- 28,992
- 64,485
- 173
Thanks versha ritu ji for Reading & Supporting.कहानी में रोमांच अब ज्यादा आ गया है.... मुझे भी लगता है आपको एक सस्पेंस थ्रिलर उपन्यास जरूर लिखनी चाहिए ।
Samay milega to koshish karunga.
Complete update is on page ...2623
Thanks versha ritu ji for Reading & Supporting.कहानी में रोमांच अब ज्यादा आ गया है.... मुझे भी लगता है आपको एक सस्पेंस थ्रिलर उपन्यास जरूर लिखनी चाहिए ।
Thanks Arv313 bhai for Reading & Supporting.Bhai hi lagta h deepak ne sadhana ki bottle ka pani jaan bujhkar giraya tha taki vo usko nashila pani pila kar behosh kar sake aur ye vo hi to h jo dimple ke sath badtmiji karta tha aur raj ne eska achchhe se band bajaya tha college me and ye baat nhi smajh me aa ri ki sadhna abhay ki kathputli kyo bani h lagta h tagde hi raaz chhupe h bhavishay ki garat me.
Adbhut prashansniya update bhai ji
Waiting for the next update.
Thanks Iron bhai for Reading & Supporting.Awesome update.
Deepak ne saadhna ka pani jaanbujhkar gira diya aur apne pani me behoshi ki dawa mila rakha tha jo use de diya jise pite hi behosh ho gayi. Ab kya hota hai uske sath Deepak ki niyat me vasna aur khot saf nazar aa raha hai.
Chodu gang shayad raj ke accident ke location par pahuch jaye .
Sheetal kaha pahuch gayi kaale kamre se ?
Ab phir se ek rahashmayi aur romanchak khel shuru ho gaya Kale kamre ka .
amazing update hai anand bhai,SAAND
UPDATE- 256
KALA KAMRA
Ye mahsoos hote hi sheetal ne turant apne pairo ki taraf dekha..phir ghabra kar daaye, phir baaye, upar phir niche dekha.. tab use apne dil ki dhadkane rukti huyi si mahsoos hone lagi..
Sheetal (shocked)—omg…ye main kaha pahuch gayi hu aur kaise …?
Ab aage….
Sheetal kisi registan me thi..ji, haan, ye registan hi to tha…poore chaand ki raat thi..taaro bhara akash tha..chaand apne youvan par tha..jaha tak nazar jati thi, jaha tak vo dekh sakti thi..vaha tak ret ke unche unche teele phaile huye the..koi makaan, koi abadi, door door tak nahi thi…aur ye sab khade hi khade chand lamho me jane kya se kya ho gaya tha..?
Jane vah kaha aa gayi thi..? ye koun si jagah thi..? ye koun sa ilaka tha…? Sheetal abhi khadi khadi apni tez chalti saanso aur chetna ko sanyat hi karne me lagi huyi thi ki tabhi ek saaya uske upar nazar aaya aur phad phadahat ke sath cheekhte huye aage nikal gaya.
Ret par uss saaye ka akaar bahut bada tha...use aisa mahsoos hua jaise ko koi pakshi uske sir ko chhute huye gujra ho... pankho ki phadphadahat aur Cheekh ki awaz sunte hi sheetal ghabra gayi aur turant uski nazar upar chali gayi...lekin upar akash me koi cheez nazar nahi aa rahi thi.
Chandni apne poorn youvan par thi...door door tak registan phaila hua tha...thandi thandi hawaye chal rahi thi…yeh mahoul, ye manzar sheetal ki pasand the, uski kamjori the…aur ye drishya, sheetal ne ab tak kewal english filmo me hi dekha tha..lekin ab to vah khud kisi film ka hissa ban gayi thi..aisi film ka hissa jiska na to koi director tha aur na hi koi photographer tha.
