• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Rudra (adventure story) ( Completed )

Kya me is story me magic aur super natural power add karu

  • Yes

  • No

Results are only viewable after voting.

VAJRADHIKARI

Hello dosto
1,453
17,278
144
Click Here for index

Dhamesh singh (dad) died

Jyoti singh (mom) died

Rudra (hero)

Rahul (side hero)

Anjali (rudra's love interest and sister of rahul) died

Sanjana (mother of rahul and anjali) died

Siddharth (father of rahul) died

Bade papa= sujit singh sodhi (died but his body captured by igris) unexplored character

Mahamahim (friend of igris) unexplored character

Sura (friend of igris) unexplored character

Aacharya (friend of igris) unexplored character

Balveer (son of sujit singh sodhi) 1st villain

niraj pandey (rahul ke chacha) 2nd villain

Choudhary (died but his body captured by myasur) unexplored character 3rd villain

Mr. X (kaal) slave of mayasur 4th villain

Mohini (another asur and slave of mayasur) 5th villain

Daitya (somer relationship with rahul and rudra) unexplored character

Paritosh thakur (famous business man friend of raj singh) unexplored character

Raj singh (city ka mla) unexplored character

abhay = CBI chief ki post par hai (friend of siddharth)

Abhi (cbi officer and friend of Rudra)

Sam cbi officer and junior of abhi

Arun cbi officer and junior of abhi

Dev cbi officer and junior of abhi

Sangeeta cbi officer and junior of abhi

Ram sharma (criminal killed by rudra (beast) brother of sahdev)

Sahdev UCA ka agent "agent lion" and friend of rudra

Some secret police services

STF (secret task force)

SST (secret service team)

UCA (under cover agency)

Bhau another villain of story killer by rudra (beast)

Ranga another villain of story killer by rudra (beast)

Lucky hacker from underworld killed by bhau

Shankar mahadevan (olg PM of india killed by abhi slave of bhau)

Trilochan another villain of story killer by rudra and also slave of mohini

Ojha slave of trilochan another villain of story killer by rudra

Sukka guardian of rudra in isla planet

Zeba guardian of rudra in isla planet

Friends of rudra in isla planet

harry isla ke main city ka prince unexplored character

simona Sirius desh ki princess unexplored character

somi Sirius desh ki second princess unexplored character

kayko argon desh ka prince unexplored character

sayli sinour desh ki princess unexplored character

Another characters

Lord of the spiritual beasts (rahul)

Lord of dragons

Lord of demon warriors (agrasen)

Lord of demon magicians

Professor albus principal of royal magic academy in isla

Professor snape professor and co founder of royal magic academy in isla

Professor Hagrid professor in royal magic academy in isla

Professor oak professor and Co founder of the royal magic academy in isla

Professor nura professor and Co founder of the royal magic academy in isla

There are more characters are comming in story

Main villain???
 
Last edited:

parkas

Well-Known Member
28,478
62,813
303
Update 196

Jab subah sabki aakh khuli toh sab shocked ho gaye ghar ki haaalat dekh ke pura ghar mast chamak raha tha har taraf fulon se decoration ki hui thi jise dekh kar sab log shocked the kyunki kal tak kuch bhi nahi hua tha aur ek hi raat me sab kaam ho gaya tha sab is baare me soch rahe the ki tabhi me bhi waha pahuch gaya aur mere piche piche yash aur suresh bhi aa gaye hum teeno ko dekh kar sabka dhyan humare aur aa gaya

Me ;- kya hua koi batayega bhi ki ye decoration kaise kiya hai pasand aaya bhi ya nahi

Dadaji :- ye sara decoration tumne khud kiya hai akele

Me :- nahi dadi isme yash aur suresh ne bhi mera pura saath diya hai unki bhi utni hi mehanat hai jttni meri

Meri baat sunkar sabka dhyan yash aur suresh ki taraf chala gaya jiske baad mene sabse chup kar dono ko aakh maar di jisse woh dono bhi ready ho gaye free ka credit lene ke liye

