• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest SAB KUCH JAYAZ HAI...

Bhai log ye story kaisi lag rahi hai....?

  • Best

    Votes: 122 81.9%
  • Good

    Votes: 27 18.1%

  • Total voters
    149

Mr. Pandit

SAB KUCH JAYAZ HAI....
1,764
3,882
144
Intazar rahega bhai update ka
Next update posted on page no. 199....

Read & Enjoy....
 
  • Like
Reactions: VIKRANT

Mr. Pandit

SAB KUCH JAYAZ HAI....
1,764
3,882
144
Excellent writing bhai. Super fantastic update.. keep writing.. waiting for next update
Thanks for your lovely comment....

Next update posted on page no. 199....
Read & Enjoy....
 
1,204
3,128
143
Awesome up
SAB KUCH JAYAZ HAI....
UPDATE = 44

"Haan baat to karna hai beta magar thoda jhijhak lagti hai aur ajeeb bhi lagta hai ki main apne hi bete se waisi baate kaise karu.?" Maa ne ye kaha to maine apna ek hath badha kar maa ke hath ko pakda aur fir unke us hath ko halke se dabate huye badi ijjat se bola.

"Jo bhi baat ho aap bejhijhak kahiye maa. Mujhe pata hai ki agar koi baat kahni behad zaruri ho aur agar us baat ke kahne se hi hamara aage ka kaam banta ho to hame use kahne me koi jhijhak ya koi sharm nahi karni chahiye. Is liye aapko jo bhi baat karni ho aap khul kar kijiye." Maine ye kaha to maa ne meri taraf dekha aur fir boli.

Ab aage padhiye....
Meri baat sun kar maa ke chehre par ajeeb se rang aaye aur kuch der thaharne ke baad chale gaye. Main samajh sakta tha ki wo apne aapko aisi baate karne ke liye taiyaar kar rahi thi jo baate shayad ek maa apne bete se nahi kar sakti thi. Idhar mere dil aur dimaag me bhi halchal machi huyi thi aur mere dil ki dhadkane badh gayi thi. Main soch raha tha ki main kis tarah se mujhse wo sab baate karengi.

"Ye wakt aur ye kismat bhi kitni ajeeb hoti hai na beta. Aksar wahi ho jata hai jiske bare me hamne kabhi khwaab me bhi nahi socha hota. Aam haalat me jin baato ko ham kisi keemat par swikaar nahi karte unhi baato ko hame sahaj hi swikaar kar lena padta hai. Aisa is liye kyo ki wakt aur halaat hame aisa karne ke liye majbur kar dete hain aur hamare paas dusra koi chara nahi hota." Maa itna kahne ke baad kuch der ke liye ruk gayi. Jaise apne andar ke jazbaato ko kaabu me karne ki koshish kar rahi ho. Idhar meri badhi huyi dhadkan thoda sa aur badh gayi thi.

"Vistaar se batane me shayad mujhe sahaj na lage magar sab kuch vistaar se kahna bhi zaruri hai. Shayad tum bhi itna samajh chuke hoge ki mujhe sab kuch pata hai aur agar nahi samjhe ho to ab jaan bhi lo. Main bahut pahle se janti thi ki teri badi bahan tujhe kitna chaahti thi. Ek bahan ki tarah nahi balke ek premika ki tarah. Jab mujhe is baat ka pata chala to mere pairo ke neeche se zameen hi gayab ho gayi thi. Maine ek din kusum se us bare me baat ki aur use uske liye data bhi. Mere daatne ki vajah se hi usne tujhse bolna band kar diya tha. Magar ye bhi sach tha ki wo andar hi andar ghut ghut kar marne lagi thi. Uske baad tumhare pita ji ne tumhe ghar se nikaal diya aur tum yaha aa gaye. Tumhare jane ke baad ham sab behad dukhi ho gaye the magar tumhare jane ka sabse zyada dukh kusum ko hua tha. Usne aisa maun dhaaran kiya ki do saal tak usne ham me se kisi se bhi koi baat nahi ki. Ghar ke sare kaam khud hi karti thi magar kabhi kuch bolti nahi thi. Main use bahut samjhati aur use sabse ghulne milne ko kahti magar wo sab kuch ansuna kar ke chali jati thi. Maine tere pita se kuch nahi bataya tha. Main janti thi ki aisi baate jaan kar tere pita ko bahut bada sadma lag jayega." Maa itna kahne ke baad saans lene ke liye ruki. Main chup chaap khamoshi se unki baate sun raha tha.