Sheetal apne dhadakte dil par kabu karne ka prayas karte huye khadi rahi..par tabhi kahi se chham..chham ki awaz aane lagi...jaise ki kisi ke pair me ghunghroo bandhe ho..aur vah daudta chala aa raha ho.
Awaz ki disha me sheetal ne nazre ghumayi to samne se ek saaya aata hua nazar aaya...karib aa kar uss akriti ne shakal surat apna li, ye ek oontni thi jis par koi sawar nahi tha...vo oontni uske paas pahuch kar ruk gayi aur phir khud hi vahi ret par baith gayi..use yaha dekh kar sheetal shocked ho kar rah gayi..uske dimag me kayi tarah ke khyal panapne lage.
Sheetal (shocked)—ye oontni yaha kaha se aa gayi…? Khair, aayi jaha se bhi aayi ho lekin aa kar ye mere hi samne kyo baith gayi….? Pahle uss kaale kamre me ghuste hi na jane main yaha itna jaldi kaise pahuch gayi…yahi soch soch kar mera dinag tension se phata ja raha tha ki ab ye bhi ek nayi tension gale aan padi..
Sheetal abhi yahi soch soch kar hairan aur uljhan ka shikar ho rahi thi ki tabhi vo apne karib se aati huyi kisi ki awaz sun kar buri tarah se chounk gayi.
“Iss oontni par baith jao..ye tumhare liye hi bheji gayi hai.” Kisi ki awaz sunayi padi.
Sheetal ne awaz sunte hi chounk kar apne charo taraf dekha magar bolne vala kahi nahi dikhayi diya..ye uske liye behad hairan karne wali baat thi…
Sheetal (shocked)—ye sab kya ho raha hai mere sath..? jab se uss kaale kamre me ghusi hu, tab se sab kuch ajib ho raha hai…ab to awaz bhar sunayi de rahi hai lekin bolne wala dikhayi nahi de raha hai…kya chakkar hai ye…? Iske piche kya raaz hai….? ab kya karu…? (kuch soch kar)..khair jab okhali me sir daal hi diya hai to ab ghabrana kaisa..jo hoga dekha jayega..
Mann hi mann kuch faisla kar ke vo dhadakte dil ke sath oontni par sawar ho gayi…sheetal ke baithte hi vo oontni hilore leti huyi uth kar khadi ho gayi jaise ki vo uske sawar hone ki hi pratiksha kar rahi thi…kaale kamre me pravesh karne ke baad uske sath ghatit ho rahi sabhi ghatnaye behad apratyashit aur rahasyamayi thi…oontni halani behad ehtiyaat ke sath uthi thi lekin phir bhi sheetal aage piche jhool kar rah gayi.
Sheetal ke sawar hote hi oontni ne chamakte chaand ki disha me chalna shuru kar diya…phir kuch der baad hi usne apni raftaar badhayi aur dekhte hi dekhte vah hawa se baate karne lagi.
Raat ka waqt, oontni ki sawari, chandni raat aur door door tak phaila registan aur sath me ek apsara jaisi sundar jawan ladki..ajib nazara tha, koi bhi insaan ye sab dekh leta to but ban kar rah jata, lekin yaha to sheetal ke alawa door door tak koi insaan hi nahi dikh raha tha.
Ye sabhi ghatnaye behad ashcharya janak thi…sheetal ko aisa mahsoos ho raha tha jaise ki vo kisi aur hi duniya me aa gayi ho..? drishya par drishya badalte ja rahe the.
Chaand ab bhi samne tha aur dhire dhire apni chamak khota ja raha tha….aur phir antatah daudte daudte oontni ki raftaar kam hone lagi..aur vo chalte huye ek jagah pahuch kar ruk gayi jaise ki use pahle se hi pata ho ki kaha par pahuch kar use rukna hai…?
Safar karte huye jaane kitna waqt gujar gaya tha…? Vo na jaane kitna fasla tay kar aayi thi…? Raat ka jadu toot chuka tha. Aur suraj kisi laal tave ki tarah bahut dhire dhire ujagar ho raha tha.