Jiske sab ne milkar hum teeno ki tarif ki aur phir hum sabne chay nashta kiya aur jo choti moti taiyari thi woh karne lage ki utni hi der me sabhi ladke wale aur unke mehamaan bhi aa gaye aur woh log bhi sara decorations dekh kar uski tarif karne jisse mujhe dadaji aur chacha ke chehre par santusti bhari muskaan dikhne lagi jiske liye mene ye sab kiya tha woh mujhe mil gaya ab mujhe kuch nahi chahiye tha

Jiske baad hum sabne milke mehmano ke satkaar me lag gaye unhe chay nashta parosa aur jab ke sako pani de raha tha tab 2 log mujhe ghur kar dekh rahe jinke aise dekhne ki wajah se mujhe ajib lag raha tha aur jab mene unhe dhyan se dekha toh pata chala ki ye dono india ke jane mane business man the aur usse bhi badh kar mere company ARR ke business partner bhi the jinke saath mene khud deal ki thi aur usi deal ke baad se in dono ka business jo locak level pe tha woh ab international level pe pahuch gaya tha

Wahi jaise hi un dono ne mujhe pahcchana woh dono shocked ho gaye aur abhi woh kuch bolte ki tabhi me pani dene ke bahane unke pass pahuch gaya

Me :- agar apna muh khola toh humare bich jo bhi deals aur contract hue hai woh sab khatam samjhe

Meri baat sun kar dono bhi chup chap nashta karne lage aur jab sab ka nashta ho gaya toh woh samay bhi aa gaya jab sagai hone wali thi

L. Dad :- (chacha se) samdhi ji ab chaliye muhurta shuru hone me 10 minutes baki hai ab engagement ki taiyari kar lete hai.

Me :- sari taiyari ho gayi hai uncle ab bas location par chaliye sabko leke

L. Dad :- matlab sagai haweli me nahi hogi

Me :- nahi uske liye special arrangement kiye hai chaliye aap sab

L. Dad :- thik hai chalo (chillake) driver

Me :- are waha jane ke liye drivers ki jarurat nahi hai waha jane ke liye bhi special arrangement hai

Itna bol ke me sabko leke haweli ke bahar aa gaya jaha par ek ke baad ek 21 rath khade the sabse pahla rath sabse sundar tha lekin usme bas do logon ki hi jagah thi toh wahi baki ke 20 rath bade bhi the aur utne hi sundar bhi aur un sabko chalane wale aur koi nahi wahi jinn ths jinko mene kal raat bulaya tha

Me :- sabse pahla rath dulha dulhan ke liye hai aur baki me jo jaise chahe waise chadh sakta hai

L. Dad :- lekin beta dulha dulhan ke rath ka saarathi (rath chane wala) kaha hai

Me :- (khud ki taraf ishara karke) yaha hai me hoon inka saarthi me khood hion

Me itna bolke rath par chadh gaya aur ghode ki lagan sambhal li jiske baad sabse pahle seema aur uska dulha rath par chadhe aur phir sab apne apne rath par chadhne lage jiske baad mene rath ko chlake sidha gaon ks bich mese hote hue talav ke pass chala gaya aur jaha se bhi humare rath jate waha maujood sabhi gaav wale dadaji ki jai jai kar karte

Is waqt aisa lag raha tha jaise purans samay me koi raja ka rath ja raha ho wahi jab hum sabhi talav par pahuche toh sab shocked ho gaye talav ka decoration dekh kar waha ka centre of attraction tha mandap

Jisko mere jinn ne talav ke bicho bich banaya tha aur har taraf superb decoration tha jab sab ne apne aaspass ka nazara dekha toh sab shocked and surprised ho gaye the kisi ne socha bhi nahi tha ki aisa decoration exist bhi karta hai

Toh wahi mere sare jinnadon ne rath ko side me jake rok diya aur phie sabke baithne ke liye khurchiyon ka arrangement kiya aur phir me seema aur apne hone wals jija ji ka hath pakda ke aage le jane wala tha ki tabhi

