Bemishal Update
Raj ki tarah divya ki bhi mata n pariksha le li
Divya ko ashirwad me raj se telepathy ke jariye baat karne ko mil gaya
Mata n ye sahi kaha ki shaktiya daan m nahi milti h uske liye tapasya karni padti h
Ab ye kaha pahuch gaye
Yaha ki boli to badi mazedar h
Lekin ye talwar ka kya masla h...?
Talwar ka description to bada hi interesting h
Kahi is talwar ka raj se to koi sambandh nahi h...?
Talwar m bahut shaktiya lagti h
Paheli ka hal bhi samajh aa gaya
Lekin shayari ka matlab abhi pata nahi chala
Sabhi minakshi ki khoj m nikal chuke h
Ye pratiyogita kafi had tak agyant wali janam ki kahani se milti lagti h
Dekhte h kya hota h yaha
Over all suprb update
wtng nxt one...