• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Saand Part 2 by anandsngh12

Status
Not open for further replies.

Ek number

Well-Known Member
8,394
18,053
173
SAAND 2
UPDATE-19
Raj—agar do din ke andar iss alka madam ko choda nahi to main apna beta nahi..

“Laakh Bacha Le, Laakh Chhupa Le, AB To Phategi Iski Bhi Gaand......Bur Phat Ke Ho Jayegi Choudi, Jab Chadhega Upar Ye Chudakkad Saand”

AB AAGE...................

Raj tilmilata hua ghar aa gaya aur alka madam ko chodne ki tarkeeb banane me lag gaya. Agle din alka madam ne uske ghar walo ko school me bula kar uski iss harkat ki shikayat ki, iss baar school meena ke sath rashmi gayi thi. meena aur rashmi ke vinti karne par alka ne raj ki harkat ki shikayat upar nahi pahuchayi.

Ghar aane par raj ko jamkar daant padi jisse raj ka dimag aur bhi kharab ho gaya.halanki unhone daantne ki asli vajah nahi batayi balki itna hi kaha ki school se shikayat mili hai.

Raj ka dimag to pahle se hi kharab ho raha tha, ghar me daant padne par alka madam ke upar use aur bhi gussa aane laga. Vah turant bina kisi se baat kiye gadi le kar gusse me alka madam ke ghar ke liye nikal gaya. Sabhi use awaz dete rah gaye magar tab tak vo ghar se bahar ja chuka tha.

Raj abhi alka madam ke ghar ja hi raha tha aur abhi aadhe raste me hi tha ki tabhi ek shakhs achanak jane kaha se uski gadi ke samne aa gaya aur raj ko yakayak brake maarna pada.

Agar raj ne furti se apna paanv brake par naa rakha hota to aaj yakinan gadi uss shakhs par chadh jati aur uske hatho kisi nirapradh ki hatya ho jati.

Vah shakhs kisi bhikhari fakeer jaisa lag raha tha. Uske sir ke baal lambe aur uljhe huye the. Moonchh aur dadhi ke baal bhi kafi bade bade the.uska jism ek kaale chaadar me lipta hua tha, vah saanvle rang aur oonche kad ka admi tha. Uski kaali aankhon me ek khaas kism ki chamak thi.

Raj ka mood to pahle se hi kharab tha, achanak uss shakhs ke gadi ke samne aa jane use brake lagana pad gaya tha jisse uska dimag aur kharab ho gaya. Vah uss bhikhari ko dekh kar gusse se cheekh utha.

Raj (gusse me jor se)—madarchodddd, tujhe meri hi gadi mii thi samne aa kar marne ke liye ? marne ka itna hi shouq hai to kisi aur ki gadi ke samne apni amma nahi chudwa sakta tha ?

Raj gusse me use ulta sidha bole ja raha tha kintu raj ki in baato ka jaise uss fakeer ya bhikhari, jo bhi tha, uss par koi asar nahi hua. Vo raj ki gadi ke samne se hatkar raj ke aur karib aa gaya aur apni teekhi paini nazro se use ghoorne laga. Jaise ki usne koi hairat bhari cheez dekh li ho.

Raj—teri maa ko chodu..madarchod aise ghoor kya raha hai ?

Bhikhari—moorkh ! yaha kaha bhatak raha hai ? kya rakha hai yaha ? arrey jana hi hai to registan ja...jaha se teri manzil ka rasta hai...uss kaale kamre me ja, jaha se teri manzil ki taraf badhne ki pahli sidhi hai..yaha apna samay barbad mat kar moorkh.

Uss fakeer ya bhikhari ki baat ne raj ko hairan kar diya, uski kuch samajh me nahi aaya uski baat ka matlab.

Raj (hairan)—kaala kamra ? registan ? manzil ? kaisi manzil aur tum kis manzil ki baat kar rahe ho ? kahi budhaape me tumhara dimag to kharab nahi ho gaya ?

Bhikhari—tujhe hamesha dikhayi dene wale sapno ka registan se gahra sambandh hai, vahi se tujhe teri manzil tak pahuchne ka rasta milega.

