• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Rise of the Death (completed)

RAAZ

Well-Known Member
2,333
6,263
158
Update.........29


The Great War

Raphael 3no shadi karne ke bad apne kigndom ko apne hisab se chala rahe the.....unhone kayi dunia ko jit li thi......sath kayi dunia unke adhin bhi ho gaye the...sab kuch acha chal raha tha.......Raphael khush tha.....usne burayi ko nahi apnaya....lekin humesha to sab kuch acha nahi ho sakta.....
Raphael apne piche ho rahe shariyantra se bekhabar apne hi zindagi mein mast tha......use bas apna Kingdom aur apni biwiyon se matlab tha...

aur yahi uski barbadi ka karan bhi bana...

Raphael ki biwiyon me se hi ek badle ke aag mein jal rahi thi.....kyun.....

kyunki....agar ksiske ghamand aur ego pe chot lage to phir wo kya sahi aur kya galat hai yeh nahin dekh pata.....use tab bas uska jO nuksan hua hai wahi dikhta HAI .....samne wala hi humesha galat lagta hai...

yahi hal hai uska......wo apne hi socho mein gum thi......

Flashback.....

kuch samay pehle ki baat hai......ek ladka aur ek ladki ek bade se garden mein ek dusre ko bahon mein bharke baithe huye the.....dono apne pyar mein magan the ke tabhi unhe afra tafri ki awaj sunayi deti hai.....ladke ko thoda gussa aagaya....kyunke abhi kuch samay pehle hbi wo ek Jung se lauta tha.....jeet ke...

jiske khusi mein wo apni premika ke sath samay bitana chahta tha.....lekin afra tafri ki awajein use pareshan kar rahji thi.....tabhi waha ek sipahi ata hai....

sipahi......maaf kijiyega Rajkumar ....lekin King ne apko jald se jald bulaya hai...humpe humla hua hai....Jung hone wali hai....

prince...gusse mein....thik hai thik hai....tum jao main ata hun....(apne bahon mein ladki ko dekhke)...shanti se koi tumhare sath samay bhi bitane nahio deta ...

princess.....bhaiya kyun gussa karte ho....aap jaiye aur jung mein jeet ke aiye.....

Prince waha se apna armor aur hatiyar leke King ke pas chala jata hai....jo abhi jung ke maidan mein the...aur jung suru hone ka intejar kar rahe the

King .......aao aao mere Sher bete.....aaj dikha do inhe ke hum Naljians kisi se kam nahi hai

prince jab apne samne dekha tab ek pal ke liye use bhi darka ehsas hua kyunke uske samne abhi mur4do ki ek fauj khari thi.....jinki sankhya lakho mein thi...aur wo log ahi shant khade the....lekin prince ne jald hi apne apk0o sambhal liya....aur uspe uskA ahankar sawar ho gaya ke....wo sabse taqatwar warrior hai...aur use kkoi nahi hara saktaa....

tabhi waha dham se ek awaj aati hai...aur charo taraf bas dhul hi dhul fail gayi.....kuch bhi dikhayi dena band ho gaya.....aur jab dhul hata to samne khada tha.....The Undead King....Raphael

Raphael.....yeh thodi dukh ki baat hai ke aaj phirse tumhe unse phirse ladna pad raha hai...jinse hali mein hi tum log Jung mein jite ho....hahahaha.....main nahi chahta ke bewajah koi aur jaan jaye.....isililye main chahta hun ...tum logon mrin se bas sabse taqatwar yodha hi aaye aur mujhse lade....agar mujhe hara diya....to meri army yahan se laut jayegi...

King.....hahahaha...tera ye ghamand aaj tujhe le dubegi.....kya kehte ho mere bete....iske liye Hum dono hi kafi hai.....aaj ise dikha hi dete hai....ke hum bhi kisi sae kam nahi hai

yeh bolke dono King aur Prince jung mein shamil ho jaate hai....dono...pehle ek sath humla karne lagte hai....lekin unke kisi bhi humle ka koi bhi asar nahi ho raha tha....Prince ne piche se war karna chaha....aur Raphael ka bas ek hi war aur Prince use jhel nahi paya....aur wahi pe khatam ho gaya....KIng ne jab apne bete ka hal dekha...usse bohot hi jyada gussa aaya.....aur war pw war karne laga.....lekin samne wala bas usse bachta raha....phir bas ek chota sa war Raphael ne kiya....aur Kinga ka halat kharab ho gaya....