Seena :- rudra me cahhungi ki mera bhai mujhe mandap ki taraf le jaye

Uski ye baat sunkar mujhe bura laga lekin mene ye soch kar khud ko sambhal raha tha ki ise maloom nahi hai ki me bji isika bhai hoon ye soch kar me side hath gaya aur yash and suresh aage aaye aur seema ko le jane lage jaha sab taliya baja rahe the toh wahi shayad chachaji ne mera udas chehra dekh liya tha

Wahi aise hi haste khelte engagement ka function start ho gaya aur pure ritual ko nibhakar is function ko end kiya gaya jiske baad wahi talav par thode naach gane ke baad sab log rath me baith kar wapis ghar ki aur chal pade

Lekin ek baat thi din ke start se leke end tak sabhi log dadaji aur chacha se aaj ke function ke decorations and arrangements ki tarif karte hue nahi thak rahe ths jisse un dono ke chehron par ek bahut bafi muskaan pure din bhar chayi hui thi jise dekh kar mera ye sab karna safal hote dikh raha tha phir sare mehmano ke jane ke baad sabhi log mujhe thanks bolne lage jise mene bhi accept kar liya aur phir sab aaram karne aur thakan mitane apne kamre me chal pade

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aaj ke liye itna hi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Bahut hi shaandar update diya hai VAJRADHIKARI bhai.....
Nice and lovely update......
 
  • Like
Reactions: VAJRADHIKARI

kas1709

Well-Known Member
10,118
10,679
213

Nice update.....
 
  • Like
Reactions: VAJRADHIKARI

dhparikh

Well-Known Member
10,561
12,188
228

Nice update....
 
  • Like
Reactions: VAJRADHIKARI

Shanu

Deadman786
6,102
16,912
188
Wonderful update Bhai 😊☺️
 
  • Like
Reactions: VAJRADHIKARI

VAJRADHIKARI

Hello dosto
1,453
17,278
144
Update 197 (START OF THE END)

Is waqt sab apne kamre me aaram kar rahe the toh wahi do jan the jinke dimaag me abhi bhi tension thi ek the chacha aur dusre the dadaji woh dono apne apne kamron me baith kar aaj ke baare me hi soch rahe the

Dadaji ke kamre me

Is waqt dadaji apne kamre me baithe hue the unke chehre se hi lag raha tha ki abhi woh kisi bahut gahari soch me gum the ki tabhi kamre me dadi aa jati hai jo dadaji ko aise chinta me duba dekh tension me aa jati hai toh wahi dadi ke aane ki aahat mahsoos kar ke dadaji bhi hosh me aa gaye the

Dadi :- kya hua sab toh barabar hua phir kyu tension me ho

Dadaji :- me rudra ko leke tension me hoon

Dadi :- kyu ab kya hua us bache ne sab itne ache se kiya hume toh use thanks bolna chahiye

Dadaji - ha wahi toh aaj ke jamane me kise anjaan ke liye kon itna kuch karta hai woh bhi bina kisi swarth ke

Dadi :- ab aap apne bahu ke tarah shaq mat karo ek toh us ladke ne itna acha arrangement kiya aur aap ho ki..

Dadaji :- tum bhale hi kuch bhi karo lekin ab me bhi is raaj se parda hata ke rahunga ki aakhir use humse itna lagav kyu ho raha hai

Dadi :- usme raaj kya hai aap mano ya na mani woh humara sabse bada pota hai dharmesh aur jyoti ka beta hai

Dadaji :- theek hai mene faisla kar liya hai kal me sahar jaunga aur apne jo contacts hai unse pata lagaunga rudra ke baare me

Itna bolke woh apne kamre se bahar nikal gaye toh wahi chacha ke kamre me

Is waqt chacha ji apne kamre me baithe hue the aur unke jahan me baa baar ek hi scene aa raha tha aur woh tha jab me seema ko sagai ke liye le ja raha tha tab seema ne mujhe mana kiya th ar us waqt jo mere chehre par udasi thi wahi chacha ke liye sbse bada saboot ban gayi thi puri meri asliyat ko leke

