VIKRANT
Active Member
- 1,486
- 3,377
- 159
Greattt bro. Superbbb update and your writing skills.SAB KUCH JAYAZ HAI...."Baat hak ki nahi hai dear. Main bas ye kahna chahta hu ki faltu me itna paisa kharcha karne ki kya zarurat thi.?" Maine ye kaha to dakshina ne kaha.
UPDATE = 43
"Paisa to aata jata rahega jaan. Waise bhi din din mahgaayi badh rahi hai. Agar hamne aaj hi itna achha ghar le liya to future ke liye achha hi hoga na." Dakshina ne ye kaha to maine kaha.
"Chalo theek hai. Achha ab mujhe jana hoga. Abhi mujhe apne liye bed khareedna hai aur kuch zaruri samaan bhi." Maine ye kaha to dakshina ne kaha.
"Chalo main bhi tumhare sath chalti hu. Isi bahane tumhare sath rahne ka kuch der aur mauka mil jayega mujhe." Dakshina ne ye kaha to maine kaha theek hai.
Uske baad main aur dakshina bathroom me jaa kar achhe se fresh huye aur fir kapde pahan kar ghar se baahar aa gaye. Dakshina ne car ki chaabhi mujhe di to maine driving sheet samhaali aur dakshina mere bagal se baith gayi. Uske baad ham market ke liye nikal gaye. Raaste me maine dakshina se kaha ki ek car mujhe bhi lena padega aur chhote mote kaamo ke liye ek moter sycle bhi.
Ab aage padhiye....Shaam tak main dakshina ke sath hi raha. Maine is beech dakshina ko sari baate bata di thi. Maine use bataya ki maa ne meri shadi rachna ke sath fix kar di hai aur ab wo usse shadi karne ke liye mujhse kabhi bhi kah sakti hain. Maine dakshina ko ye bhi bataya ki kusum didi ke dil me mere liye kya hai aur wo kya chaahti hain aur kusum didi ke bare me maa ne rachna se kya bataya tha. Maine ye bhi bataya ki is ek maheene me mere sath kya kya hua tha gaav me aur mere ghar me. Maine dakshina se kuch bhi nahi chhupaya. Balke use sab kuch bata diya tha.
Meri saari baate sun kar dakshina buri tarah hairaan rah gayi thi. Mujhe bhi samajh nahi aa raha tha ki sab kuch bata kar maine sahi kiya ya galat. Haan main ye janta tha ki ye sari baate jaan kar dakshina mere bare me bahut kuch soch rahi hogi magar ye bhi sach tha ki ek din har kisi ke bare me sab ko hakikat ka pata chalna hi tha.
Dakshina kafi der tak jane kya sochti rahi thi fir usne mujhse kaha ki iska matlab meri life me rachna ke alawa meri biwi ke roop me meri bahne bhi shaamil ho sakti hain. Uski baat par maine kaha ki halaat to yahi hain aur waise bhi meri judwa bahne to yahi chaahti hain. Kusum didi ka bhi sabko pata hai ki wo kya chaahti hain.
Meri baat sun kar dakshina ne kaha ki kusum to tumse baat nahi karti is liye sabse pahle use sahi line par laao aur uske andar ki baat ko bhi baahar laao. Kyo ki wo in saari baato se andar hi andar ghut rahi hai jo ki bilkul bhi achhi baat nahi hai. Dakshina ki is baat se maine kaha ki mera bhi yahi khayaal hai magar usse pahle mujhe maa se khul kar baat karna hai. Mujhe unse ye janna hai ki unhone waisa kya soch kar kaha tha rachna se.?
Shaam ko main ghar aa gaya tha. Ghar ke liye main dher sara raashan bhi le aaya tha. Maine ye dekha tha ki jab maine dakshina ko saari baate bataayi thi to usse dakshina ko koi problem nahi huyi thi aur na hi usne ye kaha tha ki mera meri bahno se aise relation rakhna galat hai. Usne yahi kaha ki agar dono taraf prem hai aur iski sahmati hai to fir SAB KUCH JAYAZ HAI.
Jab main ghar aaya to maa ne mujhse puchha ki itne samay tak main kaha raha to maine unhe bataya ki main apne liye ek bed khareedne gaya tha aur ghar ke liye raashan ke sath sath kuch zaruri samaan bhi.
