Iron Man
Try and fail. But never give up trying
- 40,499
- 102,864
- 304
Intzar rahegaAaj raat 100℅ update aayega

Toh ant ka aarambh ho hi gaya aur saath hi is kahani ke sabse rochak pehle mein se ek ka bhi jaldi hi aagaman hone ja raha haiupdate no :- 193 (mega update part 1)
Naina or uske sathi jese jese jungle m aage badh rahe the, wese wese unhe nakaratmak prabhav bhadta hua mahasus ker rahe the.
Veer :- naina kya tum bhi vahi mahasus ker rahi ho jesa m mahasus ker raha hu.
Naina :- ha veer, jese jese aage badh rahe h vese vese mujhe bhi nakaratmak shaktiyo k bhadne ka ahasas ho raha h, iska matlab samjhe.
Veer :- ha naina iska matlab yah h ki hum shetano k ilake m yani ki apni manjil k bilkul sahi raste pe h.
Samar jo ghabraya hua tha usne kaha :- or wo bhi koi mamuli shetano k ni, hum tritya k ilake k karib pahunch rahe veer bhai.
Veer chonk ker :- tum itna visheas k sath esa kese kah sakte ho samar, kya tumhari yadasht wapas achuki h samar.
Samar udaas:- ni veer, mujhe abhi tak kuch yaad ni aya, mujhe kuch yaad ni ki m kon hu or kaha se hu, lekin ek baat to h m bhale hi apni yadasht bhul gaya hu, parantu ishwariya kripa se mane apna asuri gyan ni khoya.
Or wahi gyan mujhe bata raha h k jis prakar se bitte pal k sath aage bhadte hue preety ugra hote ja rahi h, uska ek hi arth h ki humne trityao ki sima m panv rakh liya h.
Kyunki ek tritya jab dusre tritya k sampark m aata h to wo yu hi akrosit or ugra ho jate h, esa hi preety ji k sath ho raha h dekhiye.
Samar ka kahana sahi tha, preety sabse age chalte hue aas pas ki jhatiyo or belo ko badi ugrata se apni talvar k sath kat ker fek rahi thi or aage ka rasta bana rahi thi.
Lekin isse bhi bhyanak baat ye thi ki uski ankhe surkh lal ho rakhi thib, uske lambe baal khule hava me ese laharaha rahe the, or to or uske 2 dant bhi pishacho k bhanti bahar aachuke the, naina ye bhali bhanti samjh rahi thi, ye sanket subh ni y, ye aane wale us mahasankat k aarambh k suchak h.
Wo log abhi aage bad hi rahe the ki unka samna achanak se ek preton k giroh se ho gaya.
Preto ka leader apne sathiyo se.
Pl :- haha , kya baat h sathiyo lagta h shetan aaj humpe kuch jyada hi meharbaan h , khana or shabab dono hi khud hum tak pahunch gaye.
Naina ;:- dekho humare ager apni bhalayi chahte ho to raste se hat jao , kyunki humare pas waqt ni tum jese mamuli preto se nipatne ka.
Ek pret gusse se :- kya boli mamuli, abhi tujhe dikhata hu hum kya h
Ye bol wo pret udte hue naina ki or jhapta lekin ye kya isse pahale ki wo naina tak pahunch pata use pahale hi uska sir dhad se hava m hi alag ho gaya.
Or ye kaam kisi or ne ni balki mahaugra roop ki dharak preety ne hi kiya tha.
Preety :- mamuli pret or ye thu, ye to kide makode bhi ni h sister, or kide makodo se baat ni ki jati balki unhe masla jata h.
Apne sathiyo ko dekh pret ek baar to buri tarah chonk gaye lekin agle hi shan wo gusse m bhar k yudh ko sajj ho gaye or apni talvare nikal li.
Preto ko esa kerte dekh naina or veer ne bhi apna trishul or dhanush nikal liya or teyar ho gaye yudh ko lekin isse pahale ki yudh shuru ho un dono group k bich m achanak se ek asur peda hua jo shakal ka khas shipahi tha, (jiska is kahani m na hi jyada or na hi koi kash role h, isliye naam ni likhunga.)