Oontni ke baithne par sheetal uski pith se utar gayi aur khade ho kar nikalte suraj ko dekhne lagi…ye registan ki subah thi. Aisi manbhavan aur khubsurat subah sheetal pahli baar dekh rahi thi..samne kuch nahi tha, bas ret ke teele the aur kshitiz par sir ubharta suraj tha…upar aas maan aur inn cheezo ke dwara hi banaye huye iss landscape, iss drishya ki dilkashi aur saundarya ka koi jawab nahi tha.
Sheetal iss anokhi subah ke iss jadu me khoyi huyi thi ki tabhi use achanak apni pith par pankho ki tez phadphadahat ki awaz sunayi di…uss awaz me ek cheekh bhi shamil thi…usne palat kar dekha to aas maan par kuch nahi tha, lekin dharti par kisi udte huye pakshi ka saaya jarur dikhayi de raha tha.
Ye vichitra manzar tha…sheetal ne uss saaye ko dharti par door tak jate huye dekha..ret par padta ye saya itna bada tha ki lagta tha ki vah pakshi bahut nichi udan le raha ho..
Sheetal abhi iss saaye ko door gayab hoye huye dekh hi rahi thi ki use apne piche ek saaya aur bhi nazar aa gaya..dekhne me vo kisi admi ka saya lag raha tha.
Aise lagta tha jaise ki koi chadar odhe huye hai..suraj, kyon ki abhi nikal raha tha aur vo jo koi bhi tha, vo suraj ke samne tha, isliye uss saaye ka akaar bhi asadharan dikh raha tha.
Vo saaya sidhe sheetal ki taraf hi badhta aa raha tha…yaha tak ki dharti par sarakte uss insaani saaye ka sir sheetal ke kadmo me aa gaya…aur apne pairo par saaye ke aate hi sheetal ko ek ajib sa ehsaas hua…
Sheetal ne ghabra kar piche palat kar use dekhne chaha lekin tab tak der ho chuki thi.
Vahi dusri taraf main jaise hi tanu ke room se bahar nikla vaise hi kisi se takra gaya…takrate hi kisi ke girne ki awaz aayi, sath me uske chillane ki bhi..awaz sun kar tanu bhi room se bahar nikal aayi..maine samne dekha to tip top bani ek aur niche jamin par padi huyi thi aur gusse aur dard me gaaliya bakte huye apni kamar sahlaye ja rahi thi.
“Uuuiii..maaa, mar gayi….andha hai kya, harami..dikhta nahi hai kya tujhe, haaye saand jaise thok diya…? Koun hai tu…? Aur yaha haweli me tujhe ghusne kisne diya..aaaaahhh..meri kamar…?” uss aurat ne dard me karahte huye meri tarif me kuch anmol vachan kahe.
Tanu—mummyyy... ! .kyaa huaaa...aap gir kaise gayi.... ?
Raj (mann me)—ohh, to iska matlab ki ye tanu didi ki mummy hai matlab ki meri chachi..
Aurat—aaaahhhh...giri kaha thi..iss saand ne gira diya...koun hai ye... ? koi naya naukar rakha hai kya haweli me... ?
Raj—maine jaan bujh kar nahi giraya..aap hi mujhse takra kar gir gayi thi chachi..
Kalyani(gusse me)—kyaa kaha chachi... ? main tujhe chachi nazar aati hu kamine... ? naukar ho kar juban ladata hai...ruk abhi batati...
Vo gusse me uth kar mujhe thappad maarne ko huyi vaise hi maine tanu ko pakad kar apne aage kar diya jisse uska thappad mujhe padne ki jagah tanu ke gaalo par pad gaya..ab to dono maa beti mere upar bhadak gayi..ye dekh main vaha se bahar jane laga…
Dono gusse me mujhe maarne ke liye mere piche daud padi..tabhi samne se abhay aa gaya...main ja kar uske piche chhup gaya..