"Ghar ke andar haalat din par din kharaab hote ja rahe the. Udhar ham sab ko dukhi karne me sarpanch bhi koi kasar nahi chhod raha tha. Tere chale jane ka dukh to ham sabko tha magar main kusum ko dekh kar bhi dar rahi thi ki kahi use kuch ho na jaye. Shuru me to ham log khud bhi tere pita se baat nahi kar rahe the magar jab unhe ek din dil ka daura pada to ham sab bahut zyada ghabra aur dar gaye the. Uske baad ham tere pita se bolne lage the aur unka khayaal rakhne lage the. Tere jane ka sadma unhe bhi tha aur wo bhi andar hi andar ghut rahe the. Wo hamesha yahi kahte ki unhone apne bete ke sath bahut bada attyachaar kiya hai. Ek din unhone mujhse puchha ki kusum ko maine aisa kya kah diya hai ki wo kisi se baat nahi karti hai. Unki ye baat sun kar main hairaan huyi ki wo bhala aisa kaise kah sakte the. Unhone kaha bhi ki vicky ke jane ka dukh to ham sabhi ko hai magar aisa to nahi hai na ki uski vajah se ham ek dusre se baat hi nahi kar rahe. Magar kusum kisi se baat kyo nahi karti ye unka sawaal tha. Unhe lagta tha ki kuch to aisa hai jiski vajah se wo kisi se baat nahi kar rahi thi. Main bhi bhala unse kya kahti.? Ek din unhone kusum se khud baat ki magar tab bhi kusum ne apne mukh se ek lafz bhi nahi kaha tha." Maa ek baar fir se saans lene ke liye ruki.

"Tere pita ji ki tabiyat bhi kharaab rahne lagi thi aur wo bistar pakad chuke the. Main hamesha sochti ki kusum ke bare me jo baate maine unse chhupaayi thi to kya maine sahi kiya tha.? Meri aatma cheekh cheekh kar kahti ki ye maine sahi nahi kiya hai aur fir ek din maine tere pita ji ko sab kuch bata diya. Kusum ke bare me ye baat jaan'ne ke baad tere pita ji awaak rah gaye the aur unhe usi wakt fir se dil ka daura pad gaya tha. Ye dekh kar main
bahut dar gayi thi aur bahut royi bhi. Bhagwan ki kripa se unhe kuch nahi hua. Uske baad unhone mujhse kaha ki unhe kusum se khud baat karni hai aur unhone baat ki bhi thi. Unhone kusum se kaha ki uske man me apne bhai ke liye agar aise jazbaat hain aur agar wo yahi chaahti hai to wo uski khushi ke liye sab kuch karege magar uske baad gaav me log unke aur ham sabke bare me kya kahege. Tere pita ne kusum ko us din bahut samjhaya tha. Unhone use duniyadaari ki bahut saari baate samjhayi aur usse vinti ki ki wo ham sabse bole aur hasi khushi rahe. Man me apne hi bhai ke liye jo jazbaat usne paal rakhe hain unhe dhire dhire hatane ki koshish kare." Maa saans lene ke liye fir se ruki aur fir ek lambi saans lene ke baad boli.

"Us din tere pita ji ke samjhane ka asar ye hua ki kusum ne ham sabse bolna shuru kar diya tha aur sabse baat karne lagi thi. Magar main janti thi ki wo apne pita ji ke kahne par sirf dikhawa kar rahi thi. Uske man me apne bhai ke liye jo jazbaat the wo waise ke waise hi bane huye the. Iske liye koi kuch nahi kar sakta tha. Waise bhi yahi bahut tha ki wo ham sabse baat karne lagi thi. Aise hi chalta raha aur idhar tere pita ji ki tabiyat fir se bigadne lagi. Is baar unki tabiyat me koi sudhaar nahi ho raha tha balke din din unki tabiyat bad se badtar hoti ja rahi thi. Ham sab unki haalat dekh kar bahut dukhi ho gaye the. Ek raat unhone mujhse kaha ki agar unke marne ke baad hi unka beta ghar wapas aaye to usse kahna ki wo ham sabko leke is gaav se kahi door chala jaye. Kyo ki is gaav me hamare liye jeena bahut mushkil hoga." Maa itna kahne ke baad chup ho gayi aur meri taraf dekhne lagi. Main unhe hi dekha raha. Kuch der meri taraf dekhne ke baad maa ne fir kaha.

