Akil
Well-Known Member
- 3,244
- 8,845
- 158
Yupps it maybe possible pr ek baat yh bhi h k is waqt siwaye Raj aur mehak ke baqi sab usey bhi ek gunaahgaar samajh rahe hn aur khud woh bhi apne aap ko ek gunaahgaar hi maan ri h as pr now toh aise m payal ya baqi sbka is tarah ke reaction lazmi hn mamApka kahna bhi sahi hai sir,
Jaha tak main samajh rahi hu to mujhe lagta h ki chanchal k mann m abhi family walo ko lekar ek darr baitha hua h
Usne kaam hi aisa kiya tha.
Aur ye baat sahi bhi h ki agar raj vaha moujud nhi hota to payal ab tak uska keema bana chuki hoti.
Aur abhi toh pari k anshon ko apni haqiqat ka pata bhi lgna h aur yh bhi k sajan k kisi bhi janm mein uski maut ya koi bhi nuqsan usey pari k anshon se nahin Hua balki kisi aur se hua h..