Sipahi preto se shetani hasi hastr hue :- wahi ruk jao murkho, tum jante ni ye to humare khas mahaman h, jinhe senapati sakal ne vishes nimantran diya h, inke raste se hat jao or age jane do inhe, inki mahamannvaji kerne ko senapati kabse utsuk h.
Pl :- wo hum kuch ni jante, senapati ji ko boliye (preety ki or ishara kerte hue) isne mere dost ko mara h, m ise bilkul jinda ni chodne wala, bakiyo ko aap chahe to le jao.
Sipaahi :- murkh m to teri hi bhalai k liye hi inko leke ja raha hu, ladne se pahale dekh to le samne kon h.
Sipahi ki baat mante hue jab pl ne preety ki or dobara dekha to uske hosh ud gaye, kyunki preety badi hi drwani muskan k sath apne tritya ka nishan use dikhati h, jise dekh uski fat gayi.
Pl :- ttttttritya..
Sipaahi :- ha tritiya, ab bol kya abhi bhi m isko yaha chod ke jau.
Pl bina kuch bole waha se darke apne sathiyo k sath bhag gaya waha se phir sipaahi naina or uski team se bola.
Sipahi :- acha to tum ho wo jisne hum danvo ki naak m dum ker rakha h, aao mere sath m tumhe tumhari manjil tak le chalu.
Veerb:- hum. Kese man le ki tum hume shakal tak sidhe sidhe pahuncha doge, ya koi shadyantr ni karoge.
Sipahi :- ladke jyada hoshiyaari achi ni hoti, ager bachi wapas chahiye to tumhe mera vishwas kerna hi hoga.
Preety sipahi p chilate hue :- kide teri ye majal!
Ye baat bolte hue usne sipaahi p humle kerne ko utaru hui .
Naina preety ko rokte hue :- ni preety ye sahi bol raha h, humara ek galat kadam piya k liye ghatak sabit ho sakta.
Sipahi :- samjhdar ho tum ladki aao mere mere piche piche.
Ye bol wo sipaahi ek disha ki ir bhad gaya or uske piche piche chal pade.
Wahi dusri or
Karan jyoti or kaya abhi aage bhade hi the ki tabhi achank se wo kisi chij se takra gaye or ek jhatke k sath dur ja gire.
Karan turant khada ho jyoti or kaya ko uthate hue.
Karan :- gudiya, sakhi tum dono thik to ho na.
Jyoti :- ji bhai m thik hu or aap bhi Thik ho na.
Kaya :- ji sakha m bhi thik hu per ye tha kyaa.
Karan aage bhadhta h or wapas usi jagah p jaker usne hath aage kiya to paya ki samne ek adrishy diwaar thi.
Karan :- oh to ye baat h, (jyoti ko kuch ishara kerte hue) jyoti.
Jyoti ne karan ki baat samjhte hue ek Apne dhanush se ek tir us divar ki or chalaya or tir jese hi diwar se takraya tabhi waha ek jordaar blast k sath dhua fel gaya.
Dhua jese hi hata to karan or uski team pati h ki divar to abhi bhi tas se mas na hui thi wo jyo ki tyo thi
Kaya ne bhi apni talvar ko divar ki or feka, lekin kuch ni hua.
Jyoti :- bhai ab ye kya ni musibat h.
Karan :- lagta h ye diwar hi humari agli chunoti h gudiya, or abhi jo hua uske baad itni baat to samjh aa chuki h ki is diwar ko bal se ni toda ja sakta.
Tabhi karan k kano m ek aawaz padi
Bilkul sahi kaha tumne rakshak.
Is aawaz k sath hi ek bhayanak dayan waha pralat hui jiske gale m insani ungliyo ka har tha.
Dayan ko dekhte hu kaya or jyoti dono apne hathiyaar k sath satark ho gayi.
Jyoti :- kon ho tum or kya chahti ho humse.
Kaya :- jo pucha gaya h sidhe sidhe bata do verna jaan se hath dho bethogi.