"Tere pita ji ne kusum ke liye mujhse kaha tha ki agar kusum apne man se tumhare liye waise jazbaat nahi hatati ya fir wo tumhe hi apna sab kuch maanti hai to fir uski khushi ke liye wahi karna jo wo chaahti hai magar ye sab tabhi karna jab tum ghar aa jaao aur ham sabko us gaav se kahi door le jaao. Tumhare pita ji ki is baat se main hairaan rah gayi thi ki wo bhala aisa kaise kah sakte the.? Wo ye kaise bhool sakte the ki khoon ke rishte me aisa kabhi nahi ho sakta hai aur aisa karna galat hi nahi balke paap tha.? Jab maine unse is bare me sawaal kiya to unhone bas itna hi kaha ki bade bade aadarsho aur usoolo me chal kar kya mila hame.? Bhagwan par itni aastha rakhi magar usne kya kiya hamare sath.? Aakhir kya gunaah kiya tha meri beti ne jo uski shaadi nahi ho rahi. Har baar kyo us masoom ke sath wo khilwaad hota raha.? Ab agar uske man me apne hi bhai ke liye aise jazbaat paida ho gaye to iska matlab hai ki bhagwan yahi chaahta hai. Aakhir har cheez ka karta dharta to wahi hai. Ham sab to uske ishare par hi kathputli ban kar chal rahe hain. Tumhare pita ne kafi der tak mujhse is bare me baat ki aur yahi kaha ki ab main waisa hi karu jisme hamare bachcho ki khushi ho." Maa ne ye sab kaha to main ye jaan kar hairaan tha ki is sabke bare me pita ji ko pahle se pata tha aur unhi ke kahne par maa ye sab kar rahi thi.

"Uske baad jab tu aaya to tere pita ne tujhse bas itna hi kaha ki tu ham sabko le ke gaav se kahi door chala ja aur sabka achhe se khayaal rakhna. Unhone tujhse us sabke bare me koi baat nahi ki. Kyo ki unme us wakt himmat nahi thi. Magar apni baato se tujhe apni ichchha ko jata zarur diya tha. Kher unke guzar jane ke baad kuch din to waise bhi halaat dukh bhare the magar ek din maine teri aur kusum ki baate bhi sun li. Wo tujhse kah rahi thi ki tu use kisi baat ke liye majbur mat kar aur uske samne mat aana. Use maine nahi bataya tha ki uske pita uske liye kya kah kar gaye the mujhse aur na hi maine use bataya tha. Usne tujhse yahi soch kar waisa kaha ki main us sabke liye khilaaf thi. Maine aksar use apne kamre me rote huye aur tadapte huye dekha tha. Is bare me maine us wakt usse koi baat nahi ki thi aur na hi maine use bataya tha ki uske pita kya kah kar gaye the. Main bas ye chaahti thi ki tum dono khud hi aapas me sulah karo aur ek dusre ke kareeb aao. Magar aisa hua nahi balke wo tujhse door hi hoti gayi." Maa ne ye sab kaha to is baar maine bhi sawaal kiya.

"Aapko sab pata tha fir bhi aapne hamare beech me hastakshep nahi kiya..kyo.? Aap janti thi ki agar us wakt aapne ham dono ko pita ki baato ko ya unki ichchha ko bata diya to ham dono ke beech itni doori nahi hoti aur na hi didi is tarah ghut ghut kar jeeti. Yaha par aapne galat kiya maa. Aapko usi wakt sab kuch bata dena chahiye tha. Aapne aisa kyo kiya maa.? Kyo apni beti ko pal pal tadpaya. Wo bechari ye soch kar khud ko mujhse door rakh kar ke saza deti rahi ki agar kisi ko pata chal gaya to log hamare bare me ya hamare maa baap ke bare me kya sochege.?" Maine ye sab dukhi ho kar kaha to maa ne bhi dukhi ho ke kaha.

"Main kya karti beta.? Main majbur thi. Tere pita ne hi mujhse kaha tha ki main apne se wo baat tum dono ko na bataau. Unhone mujhse kaha tha ki tum dono khud hi ek ho jaao aur agar aisa na ho aur mujhe lage ki tum dono khaandaan ki ijjat maryada ke bare me soch kar apne prem ko kurbaan kar dena chahte ho to main us haalat me sab kuch bata du. Batane ka matlab yahi tha ki hamare bachche us sabke liye kyo tadpe jiske liye sochne se kabhi hamare sath achha nahi hua." Maa ne ye kaha to maine kaha.

