- 28,992
- 64,885
- 173
Thanks for Reading & SupportingAwesome update broAakhir raj paridhi ke pas pahunch gaya aur wahan sab clear karke ( hospital bill , docter se chhutti le li ) paridhi ko le aa raha hai aur jane kab se uske liye bhatakti priyadarshani ko bhi saajan se milne ka awsar prapt ho gaya yahan priyadarshani to kuch na bol payi kintu mrinal to mrinal hai wo bhala kese pichhe rah sakti thi lage hath turant usne raj(saajan) se kam mang liya hai injection aur aushdhi khilane aata kahkar nurse ke liye aur ek bar aur docter ki lagle wali thi lekin raj ne mrinal ko shant kara ke mamla shant kara diya priyadarshani raj ko dekhne ke sath hi bechain to ho uthi hai lekin abhi jan nahin saki hai ki dekhte hain kab jaker use ye ahshas hoga ki uska saajan ab uske pas hi hai
Paridhi ko lekar raj sidha ghar to ja nahin sakta tha jab ghar wale usse utna sab chhupa rahen hai itna to wo chhupa hi sakta hai aur use lekar apne sabse bharose ke docter saloni ke yahan le aaya aur wahin par uska ilaj karayega ab raj ko paridhi mil to gayi hai lekin dekhte hai wo kese apne upar jaan kurban kar dene wali didi paridhi ko bachata hai aur ab yaha pe raj ne Priyadarshani ke chehre ko dekha to wo usme khota hi chala gaya aur uske pyari si surat jo kisi ka bhi man moh le usme dubta jaa raha aur use divya ke sath hone wali anubhuti prapt ho rahi aur aapne yahan par raj ke man main chal rahe priyadarshani ke bare main jis bakhubi se darshaya hai wo kabile tarif hai
Aur ye kya ulta-pulta bhasayon ka sikh le rahi hai mrinaltv main to
-aaj kal kya chal raha hai
aaj kal fogg chal raha hai perfume(intra ) ki bat ho rahi hai aur isko kuch aur hi samajh main aaya hai isko jyada khula chhut na hi de to thik warna jane kya kya kand karwa degi ye marinal ise ghar le jane se pahle samjha de raj warna pata lage ghar walon ke puchne pe tum logo ka kya chal raha to unse kahe ki aajkal fuck chal raha haiaur isme raj hi fansega kyoki wahin ek ladka hai inke sath hai
Stay tuned with us
Bahut bahut shukriya bhai is glorious review ke liye
aapne bilkul sahi kaha bhai
Paridhi ka kya hota hai aage pata chal jayega
Mrinal ko thoda mahaul khush numa bana lene do bhai
Log ro ro kar thak gaye hain ..ab thoda has bhi le
Today's update is on Page.....538

aur isme raj hi fansega kyoki wahin ek ladka hai inke sath hai