Itna kah kar vo bhikhari vaha ruka nahi balki ghoom kar gadi ke piche aaya aur sadak se niche utar kar vaha kinare lage pedo ke jhund le piche chala gaya.

Uss bhikhari ke mukh se apne sapno ki baat sun kar raj ekdam bhouchakka rah gaya. Vah fauran gadi se utar kar bahar aaya jisse ki uss ajnabi bhikhari se kuch sawal jawab kar sake, usse puch sake ki use uske sapno ke baare me kaise malum hai ? aur registan me uski koun si manzil hai ?

Usne gadi se utar kar dekha to vah bhikhari pedo ke jhund se hota hua aage badhta ja raha tha, raj use pukarta hua uske piche lapka.

Raj—arrey...thahro...suno..

Lekin jab tak raj unn pedo ke jhund me dakhil hua, tab tak vo rahasyamay shakhs, use kahi nazar nahi aaya, itni der me vo na jane kaha chhip gaya tha ? vah jo bhi ho kintu ab vah raj ki nazro se gayab ho chuka tha.

Raj nirash ho kar apni gadi ki traf louta aur usme baith kar alka madam ke ghar ki taraf chal diya, kintu uske dimag me ab uss ajnabi shakhs ki kahi gayi baate hi ghoom rahi thi, uska gussa achanak hi uski baat sun kar thanda pad chuka tha. Gadi chalate huye bhi vah unhi baato ke vishay me soche ja raha tha. Ghar se nikalte waqt raj ke mann me jo alka madam ke prati badla lene ki jo bhabna thi, uski jagah ab uss ajnabi shakhs ki baato ne le li thi.

Raj (shocked, mann me)—akhir koun tha ye bhikkhari jaisa dikhne wala ajnabi shakhs ? us madarchod bhikhari ne mujhe registan jaane ke liye kyon kaha ? vo mujhe kaise janta hai ? aur sabse badi baat ki uss bhosdi wale ko kaise pata chala ki mujhe sapne aate hain ? use kaise malum hua ki sapno me mujhe registan dikhayi deta hai ? trgistan me meri aisi koun si manzil hai jiski taraf vo ishara kar raha tha ? kya mere sapno ka uss registan se haqiqat me koi sambandh hai ya phir mera sapna sirf ek sapna tha ? kya mere sapno ka meri zindagi se waqai me koi sambandh hai aur jo registan se juda hua ho ? magar aisa kaise ho sakta hai, main to kabhi registan gaya hi nahi hu, aur to aur, maine aaj tak apne sapno me jo kuch bhi dekha hai, vaisi kisi bhi jagah ke baare me na to main janta hi hu aur na hi kabhi gaya hu...phir mera sambandh uss jagah se kaise ho sakta hai ? to kya vo bhikhari sab jhooth bol raha tha ? lekin sawal to phir bhi vahi aa jata hai ki akhir mujhe sapno me vahi jagah aur ghatnaye baar baar kyon dikhayi deti hain ?

Yahi sab sochte huye raj ke mann me jaane kya aaya ki usne apni gadi ki disha badal kar alka madam ke ghar jaane ki bajaye apne ghar ki taraf vapis palat gaya. Ghar pahuch kar vo sidha apne room me ja kar chupchap let gaya.

Sabne yahi samjha ki vo kuch der pahle ki daant se naraz hai, magar unhe kya malum tha ki aaj raj ke dilo dimag me koi alag hi jwar bhaata uthal puthal macha raha tha. Jaise hi vo apne sapno ke baare me sochta to uski ankhon ke samne sheetal ka vahi bebas chehra samne aa jata aur phir uske dil me ek tez dard ki lahar uthne lagti, iss dard me ek ajeeb si bechaini thi. jiska matlab vo khud bhi nahi janta tha.

Pooea din usne kisi se koi baat nahi ki, raat me bhi usne kuch nahi khaya, bas chupchap apne room me leta raha aur uss ajnabi admi ki baato aur apne sapno ke baare me sochne laga. Magar vo kisi natije par nahi pahuch paya aur ant me Yahi sab sochte huye vah neend ki agosh me samata chala gaya.

