- 28,992
- 64,886
- 173
Thanks for Reading & Supportingfantastic super update
keep posting
jabardast like it
Stay tuned with us
Thanks for Reading & Supportingfantastic super update
keep posting
jabardast like it
Shukriya bhaicongrats for 4+lakhs viewer
Thanks for Reading & SupportingNice n fantastic update
Thanks for Reading & SupportingBhai kya tareef karun bhai
Ye ladki paridhi h ye bhi clear hogya is updTe
Bht khushi hui ye jaan k
Priyadarshini ko bbhi saajan tak jaane ka raasta dikha diya
Or bina baat guard or reception waali ko pitwa diya
Brilliant update
Keep rocking bhai![]()
Thanks for Reading & SupportingVery nice update, only one word to say marvelous.
Lagta hai ki Paridhi Mil gayi hai. Ab sawal ye hai ki agar ye Paridhi hai to wo kaun thi jiska antim Sanskaar hua tha. Kai baar hamare saath sanyog se kuch aisa ho Jata hai jo hamare jeewan ki Sabse badi Khushi ki vajah ban Jati hai. Aisa hi kuch Priyadarshini ke saath bhi hua hai.
Sanyogvas hi wo mata Rani ke darbaar pahunch gayi aur hospital se niklte nikalte use Apne jivan ki Sabse badi Khushi Ko pane ki Disha milne ki ummid bhi mil gayi hai.
Agar ye Paridhi hai aur Saajan saajan bula Rahi hai to eska MATLAB use bhi apna pichla Jann yaad aa Gaya hai aur agar aisa hua to use Raj Ko pahchanna badi baat nahi hai aur uske jariye Priyadarshini bhi apni Manjil tak pahunch jayegi.
Ye Sab to Priyadarshini aur Paridhi ki bhaag Rekha hai Lekin wo kaun hai jo Raj par aankhe tikaye hai. Kaun hai wo jo usi ke ghar me uspar najar gadaye baitha hai. Kya chahta hai wo aur uska plan kya hai.
Es baat ka khulasa hona jaroori hai tabhi story Ko es Disha me ek Naya mod milega. Kya wo TBM ka koi Jasoos hai ya uska apna hi koi makadjaal hai.
Now finally Ruchi got a chance to be with Raaj alone for a long drive. Let's see what happens on drive. Kya baat kuch aage badhti hai ya fir naav ab bhi majhdaar me phansi rahegi.
Kahani bahut hi romanchak mod par hai. Yahan par to entjaar muskil lag Raha hai. Dekhte hain ki agla update kab aaayega aur kya hota agle update me.
Will wait for next update.
Thanks for Reading & Supportingjabardast update........
Anand bhai shandaar tarike se chalaa rah ho story ko..... Devkanya bhi aa gayi dekhte hain ye kounse janm ki story wali hai
for next update
Thanks for Reading & Supportingभाई बहुत ही अच्छा है अपडेट दिया है आपने राज को जैसे जैसे पर्दे के बारे में पता चलता जा रहा है वैसे ही उसके सारे राज खुलते जा रहे हैं राज खुलते जा रहे हैं लेकिन यह कौन है जो घर पर भी राज के ऊपर नजर रख रहा है या रख रही है इसका तो पता लगाओ भाई की दुश्मन है या दोस्त राजकीय और पायल दीदी की चुड़ैल बाजी अच्छी लगी शायरी तो आप टॉप क्लास करते हो मिनल ने उस नर्स को अच्छा धोया मजा आया पढ़ कर परिधि को और राजकुमारी को मिलवा दो ताकि वह अपने साजन के पास पहुंच सके आपके अगले अपडेट के इंतजार में धन्यवाद
Thanks for Reading & SupportingDhonkk.......tarrrr ha ha haa haaaa
Thanks for Reading & SupportingSuperb update
Thanks for Reading & SupportingSuperb update