Dayan haste hue jyoti se :- hihi, beshak tum mujhe mar sakti ho dandnayika, lekin mere prano k nikalne k sath hi tumhaari apni manjil tak pahuchne ki umid bhi nikal jayegi.
Karan :- matlab kya h tumhara.
Dayan :- matlab ye h ki meri marji k bina na hi ye diwar yaha se hategi or na hi tum aage ni bad sakoge.
Karan shant dimag se :- or m kya jaan sakta hu ki tumhari marji hume kese milegi.
Dayan apne gale m mojud insani ungliyo k har ko dikhate hue.
Dayan :- mere gale m ye haar dekh rahe ho, ye haar insani ungliyo se hi bana h, mera shok hi h insani ungliyo se bane jevrat pahanne ka, kitna sunder h naa ye.
Kaya :- faltu baate chodo or mudde p aao dayan.
Dayan :- badi jaldi h tumhe ladki, to sun ager tum sabko yaha se jana h to tumme se kisi ek ko apni 4 ungliyaan deni hogi, taki mera hiro kaa haar pura ho sake.
Kaya :- kyaaaa, tumhara dimag to sahi h na budiya, janti bhi h kya bak rahi h tu.
Dayan :- e ladki aawaz niche kerke baat ker mujhse or sun le kan khol ker ager aage bhadna h to apni ungliyaan deni hi padegi
Jyoti gusse se :- abhi deti hu apni anguliya tera gaal pe.
Karan jyoti ko rokte hue :- ni gudiya, hume aage bhadne k liye iski baat manni hi hogi, isliye(dayan se) m apni ungliyaan dene ko teyar hu.
Jyoti ghabra ker :- ni bhai m esa aapko. ..
Jyoti abhi iske aage kuch bol pati ki karan ne use ankh mar ker kuch ishara ker diya, jise jyoti samjh jati h or man hi man muskurati h.
Jyoti :- thik h bhai aapne ye fesla le hi liya h to m kese rok sakti hu apko,
Kaya herani se :- jyoti ji ye kya kah rahi ho aap.
Jyoti :- kaya apne sakha p vishwas rakho wo jo bhi kerne ja rahe h sahi hi ker rahe h.
Dayan :- jo kerna h jaldi kero jyada waqt ni h mere pas (jadu se ek khanjar manga ker karan ko dete hue) ye le kat de apni ungliyaan or kerde mera har pura.
Karan :- thik h.
Ye bolte hue usnr apni jeb se apna rumal nikala or apna ek hath dhak diya .
Daysn ::- ye apna hath kyu dhak raha h koi chalaki ni.
Karan :- hath isliye dhaka h dayan kyunki meri bahan mera bahata khun ni dekh sakegi
Dayan :- acha thik h thik h jaldi kero.
Karan ne apne rumal se ungliyo ko dhakte hue dusre hath se apni 4ro ungliyo ko ek sath kaat diya, jisme uski bahut hi dardnaak chinkh nikli or uska rumal khun se san ker lal ho gaya.
Karan :- le dayan meri ungliya ab hume jane de.
Dayan khushi se :- haha akhir kar mera har pura ho hi jayega(apna hath aage diwar ki or ker divar ko hatate hue ) le ja,
hihi per ek baat to batana tujhe bhul hi gayi ki is dwar ko koi esa hi purush par ker sakta h jo puri tarah se swasth ho, jiska ek ek ang surakshit ho, per tune to khud hi apni ungliyaan kaat khud ko aswasthta bana liya rakshak.
Kaya gusse se :- dhoka, dhoka h ye,
Dayan :- dhoka ni ladki ise yudhniti kahate h, dushman ko dushman k hatho hi prast kerne m jo maja h wo or kaha.
Ye bolte hue dayan ne wahi un logo ko chidane k liye apna har utara or karan ki ungliyo ko usme piro ker pahan li. maneDayan :- haha aakhir kar mera haar pura ho hi gaya, or garv ki baat to ye h ki mere haar danvo k sabse bade dushman ki ungliyo se pura hua or ab.....