Chacha :- (man me) tum chinta mat karna rudra jald hi me sabko bata dunga ki tum koi paraye nahi ho balki is ghar ke bade bete ho jaise tumne bade bete ki sari jimmedariyon ko sambhal liya hai waise hi ab me ek chacha ki jimmedari nibhaunga

Itna bolke woh apne phone me kuch photos dekhne lage jald hi unhe woh mil gaya jo unko chahiye tha aur woh thi meri single photo woh milte hi unke chehre par smile aa gayi aur unhone turant hi use apne sabhi dosto ko bhej diya

Toh wahi dusri taraf

Is waqt me apne kamre me aaram se so raha tha ki tabhi mujhe mere aas pass ka watawaran atishay sheetal mahsoos hone laga tha us sheetal watawaran ke wajah se jald hi meri nind bhi khul gayi jab meri nind khuli toh mai pahle toh kuch samajh nahi paya lekin jab hosh aaya toh mere dimag ki batti jali aur me turant apne asli rooo me aa gaya

Is waqt me kailaash parwat par tha aur mere saamne swayam aadi dev the

Me :- pranam prabhu

Aadidev :- rudra tumhare mastishk me kya chal raha hai

Me :- matlab

Aadidev :- tum dharti lok par aur kitne din rukne wale ho

Me :- jeevan bhar mere pariwar ke saath kuch aur din guzarna chahta hoon

Aadidev :- rudra tum toh sab jaante ho ye bhi ki tum jyada din dharti par nahi ruk paoge tumhe jaldd hi apne samaveshak ki jimmedariyon ko uthana hoga nahi toh sansaar ka santulan bigad raha hai woh agar kabu se bahar gaya toh sansaar ka vinash bhi hi sakta hai

Me :- aap ise rokte kyu nahi aap ke liye toh kuch bhi na mumkin nahi hai

Aadidev :- is sansaar me har kisi ke jeewan ka ek uddeshya hota hai aur har kisi ko usi uddeshya par chalna padta hai samaveshak ki jimmedari nibhana ye tumhara uddeshya hai

Me :- lekin mene unhe apni asliyat ke baare me bhi nahi bataya hai meri bahan ki shadi hai

Aadidev :- rudra tum is moh maya se pare ho tumhara uddeshya ye pariwaar me nahi hai samaveshak tumhare ek matra uddeshya hai aur tum socho agar sansaar vinash ki aur badhega toh uska sabse pahla shikar dharti hogi aur ab tumhe tay karna hai ki tumhe balidaan dena hai ya apne pariwar ki bali chadhani hai

Unke itna bolte hi waha par har taraf prakash fail gaya aur jab prakash hata toh me apne kamre me maujood tha aur me abhi hue vartalap ke baare me soch raha tha ki kuch samay pahle tak sab kitna mast chal raha tha ki achanak mere sabhi sapne chaknachur hone lage mere dimag me baar baar yahi khayal aa raha tha ki agar sansaar ka ant ho gaya toh kya hoga

Yahi sab sochte huebkab subah ho gayi pata bhi nahi chala me tab hosh me aaya jab yash me nashte ke liye bulane aaya phir me bhi fresh hoke niche aa gaya jaha par is waqt sabhi dining table par baithe the aur jaise hi me unke pass pahucha toh sab phir se mujhe kal ke liye thanks bolne lage

Me :- are aap log ye baar baar thanks kyu bol rahe hai mene ye jo bhi kiya woh aap sabko apna pariwaar samajh kar kiya aur family me no sorry aur no thank you

Chachi :- waise rudra tumne bataya nahi tumhare ghar me kon kon rahte hai

Me :- mene jin bhi rishtedaaron ke saath bachpan bitaya tha sab is waqt antariksh me taron ke bich me hai chahe mom dad ho ya bade papa aur mausi ya unke bache