Raj—chacha, dekho didi aur chachi mujhe maar rahi hain aur mujhe gandi gandi gaaliya bhi de rahi hain..
Kalyani (gusse me)—vaha kaha ja raha hai kamine..rum main teri abhi khaal udhedti hu...
Abhay (chillate huye)—kalyaniii...kya hai ye sab... ? aur tanu, maine kya samjhaya tha tumhe…? Ek baar me samajh me nahi aata kya ... ? agar meri barso ki mehnat par iss bar pani phira to main tum dono ko kaat kar beech chourahe par phenk dunga..samajh gayi..
Kalyani—ye kya abhay..? tum ek naukar ke liye mujhe aur tanu ko daant rahe ho…?
Abhay (jor se)—shut up..bewaqoof..vo naukar nahi hai, balki mere bade bhai vivek ka ladka raj hai, samjhi..aaya kuch samajh me ..aur agar nahi aaya to tanu se ja kar pucho ki maine kya kaha tha ise aur kyo…? Jao yaha se..aur ek baat dhyan rakhna, yaha raj ko tab tak koi taklif nahi honi chahiye..
Kalyani (shocked)—kyaaaaa….ye rajjj haii….?
Tanu—haan mummy..
Kalyani—to tune mujhe pahle kyo nahi bataya…?
Tanu—aapne mujhe batane ka mouka hi kaha diya..chaliye mere room me main batati hu…
Uske baad tanu apne sath kalyani ko room me le gayi aur jo jo abhay ne usse aur suraj se kaha tha, sab batane lagi…ye sun kar kalyani ki ankho me ek chamak aa gayi.
Kalyani—ye sab tumhe pahle batana chahiye tha…agar vo bhag jata yaha se to hamara sara plan fail ho jata…ab se raj ko kisi tarah se bahla fusla kar apne vash me karna hoga..
Tanu se baat karne ke baad kalyani chachi turant mere paas aa gayi aur bade pyar se mujhse baat karne lagi…dekhne me vo thodi moti thi, rang gora…badi badi chuchiya aur piche kudrat ki nayab naqqasi ke roop me kisi matka jaise do bade bade chutad..kul mila kar dekhne me theek hi thi.
Kalyani—raj beta, main tumhe maar thodi rahi thi,,,bas thoda sa mazak kar rahi thi..hihihihi..tu to mera ladla beta hai.. gussa to nahi hai na apni chachi se..?
Raj—pahle to gali de rahi thi aap..
Kalyani—maine kaha na ki vo to bas ek mazak tha,,,dekh ab maaf bhi kar de apni chachi ko..
Tanu—haan raj, mujhe bhi..dekh phir hum dono na aaj bahar shopping karne chalenge..
Raj (khush)—sachchi..theek hai phir maaf kar deta hu dono ko..
Kalyani—beti sath me body guards le kar jana..raj ke sath koi gadbad nahi honi chahiye…raj hamare khazane ki chabi hai..
Tanu—tension mat lo mummy..main ab iska khas khyal rakhungi..
Thodi hi der me main taiyar ho kar, tanu ke sath shopping karne chala gaya…piche piche do gadiyo me karib dus hathiyar band body guards bhi sath le liye the tanu ne.
Thodi hi der me hum ek bade se alishan maal me the...jaha do ladkiyo ke sath teen ladke pahle se hi moujud the..pahuchte hi tanu unke paas chali gayi..vo ladke shayad unn dono ladkiyo ke body guards the aur teesra ladka shayad tanu ka..kyon ki uske paas jate hi jis tarah dono mile usse to yahi lag raha tha.
Main bhi tanu ke piche piche vahi pahuch gaya aur unn ladkiyo ko dhyan se dekhne laga jabki mujhe dekh kar vo sabhi hairan ho gaye.