Dayan isse pahale apni baat puri ker pati usse pahale hi uski hansi chinkho m badalne lagi, kyunki uske gale m mojud haar ab jalne laga tha, jiske sath wo bhi jalne lagi thi.
Dayan chikhti hui :- chal, chal kiya h tune mere sath rakshak.
Karan muskurate hue :- dusht k sath kiya gaya chal bhi punyakarm hota h dushta or fir tumne hi to kaha tha ki ye chal ni ranniti h, bas mane bhi vahi ran niti apnayi.
Ye bolte hue karan ne apna hath p bandha rumal hataya to ye kya karan ki ungliyaan to bilkul sahi salamat thi.
Hua darasl ye tha ki dayan ki baato se hi samjh gaya tha ki ye dayam ka kuch n kuch chal bhara shadyantr h, isliye usne chal ka tod chal se hi nikala.
Rumal k ander usne apni ungliyaan ni kati thi, balki apni esi shaktiyo se apni ek esi shakti ko ungliyo ka roop dediya, jo yadi koi buri shakti sparsh ker le to kuch hi der me vahi bhasm ho jaye or usne apni maya se ese dikhaya ki usne apni ungliyaan hi kant li
Wo dayan chilati hui wahi bhasm ho gayi or isike sath karan k raste ki ek or badha dur ho gayi .
Or fir karan jyoti or kaya aage bhad gaye.
Wahi dusri or
Sipahi naina or uske sathiyo ko leker waha pahunch chuka tha jaha shakal ka adda mojud tha .
Dur se aati hui naina pe jese hi shakal ki najar padi to uske muh se lal tapakne lagi, naina ki khubsurti se wo pagal ho gaya, naina ka gora badan or nili ankhe use mohit ker rahi thi, or uske tan se aati hui bhini khushbu jise wo dur se hi sung pa raha tha, usse uski havas charam sima p pahunch rahi thi.
Shakal ka sipaahinaina or uske sathiyo ko leker shakal k pas pahunch ghutno k bal beth ker bola
Sipahi :- lijiye malik, m le aaya aapke khas mahamano ko yaha.
Shakal apni hawas bhari najaro se ghurte hue :- oh to wo tum ho wo jisne hum asuro ki naak m dam ker rakha, kayi bhut pisach dayan or yaha tak ki humare yuvraaj tak bhi tumhare aage tik na paye , wah bhsi man gaye, aaj se pahale itni bahadur or hasin dushman aaj tak ni dekhi.
Veer :- bate chodo shakal jesa tumne kaha tha m yaha aachuki hu, ab chod do humari piya ko.
Shakal shetani hasi haste hue :- itni bhi jaldi kya h ladki, pahale humari shart to puri kero, mere us dushman us ladke ko dur ko humare havale ker do, use bolo chupchap apne pero se chal ker apne aap us mayavi pinjre m chale jaye.
Naina :- esa kadapi na hoga shakal, samar bhai ko mane apna bhai mana h or jab tak m jinda hu, apne bhai ko tum darindo k hath bilkul ni lagne dungi m.
Shakal hadte hue :- ladki tu bhul rahi h ki abhi bhi wo ladki piya mere kabze m h or ager agle 5 min m tune samar ko ni bheja to.
(Ye bolte hue haha me hath uthaya, tabhi hava m piya prakat hogayi jo rote hue chila rahi thi, didi mujhe bachao)
Haha, chalo m tumhe ek or rasta deta hu, m is bachi ko bhi chod dunga or tere is muh bole bhai ko bhi jane dunga, lekin uske badle m mujhe tumhara ye jism cahiye, mujhe tum apne bistar oe chahiye bilkul nangi, tumhe meri rakhail banna hoga,hahaha.
Preety dahadte hue :- haramzade teri to m.
Naina gusse se :- bas bahut hua dusht mane to socha tha ki hum shanti se ye masla nipta lenge per ni,lekin lato k bhot bato se ni mante.
