Behad hi shandar or jabardast update bhai.
Bahut khoob superb.
Bhediya ka milna or fir uska gayab ho jana, sadhu ka bhi gayab hona ,
Us jungle me madhur sangit or karnpriya aawaj ko sun kar sabka mohit hona or uski or khinche chale jana.
E sare milkar ek perfect tilism ka nazara pesh kar rahe h bhai.
Mzaaaa aa gya bhai waah.
Geet bada hi sundar.
Payal ki baten hamesha ki tarah manoranjak hi rahi.
Totally fantastic update bhai.
Or ab ,
Aage ka intjaar