Ladki 1—yaar ye koun hai tumhare sath…? Lagta to handsome hai..vaise iska chehra kahi dekha hua sa lag raha hai..
Ladki 2—yaar tanu, tumne ek naya boy friend bana liya aur hame bataya tak nahi..
Ladka 3—tanu, tumhare sath ye bandar koun hai…? Aur iske sir me patti kyo bandhi huyi hai…?
Tanu—arrey yaar, ye mere bade papa ka ladka hai, naam hai raj..
Ladki 1—iska chehra sp avinash rathod se bahut julta lag raha hai..kahi ye vahi to nahi jisne under taker ko fight me haraya tha..agar aisa hai to maza aa jayega..
Ladka 1—ye aur fighter…? Huuunnhh..kaha vo aur kaha ye…kaha moong aur kaha masoor ki daal..
Ladka 2—yaar, jaha bhi ladka dekha nahi ki inki laar tapakne lagti hai..
Ladka 3—soory tanu, lekin mujhe to ye koi bhikhmanga lagta hai..
Tanu—arrey nahi…tumne sahi kaha, hai to ye bhikhmanga hi..lekin kya kar sakte hain..dad ne mujhe iska dhyan rakhne ko jo kaha hai…
Teeno aise hi baate karti rahi aur main unn dono ladkiyo ke sath sath tanu ko dekhta raha…pahle to unke boy friends ne ignore kiya lekin jab mera ghurna band nahi hua to vo khisiya gaye.
Ladka 3—abe, aise kya inn teeno ko ghur raha hai..? kabhi ladki nahi dekhi kya…?
Raj—nahi uncle, main to bas ye soch raha tha ki kahi inn teeno ko koi bimari to nahi hai…?
Ladka 3 (gusse me)—saale uncle kis ko bola be…?
Ladka 2—aur tujhe kya bimari nazar aati hai inme…?
Raj—theek hai, agar aap logo ko mere uncle kahne se bura lagta hai to ab se dada ji kahunga..
Ladka 3—sale,teri to..
Tanu—shut up yaar…haan, raj tumne hame bimar kyo kaha…? Aur aise ghur kyo rahe ho hame…?
Raj—didi, main aap teeno ko ghur nahi raha tha balki dekh raha tha..
Ladki 1—kya dekh rahe the…?
Raj—vo main soch raha tah ki aap teeno ki chhatiya itni badi badi aur phooli huyi kyo hain…? Meri to nahi hain…aapke inn teeno bhaiya logo ki bhi nahi hain..phir aap ki hi chhati kyo phooli huyi hain…? Kahi koi bimari to nahi hai..?
Sab (shocked)—kyaaaaa….?
Ladka 3—saale teri to…?
Ladki 2 (shocked)—dekha tanu, tera ye bhai to to hamare sath sath teri chhatiya bhi dekh raha hai…hihihihi
Tanu (gusse me)—sala kamina kahi ka..chal ja ke baith vaha gadi me…harami..
Raj—gussa kyo hoti ho didi, sorry, agar bura laga to…? Mujhe jo laga vo maine bol diya..
Ladka 3—sala bahut bada harami hai ye..
Tanu—tu gaya nahi abhi tak yaha se…?
Raj—didi, vo mujhe susu lagi hai..batao na kaha karu….?
Ek bar phir se sab shocked ho gaye….aur meri taraf gusse se dekhne lage jabki main lund pakad kar jor se dabane laga..ye dekh kar vo aur bhi bhadak gaye..tanu ka boy friend kuch jyada hi jal bhun raha tha.
Ladka 3 (chillate huye)—tanu, ye sala pagal hai kya…?
Tanu (gusse me)—kya musibat hai…? Isko la kar to main phans gayi..
Ladka 3 (gusse me)—chal aa main tujhe batata hu, kaha susu karna hai..?