"Aapko kaise pata chala ki kusum didi mujhe prem karti thi ya main bhi unse prem karta hu.?" Maine ye kaha to maa ne kaha.

"Ye to mujhe shuru me hi pata chal gaya tha beta. Ek raat jab main kusum ke kamre me kisi kaam se gayi to dekha ki uska kamra band to tha magar andar koi nahi tha. Maine socha ki shayad wo bathroom gayi hogi is liye main uske aane ka intzaar karne lagi. Magar jab wo kafi der tak na aayi to mujhe uski chinta hone lagi thi. Main usko khojne ke liye pahle bathroom gayi aur jab wo waha na mili to main use dhundhte huye upar wale maale me aa gayi thi. Priya pooja ke kamre me dekha to wo na mili mujhe to maine socha kaha gayi hogi. Main uske liye bahut ghabra gayi thi aur fir main tere pita ko batane ke liye jaise hi wapas aane lagi to mere man me aaya ki ek baar tere kamre me bhi dekh lu. Jab main tere kamre ke darwaze ke paas pahuchi to mujhe andar se tum dono ki awaaze sunaayi di. Main ye soch kar hairaan huyi ki kusum itni raat ko tere kamre me kis liye thi.? Mere kaano me tum dono ki awaaze sunaayi de rahi thi. Kher us din to mere man me tum dono ke bare me koi dusra khayaal nahi aaya tha. Kuch der baad main chup chaap chali aayi apne kamre me. Us bare me maine agli subah kusum se kuch puchha bhi nahi kyo ki mujhe laga tha ki isme koi galat baat nahi thi. Uske baad kuch din aise hi guzar gaye. Ek raat main bathroom jane ke liye kamre se nikli. Bathroom kar ke jab main wapas aayi to ekdam se mere man me aaya ki ek baar kusum ko dekh lu. Mujhe uski hamesha fikar rahti thi. Kyo ki wo hamesha udaas rahti thi. Jab main uske kamre me gayi to kamre me use na paa kar fir se hairaan rah gayi. Main sochne par majbur ho gayi ki ye itni raat ko apne kamre me kyo nahi hai.? Mujhe samajhne me der nahi lagi thi ki wo kaha hogi. Main uske kamre se nikal kar upar tumhare kamre ke darwaje ke paas aayi to mujhe andar se tum dono ki awaaze sunaayi di. Main ye jaan kar hairaan thi ki kusum har raat tere kamre me kyo jati thi. Mere man me kayi tarah ke khayaal aane lage the. Magar main un khayaalo ko maan nahi rahi thi kyo ki mujhe pata tha ki mere bachche aise nahi ho sakte. Kher uske baad maine do teen baar aur dekha. Mujhe yahi pata chala ki kusum har raat tumhare kamre me hi soti thi aur fir subah jaldi uth kar ham sabke liye chaay banati thi. Jab wo pahle din mere kamre me chaay dene aayi thi to main hairaan thi ki meri beti itni subah uth kar ham sabke liye chaay kaise bana kar le aayi thi. Kher us din maine is bare me zyada nahi socha tha balke mujhe khushi huyi thi ki meri beti ne wo sab khushi se aur jimmedaari se karne ke bare me socha tha. Uske baad har roz yahi hone laga tha. Magar jab mujhe ye pata chala ki wo har raat tere sath hi tere kamre me soti hai to mere man me na chaahte huye bhi ye khayaal aane lage ki kahi tum dono ke man me ek dusre ke prati kuch galat to nahi hai.? Ye sab soch kar main ekdam se pareshaan ho gayi thi. Main aksar dekhti ki kusum khush khush rahne lagi thi. Wo jab bhi tujhe khana deti to mujhe aisa lagta jaise wo apne bhai ko nahi balke apne pati ko khana paros rahi ho. Uski aankho me us wakt tere liye dher sara pyaar hota tha. Waisa hi pyaar jaise miya biwi me ya fir kisi prem karne wale me hota hai. Ye sab dekh kar mujhe yakeen hone laga ki tum dono ke man me wahi hai jo nahi hona chahiye tha. Kusum tumhara har tarah se khayaal rakhti thi aur main bariki se uski gatividhiyo ko dekhti thi. Raat me jab wo tumhare kamre me jati to kuch der baad main bhi tumhare kamre ke paas pahuch jati. Kamre ke andar se tum dono ke baat karne ki awaaze aati aur fir kuch wakt baad khamoshi chha jati. Tum dono ki baato se mujhe itna to samajh aa gaya tha ki tum dono ek dusre ko bahut prem karte ho magar us prem ko khul kar ek dusre se kah nahi rahe the." Maa saans lene ke liye ruki. Idhar main bhi unki baate sun kar hairaan tha. Main soch raha tha ki maa ko ye sab pahle se pata tha aur ham yahi samajh rahe the ki kisi ko kuch nahi pata tha us wakt.