Chachi :- ohh sorry tumhare pariwaar ke baare me sun ke bura laga waise kya tumhari mausi tumhare ghar me hi rahti thi matlab apne bahan ke sasural me

Me :- are nahi woh jab me chota tha tab maa ne ek tiffin service open ki thi toh usi me kaam karne ke liye maa ne ek lady ko hire kiya tha jinhe me mausi bolta tha woh aur unke bache humare saath hi rahte the

Chachi :- acha aur jo tumhare bade papa

Me :- mere papa shurwati dino me jis shop me kaam karte the waha ke owner waise toh mere mom dad ka is duniya me koi nahi jab bhi me puchta tha dono yahi kahte the ki ek din bada tufan aaya tha aur usme pura pariwaar bikhar gaya waise in muh bold rishte hi mere liye sab kuch the mosi ka beta mere liye bhai se bhi badbkar tha

Abhi koi kuch aur bolta ki tabhi deepti ne apna muh khola

Deepti :- acha toh rahul bhai aapke mosi ke ladke the college me sabko lagta hai ki aap dono sage bhai ho

Jaha deepti ne ye bola toh sab thode emotional ho gaye toh wahi rahul ka naam sunke chachi ke dimaag ki ghanti bajne lagi.

Chachi :- acha waise rudra tumne anjali ke baare me bataya nahi kon hai woh

Chachi ne jaanbujh kar aise googly phecki thi toh wahi me is waqt Aadidev ke kahe hue baaton ke baare me soch raha tha jis wajah se me is googly ball se bach na saka aur phas gaya

Me :- anjaki woh toh meri jindagi thi my love (achanak hosh me aake) aapko anjali ke baare me kaise pata hai

Meri baat sunne ke baad sabka dhyan chachi ki aur gaya sabke aakhon me bhi same sawal tha sab chachi ke shaqui swabhav ke baare me jaante ths isiliye sab ab tak unke har sawal ko ignore kar rahe the

Chacha :- batao tumhe kaise pata hai us ladki ke baare me

Chachi :- me toh bas tukka maar rahi thi ho sahi nishane par lag gaya

Seema :- matlab

Chachi :- kal se mujhe kuch tgik nahi lag raha tha aakhir hum jis din mall me shopping ke liye gaye usi balki humare jane ke kuch samay baad hi itni badi offer ka start hona Phir offers ke sare price sirf ek hi pariwaar ko milna mujhe atpata lag raha tha tab mene us mall ke baare me search kiya toh pata chala ko woh offer humare jane ke turant baad hi band kar di gayi aur woh mall koi chota mota nahi balki ARR GROUP OF INDUSTRY ka tha

Chacha :- ha lekin is sab ka rudra se kya lena dena

Chachi :- aap ko arr ka full form nahij pata isiliye aap aise bol rahe ho arr ka full form hai

ANJALI RUDRA RAHUL GROUP OF INDUSTRY kyu sahi kaha na rudra

Chachi ki baat sunne ke baad mere liye kuch bacha hi nahi tha toh mene sach swikaar kar liya aur waise bhi isme chupane wali baat thi bhi nahi aur ab mujhe inko sab batane ke liye samay bhi jyada nahi tha

Me :- ha me hi ARR ka owner hoon

Meri baat sunkar sabke hosh ud gaye waha maujood sabne arr group of industry ka naam suna tha yaha tak ki chacha aur fufa ne apne apne levels par is company ke saath kaam karne ka bhi try kiya tha lekin woh sirf try karte rah gaye the uske baad sab mere se sawal puch puch kar pareshaan karne lage jo mujhe bada ajib lag raha tha jo shayad chacha ne mahsoos kar liya tha jiske baad unhone sabko shant karaya aur phir sab nashta karne lage lekin ab sab ka meri aur dekhne ka najariya badal gaya tha

