Fabulous update bro
To Jyoti Ko Naina ne bachaya tha
Yaar ye ho kya rha hai
Kuch din pahle Karan aur Naina ek jagah pe pahuch kar nahi mil paye the
Aur aaj to itna pas Aakar bhi na mil paye
Ab dekhna hai Karan jyoti ko thik krne k liye kaha Jata hai
Abhi to Shivani aur Sonam ke Sath camping pe v Jana hai mujhe lagta hai is camping me kuch dhamakedar dekhne Ko milega