"Main iske bare me soch soch kar bahut pareshaan ho gayi thi. Tere pita ji ko kuch pata nahi tha aur agar main unse bata deti to us wakt sach me kayamat aa jati. Gusse me wo tum dono ke sath kya karte yahi soch kar main dar rahi thi aur chup thi magar mujhe ye bhi pata tha ki ye sahi nahi hai. Ise rokna bahut zaruri hai warna bahut kuch bura ho jayega. Maine is bare me bahut socha aur fir ek din maine kusum se us bare me baat ki aur use data bhi. Use duniyadaari ki baate bataayi. Use ye ahsaas dilaya ki tum dono ke man me jo chal raha hai wo kitna galat hai. Us din meri in baato se kusum bahut dar gayi thi magar boli kuch nahi. Usne ye bhi swikaar nahi kiya ki wo tujhe prem karti hai. Kher us din ke baad maine ye jana ki wo ab tere kamre me nahi jati thi aur na hi wo tujhse baat karne ki koshish karti thi. Ye sab dekh kar mujhe bhi laga ki chalo ab sab thik ho gaya hai. Ek raat main bathroom jane ke liye apne kamre se nikalne hi wali thi ki maine dekha ki priya pooja chori chori kusum ke kamre ke paas aayi aur jane kya dekhne lagi thi. Un dono ki ye harkat dekh kar main soch me pad gayi thi ki ye dono kusum ke kamre ke baahar is tarah kyo khadi andar kamre me jaank rahi hain.? Thodi der baad wo chup chaap upar chali gayi. Main sochne lagi ki ab inka kya maajra tha.? Agle din jab maine dono se dara dhamka kar raat wali baat puchhi to dono ne sab kuch bata diya. Unhone bataya ki unhe shak hai ki kusum ke man me tere liye kuch hai aur unhone ek din kusum ke kamre me kusum ko teri photo ke sath rote huye bhi dekha tha. Unki baato se main samajh gayi ki dono ko bhi is bare me pata hai. Maine un dono se bas yahi kaha ki wo apni didi ka khayaal rakha kare. Uske kuch din baad wo waakya hua jab tere pita ji ne tujhe ghar se nikaal diya tha. Ham sab isse dukhi to the hi magar mujhe kusum ke bare me soch kar ye bhi laga ki shayad ab iske man se wo sab chala jaye magar aisa hua nahi." Maa ek baar fir se saans lene ke liye ruki aur fir lambi saans lene ke baad boli.

"Jab tu waapas aaya to tere pita ji guzar gaye. Kuch din to aise hi guzra magar maine dekha ki kusum ka teri taraf jhukaav fir se hone laga hai. Magar is baar main use iske liye daatne wali nahi thi kyo ki paanch saalo me bahut kuch badal gaya tha. Sari baate jab tere pita ji ko pata chali thi to unhone mujhse aakhir me yahi kaha tha ki main wahi karu jisme bachcho ki khushi ho. Kher main ek din kusum ke kamre me gayi aur usse tere bare me bas aise hi baat ki magar use laga ki main fir se usse yahi kahne aayi hu wo tujhse ek premika ban kar na mile. Is liye usne fir se tujhse doori bana li aur khud ko dukh dard ke hawale kar diya." Maa ne ye sab kaha to is baar maine kaha.

"Chaliye ye sab to thik hai maa. Pita ji ne to saaf kah diya tha na ki didi agar mujhe hi apna sab kuch maanti hain to ye bhi sahi hai ki wo yahi chaahti hongi ki unhe main ek pati ke roop me mil jaau. Ye baat aap bhi samajh hi gayi hongi to fir aapne rachna se meri shadi karne ke liye zor kyo diya. Ye to aapko pata hi tha ki kusum didi aur main ek dusre se pyaar karte the to shadi bhi ham ek dusre se hi karne ka soche hoge. Magar aapne mujhe rachna se shadi karne ke liye zor diya...aisa kyo.?" Maine ye sab kaha to maa ne kaha.