Raj—didi, main ,main aapke dada ji ke sath susu karne jau…? Aap bhi chalo na didi (ladkiyo ki taraf dekh kar)..aur aap dono bhi chaliye na sath me..aap teeno ko bhi to susu lagi hogi na…?
Sab (shocked)—kyaaaaa…?
Ladka 3—aaaaahhhhh
Meri baat sunte hi tanu didi ne mujhe jor se thappad mara lekin main lund pakad kar jhuk gaya aur vo thappad uske boy friend ke gaal par chipak gaya jisse vo mere upar bahut jyada gussa ho gaya.
Ladka 3 (gusse me)—saale..tujhe bahut susu lagi hai na, chal main chalta hu…aaj tujhe susu karata hu..chal saale…
Vo mujhe jabardasti hath pakad kar gusse me maal me bane bathroom ki taraf le gaya…aur baki sab mujhe gaaliya dete huye andar shopping karne chale gaye…thodi hi der me main daudta hua aaya aur unhe dhoondne laga..vo vo sabhi mujhe ek jagah dresses select karte huye dikh gaye to main vaha pahuch gaya.
Raj (haanfte huye)—didi, vo..vo…
Tanu (gusse me)—kyaa hai…?
Raj (jor se saans lete huye)—didi, vo mere sath jo dada ji mujhe susu karwane gaye the na...vo bathroom me fisal kar gir gaye hain..unke muh se khoon bhi bah raha hai aur vo kuch bol bhi nahi rahe hain..
Tanu (shocked)—kyaaaaaa...... ?
Sabhi bhagte huye bathroom me pahuch gaye jaha ab tak kafi logo ki bheed jama ho chuki thi,,,pahuchte hi apne boy friend ki halat dekh kar tanu chounk gayi, yahi haal bakiyo ka bhi hua...uske muh aur naak se khoon bah raha tha...uski chaddi aur pant uske ghutno se niche thi, matlab ki kamar se niche vo nanga tha..
Tanu ne use awaz de kar uthane ki bahut koshish ki lekin vo to behosh ho chuka tha...maal ka manager tanu didi ko pahchanta tha, usne turant hospital phone kar diya..thodi hi der me ambulance aa gayi aur use le gayi..dono ladke bhi sath me hospital chale gaye.
Ladki 1 (shocked)—ye sab achanak kaise ho gaya... ?
Tanu (tension)—samajh nahi aata ki fisalne bhar se itni jyada chot kaise lag gayi…?
Ladki 1—upar se behosh bhi ho gaya... ?
Ladki 2—ye sab iss harami ki vajah se hi hua hai..
Tanu (gusse me)—tum sahi kahte ho..mujhe isko apne sath lana hi nahi chahiye tha.…chalo pahle iss manhoos ko haweli chhod kar phir vahi se hospital chalte hain…
Ladki 1—chalo..
Iske baad bina koi shopping kiye hi hum sab haweli ke liye rawana ho gaye…abhi aadhe raste me hi pahuche the ki tabhi 10-15 gadiyo ne hamara rasta rok kar charo taraf se gher liya..
Thanks bro for Reading & Supporting.बहुत बढ़िया अपडेट हैं दोस्त
Thanks bhai for Reading & Supporting.Awesome update bro lagta hai ab tanu ki baari h
Thanks for Reading & Supporting.Update shandar hai
Thanks aman bhai for Reading & Supporting.amazing update hai anand bhai,
behad hi shandaar aur lajawab update hai bhai,
ye sheetal registaan mein kaise pahunch gayi hai,
ye saari rahasyamayi ghatnaon ko dekh kar sheetal ka to pata nahi par hamara dimaag jaroor chakra gaya hai,
aur idhar tanu aur chachi dono raj ko bahlane fuslane mein lag gayi hai,
ab dekhte hain ki aage kya hota hai,
Waiting for next update
Thanks Krishu bhai for Reading & Supporting.Ab Maja aayega
Thanks for Reading & Supporting.बहुत ही खूबसूरत अपडेट भाई