Ye bol naina ne apna trishul nikala or mantra bol shakal ki or ker diya, jisse ek roshni nikal uski or jane lagi.
Lekin achanak wo hua jiski ummid naina or uske sathiyo ne sapme m bhi ni ki thi, hua yu tha ki jese hi naina ne shakal p vaar kiya tha ki shakal ne apna ek hath aage ker hi use rok diya.
Naina herani se :- asambhav tum jese asur k liye esa kese sambhav ho sakta h.
Shakal :- haha, tantra vidya ka gyan sirf tumhare pas ni h tantrika, ye dekh.
Ye bol shakal ne ek shakti ka gola bana naina pe war kiya , wo war itna tez tha ki naina ko sambhalne ka moka hi na mila, or wo us war se takra piche giri.
Naina :- aaahhhhhjhhhh.
Veer naina ko uthate hue ;:- naina tum thik to ho naaa.
Naina sambhalte hue :- ha veer m thik hu, ye shakti to kuch jani pahachani si lag rahi h mujhe.
Naina ka andaza sahi tha kubdi ne us tantrik jo naina k hatho mar tha uski shaktiyo ko ekatrit ker shakal m dal di thi, jis kaaran Jis kaaran wo ab duguna shaktishali ho chuka tha.
Preety :- kutte teri ye majal tune meri bahan pe var kiya.
Ye bol wo shakal ki or bhad ker ek jordaar vaar kerti h jisse ek baar to shakal dur ja gira, lekin agle hi shan wo wapas khada ho gaya.
Or fir wo puri takar k sath bhid chuka tha preety se, wahi dusri or preeety ka sath dene jese hi veer or naina aage bhadne lage ki tabhi shakal k seniko ne unhe charo or se gher liya .
Fir shuruaat ho gayi ek bhayanak jang ki jaha ek or naina or veer jaha uski sena se lad rahi thi, wahi preety or shakal me bhayanak yudh chal raha tha.
Naina ne mahasus kiya tha ki shakal k sath baki sab sipahi bhi kale jadu ki shakti se balwan ho chuke the, jis kaaran unhe kathinayi ka samna kerna pad raha tha.
Lekin shakal k dimag m to kuch or hi chal raha tha
Shakal man me :- ab samay aagaya h yojna k agle bhag ko aarambh kerne ka.
Ye soch shakal ulta udte hue piche gaya or ek jadui smoke bomb fod diya .
Jisse naina or uske sabhi sathi khasne lage or naina khaste hue veer se boli.
Naina :- veer jaldi is dhue ko yaha se hatao.
Veer :- abhi lo naina.
Veer ne apne dhanush pe vayuastra ka avahan kiya, or asman me chod diya jiske sath hi ek tez andhi chalne lsgi or kuch hi minute m dhua chatne laga.
Dhua jab hata to naina ne paya ki ye kya shakal or uske sathi bhag chuke or preety bhi waha mojud ni h.
Lekin khushkismati se naina ko shakal or uske sathiyo k pero k nishan mil gaye jo jungle k uttari bhag m ja rahe the.
Naina ghabrate hue nishan dikhate hue:- veer, samar bhai ye dekhiye, wo log is or gaye hue, hume jald se jald un tak pahuchna hoga kyumki piya abhi unke kabze m h or to or preety jo abhi hosh m ni h ho n ho wo bhi unke piche gayi h, ese m preety ki jaan ko khatra ho sakta h.
Veer :- ha naina chaloo.
Iske sath hi naina veer or samar us disha ki or chal pade.
Wahi dusri or
Karan jyoti or kaya yu hi chalawe k har ek chal ko par kerke aakhir kaar us gufa tak pahunch hi gaye .
Waha jaker unhone paya ki chalwa abhi bhi yagya m lin tha, is baat se anjaan ki jis karan ko marne k liye wo ye yagya ker raha h wo khud yaha pahunch chuka h uski maya ko tod ker.
Karan :- kaya jyoti, wo dekho wo raha wo dusht jiske liye hum yaha aaye h, iska ant hi burayi k gad ki pahali diwar girayega.