Bed wala bed pahuchane ke liye kal ko bola tha. Ye baat jaan kar maa ne kaha ki main aaj unke sath hi unke kamre me so jaau. Unki ye baat sun kar mujhe laga ki ye achha rahega. Kam se kam isse main akele me maa se achhi tarah baate kar luga sabke bare me.
Uske baad ham sabne shaam ko chaay pi. Ham sab wahi sofo par hi baithe huye the. Maine sabse kaha ki kal main aap sabhi ko shopping karane le jaauga. Aap sab log shahar ke hisaab se hi apne apne liye kapde khareed lena. Meri baat sun kar priya pooja to sabse pahle khushi se uchhalne lagi thi. Jabki baakiyo ka reaction normal hi tha.
Uske baad kuch khaas nahi hua. Priya pooja to upar apne kamre me chali gayi. Jabke maa ne kusum didi aur rachna se kaha ki raat ke khane ki taiyar shuru kare. Maa ki ye baat sun kar rachna aur didi sofe se uth kar kitchen ki taraf chali gayi.
"Beta mujhe tujhse bahut sari baate karni hain." Sabke jane ke baad maa ne meri taraf dekhte huye ye kaha to maine kaha.
"Kaisi baate maa.?" Maine unse ye puchha to maa kuch der mere chehre ki taraf dekhti rahi for boli.
"Sabse pahle to tu mujhe ye bata ki tu yaha aisa kya kaam karta hai jisse tujhe itna sara paisa milta hai.?" Maa ne ye sawaal kiya to main muskuraya. Main to ye baat pahle se hi janta tha ki ye ghar dekhne ke baad maa mujhse sabse pahle yahi sab puchhengi.
"Aap bas ye samajhiye maa ki main koi bhi aisa kaam nahi karta hu jise paap ki kamaayi kahte hain." Maine ye kaha hi tha ki maa bol padi.
"Ye to bahut achhi baat hai beta ki tu aisa koi kaam nahi karta hai aur mujhe ye jaan kar khushi bhi huyi hai ki mera beta koi galat kaam nahi karta hai magar...." Maa kahte kahte ruk gayi to maine kaha.
"Magar kya maa.?" Maine puchha to maa ne kaha.
"Magar yahi ki tu aisa kaun sa kaam karta hai jisse tujhe itna sara paisa milta hai aur tune us paise se itna bada aur itna sundar ghar banaya. Ise dekh kar to lagta hai ki ye ghar bahut mahga hoga." Maa ne ek baar ghar ke andar chaaro taraf nazar ghumate huye ye kaha to maine kaha.
"Ye sab meri mehnat ka nateeja hai maa. Paanch saal se yaha rah kar kaam kar raha hu. Tab se le kar ab tak bahut paisa jod rakha tha maine aur kuch paisa mere aise jaan pahchaan wale ne diya jo mujhe apna maanta hai. Kher aap fikar mat karo maa ab kisi baat ka tention nahi hai. Ham sab yaha bahut achhe se rahege. Main aap sab ko har tarah se khush rakhne ki puri koshish karuga." Maine ye kaha to maa ne kuch der meri taraf dekha fir kaha.
"Kahne aur karne me bahut fark hota hai beta. Tum hamesha ye koshish karoge ki ham sab khush rahe magar kya aisa ho payega.? Har insaan ki khushiyo ki vajah alag alag hoti hain to kya tum sab ko unki ichchha ke anusaar khush rakh paaoge.?" Maa ne ye kaha to main unki taraf dekhne laga. Main samajh to gaya tha ki maa ke kahne ka kya matlab tha magar main maa ke mukh se khul kar jan'na chahta tha is liye bola.
"Main sab ko khush rakhne ki puri koshish karuga maa. Jo jis tarah se khush rahna chahega use us tarah se khush rakhuga. Baaki agar main sabko khush rakhne me kaamyaab na ho paau to aap meri madad karna aur apna aashirwaad mujhe dena. Mujhe pura bharosa hai ki aapke aashirwaad se main sab ko khush rakhne me zarur kaamyaab ho jaauga." Maine ye kaha to maa ne mujhe fir se kuch der tak dekha aur fir muskurate huye boli.
