- 28,992
- 64,886
- 173
Thanks for Reading & SupportingSuperb update
Stay tuned with us
Thanks for Reading & SupportingSuperb update
Thanks for Reading & Supportingबहुत ही खूबसूरत अपडेट भाई
आप के अपडेट के बाद मन प्रफुल्लित हो जाता है अब शब्द खत्म हो जाता है ।
शानदार
Thanks for Reading & SupportingAwesome update bhai,
bhai aaj ka update padh kar man harsh se prafullit ho gaya,
bahot hi amazing update hai bhai,
aapne jis tarah ke dialogues ka istemaal kiya hai vo bahot hi kabile tarif hai,
khas kar mrinal aur priya darshani ka doctor ko dhonk.. tarr kah kar dhoondna ,
mrinal ne to pure hospital me dhamaka macha kar rakh diya,
Uss moti nurse ka to usne chatni bana diya,
aur un guards ka bhi vahi hasra karne wali
thi lekin priya darshani ne use rok diya,
aakhir kar paridhi ko hosh aa hi gaya aur jaise hi nurse ne un dono ko bataya ki paridhi baar baar saajan ka naam le rahi hai,
Un dono ne to bilkul besudh hokar paridhi ki or daur laga diya,
ab lagta hai ki priya darshani hi paridhi ko theek karegi,
vahi dusri taraf paridhi ki diary ke aage ke pages phate hue hai,
aur kamre me Raj ke atirikt bhi koi tha jo uski gatividhiyo ko dekh rha tha,
aur raj ke kamre se jaane ke baad vo bhi secret locker see khuch lekar chali gayi,
ek baat to bilkul saaf hai ki ye jo bhi hai
isne apne chehare par achchhayi ka nakab pahan rakha hai aur bhitar hi bhitar Raj par prahar karne ki yojna bana rahi hai,
diksha phir apne purane wale rang me dikhi,
Raj aur divya ke romance ke pal hamesha ki tarah bemishal the,
payal ko ghar me kisi par yakin nhi isliye vo Raj ki itni adhik care karti hai,
Raj ab sham me ruchi ke sath long drive par jane wala hai,
ab shayad ruchi himmat jutakar uss se apne pyar ka ijahar kar de,
bhai over all ye update itna shandaar tha ki mai sabdo me baya nhi kar sakta,
dekhte hai ab aage kya hota hai,
Waiting for next update
Thanks for Reading & SupportingBhai agar koi aapke updates ki tarah emotional update de to vo sau phisadi (hundred percent) logo ko pasand aayega ,
bhai aapke hatho me jadoo hai jo aaj ke update se sabit ho gaya,
aaj ka update sabse blockbuster hai
Thanks for Reading & Supportingvery nice update bro.....
Thanks for Reading & Supportingreading
Thanks for Reading & SupportingBohot hi sandaar update bhai........amazing one...........yani k ye ladki paridhi hi hai.........aur wo abhi tak jinda hai..........excellent going bhai............!
Thanks for Reading & Supportingsuperb update dhonk tarr
Thanks for Reading & SupportingNice update bhai
Thanks for Reading & SupportingZabardast bhai