• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Rishta

amita

Well-Known Member
6,870
16,808
144
amita ji...........
ise hi generation gap kahte hain shayad............

aj ki soch wo hai jo aj ki generation ne jiya hai............jo mahaul inhein mila hai
-family ka matlab mom, dad, bro, sis.........
-love ka matlab sirf romance
-gf ka matlab affair with sex
-aur shadi ki umr wo hoti hai jab fertility peak se downward ko chalne lagti hai..... ivf ka market badh raha hai
-doctors ke bina bachhe paida nahin hote aur jyadatar operation se hi hote hain
-bahut se to gaon aur parivar hi nahin jaante

to rishton ka calculation usi tarah se sirf apni feeling, romance aur sex bas yahin tak rakh sakte hain
mohan, sandhya, ruchika aur aditya ki family bhi isi catagory ki hai.........

.........................................
mein kuchh purane jamane ka hoon......
-mujhe nurse ya doctor ne nahin meri dadi ki dekhraekh mein meri maa ne naturally janm diya tha
-mein us family mein raha hoon jahan mere pitaji 7 bhai bahan the, fir unke spouse aur bachche
-itne bade pariwar mein mohan, sandhya, ruchika aur aditya ki tarah har kisi ko khud hi faisle karne aur unko amal mein lana possible hi nahin hota tha
-wahan har baat achchhi ho ya buri sabhi usko sunte, samajhte apni rai dete..... fir jo better hota negative aur positive effects ko dekhte huye....... wo faisla hota aur usko amal me laya jata

mere pariwar mein aise sirf ek chacha the mere.......jo is dharre par chale aur unhein shadi ke 1 saal baad hi pariwar se alag kar diya gaya.....aj se lagbhag 49 saal pahle
lekin fir bhi pariwar ke baaki sabne unko aur unke bal-bachchon ko jitna ho saka protect karne ki koshish ki......musibat ke waqt
meri kahani moksh mein ap sab abhi un chacha vijayraj ke pariwar ka hi haal padh rahe hain...........

isiliye mera review bhi meri usi parivarik soch ke anusar hai......... aj tak ka sochkar nahin........ long term effects ka sochkar faisle lene ka
isiliye mujhe aditya ka sawal jayaj laga.............. aur ap sab ko najayaj
kyonki mein kahani mein interested hoon aur log sex mein...........

Sabse pehle tu aapka shukriya ki aapne ek baar fir se vistrit varnan kiya hai.

Aap jo baatein iss me keh rahe hain vo sab Main pehle hi keh chuki hun ki har insaan jo bhi faisla karta hai vo sab uski sujh bujh, uska anubhav aur soch ke anusar hi nirnay leta hai.

Main kisi ko bhi galat nahi keh rahi kyounki har samasya ke unginit upaye hote hain aur koi bhi apane aap ko galat nahi kehta.

Ab aap hi dekhiye jaisa ki aapne kaha ki aap ek sanyukt parivaar me janme aur sab miljulkar samasya ka samadhan karte hain. Bilkul sahi vyavastha hai, Main pyrntaya iss vyavastha se sehmat hun, lekin sath hi yeh bhi kanhungi ki kitne log iss vyavastha ko sehmati denge.

Aap sochiye jab samaj ka nirman shuru hua, yahi vyavastha lagi thi aur dheere dheere iss vyavstha ka vighatan shuru hua. Kyoun?

Uske kucch karan shiksha me vridhi, soch me vibhintta, sansadhan ki kami aur aage badhne ki chah.

Ham kitna bhi kisi vyavastha ko sehmati de lekin badlav srishti ka niyam hai aur hame waqt ke sath badalna jaruri hai.

Main aapki soch ko badalne ke liye nahi keh rahi aur na hi Main aajkal ki vyavastha ka anumodan kar rahi hun.

Sirf aur sirf aapki baat ka jawab dene ki koshish bhar hai.

Pata nahin aapko mera jawab pasand bhi aata hai ya nahin.

Dhanyavad
 

amita

Well-Known Member
6,870
16,808
144
mein samajh gaya tha............
lekin wo cancer patient manali ka lover tha..........super power
ye bechari to mohan ki beti hai .................najuk si
Aap ki baat sahi hai ki har Cancer patient ki halat ek jaisi nahi hoti
aur sabka ilaj bhi alag alag hota hai.
Cancer kai tarah ke hote hain aur unki ki bahut sari stages hoti hain aur un sab ka ilaj ek nahi hota
 

amita

Well-Known Member
6,870
16,808
144
amita ji............ puri kahani hi palat gaii.............

sandhya ab aditya ke bachche ki maa ban gai aur uski yaaddast bhi ja chuki hai.................
idhar aditya bhi akela pad gaya
udhar mohan bhi akela ad gaya
aur ruchika jindgi ko maut ki or jate dekh rahi hai

sandhya ke kisi bhi faisle se na sandhya ka aur na pariwar mein kisi ka bhala hua
balki sara pariwar bikhar gaya..............
dekha jaye to pariwar ke naam par kuchh bacha hi nahin

agle update ka besabri se intzar hai
Aapka ek aur vishleshan, aaj tu aapne khush kar diya.