Raphael.....yahi aukat hai tum logo ki....tumhe kya lagta hai tum log hi sabse taqatwar ho....main agar chahu to palak jhapakne ka bhi mauka nahi milega aur tum log khatam ho jaoge....tum logo ne bina koi wajah bas apne taqat ki numaish ke liye mere Kingdom pe humlA kiya.....maine jan bujh ke hi tumhe jitne diya....take aaj tum logo ko muh tod jawab de saku.....main tum logo pe raaj nahi karunga...apne bete ki maut ko yaad rakhna aur yehy yaad rakhna ke jab jab tum apne taqat ka ghamand dikhaoge...tab tab aisa hi kkuch hoga....

King hatash ho0 chuka THA....use apni galti bbhi samajh mein aa gayi thi....

isi hadse ke kuch saal bad King ne apni beti ki Shadi Undead kking se karani chahi...aur Princess bhi apne badle ke liye taiyar ho gayi....apne premi ko apne se dur kiye jane ka badla...apne bhaiya ko khone ka badla....uska premi uska bhai jaisa bhi ho tha....uske lliye sabse pyara tha....aur dunia mein sabse acha shaks bhi tha....

khair jaise taise unki shadi bhi huyi....lekin Princess ne raphael kko apna sharir chhune nahi diya.....aur wo bas din raat Raphael ko marne ki tarkibe sochne lagi....use isi bich Raphael ka asliyat ka bhi pata chala...aur sath mein use marne wala dagger ka bhi.....

usne bohot masakkat ke bad Dagger ko hasil kiya aur dheere dheere aise kuch Gods aur Kings ko ikatha kiya.....jo Raphael ke khilaf khade hopne ka taqat to nahi lekin dum rakhte the.....

phir ek din achanak Raphael ke kingdom mein humla hua......jis liye use taiyari ka mauka bhi nahi mila....lekin uski akele ka hi taqat kafi tha....

dusri taraf Princess ne chhal se Amanda ko khatam kar diya.....aur sath mein hi Hell storm ko bhi...jisme use kafi dikkat ka samna bhi karna pada....

phir wo pohochi Jung ke maidan me....jahan usne khud ko chot lagne ka natak kiya....aur jab Raphael use bachene ke liye uske pas aya...to usne chalaki se dagger ko Raphael ke sine mein utar diya.....jisse Raphael tadapne laga...aur dheere dheere marne laga

Raphael.....kyun Ema Kyun.....tum to meri patni thi na....phir akhir kyun...

Ema.....hahahahahahaha.....patni ....main kabhi bhi teri patni thi hi nahi....tune mujhse mere bhaiya ko alag kar diya...jinse main is dunia mein sabse jyada pyar karti thi....tune mere pita ka sar sharam se jhukne pe majbur kardiya tha...maine bas tujhse badla lene ke liye tujhse shadi ki thi.....

Raphael ke chehre pe ek muskan thi....jo Ema ko pareshan karne lagi....phir wo bola......tumne bohot badi galti kar di....aisa bohot kuch hai jo tum nahi janti....lekin dukh is baat ki hai ke tum wo kabhi jaan bhi nahi paaogi.....bas itna kehna chahunga...tumne galat ka sath diya...jiska anjam tumhe bhugatna hoga....main lautunga......tumhe tumhari gunnah ho ka saja dene....

Raphael ka sharir dheere dheere hawa mein mil gayab ho gaya....jiske gayab hote hi....5o planets bhi gayab ho gayi.....Undead Army aur Black dragon apne apko kaid kar liye....aur Ema behosh hoke wahi gid gayi.....aur chali gayi neend mein anant kal ke liye



to be continued......
Yaara Maza aa Gaya zabardast story likhi Hai. Lagta Hai jaisay flim si chal rahi ho aankho ke samne. To EMA ka raaz bhi khul Gaya. Taqreeban saarey cheese saaf हो gayi but Raphael Ema ko Kia batane wala thaa woh abhi nahi khula.
 
Top