• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Rudra (adventure story) ( Completed )

Kya me is story me magic aur super natural power add karu

  • Yes

  • No

Results are only viewable after voting.

VAJRADHIKARI

Hello dosto
1,453
17,277
144
Click Here for index

Dhamesh singh (dad) died

Jyoti singh (mom) died

Rudra (hero)

Rahul (side hero)

Anjali (rudra's love interest and sister of rahul) died

Sanjana (mother of rahul and anjali) died

Siddharth (father of rahul) died

Bade papa= sujit singh sodhi (died but his body captured by igris) unexplored character

Mahamahim (friend of igris) unexplored character

Sura (friend of igris) unexplored character

Aacharya (friend of igris) unexplored character

Balveer (son of sujit singh sodhi) 1st villain

niraj pandey (rahul ke chacha) 2nd villain

Choudhary (died but his body captured by myasur) unexplored character 3rd villain

Mr. X (kaal) slave of mayasur 4th villain

Mohini (another asur and slave of mayasur) 5th villain

Daitya (somer relationship with rahul and rudra) unexplored character

Paritosh thakur (famous business man friend of raj singh) unexplored character

Raj singh (city ka mla) unexplored character

abhay = CBI chief ki post par hai (friend of siddharth)

Abhi (cbi officer and friend of Rudra)

Sam cbi officer and junior of abhi

Arun cbi officer and junior of abhi

Dev cbi officer and junior of abhi

Sangeeta cbi officer and junior of abhi

Ram sharma (criminal killed by rudra (beast) brother of sahdev)

Sahdev UCA ka agent "agent lion" and friend of rudra

Some secret police services

STF (secret task force)

SST (secret service team)

UCA (under cover agency)

Bhau another villain of story killer by rudra (beast)

Ranga another villain of story killer by rudra (beast)

Lucky hacker from underworld killed by bhau

Shankar mahadevan (olg PM of india killed by abhi slave of bhau)

Trilochan another villain of story killer by rudra and also slave of mohini

Ojha slave of trilochan another villain of story killer by rudra

Sukka guardian of rudra in isla planet

Zeba guardian of rudra in isla planet

Friends of rudra in isla planet

harry isla ke main city ka prince unexplored character

simona Sirius desh ki princess unexplored character

somi Sirius desh ki second princess unexplored character

kayko argon desh ka prince unexplored character

sayli sinour desh ki princess unexplored character

Another characters

Lord of the spiritual beasts (rahul)

Lord of dragons

Lord of demon warriors (agrasen)

Lord of demon magicians

Professor albus principal of royal magic academy in isla

Professor snape professor and co founder of royal magic academy in isla

Professor Hagrid professor in royal magic academy in isla

Professor oak professor and Co founder of the royal magic academy in isla

Professor nura professor and Co founder of the royal magic academy in isla

There are more characters are comming in story

Main villain???
 
Last edited:
172
188
43
Bhai please ek mega update dona Yaar and
Beautiful update
Awesome Super Cool GIF
 
Last edited:
  • Like
Reactions: VAJRADHIKARI

king1969

Well-Known Member
3,660
5,050
143
Bahut badiya update
 
  • Like
Reactions: VAJRADHIKARI

park

Well-Known Member
11,794
14,040
228
Update 197 (START OF THE END)

Is waqt sab apne kamre me aaram kar rahe the toh wahi do jan the jinke dimaag me abhi bhi tension thi ek the chacha aur dusre the dadaji woh dono apne apne kamron me baith kar aaj ke baare me hi soch rahe the

Dadaji ke kamre me

Is waqt dadaji apne kamre me baithe hue the unke chehre se hi lag raha tha ki abhi woh kisi bahut gahari soch me gum the ki tabhi kamre me dadi aa jati hai jo dadaji ko aise chinta me duba dekh tension me aa jati hai toh wahi dadi ke aane ki aahat mahsoos kar ke dadaji bhi hosh me aa gaye the

Dadi :- kya hua sab toh barabar hua phir kyu tension me ho

Dadaji :- me rudra ko leke tension me hoon

Dadi :- kyu ab kya hua us bache ne sab itne ache se kiya hume toh use thanks bolna chahiye

Dadaji - ha wahi toh aaj ke jamane me kise anjaan ke liye kon itna kuch karta hai woh bhi bina kisi swarth ke

Dadi :- ab aap apne bahu ke tarah shaq mat karo ek toh us ladke ne itna acha arrangement kiya aur aap ho ki..