Ye update original kahani jo bhi sochi thi uska ek part hai, isme koi badlao nahi hai.

Haan ye jarur hai ki kahani ko thodha fast mode me kar diya hai.

Aapko agla update kal jarur milega.
Dhanyawad
 

amita

Well-Known Member
6,870
16,808
144
Ekdum se waqt badal diye jazbaat badal diye zindagi badal Di. 🤣🤣 agla update ka intezar rahega
Aapka bahut bahut dhanyawad.
Agla update kal jarur milega

Dhanyavad
 

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
43,737
114,167
304
Behad hi shandar or jabardast update
 

Alok

Well-Known Member
11,370
28,041
258
Amita ji kafi accha update tha.......
Kahani tp puri 360° mein ghoom gayi......


Ab ye dekhna dilchasp hoga ki aage kya hota hai........ :drunk::drunk::drunk:
 

pie

Active Member
672
1,352
138
Update 93

Sandhya uski baat ko ansuna karke apane bag ko pack karne lagi. Aditya ne usse rokne ki bahut koshish ki lekin vo nahi ruki aur vanha se nikal gayi.

Vanha se nikalane ke baad Sandhya ko kucch sujh nahi raha tah ki kya karen aur kya na Karen aur bina kucch soche samjhe vo vanha se bus stand panhuchi aur vanha khadi ek bus me sawar ho gayi. Usne dhyaan bhi nahi diya ki vo bus kanha ja rahi hai, bina soche uss bus me baith gayi aur thodhi der me bus chal padi. Kafi lamba safar karke bus apane gantavya par panhuch gayi. Bus usse lekar jiss Shahar me panhuchi vanha par ussse koi nahi janta tha.

Vo sochane lagi ki kya karun, usne ek baar socha ki vapis apane shahar chali jaun, lekin uska dil tut chuka tha. Vo vanha par ek dharamshala me ruki aur fir vanha par rukne par apani jindagi ke bare me sochane lagi.

Ek baar tu uske man me aaya ki vo aatamhatya kar le, lekin kisi baat ko sochkar usne jinda rehna hi munasib samjha aur apane aap ko aane wali jindagi se ladne ke liye mansik rup se taiyar kiya. Usne ab soch liya tha ki ab vo vaapis nahi jayegi aur naye sire se jindagi ko jiyegi.

Aditya kafi der tak uske jane ke baad sudhbudh kho kar sochta raha ki ye kya ho gaya. Vo yanha par Sandhya ko patane, manane aur apane kaam ke liye razi karne ke liye aaya tha taki uska Plan kaamyaab ho paye, lekin ab vo Plan usse mitti me milta hua dikha. Jaise hi uske man me ye aaya tu vo usse dhundhne ke liye bahar aaya. Uss ne usse dhundhne ki bharsak koshish ki, lekin vo usse na mili aur thak haarkar vaapis aa gaya aur hotel se checkout karke apane ghar chala gaya. Ghar par aakar vo Sandhya ka intezaar karta raha. Vo police ke paas jane ki himmat na kar saka kyounki vanha usse Sandhya se Rishta batana padta. Vo usse Maa bata nahin sakta tha kyounki yanha log usse uski biwi mante the aur agar biwi batata hai tu vo bhi galat ho jata kyounki usne Sandhya se shaadi tu ki hi nahin thi. Uski samajh me hi nahin aa raha tha ki kya kare. Vo do din intezaar karke vanha se apani Job ke liye dusre shahar ke liye nikal gaya.

Udhar Sandhya Dharamshala me hi rah rahi thi. Uss Dharamshala me khane peene ka intezaam nahi tha, jiske liye usse bahar jana padta tha. Uss bazaar me uski mulakat ek stri se hui jo paas ke kisi bade bazaar ki dukan me khanae peene ki dukan chalati thi, usse vo khana lene lagi.. Vo bazaar bahumanzila tha. Vanha par har parkar ki dukaan thi. Vanha khane peene ki suvidha hone ki vajah se Sandhya vanha jakar apana khana pack kara leti thi lekin kabhi bhi vanha baithakar khana nahi khaya. Vo vanha jati aur uske baad idhar udhar tahalkar apana waqt beetati. Sandhya ko samjah nahi aa raha tha ki vo kya kare kyounki uske paas jo paise the vo dheere dheere kam hota ja raha tha.