"Mera aashirwaad to tum sabko hamesha hi rahega beta. Meri khushi isi me hai ki mere sabhi bachche khush rahe." Maa ne ye kaha to main bas unki taraf dekhta raha. Pata nahi kyo magar mujhe aisa lag raha tha jaise maa mujhse kuch aur hi kahna chaah rahi thi magar shayad jhijhak ki vajah se wo kah nahi paayi thi. Kher jab main kuch der tak kuch na bola to maa mujhe ektak dekhti rahi aur fir meri taraf hi dekhti huyi boli.
"Main tujhse kuch aur bhi baate karna chahti hu beta magar mujhe samajh nahi aa raha ki kaise kahu.?" Maa ne ye kaha to maine kaha.
"Aap meri maa hain maa aur aapko mujhse koi bhi baat kahne me koi dikkat nahi honi chahiye. Aap bejhijhak mujhse baat kijiye. Waise bhi pichhle paanch saalo se aapse koi baat nahi huyi thi meri aur jab mila bhi to dhang se nahi mil paya. Ab ham sab apne gaav ko hamesha ke liye chhod kar yaha aa gaye hain to main chahta hu ki yaha par ham sab shahar ke hisaab se naya jeewan shuru kare." Maine ye kaha to maa ne kaha.
"Kah to tu sahi raha hai beta magar yaha ke hisaab se jeewan shuru karne me hame thoda wakt to lagega hi. Tere pita ke jane ke baad ab ham sab ka karta dharta tu hi hai. Tu jaise kahega ham sab waise hi yaha rahege." Maa ne ye kaha to maine jaldi se kaha.
"Nahi maa...aisi koi baat nahi hai. Pita ji ke na rahne ke baad main bhale hi karta dharta ho gaya hou magar ham sab waise hi rahege jaisa aap chahegi. Aapka har hukum sir aankho par rahega hamare." Maine ye kaha to maa ki aankho me ekdam se aanshu aa gaye aur fir unhone jhapat kar mujhe apne seene se laga liya. Meri peeth par apne dono hath ferte huye boli.
"Mujhe tujhse yahi ummeed thi mere bete. Main janti thi ki tu apne pita ji ke na rahne ke baad apni marzi se koi kaam nahi karega. Mujhe bahut khushi huyi ki tu mujhe itna maan de raha hai." Maa ne ye kaha to maine kaha.
"Apne maa baap ka sammaan karna aur unki baato ka aadar karna har bete ka farz hota hai maa. Main ye kabhi nahi chahta ki main aap sabko yaha laa kar aap sab par apna hukum chalaau. Balke main hamesha aap ke hi hukum ka paalan karuga. Aap jaisa kahegi main waisa hi karuga." Maine ye kaha to maa ne mujhe apne se alag kiya aur fir mere chehre ko apni hatheliyo me le kar muskurate huye kaha.
"Teri in baato se mere man ka bojh halka ho gaya beta. Iske pahle main soch rahi thi ki jo baate main tujhse karna chahti hu un baato ko tu maanega ya nahi magar teri in baato se mujhe bharosa ho gaya hai ki tu meri har baat maanega." Maa ne ye kaha to maine kaha.
"To fir bataiye maa....aap mujhse kya baate karna chahti hain.?" Maine halke se muskurate huye ye kaha to maa ne kuch sochte huye kaha.
"Abhi nahi beta. Kha pi kar jab ham sab apne apne kamre me sone ke liye chale jayege tab main apne kamre me tujhse wo baate karugi." Maa ne ye kaha to maine kaha.
"Thik hai maa jaisi aapki marzi." Maine ye kaha to maa ne kaha.
"Achha ab tu ja aur hath muh dho kar aa. Main dekhu zara teri hone wali biwi ne khana bana liya ki nahi." Maa ne muskurate huye ye kaha to main ekdam se sharma gaya aur fir sofe se uth kar upar kamre me jane ke liye seedhiyo ki taraf badh gaya.
Upar jaise hi main priya pooja ke kamre me aaya to dono bed se utar kar bhaagte huye aayi aur mujhse lipat gayi. Ye dekh kar main muskuraya. Dono mere agal bagal se jonk ki tarah chipak gayi thi aur bahut zyada khush nazar aa rahi thi.