"Kyo ki rachna ne ham sabke liye bahut kuch kiya tha. Usi ki vajah se ham sab itne saalo tak sahi salamat rahe the. Wo sirf tumhare liye ham sab ki raksha apne baap se karti rahi thi. Jab mujhe uski saari asaliyat ka pata chala to meri aatma cheekh padi beta. Aaj ke yug me aisa kaun hai jo kisi ke liye itna kuch karta hai aur apna jeewan barbaad karta hai.? Meri nazar me wo ek mahaan ladki hai aur use wo milna hi chahiye jiske liye usne apno se bagawat ki aur apni jaan ki bhi parwaah nahi ki." Maa ne ye kaha to maine kaha.

"Kya sirf yahi ek vajah thi.?" Maine ye kaha to maa ne kaha.
"Isse badi vajah aur kya hogi beta.? Uske dil me tere prati athaah prem tha jiski vajah se usne wo karne ka bhi saahas kiya jo dusra koi nahi kar saka tha ab tak. Mujhe laga ki use is sabke baad bhi agar tum na miloge to ye uske sath annyaay hoga. Tum to use apnane ke bare me sochoge nahi to maine hi soch liya aur kar bhi diya. Magar main ye bhi janti thi ki rachna shadi ke baad jab hamare sath rahegi to ek na ek din use ye bhi pata chal jayega ki uski badi nanad ke man me uske pati ke prati kya hai. Is liye maine socha ki use pahle is bare me sab kuch bata dena chahiye. Sab kuch jan'ne ke baad agar wo shadi ke liye raazi hogi to hi shadi hogi. Use main kisi tarah ke dhokhe me nahi rakhna chahti thi. Is liye maine use us samay apne ghar bulaya tha aur use sab kuch bataya tha. Saari baate jaan'ne ke baad pahle to wo buri tarah hairaan huyi thi fir usne khushi khushi kah diya ki use is baat se koi aapatti nahi hai. Balke use khushi hogi ki kusum uski tarah hi tumhari biwi ban jayegi aur wo dono hasi khushi ek sath rahegi. Uske baad maine rachna ko ek din fir se uski maa ke sath ghar bulaya aur uski maa se bhi is bare me baat ki. Uski maa ka bhi wahi haal hua tha jo rachna ka hua tha. Kher uski maa ko bhi koi aapatti nahi thi. Wo to isi me khush thi ki aakhir uski beti ka jeewan kisi tarah hi sahi magar sawar to raha hai. Warna usne to apna jeewan hi byarth kar liya tha. Uske baad maine socha ki is mauke par kusum ko bhi sab kuch bata du. Use bata du ki uske pita ji jate samay kya kah gaye the. Kusum ko kamre me bula kar jab maine use sab kuch bataya to wo bahut royi. Kahne lagi ki jab pita ji ne khud hi kah diya tha to maine use tujhse door kar ke itna dukh kyo diya tha. Uski is baat par maine usse yahi kaha ki maine vicky ke aane ke baad ek baar bhi usse ye nahi kaha ki wo tujhse na mile ya tujhse door rahe. Us din to main bas aise hi charcha kar rahi usse magar use laga ki main ek baar fir se use daatne aayi hu aur use tujhse door rahne ka kahne aayi hu. Is liye usne baaki ki baat suni hi nahi aur apne kamre me chali gayi thi. Kher jab maine rachna aur uski maa ke saamne kamre me kusum se wo sab bataya aur kaha ki wo chaahe to tujhse shaadi kar sakti hai. Maine use ye bhi bataya ki rachna ke sath teri shadi ab tay ho chuki hai. Ye sab baate sun kar kusum ne rachna ki taraf ek baar dekha aur fir rote huye kamre se baahar chali gayi thi. Baad me maine jab usse baat ki to usne saaf kah diya ki use rachna pasand nahi hai aur wo nahi chaahti ki uski shadi tujhse ho. Uska kahna tha ki tujh par sirf uska hak hai. Maine use bahut samjhaya magar usne yahi kaha ki agar main vicky ke sath rachna ki shadi karugi to wo tujhse kabhi shadi nahi karegi aur na hi wo tujhse kabhi baat karegi. Wo waise hi rahegi jaise ab tak rah rahi thi. Uski baate sun kar mujhe achha to nahi laga tha magar maine socha ki shahar jaa kar is bare me tasalli se baat hogi. Sambhav hai ki wo tujhse baat kare magar mujhe pata tha ki usne tujhse koi baat nahi ki. Wo tujhse bhi naraz hai ki tune rachna se shadi karne ke liye haan kyo kaha.? Shayad yahi vajah hai ki usne tujhse ab tak koi baat nahi ki hai." Maa ne ye sab kaha to main sochne laga in sab baato ke bare me.