Aise hi ek din usne uss stri se kaam ke bare me baat ki tu usne kaha ki yanha jo mahilayen kaam karti hai vo aapas me baat kar rahi thi ki yanha par store me kucch mahilaon ki jagah khali hai, agar vo chahe tu kaam ka pata kar sakti hai. Agle din vo uss jagah gayi aur jaise hi vo vanha panhuchi tu dekhti hai ki dusri manzil se ek nanha sa baccha upar se gir raha hai. Vo sab kucch bhulkar uss bacche ko bachane ke liye apani banhe faila deti hai. Vo uss bacche ko bachane ke liye uske neeche aane lagti hai to vo baccha uski jholi me aa jata hai lekin usko bachane ke chhakar me khud bhi gir jati hai aur ludakane lagti hai lekin bacche ko koi chot nahin lagne deti. Jab ludakte hue vo rukti hai tu kisi cheez se takrati hai aur behosh ho jati hai.

Udhar Aakash job karne me busy ho jata hai, lekin ab uske chehre par muskharhat gayab ho chuki thi. Vo Sandhya ko dhundhna bhi chahta tha lekin kaise aur kanha? Vo jab bhi phone karta uska phone band hi aata tha. Uska kaam me man bhi nahi lag raha tha. Ira Madam bhi kaam ke liye dabav de rahi thi aur nai company ka bhi kai baar pucch chuki thi, lekin Aditya ke paas abhi koi jawab nahin tha.

Shruti ke gharwale bhi ab uski shaadi ke liye jor dene lage the tu usne ek din Aditya se iss bare me baat ki aur usse apane dil ka haal bata diya. Aditya ne usse bataya ki vo usse ek accha dost manta hai aur usse iss baat ke liye bada dukh ho raha hai ki vo usse Shaadi nahi kar payega. Shruti rotey hue chali gayi. Uski shaadi bhi ho gayi aur vo uss job ko bhi chhod gayi.

Ira Madam ne usse kai baar nai company ke bare me bola tu usne Order dene wali company se baat karke Order Ira Madam ki company ko hi dilwa diya aur unhe kah diya ki agla project nai company se karenge. Vo maan gaye aur kaam chalu ho gaya. Iss dauran Ira Madam ne usse kai baar nai company ke bare me bola lekin baat nahin bani.

Aise hi 6 mahine aur beet gayr aur Ira Madam ke pati ka sadak durghatna me dehant ho gaya aur vo bhi kafi had tak gamgin ho gayi. Uska man bhi ab kaam me kam lagta tha lekin clients ke dabav me kaam karna pad raha tha.

Sandhya jab behosh hui tu usse hospital panhucha diya gaya aur vanha vo hosh me aane par apani yaadashat kho chuki thi lekin uske sath sath vo pregnant bhi ho chuki thi. Doctors ko vo apane bare me kucch nahi bata pa rahi thi. Vo baccha jisse usne bachaya tha uss bazaar ke Malik ka beta tha. Vo aur uski Patni apane aap ko Sandhya ke karzdaar samjhate the jisne unke bacche ko bachaya tha. Donon uska pura ilaaz karwa rahe the aur jab vo kucch theek ho gayi tu usse apane ghar le aaye aur uski puri dekhbhal karne lage.

Waqt beetta raha aur Sandhya ne ek khubsurat bacche ko janam diya jo ki ek ladka tha aur Sandhya ne apane aap ko uski parvarish me vyast kar liya.
Nice update

But one thing came to my mind after reading this update

IS THERE A COMPLETE COMMUNICATION BLACKOUT IN THE FAMILY.

Sandhya has been missing for more than 9 - 10 months and nobody is inquiring about her whereabouts.

1. Has Mohanlal Ji informed by Ruchika about their relationship and due that and out of shame Mohanlal Ji is not communicating with Sandhya and neither interested to know anything about her.

2. Ruchika encouraged Sandhya to start relationship with Aditya, she also seems to forgotten her - no inquiry about her

3. Aditya for a brief inquire about her and also tried to find her and seeing no contacts he's almost forget her, didn't do any indepth thinking why she has let what wrong he has said - sign of immaturity plus carelessness and selfishness this time

To me this update though look nicer from writing POV but more than that it seems filmy update reminds me of Bollywood movies of 60 - 70 era where heroine after getting cheated or failed in love chooses to go in hidden, gave birth to their love child until discovered by her lover, husband, family or loved ones.....


Thank you........
 
Last edited:
15,625
32,149
259
nice update ..kahani me naya mode aa gaya ..sandhya ki yaddasht chali gayi aur wo maa bhi ban gayi ..
par gussa tha aditya se phir bhi ghar chhodkar jaane ka faisla galat liya .
shruti ki bhi shadi ho gayi ..aditya ab akela pad gaya hai upar se ira madam bhi vidhwa ho gayi ..ab lagta hai ira aur aditya ek dusre ka sahara ban sakte hai 🤔🤔..
 
Top