Bhai
Pahli baat to aap kahte hai ki pahli baar likh rahe hai, lagta to nahi.....
itna jyada manjhe huye writer ki tarah likhte ho aap, yakin karna muskil hota hai ki aap sach bol rahe ho.....
Kya aap ne HINDI sahitya se padhai ki hain, waakai me kya HINDI hai aapki....
story to hai hi....
Lekin aapki soch, sabdo par aapki pakad bahut hi sarahniya hai....