke alawa koi naa ho. Phir wahi pe unse mulakat karo aur unhe sab samjhao aur bol do yaha ghar mein sabke saamne pahle jaise hi behave kare. Isse tumhari aur unki dono ki takleef khatam hojayegi.

Ritika: Mast idea hai didi. Aryan tumhe aisa hi karna chahiye. Kyoki kal unki halat humse dekhi nhi jaa rahi thi.

Aryan: Yahi haal toh mera bhi hai aur tumhara idea sach mein bahot achha hai main jald hi aisa karunga. Ekbaar yeh company ka din nikal jaaye.

Meera: Chalo ab jaldi se fresh hojao.

Phir yeh fresh hoke nichhe aate hai jaha Neha Rashmi ka chehra puri tarah se utra hua tha. Ragini Meera ko baitha ke khilane lagti hai par aaj Rashmi Neha aur Meenakshi bhi wahi the woh bhi dhyaan rakh rahe the.

Phir woh log college ke liye nikal jaate hai. Waha class karke woh ghar aajate hai. Raat ko Aryan nikalta hai aur terrorist group ke har members ke dhandhe khatam kar diya jisse woh group 90% khatam hochuka tha. Ab sirf kuch members aur kuch dhandhe hi baaki thee.

Dusre din Vikram sham ko ghar aata hai aur bolta hai.

Vikram: Humhe AMR group of companies ki taraf se invitation aaya hai. Pahli baar iss company ke owner on air honge. Isiliye unhone saare businessmans, VIPs ko invite kiya hai. Humhe kal ko unke function mein jaana hai.

Ankit: Thik hai dad. Hum bhi dekhna chahte hai iss company ke owner ko.

Soniya yeh sunke bas Aryan ko dekhti rehti hai. Aryan ko ishare se mana karta hai.

Agle din sham ko Aryan Ritika aur Meera ko chorke sab waha jaate hai.

Waha bade bade businessman VIPs aaye hue the. Supriya and family bhi thi.

Supriya: Kya baat hai Aryan Meera aur Ritika nhi aaye. Uska gussa kam nhi hua naa abhi tak.

Soniya: Woh thodi der mein aajayenge.

Tabhi Sameera stage pe aati hai.

Sameera: Ladies and Gentleman. Aap sab yaha aaye iske liye hum aapka shukriyaada karte hai. Aaj tak aaplog yehi jaante the ke main iss company ki boss hu. Par sach toh yeh hai main bhi iss company ki employee hu. Main boss ki Personal Secretary hu. Aur aaj aaplogo ko iss liye bulaya hai. Taaki aaj boss aaplogo ke saamne aasake.

Toh bina aap sabka time barbaad karte hue main bulana chahti hu iss company ke owners ko.

AMR Group yeh naam 3 naam se milkar bana hai. So Ladies and Gentleman please welcome the Owners of Company AMR means ARYAN MEERA AND RITIKA MALHOTRA.

Jaise hi yeh naam announce hota hai waha khade kuch logo ke muh khule khule reh gaye.

Supriya ki shakal toh dekhne layak thi.

Aryan Meera aur Ritika stage par aate hai sab koi taaliyan bajane lagte hai.

Aryan: Thank You everyone for coming. Yeh company ke owners hum hosakte hai but iss company ko number one banane ka pura shrey sirf aur sirf Ms. Sameera ko jaata hai.

Meera: Yeh company inki hi mehnat ka nateeza hai. Agar yeh naa hoti toh shayad yeh company aaj nhi hoti.

Ritika: Humlog toh kabhi kabhi hi company jaate the. Humlogo ne kabhi dekha hi nhi waha kya kaam horaha hai kaise horaha hai. Bas jab koi deal hoti toh hum apne suggestions dete aur papers pe sign karte. But yeh sab kuch Ms. Sameera ne hi sambhala hai.

Aryan: Now everyone please enjoy the party.

Phir Aryan Ritika aur Meera waha se Soniya Ragini aur Ankit ke paas aate hai.

Ragini: Yeh sab kya hai Aryan. Yeh tum teeno ki company hai. Aur yeh baat tumne kabhi bataya bhi nhi.

Ankit: Isiliye tujhe kabhi koi kaam karte nhi dekha.

Soniya: Ankit bhaiyaa yeh sab toh mujhe aur Rishi bhai ko pahle se pata tha.

Neha: Congrats bhai. Tumne toh apni life mein bahot badi achievement ki hai. Ab shayad kisi ka muh humesha ke liye band hochuka hoga. Ab unko pata chal gaya hoga jab tumhare bachhe honge toh woh kya honge.