"Maine unse kayi baar baat karne ki koshish ki thi magar har baar unhone is bare me baat karne se mana kar diya. Balke unhone to aaj tak ye bhi nahi kaha ki wo mujhse premika ki tarah pyaar karti hain. Unhone kasam diya tha mujhe ki main unhe kisi baat ke liye majbur na karu. Is liye maine fir uske baad unse koi baat hi nahi ki." Maine ye kaha to maa ne kaha.

"Iski ek vajah aur bhi hai beta. Usne jab dekha ki tu apni judwa bahno ke zyada kareeb ho raha hai to use tujh par aur teri judwa bahno par behad gussa aaya tha. Mujhe pahle pata nahi tha is bare me magar fir pata bhi chala. Bachche apni hoshiyaari me jo bhi karte hain uske bare me wo yahi samajhte hain ki wo jo kuch bhi kar rahe hain uske bare me kisi ko kuch nahi pata hai. Jabke aisa samajhna unki bhool hoti hai. Kusum ne to itna soch liya tha ki wo jo kar rahi hai usse uske khaandaan ki ijjat mitti me mil jayegi is liye usne khud ko dukho ke hawale kar diya tha aur usne ek baar bhi apni zubaan khol kar mujhse baagi ho kar baat nahi ki thi magar meri judwa betiyo ne to saari maan maryada ko hi taak par rakh diya. Mujhe dukh to bahut hua beta magar kya kar sakti thi.? Tere pita ji ka kahna tha ki wahi karu jisme bachcho ki khushi ho. Main sab kuch sah gayi aur sab kuch maan bhi liya magar ye mujhse bhi hajam nahi hua ki pyaar ne hawas ka roop le liya. Kusum ne to kam se kam maan maryada ke bare me socha tha magar priya pooja ne to prem ki paribhasha ko hi badal diya. Kher shikayat to mujhe tujhse bhi thi ki tu bhi hawas me unke sath is tarah kaise shaamil ho gaya magar main tujhse bhala kahti bhi to kya.? Kher mujhe priya pooja ke bare me bhi pata chal gaya to mujhe samajh aa gaya ki kusum achanak se un dono par is tarah kyo gussa karne lagi thi. Ek din maine kusum se is bare me baat ki aur kaha ki agar uski dono bahne bhi apne bhai ke sath hi apna jeewan bitana chaahti hain to shahar jaa kar tum sabki shaadi ek sath vicky se kar dugi. Meri baat sun kar kusum fat padi thi us din. Main samajh sakti thi ki uske dil par kya beet rahi thi magar uski dono bahno ko bhi andekha nahi kiya ja sakta tha ab. Kusum ne us din saaf kah diya ki uska prem ganga jal ki tarah pavitra tha aur hamesha rahega. Usne kabhi apne prem ko apne bhai ke saamne apni zubaan se baahar nahi nikala aur na hi usse kaha. Usne hamesha yahi socha ki uski vajah se uske maa baap aur uske ghar khaandaan ki ijjat mitti me na mile aur ab agar ye sab ho raha hai to use ab apne bhai se kabhi kahna bhi nahi hai. Usne man hi man tujhe chaha tha to ab zindagi bhar apne prem ko man me hi rakhegi. Wo ab kabhi ye nahi kahegi kisi se ki use uska prem ya uska premi use de do." Maa ne ye sab kaha to mere pure jisam me jhurjhuri si huyi. Mera dil tadap kar rah gaya.