Agle din bina kisi ke uthaye hi vah jaldi uth gaya aur fresh ho kar nasta kiye bina hi school chala gaya. Iss dauran usne kisi se koi baat nahi ki. Uske iss rawaiye se sabhi hairan the.

Meena—vaishali, ruk jara..main raj ka tiffin lagaye deti hu..use dhyan se khila dena, raat me bhi kuch nahi khaya aur abhi bhi bina nasta kiye hi chala gaya.

Vaishali—main nahi le jati, koi tiffin viffin..khaaye chahe bhaad me jaye..kab bhookh lagegi to khud hi kha lega..

Meena—jitna kaha hai utna suna kar samjhi..jyada munh mat chalaya kar..

Vaishali—theek hai..laao do jaldi se..mujhe late ho raha hai..

Meena (tiffin dete huye)—ye le aur haan, dhyan se khila dena usko..khud mat kha jana..

School pahuch kar bhi aaj uske chehre par se vo shararat, vo hansi gayab thi jo hamesha hua karti thi. bas ek khali jagah par vo gumsum aur udas kisi gahri soch me doobe hua sa baitha tha. Aaj vo vaha se gujarne wali har ladki ke chehre par vahi sheetal ka chehra talash kar raha tha jo use hamesha sapno me dikhayi deta hai. Aaj jaise saare jahaan ki masoomiyat uske chehre par simat aayi thi.

Use dekh kar koi nahi kah sakta tha ki ye vahi raj hai jise unhone kal tak dekha tha. Lunch me vo canteen me ja kar shant ho kar baith gaya tabhi vaha vaishali aa gayi.

Vaishali (tiffin dete huye)—ye le..thoons le....pet me aag lagi hogi tere..

Raj—mujhe bhookh nahi hai..

Vaishali—nahi khana to bhaad me ja..mujhe kya...main khud kha loongi..

Abhi dono baate kar hi rahe the ki vaha usha aa gayi jisse dono ki nok jhonk me viraam lag gaya.

Usha—arrey vaishali, tum yaha ho, main tumhe hi dhoond rahi thi..

Vaishali—kyon kya hua ?

Usha—vo kya hai na ki aaj mera birthday hai to tumhe bhi shaam ko aana hai..

Vaishali—kyaa shaam ko ? nahi yaar, mera aana mushkil hai.

Usha—main kuch nahi janti..tumhe aana hi hoga..

Vaishali—shaam ke baad meri mummy ghar se bahar kahi jaane nahi deti..samjha kar..sorry yaar..

Usha—koun sa tumhe akeli aana hai..class ki sab ladkiya aur madam aayengi..aur phir raj bhi to rahega sath me...(raj ki taraf dekh kar)..rajj, tum bhi aana..

Raj uski baat ka koi jawab diye bina hi vaha se uth kar chala gaya. Raj ka mann nahi tha kahi jane ka lekin ghar walo ke kahne par use jana pada kyonki vaishali jane ki jid kar rahi thi jabki malti use akele kahi bhejne ke khilaf thi. par jab uski kuch saheliya bhi vahi aa gayi to sabke kahne par malti ne use bhej diya...kyonki usne raj ke sath jane se saaf mana kar diya tha.

Uske jaane ke kuch der baad vikram ke sath raj bhi usha ki birthday party me shamil hone ke liye nikal gaya. Raste me dono ne gift le liye the.

Usha ka baap desh ka jana mana businessman tha, iske sath hi vah vartaman vidhayak bhi tha. Halanki vidhayak banne se pahle vah kabhi nami gunda hua karta tha. Kisi ko bhi jaan se maarne ki supari lena,, kidnapping ke jariye firouti vasool karna, balatkar aadi uske liye aam baat thi. aisa koi do number ka kaam nahi tha, jo usne na kiya ho..aajkal uska ye dhandha uska beta Nain (najayaj) ki dekhrekh me chalta tha.

Khair usha ka baap jab vidhayak hai to uski beti ki birthday party bhi shandar to honi hi thi, party me beimani ke uoar imandari ka naqab odhe nami girami hastiya moujud thi.