Aryan kuch nhi bolta. Bas waha se Supriya ki taraf jaata hai.

Aryan: Toh Mrs. Khanna ab toh aapko meri aur meri wifes ki hasiyat ka pata chal gaya hoga. Aur yeh bhi pata chal gaya hoga humare bachhe kya karenge.

Supriya ka muh pura latak gaya. Aryan waha se Sameera ke paas jaata hai.

Aryan: Toh Sameera ji ab toh khush hai naa aap aapki ichha puri ki aap chahti thi naa hum sabke saamne aaye.

Sameera: Yes sir. Main bahot khush hu. Par aapne sabke saamne mera naam kyo liya.

Meera: Toh kya galat kiya Sameera ji. Yeh sab aapki mehnat ka hi toh nateeza hai.

Sameera: Phir bhi Ma'am.

Ritika: Isme humse koi galti nhi hui hai. Yeh sab aapke kaaran hi hua hai.

Thodi der mein party khatam hoti hai sab ghar aate hai.

Ankit: Bhai tune yeh sab pahle kyo nhi bataya.

Aryan: Shayad isi din ka intezaar thaa.

Rashmi: Tune yeh sab kaise kiya.

Aryan kuch nhi bolta bas waha se nikal jaata hai.

Rashmi ko dukh toh hota hai. But woh kuch nhi bolti.

Soniya: Badi maa main batati hu. Phir Soniya batati hai kaise Aryan ne paise kamaye aur company start ki.

Vikram: Mera beta toh mujhse bhi bada businessman nikla. Abb samaj aaya kyo usne humhe contract dene se mana kardiya.
Kyoki woh nhi chahta tha ke koi yeh bole main uska pita hu isiliye usne contract de diya.

Soniya: Aap galat soch rahe hai. Bhaiyaa ne contract dene se mana issliye nhi kiyaa. Woh aaplogo se saath koi deal nhi karna chahte the isiliye mana karwaya.

Isse Vikram ka muh utar jaata hai.

Neha: Koi baat nhi jab bhai ka gussa khatam hoga tab sab thik hojayegaa.

Phir sab apne apne kamre mein chale jaate hai.

Aise hi kuch din guzar gaye. Inn kuch dino mein ghar mein toh kuch nhi badla. Par Aryan and team ne milke Terrorist group ke bahot saare members ko khatam kardiya thaa. Ab kuch members aur boss hi baaki thee.

Aryan ne Ankit aur Ragini ko bhi ek jhoothi kahani sunayi jisse unko apne parents aur Neha ke begunaahi ke baare mein bola.

Ankit: Toh yeh itna ghinona kaam kisne kiya.

Aryan: Kisne kiya pata nhi par hai humare jaan pehchan mein se koi.

Ragini: Aryan tumne sabka naam liya sivaay chachaji aur chachiji ke. Kya tumpe unpe shak hai.

Aryan: Bhabhi sach kahu toh haa. Aur mujhe chacha pe shak hai chachiji unke saath mili hui hai kya yeh confirm nhi hai isiliye abhi main Mummy Papa aur Didi se aisa behave kar raha hu.

Ankit: Toh tu kab tak aisa hi karega.

Aryan: Bas kuch din aur bahot jald saari sachai sabke saamne aajayegi par uske pahle mujhe aaplogo ki help chahiye.

Dono: Bolo hum kya kar sakte hai.

Aryan: Aaplog kal Mummy Papa aur Didi ko kisi bhi tarah mere bataye jagah pe leke aaye main unse sab kuch thik karna chahta hu. Kyoki mujhse ab unki yeh halat dekhi nhi jaati.

Dono: Thik hai hum koshish karenge. Par jab Soniya aur Raj ko yeh sab pata chalega tab kya hoga.

Aryan: Gudiya ko main sambhal lunga. Bas Raj thoda kamzor hai pata nhi woh sambhal paayega yaa nhi.

Ankit: Jo bhi karna sambhal ke karna.

Aryan: Main sab sambhal lunga bas aaplog Mummy papa aur Didi ko le aaye. Aur ab se Meera ka jyaada dhyaan rakhiyega. Ritika toh hai hi har waqt par aaplog bhi dhyaan rakhiyega. Hosakta hai koi usko ya humare bachhe ko nuksaan pahochaye.

Dono: Tum chinta mat karo. Meera ka pura khayal rakhenge. Aur ab toh Mummy aur Neha bhi saath rahengi.

Aryan: Thik hai ab main chalta hu. Aur aaplog dhyaan rakhiyega.

Phir Aryan waha se apne kamre mein aake sojaata hai.

Nice update bhai
 
Top