"Main ye maanti hu beta ki khooni rishto me ye nahi hona chahiye tha kyo ki ye har tarah se galat tha. Magar ab jab ho hi gaya aur tere pita ji ne bhi manjoori de di thi to main bhi majbur ho gayi. Sach kahu to mujhe kusum par naaz hai ki wo bhale hi apne hi bhai se prem kar baithi magar uske prem me kahi bhi hawas nahi thi. Main hamesha sochti thi ki uske jaisi sachche dil wali ladki ke sath bhagwan aisa kaise kar sakta hai magar uski kismat par bhala kiska zor ho sakta tha. Wakt aur halaat aise paida ho gaye ki sab kuch badalta chala gaya. Kisi ne nahi socha tha ki ek din aisa kuch ho jayega. Main ye bhi samajhti hu ki priya pooja ne usi ke prem ke bare me jaan kar khud bhi aisa karne ka saahas kiya hai magar ye galat tha ki un dono ne khud ko samhala nahi." Maa ne ye kaha to main kuch na bola. Kyo ki kahi na kahi main bhi iske liye jimmedaar tha. Agar maine shah na di hoti to wo dono itna khul kar mere saamne na aati.

"Kher ab jo ho gaya use badal nahi sakta koi. Main bas itna hi chaahti hu beta ki baaki to sab khush hain magar teri badi bahan aaj bhi tadap rahi hai. Use us tadap se baahar nikaal de beta. Us bechari ne bahut dukh sahe hain. Tere jane ke baad uski kya haalat thi ye sirf main janti hu aur mahsoos bhi karti hu. Main aise dharam sankat me thi ki mujhe kuch samajh me hi nahi aata tha ki main kya karu aur kya na karu.? Wo tujhse bahut prem karti hai. Tu uske jine ki vajah hai. Apni aankho ke saamne jab wo tujhe kisi aur ka hote dekhegi to ye main janti hu ki wo bardaast nahi kar payegi. Use is dukh se baahar nikaalna ab tera farz hai. Shayad use teri baate samajh me aa jaye. Use samjha ki prem me premi sirf ek ka hi nahi rahta. Radha bhi krishn se prem karti thi aur gokul ki sab gwaalini bhi krishn se prem karti thi. Krishn sirf radha ke hi nahi the balke wo to sabke the. Jo bhi unse prem karta tha wo unke the. Yaha par agar uske alwa rachna aur teri dono judwa bahne bhi tujhse prem karti hain to isme use koi aapatti nahi honi chahiye. Use ye sab samjhana hoga beta." Maa ne ye kaha to maine lambi si saans kheechte huye kaha.

"Aap fikar mat kijiye maa. Main sab kuch thik kar duga. Main to pahle bhi sab kuch thik kar deta magar didi ne apni kasam de kar mujhe kuch bhi karne se rok diya tha. Aaj bhi main unki usi kasam me badha hua hu. Is liye khul kar to main unse koi baat kar nahi sakta magar ab kuch aisa karuga jisse wo khud mere paas aaye." Maine ye kaha to maa ne kaha.

"Wo nahi aayegi beta. Main use achhi tarah janti hu. Wo apni baat par tiki rahne wali ladki hai. Is liye tujhe kuch aur sochna padega." Maa ne ye kaha to maine kaha.
"Thik hai maa main zarur kuch na kuch karuga. Aapne is sabki ijazat de di hai to ab main bejhijhak ho kar koi kaam kar sakta hu." Maine ye kaha to maa meri taraf dekhti rahi.


Bhai log....
Aaj ke liye itna hi....

Read Enjoy & Give Your Feedback....
Keep Supporting & Stay With....


:thankyou:
Awesome update ab age bahot majja ayega
 
  • Like
Reactions: Mr. Pandit

Sanju

Well-Known Member
4,363
7,851
158
Mast update bhai ye log kiya soch raha tha aur iske ma to sabke aage nikli sab kuch janta tha ab Ayega maza dekhte hai dakshina ke bare me batate hai ki nahi aur ab aage kaise kusum ko manate hai dekhte hai aage update ka besabri se intazar bhai kal ek aur update dedo bhai
 
Last edited:
  • Like
Reactions: Mr. Pandit

mass8787

Well-Known Member
2,163
4,004
159
Bro Bohut Sandar or Lajawab Update tha qasam say aakher baat puri kee puri kull chuki hay ab saaf saaf lakin Kusum Di ka mamla kafi begra huwa dekhay Hero kya kurta hay waiting for new update
 
  • Like
Reactions: Mr. Pandit

Acme

Well-Known Member
2,006
2,081
158
Superb writing bhai... kamal ka update... keep writing
 
  • Like
Reactions: Mr. Pandit
Top