Jyoti :- wo sab to thik h bhai, ye dusht to abhi yagya m laga hua h, ese m hum usper aakraman kese kare, kya yagya ka nash kerna uchit hoga.
Karan :- gudiya tumhara ye tark uchit h ki yagya ka vidhwans mahapap h, parantu ye dusht jo yagya ker raha h wo koi sadharn yagya ni h, ye ek setani vidhi se yukht devi nikumbla ka tantrik yagya h.
Kaya chonk ker :- nikumbla ka yagya, sakha kahi ye wahi yagya to ni jiska jikra ramayan m bhi tha.
Karan :- ha sakhi ye wahi mayavi yagya h jisko sidh kerke indrajeet ajay hona chahta tha, lekin sahi waqt pe aKer shri lakshman ne vidhwans ker diya tha.
Ha gudiya ithihas ko hume ek baar firse dohrana hoga, kyumki indrajeet ki bhanti is chalawa ko bhi nikumbla devi ka vardaan h ki yadi usne yagya pura ker liya to, us yagya agni se ek esa rath niklega jis pe sawar hone k baad use dev tak n hara payengw.
Jyoti :- yadi esi baat h to hume shigra hi ye yagys ko vidhwans kerna hoga.
Karan :- to chalo fir shub kaam me deri kesi.
Ye bol karan jyoti or kaya gufa ki ir bhade, wo tino jese hi us gufa k pas pahunche to waha mojud adrishy paharedaar visible ho raste m aagaye.
Senik :- wahi ruk jao tum 3no kaha , kon ho tum log or yaha kese aaye.
Jyoti man me :- bhai m or kaya inko sambhalte h bhai, aap jaker yagya ko vidhwans kijiye.
Karan ko jyoti ka plan sahi laga or wo tino ek sath tut pade seniko pe, jyoti or kaya ne seniko ka dhyan bhatka diya or karan moke ka fayda utha waha gufa m pahunch gaya.
Ander pahunch k karan ne paya ki chalwa jaha yagya ker raha tha uske thik samne hi devi niksumbla ki vishal murti bhi sthapit thi.
Karan devi ki murti ko pranam ker man hi man bola.
Karan :- maa mujhe shama ker dijiyegaa, kyunki dharm ki raksha k liye mujhe aapke is yagya ka nash to kerna hoga, parantu maa mujhe is baat pe purntah vishwas h ki aap bhi yahi chahengi ma ki aapki mahan shaktiya ek dusht k hatho na pahunche.
Isliye maa mujhe mere karya ki sidhi ka ashirwaad de.
Ye bol karan maa ki murti k aage jhuka , tabhi maa ki murti se ek roshni nikal karan m sama gayi jiska arth tha ki karan ko maa ka ashirwaad mil chuki tha.
Jise mahasus kerte hi karan muskurata hua khada hota h or apna dhanush ka ahvahan kerta h.
Jiske sath hi karan k hath m turant uska dhanush aagaya or usne turant dhanush ki pratyancha khich varunastra ka aahavahan kiya.
Karan :- om varun devay namaha
Karan k aavahan kerte hi turant dhanush pe varunastra aagaya , jise dekh karan muskuraya or usne us tir ko uper ki or ker.
Karan :- jai maa nikumbla.
Ye bolte hue karan ne varunastra ko chod diya, varunastra hava m ja gufa ki chat se jese hi takraya, uske sath hi ek pami ka jharna bahante hue chalawe k yagya kund m gira jiske sath hi uska yagya purntah nasht ho gaya.
Chalawa ankhe khol bhoklate hue :- niiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
Chalawa buri tarah bhokla gaya tha ki achanak ye uske sath kya hua, uski sara tap nasht ho chuka tha or sath me hi uske mahashaktishali banne ka swapan bhi.
Tabhi uski najar jese hi karan pe paddi to buri tarah se chonk gaya .
Chalawa :- rakshak tu yahaaa.
Karan :- haa yaar wo kya h na jab tum pichli baar mere Ghar aaye the to hum ache se mil ni paye the, to mane socha ki k khud hi aajau tumse milne.
