Anshu0Kraj
Member
- 324
- 867
- 109
WaitingSahi kam dhime dhime hi hote h, shanay shanay, kahawat na suni jaldi ka kam shetan ka
WaitingSahi kam dhime dhime hi hote h, shanay shanay, kahawat na suni jaldi ka kam shetan ka
Tum tarrif kar rahe ho ki beizzatiyaar Harry ju ne toh is story wali naina ko chu tiya bana diya
Pehle toh woh aisi na thi... har ek pehlu ko soch samajh kar aage badhne wali ek kirdaar thi.. ab kya hua joh aisi bewakufiya karne pe utaru ho gayi ..
upor se wo chuja karan aur chuhiya jyoti itni shaktiya malik malkin hote huye bhi abhi tak naina aur samar ke paas pahunch na paaye... lanat hai in pe... itna dhila niklenge karan jyoti yeh soch se bhi pare hai... par kya kare yahin sach hai...
Khair.... yeh samrat whatever joh bhi hai... iska kissa khatam karo yaar... koi naya ya nayi villain lao story mein 10 rupya wala overacting koun dekhe....
Btw har mod ke sath kahani dilchasp hoti jaa rahi hai..
Brilliant update with awesome writing skill
Tum tarrif kar rahe ho ki beizzati
O ho, o ho... kya baat hai..kahin pe nigahe kahin pe nishana .Ab kya kare naina ji kabhi kabhi jyada samjhdar log jyada chutiyapanti bhi ker jate h
agreedChalo bhaio aur unki bheno
Ye comment comment wala kissa khatm kro aur ek team ya family ki tarah raha karo.
Family/team me sbka equal importance hota he situation ke hisab se aur koi galat bhi nhi lagat ke ye kyu aur me kyu nhi.
Harry rocks ne mafi mang li he.
Ab Dil thoda bda kro aaur aage badho.
Yaha nishana aap ho ???O ho, o ho... kya baat hai..kahin pe nigahe kahin pe nishana .
Nahi bhai nisane par koi or hi haiYaha nishana aap ho ???