Chacha :- waise me aaj sahar ja raha hoon jaruri kaam se sidha kal subah aaunga

Chacha ki baat sun kar sab shocked ho gaye ki achanak unhone ye faisla kyu liya lekin sab jaante the ki chachs apne kaam ko leke kitne strict hai isiliye kisi ne unhe roka nahi toh wahi dadaji ne bhi bomb fod diya ki woh bhi sahar ja rahe hai unhe bhi koi rok nahi sakta tha un dono ke is faisle ke baad fufa ji bhi un dono ke saath jane ka faisla kiya toh wahi mera man toh kar raha tha ki unhe rok lu lekin me kis haq se rokne le liye bolta isiliye me bhi shant baitha raha

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aaj ke liye itna hi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
 
S M H R

Active Member
805
1,785
138

Nice update
Story ab apne end k kareeb ja rahi hai shayad
 
  • Like
Reactions: VAJRADHIKARI

Naughtyrishabh

Well-Known Member
9,685
29,072
218
Update century

Rudra ke bolte hi woh dono uth khade ho gaye aur apni taakat ka istemaal kar ke d1 ne rudra ke uper bijli ka aatack kar diya lekin rudra uske usi attack ko pakad ke use apne pass khich liya aur ek kick uske pet me maar di utne me hi d2 ne bhi rudra pe pani ka attack kar lekin rudra ne uske attack ko hi uske uper pheck diya jisse wo bhi jakhmi ho gaya

Rudra :- aap logon ne mujhe nirash kar diya mujhe laga aap mahan dev duton me toh taakat hogi chalo ab koi na waise bhi tum kaha jyada der tikne wale ho

Jaha ek taraf ye yudh ho raha Wahi dusri taraf puri tarah se safed barf se dhake parvat lekin phir bhi waha ushnata ka aabhas ho raha tha unhi pahadon ke bich koi tha jo is yudh ko dekh kar khud ka manoranjan kar raha tha usi ke bagal me ek aur insaan khada tha jisne kisi sadhu ki taraf dikhayi de raha tha aur usne ek veena bhi apne paass rakhi hui thi

kuch is tarah

Sadhu :- prabhu kuch kijiye nahi toh woh un dono ko maar dega

Woh sadhu jisse baat kar rahe the woh ek pathar pe baitha hua tha aur uske gale me ek sap aur hath me trident bhi tha (aap log samajh gaye honge toh deatailed intro ki jarurat nahi hai)

Aadidev :- dhiraj rakhiye muni un dono ka ghamand unhe maar raha hai rudra nahi

Jairaj :- matlab prabhu

Aadidev :- woh apne ghamand me chur ho gaye hai tabhi toh woh apne saamne khade shaks ko pahchaan nahi pa rahe hai

Jairaj :- parantu prabhu rudra un par nark agni ka prayog kar raha hai agar us agni ne unhe chu bhi liya toh unke mrutyu tak unko itni pida hogi ki unko mrutyu amrit saman lagegi

Aadidev :- aap bhul rahe hai muni agar me uske saamne gaya to kya hoga

Jairaj :- narayan narayan prabhu aap bhi agar aise bologe toh woh devdut kaise bachenge (muskurate hue) aur agar phir se ek baar uske hathon se koi devdut mara toh uska asuri roop aur bhi shaktishali ho jayega phir samasya aapko hi hogi

Aadidev :- aapse baton me koi jit nahi sakta

Aadidev ke itna bolte hi unke hathon me pakada hua trident gayab ho gaya

Wahi dusri taraf

Rudra ne apne hathon ko un dono ke taraf kar diya jisse uske hothon se black rays nikal ke sidha un dono ke taraf badhne lagti hai jise dekh dono darne lagte hai

Abhi woh fire un tak pahuchti usse pahle hi rudra aur unke bich ek jordaar bijli aa gir gayi jisse woh teeno bhi door jake gir gaye jisse us puri jagah dhua dhua ho gaya aur un teeno ke alawal waha jo kou bhi the woh sab gayab ho gaye