Dadaji :- tum bhale hi kuch bhi karo lekin ab me bhi is raaj se parda hata ke rahunga ki aakhir use humse itna lagav kyu ho raha hai

Dadi :- usme raaj kya hai aap mano ya na mani woh humara sabse bada pota hai dharmesh aur jyoti ka beta hai

Dadaji :- theek hai mene faisla kar liya hai kal me sahar jaunga aur apne jo contacts hai unse pata lagaunga rudra ke baare me

Itna bolke woh apne kamre se bahar nikal gaye toh wahi chacha ke kamre me

Is waqt chacha ji apne kamre me baithe hue the aur unke jahan me baa baar ek hi scene aa raha tha aur woh tha jab me seema ko sagai ke liye le ja raha tha tab seema ne mujhe mana kiya th ar us waqt jo mere chehre par udasi thi wahi chacha ke liye sbse bada saboot ban gayi thi puri meri asliyat ko leke

Chacha :- (man me) tum chinta mat karna rudra jald hi me sabko bata dunga ki tum koi paraye nahi ho balki is ghar ke bade bete ho jaise tumne bade bete ki sari jimmedariyon ko sambhal liya hai waise hi ab me ek chacha ki jimmedari nibhaunga

Itna bolke woh apne phone me kuch photos dekhne lage jald hi unhe woh mil gaya jo unko chahiye tha aur woh thi meri single photo woh milte hi unke chehre par smile aa gayi aur unhone turant hi use apne sabhi dosto ko bhej diya

Toh wahi dusri taraf

Is waqt me apne kamre me aaram se so raha tha ki tabhi mujhe mere aas pass ka watawaran atishay sheetal mahsoos hone laga tha us sheetal watawaran ke wajah se jald hi meri nind bhi khul gayi jab meri nind khuli toh mai pahle toh kuch samajh nahi paya lekin jab hosh aaya toh mere dimag ki batti jali aur me turant apne asli rooo me aa gaya

Is waqt me kailaash parwat par tha aur mere saamne swayam aadi dev the

Me :- pranam prabhu

Aadidev :- rudra tumhare mastishk me kya chal raha hai

Me :- matlab

Aadidev :- tum dharti lok par aur kitne din rukne wale ho

Me :- jeevan bhar mere pariwar ke saath kuch aur din guzarna chahta hoon

Aadidev :- rudra tum toh sab jaante ho ye bhi ki tum jyada din dharti par nahi ruk paoge tumhe jaldd hi apne samaveshak ki jimmedariyon ko uthana hoga nahi toh sansaar ka santulan bigad raha hai woh agar kabu se bahar gaya toh sansaar ka vinash bhi hi sakta hai

Me :- aap ise rokte kyu nahi aap ke liye toh kuch bhi na mumkin nahi hai

Aadidev :- is sansaar me har kisi ke jeewan ka ek uddeshya hota hai aur har kisi ko usi uddeshya par chalna padta hai samaveshak ki jimmedari nibhana ye tumhara uddeshya hai

Me :- lekin mene unhe apni asliyat ke baare me bhi nahi bataya hai meri bahan ki shadi hai

Aadidev :- rudra tum is moh maya se pare ho tumhara uddeshya ye pariwaar me nahi hai samaveshak tumhare ek matra uddeshya hai aur tum socho agar sansaar vinash ki aur badhega toh uska sabse pahla shikar dharti hogi aur ab tumhe tay karna hai ki tumhe balidaan dena hai ya apne pariwar ki bali chadhani hai

Unke itna bolte hi waha par har taraf prakash fail gaya aur jab prakash hata toh me apne kamre me maujood tha aur me abhi hue vartalap ke baare me soch raha tha ki kuch samay pahle tak sab kitna mast chal raha tha ki achanak mere sabhi sapne chaknachur hone lage mere dimag me baar baar yahi khayal aa raha tha ki agar sansaar ka ant ho gaya toh kya hoga

Yahi sab sochte huebkab subah ho gayi pata bhi nahi chala me tab hosh me aaya jab yash me nashte ke liye bulane aaya phir me bhi fresh hoke niche aa gaya jaha par is waqt sabhi dining table par baithe the aur jaise hi me unke pass pahucha toh sab phir se mujhe kal ke liye thanks bolne lage

Me :- are aap log ye baar baar thanks kyu bol rahe hai mene ye jo bhi kiya woh aap sabko apna pariwaar samajh kar kiya aur family me no sorry aur no thank you

Chachi :- waise rudra tumne bataya nahi tumhare ghar me kon kon rahte hai

Me :- mene jin bhi rishtedaaron ke saath bachpan bitaya tha sab is waqt antariksh me taron ke bich me hai chahe mom dad ho ya bade papa aur mausi ya unke bache

Chachi :- ohh sorry tumhare pariwaar ke baare me sun ke bura laga waise kya tumhari mausi tumhare ghar me hi rahti thi matlab apne bahan ke sasural me

Me :- are nahi woh jab me chota tha tab maa ne ek tiffin service open ki thi toh usi me kaam karne ke liye maa ne ek lady ko hire kiya tha jinhe me mausi bolta tha woh aur unke bache humare saath hi rahte the