Usha ne apni saheliyo ke sath sath vaishali ko bhi apni family se bhi introduce karaya. Vaishali ko dekhte hi nain ke munh se laar tapakne lagi. Sirf nain hi kya, vaha party me moujud har shakhs ki ankhen kewal vaishali par hi kendrit ho kar rah gayi thi.

Akhir ho bhi kyon na ? vaishali thi hi itni khoobsurat ki vaha moujud har ladki ki sundarta uske aage feeki ho gayi thi. aisa lag raha tha jaise ki aasman ka chaand jamin par utar aaya ho.

Nain ne uski taraf hath milane ke liye apna hath aage kiya to vaishali ne uske hello ka jawab hath jod kar namaste kah ke kiya aur uski mansha adhuri rah gayi. Sabhi awara bhanware uske agal bagal mandrane lage aur kisi na kisi tarah usse baat karke dosti karne ki hod me lag gaye, jinme se ek nain bhi tha.

Lekin vaishali ne kisi ko tavajjo nahi di aur apni saheliyo ke paas aa gayi. Party kafi shandar dhang se chali, sabhi ne apne sath laaye gift usha ko diye aur khana khane ke baad jane lage. Raj to gift dene dene ke baad bina khaaye hi bahut pahle hi chala gaya tha.

Vaishali ko bhi apni saheliyo ke sath jate dekh nain ne usha ke kaan me kuch kaha, jise sunte hi usha ke chehre par ek mushkan tair gayi. Usne jaldi se aage badhkar vaishali ka hath pakad kar use rok liya.

Usha—vaishali, ruk na..tu kaha ja rahi hai itna jaldi ?

Vaishali—nahi usha, pahle hi bahut late ho gayi hu..aur phir sab saheliya bhi ja rahi hain.. ghar me bahut daant padegi..

Usha—thodi der ruk na..chinta mat kar..main khud tujhe apni gadi se ghar chhod dungi..

Vaishali ka mann to nahi tha lekin usha ke baar baar jor dene par usne uski baat maan kar ruk gayi jabki uski sabhi saheliya ja chuki thi ab tak. Aise hi karib do ghante nikal gaye, party me aaye sabhi mehman ja chuke the ab tak, vaha sirf nain ke kuch dosto ko chhod kar vaishali hi bachi thi mehmano me.

Vaishali—ab to party bhi khatam ho gayi hai..sab log chale gaye hain..mujhe jaldi se ghar chhod de ab..

Usha—dekh raat bahut ho gayi hai..tu aisa kar ki aaj yahi ruk ja..

Vaishali—dekh usha, tere kahne par main itni der ruk gayi, ab tu apna vada poora kar..

Usha ne vaishali ko rokne ki bahut koshish ki lekin usne rukne se saaf mana kar diya, door khada nain ektak idhar hi nazre jamaye huye tha. Usha ne ek nazar nain ki taraf dekha, dono ki nazre mili, aur phir ankhon hi ankhon me kuch ishaare huye aur phir nain ne apne dosto ko kuch ishara kiya jiske baad uske dost vaha se chale gaye.

Usha—theek hai agar tu nahi rukna chahti to koi baat nahi..tu ruk main gadi ki chabi le kar aati hu...

Itna kah ke usha andar chali gayi aur phir lagbhag aadha ghanta baad bahar aayi, uske chehre par chinta ki lakire saaf jhalak rahi thi. uski chinta ki ye lakire ab asli thi ya phir banawati, ye to vahi janti thi.

Vaishali (tension)—chal na..kitna der laga rahi hai yaar..

Usha—yaar meri gadi ki chabi hi nahi mil rahi hai..pata nahi kisne kaha rakh di..

Vaishali (tension)—kyaaa ? ohhh no..ab main kaise jaungi ghar ?

Usha—tu chinta mat kar..main abhi bhaiya ko bolti hu, vo tujhe ghar chhod kar aayenge..

Vaishali kisi ladke ke sath jana to nahi chahti thi, vo bhi itni raat me lekin uske paas dusra koi vikalp nahi tha isliye majburi me vah nain ke sath jane ko taiyar ho gayi. Jisse dono bhai bahan ke chehre par ek kutil mushkan aa gayi.
Nice update
 
  • Like
Reactions: Sunny80
Status
Not open for further replies.
Top