Jab un teeno ki nazar us bizli pe gayi toh woh teeno shock ho gaye kyunki waha unhe ek trident dikhayi de raha tha jisse alaukik prakash nikal raha tha.

images

Us trident ko dekh ke woh dono devdut turant apne ghutne pe baith gaye wahi jab rudra ki nazar us trident pe gayi toh woh uth ke us trishul ke pass pahucha aur us trident ko pakad kar uske bich wali nok pe apna sar rakh deta hai

Rudra :- (trident pe sar rakh ke) HAR HAR AADIDEV

itna bolke rudra piche ho gaya

Rudra ke piche jate hi us trishul se aawaj aane lagi

Trident :- toh kya baat hai devduton me kabse ghamand aane laga jo bina mere aagya dharti pe humla karne lage

D1 :- prabhu agar hum na aate toh ye asur aaj sant ko maar deta

Trident :- aur jo tum log aaye din prithvi pe asuron ko chunauti dete ho uske baare me kya kahna hai

Trident ki baat sunkar woh dono devdut shant ho gaye

Trident :- (rudra se) bahut salo baad dekh raha hu tumhe

Rudra :- kyu aap ke shaktiyon ko kya hua dharti pe kya ho raha hai dikhayi nahi deta kya waise bhi aap mujhe yaad karte hi kab honge aap toh abhi bhi is sant ke liye aaye ho

Trident :- agar pata tha toh sant pe aakraman kyu kar rahe the agar woh tumhare hathon mara jata toh pata hai na kya hota

Rudra : - confirm kar raha tha isne itne logo ke khoon se apne hath dhoye hai mujhe laga ab ye sant nahi hoga

Trident :- isne jinko bhi mara hai woh sare bure the waise toh tumne bhi toh bahuton ko mara hai tab toh kya tum bhi bure hue

Rudra :- me toh hu hi bura tabhi toh mere mata pita kabhi bhi apne is putra se milne nahi aate na meri safalta pe na asafalta pe na acbe karm ko badhava dene na bure karm karne se rokne unke liye toh me kewal ek failed project hu kyu sahi kaha na

Trident :- tum kewal ek chayansh (छायांश part of shadow) ho phir bhi apne asal roop ke jaise baat karte ho

Rudra :- kya kare humare blood me magic hi kuch aur hai bahut jald puri duniya woh magic dekhegi bachalo apne chaheton ko nahi toh phir aaoge saza dene

Trident :- (devdut se) tum dono mujhe jald se kailash parvat pe aake milna (rudra se) VIJAYI BHAV

itna bolke Trident bhi gayab ho gaya

Trident ke gayab hote hi waha room me sab pahle jaisa ho gaya lekin samay abhi bhi ruka hua tha

Rudra :-samay ko shuru karo ya aur mar khani hai

D1 :- pahle sant ke uper jo narkagni ka prahar kiya hai use wapas lo

Rudra :- are itne taakatwar dev dut ho karo jantar mantar aur gayab kardo black fire ko

D1 :- dekho hum tumse vinti karte hain sant par jo prahar kiya hai use wapas lo

Rudra :- ye ki na sahi baat

Itna bolke rudra ne us black fire ko gayab kar diya lekin shivam ko ek punchi bhi chipka diya

D2 :- mara kyu

Rudra :- goliya chalayi isne mujh par me punch bhi na maru

Phir woh devdut bhi gayab ho gaye aur samay bhi phir se shuru ho gaya

Rudra :- toh hum kaha the

Abhi :- tumhe pata chal gaya tha ki gaddar kon hai aur tum aur rahul shivam par durga ke sath use pakadne ja rahe ho

Rudra :- toh chlo apna saman pack karo hume himalaya jana hai gaddar ko pakadne

Wahi Himalaya par

Is waqt rudra apne gang ke sath himalaya par pahoch gaya tha lekin sirf rahul aur rudra hi hosh me the baki tino toh behosh the unhe rahul aur rudra apne kandhon pe leke ja rahe the abhi woh parvat chadh hi rahe the ki woh dono ek gufa ke pass jake ruk gaye