Lekin yar ye galat baat h, m tumse milne aaya or tum ye sab yagya m busy the, ye mujhe bilkul acha na laga, isliye tumhara yagya ko postpone kerna pada.
Chalawa :- bakwas band ker kamine, tune mere yagya ko nasht kerke bilkul acha ni kiya tu yaha aato gaya, lekin jinda wapas lotega ni.
Jyoti piche se aate hue :- ant to tera hoga dusht wo bhi aaj hi.
Kaya :- usi tarah jis tarah tere yagya ka nash hua.
Chalawa :- haha ladki tere samne koi sadharn asur khada, m chalawa hu chalwa maha mayavi , amogh maya ka swami, bhale hi tumne mere yagya ka nash ker diya ho, lekin mane apni sadhna se utni shaktiya to arjit ker hi li h ki aaj tera nash to m ker hi dunga.
Karan :- tere is brahm ko bhi aaj m dur ker dunga dusht, aaja or ajmale apni has shakti ko, jo ker sakta h ker le, parantu aaj tera nash nishchit h.
Chalawa :- to aajao rakshak, parantu m akela hu or tum 3 , ye to nainsafi h.
Karan :- m tujhe vachan deta hu chalwa, ki is yudh m jab tak tum imanadari se yudh keroge, tab tak mere alawa Koi tumhare samne yudh k liye ni aayega.
Chlawa :- ye hui na mardo wali baat rakshak, aajao bahar medan me.
Karan or chalawa dono medan m aajate h or dono ne apne dhanush ki pratyancha kas li.
Karan :- chako chalwa pahale vaar ka avsar m tumhe deta hu.
Chalawa :- haha esa kerke tumne apne per pe kulhadi mar li h.
Kher teri yahi antim icha h to le, ye bol chalawa ne apmi pratyamcha khich ek mayavi mantra bol karan ki or ek ban chod diya.
Wo baan karan k pas jaker takraya ni balki wahi raste m hi fat gaya, or uske sath hi karan k aaspas dhua felne laga.
Dhua itna gahara tha ki karan ko kuch dikhayi mi de raha tha, karan apne hatho se us dhue ko hatane ki bahut koshis kerta h lekin dhua hatne ka naam hi ni le raha tha.
Kuch der baad dhua apne aap jab hata to karan kya dekhta h, ab wo jungle m ni ek alag hi duniya m tha, jaha aasman or jamin dono ka hi alag rang tha or to or jaha pahale talab tha ab waha ek aag ka dariya bah raha tha.
Abhi karan ye sab dekh ker chalawe ki maya ko samjhne ki koshis ker hi raha tha ki tabhi uske kaano m chalawe ki aawaz padi.
Chalawa :- haha jyada apne dimag pe jor mat do rakshak, m hi tumhe bata deta hu, ye mere dwara nirmit mayavi duniya h, jaha se tum jab hi bahar nikal paaoge, jab tum mere dwara nirmit ek mahan chunoti ko paar ker paoge.
Karan :- tumhari chunoti ko purn kerne k liye hi to m yaha mojud hu chalawa baato m waqt barbaad kerna chodo or chunoti kya h wo batao.
Chalawa :- thik h rakshak to sun tumhe mere dwara nirmit yodha se yudh kerna hoga or is yudh ki ek hi shart h tum dono yodhao me se ek hi jinda nikal payega is duniya se, kya tum teyar ho apne jivan k sabse bhayankar or antim yudh k liye rakshak.
Karan :- antim yudh kiska hoga ye waqt hi batayega dusht, tum apne yodha ko bhejo.
Chalaww :- to lo rakshak milo mere sabse khatarnaak or shaktishali yodha se
Chalawe k bolne k sath hi waha ek bijli giri jiske sath hi waha wo yodha prakat hua jise dekh karan ki heranni ki sima na rahi, use apni ankho p vishwas na hk raha tha ki esa kesa ho sakta h.
Aaj k liye bas itna hi
Stay tuned
update no :- 193 (mega update part 1)