Chachi :- acha aur jo tumhare bade papa

Me :- mere papa shurwati dino me jis shop me kaam karte the waha ke owner waise toh mere mom dad ka is duniya me koi nahi jab bhi me puchta tha dono yahi kahte the ki ek din bada tufan aaya tha aur usme pura pariwaar bikhar gaya waise in muh bold rishte hi mere liye sab kuch the mosi ka beta mere liye bhai se bhi badbkar tha

Abhi koi kuch aur bolta ki tabhi deepti ne apna muh khola

Deepti :- acha toh rahul bhai aapke mosi ke ladke the college me sabko lagta hai ki aap dono sage bhai ho

Jaha deepti ne ye bola toh sab thode emotional ho gaye toh wahi rahul ka naam sunke chachi ke dimaag ki ghanti bajne lagi.

Chachi :- acha waise rudra tumne anjali ke baare me bataya nahi kon hai woh

Chachi ne jaanbujh kar aise googly phecki thi toh wahi me is waqt Aadidev ke kahe hue baaton ke baare me soch raha tha jis wajah se me is googly ball se bach na saka aur phas gaya

Me :- anjaki woh toh meri jindagi thi my love (achanak hosh me aake) aapko anjali ke baare me kaise pata hai

Meri baat sunne ke baad sabka dhyan chachi ki aur gaya sabke aakhon me bhi same sawal tha sab chachi ke shaqui swabhav ke baare me jaante ths isiliye sab ab tak unke har sawal ko ignore kar rahe the

Chacha :- batao tumhe kaise pata hai us ladki ke baare me

Chachi :- me toh bas tukka maar rahi thi ho sahi nishane par lag gaya

Seema :- matlab

Chachi :- kal se mujhe kuch tgik nahi lag raha tha aakhir hum jis din mall me shopping ke liye gaye usi balki humare jane ke kuch samay baad hi itni badi offer ka start hona Phir offers ke sare price sirf ek hi pariwaar ko milna mujhe atpata lag raha tha tab mene us mall ke baare me search kiya toh pata chala ko woh offer humare jane ke turant baad hi band kar di gayi aur woh mall koi chota mota nahi balki ARR GROUP OF INDUSTRY ka tha

Chacha :- ha lekin is sab ka rudra se kya lena dena

Chachi :- aap ko arr ka full form nahij pata isiliye aap aise bol rahe ho arr ka full form hai

ANJALI RUDRA RAHUL GROUP OF INDUSTRY kyu sahi kaha na rudra

Chachi ki baat sunne ke baad mere liye kuch bacha hi nahi tha toh mene sach swikaar kar liya aur waise bhi isme chupane wali baat thi bhi nahi aur ab mujhe inko sab batane ke liye samay bhi jyada nahi tha

Me :- ha me hi ARR ka owner hoon

Meri baat sunkar sabke hosh ud gaye waha maujood sabne arr group of industry ka naam suna tha yaha tak ki chacha aur fufa ne apne apne levels par is company ke saath kaam karne ka bhi try kiya tha lekin woh sirf try karte rah gaye the uske baad sab mere se sawal puch puch kar pareshaan karne lage jo mujhe bada ajib lag raha tha jo shayad chacha ne mahsoos kar liya tha jiske baad unhone sabko shant karaya aur phir sab nashta karne lage lekin ab sab ka meri aur dekhne ka najariya badal gaya tha

Chacha :- waise me aaj sahar ja raha hoon jaruri kaam se sidha kal subah aaunga

Chacha ki baat sun kar sab shocked ho gaye ki achanak unhone ye faisla kyu liya lekin sab jaante the ki chachs apne kaam ko leke kitne strict hai isiliye kisi ne unhe roka nahi toh wahi dadaji ne bhi bomb fod diya ki woh bhi sahar ja rahe hai unhe bhi koi rok nahi sakta tha un dono ke is faisle ke baad fufa ji bhi un dono ke saath jane ka faisla kiya toh wahi mera man toh kar raha tha ki unhe rok lu lekin me kis haq se rokne le liye bolta isiliye me bhi shant baitha raha

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aaj ke liye itna hi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Nice and superb update......
 
  • Like
Reactions: VAJRADHIKARI

parkas

Well-Known Member
28,478
62,813
303

Bahut hi badhiya update diya hai VAJRADHIKARI bhai....
Nice and beautiful update.....
 
  • Like
Reactions: VAJRADHIKARI

kas1709

Well-Known Member
10,118
10,679
213

Nice update.....
 
  • Like
Reactions: VAJRADHIKARI

dhparikh

Well-Known Member
10,561
12,188

Shanu

Deadman786
6,102
16,912
188
Superb update Bhai ☺️😊
 
  • Like
Reactions: VAJRADHIKARI
Top