Rahul :- bhai phir se soch lo gufa me jane se pahle shayad hume apne hosts ka intezaar karna chahiye

Rudra :- chal andar

Rudra ke bolne ke baad woh dono andar jane lagte hai jaise hi woh gufa ke andar pahuchte hai waise hi us gufa ka darwaja band ho jata hai aur pure gufa me andhera ho jata hai lekin woh dono rukte nahi aur chalte rahte hai

Woh aise hi thodi der chalne ke baad woh gufa ke ekdum andar pahuch jate hai jaha unhe ek aadmi dhyan lagate hue dikhta hai

images

Rudra :- apni aakhe kholiye guruvar

Rudra ki aawaj sun woh aadmi apni aakhe kholta hai

Aadmi :- tum aa gaye rudra me tumhara hi intezaar kar raha tha lekin tum mujhe kuch adhure mahsoos kyu ho rahe ho

Rudra :- me uska chayansh hu guruvar aapke pass ek karya se aaya hu

Guru :- ha bolo

Phir Rudra us aadmi ko kuch bolta hai jisse woh aadmi shivam ko hi dekhne lagta hai

Phir kuch der baad jab shivam ko hosh aaya toh usne khud ko kisi gufa me paya aur saamne paro aur durga ko janjeero me bandha hua dekha toh woh turant unke pass jane laga lekin jaise hi usne un janjiron ko chua waise hi use ek jordaar jhatka laga

Guru :- ye itni aasani se nahi tutenge shivam

Jab sab ne is aawaj ka picha kiya toh dekha ki waha ek budha khada hai jo onhi ke pass aa raha hai

images

Paro :- kon ho tum hum yaha kaise aaye

Guru :- tum yaha aaye nahi laye gaye ho

Durga :- apna parichay batao nahi toh hum tumhe chodenge nahi

Guru :- tum ek mamuli pisach ho tum dono me itni taakat nahi hai ki mujhe maar pao aur na itni aukat hai ki mujhse prashn karo

Guru ki baat sunkar jaha shivam kuch samajh nahi pa raha tha toh wahi durga aur paro shocked ho gayi thi

Paro :- kon ho tum batao (shivam se) shivam maro ise yahi woh gaddar hoga joh hume dhokha de raha tha

Paro ki baat sunkar jaise hi shivam guru ki taraf badhne laga waise hi guru ne apna ek hath uper uthaya jisse paro aur durga dono ka bhi pisach roop saamne aa gaya jise dekh shivam dar ke mare piche hat gaya

Guru :- (paro aur durga se) tum dono abhi tak isiliye jinda ho kyunki tumne paap ka rasta kabhi apnaya nahi tha balki punya ki raksha ke liye paap ka ant kiya tha

Ye sab dekh aur sun ke toh shivam jaise kuch bolne ke haalat me hi nahi tha

Paro :- kon ho aap

Paro ke itna bolte hi guru ne apne dono hathon ko jod kar kuch bolne lage aur dekhte hi dekhte unke sharir pe ek armour aa gaya jise dekh paro aur durga dono shocked ho gaye

images

Dono ek sath :- THE MASTER OF SHETAN

toh doston thoda confusion dur kar deta hoon

Shivam wahi sant hai jiske baare me ojha aur trilochan baat karte the

Paro aur durga dono pisach hai jinhe ache karm karne ke wajah se unke lok se nikal diya tha aur jab woh dharti pe aayi toh 2 mari hui bachiyon ke andar entry karke unki identity se jine lagi jab paro ne rudra ka hath maroda tha tabhi rudra ko unke bare me pata chala tha

Wahi jab devdut wapas ja rahe the toh unhone sabke yadon ko manipulate kar diya tha

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aaj ke liye itna hi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Bahut hi shandaar update bhai....
 
  • Like
Reactions: VAJRADHIKARI
Top