"Kya baat hai tum dono bada khush lag rahi ho.?" Maine dono ki taraf baari baari se dekhte huye ye kaha to dono ne muskura kar meri taraf dekha fir pooja ne kaha.
"Khushi ki to baat hi hai bhai. Ab ham yaha jaise chahe waise rahege. Jaise chaahe waise kapde pahan sakege aur tum se khul ke pyaar bhi kar sakege." Pooja ne ye kaha to maine kaha.
"Aur to sab thik hai magar khul ke kaise pyaar kar sakogi ye samajh nahi aaya.?" Maine sochte huye ye puchha to is baar priya ne kaha.
"Bas hame aisa lagta hai bhai ki yaha par ham jo kuch bhi karege use koi rokega nahi. Waise bhi itna to samajh me aa hi gaya hai ki ab pahle jaise halaat nahi hain. Gaav me to har koi hame achhi tarah se janta tha aur waha par hame bahut sari pabandiyo me bhi rahna padta tha. Magar yaha aisa nahi hoga." Priya ne ye kaha to main hairaan rah gaya.
"Par jin cheezo ki tum dono baat kar rahi ho wo kya itna asaan hai.? Main ye maanta hu ki gaav jaisi paabandiya yaha nahi hongi magar jo rishta hamare beech ban gaya hai uske bare me agar maa ko didi ko ya rachna ko pata chal gaya to kya hoga.? Kya maa ya koi bhi hamare is rishte ke liye hame maaf karega.?" Maine ye kaha to priya ne kaha.
"Tum bahut sochte ho bhai aur baar baar wahi sochte ho magar sochne ke baad bhi samajhte nahi. Ye baat to tumhe bhi maloom hai ki didi ke bare me maa aur rachna didi sab kuch janti hain. Maa aur rachna didi ko pata hai ki kusum didi tumse kitna pyaar karti hain aur wo is pyaar ki vajah se kisi dusre ladke se ab kabhi shadi nahi kar sakti. To bhai jab ye baat unhe pata hi hai to kya maa ne is bare me didi se koi baat na ki hogi.? Zarur ki hogi bhai..aur mujhe pata hai ki maa didi ko samjhane bujhane me kamyaab nahi huyi hongi." Priya ne itna kaha hi tha ki tabhi pooja ne uski baat ko beech me kaat'te huye kaha.
"Haan bhai....maa ko bhi samajh me aa hi gaya hoga ki pyaar me baawli huyi apni beti ko ab wo kisi bhi tarah se tumhari bahan nahi bani rahne de sakti. Us haalat me maa ne bhi bahut kuch socha hoga unke bare me. Ye mat bhoolo bhai ki gaav me kuch to aisi baat huyi thi jiski vajah se didi apne kamre me ro rahi thi. Is baat se andaza lagana mushkil nahi hai ki maa ne haar kar kya faisla liya hoga. Mujhe to pakka yakeen hai ki rachna didi ke sath sath kusum didi ka bhi byaah maa tumse karegi." Pooja ne ye kaha to main uski taraf aankhe faad kar dekhne laga.
"Ye kya kah rahi ho tum.?" Maine hairani se ye kaha to pooja ne muskurate huye kaha.
"Aise hairaan na ho bhai jaise itni si baat tum bhi na samjhe chuke hoge. Kher ab jab maa ne yahi soch liya hoga to unhe is baat ko bhi sochna hi hoga ki unki baaki ki dono betiya bhi apne bhai se waisa hi pyaar karti hain jaise unki badi beti karti hai." Pooja ne ye kaha to priya bol padi.
"Haan bhai....maa ko agar hamare bare me ye sab pata chal bhi gaya to wo ab hame kuch nahi kahegi. Matalb ki ab ham sab kuch khul ke kar sakte hain. Isi baat se ham itna khush ho rahe hain." Priya ne ye kaha to maine kaha.
"Chalo maat leta hu ki tum dono ki baate sach hongi magar iske baavjud ham aisa nahi karege. Is sabka matlab ye nahi hona chahiye ki ham kisi baat se maa ko chot pahuchaye ya unhe bebas kar de. Aisa sochna bhi bahut galat baat hai. Kuch bhi karo magar maa ke prati ijjat sammaan hamare andar waisa hi rahna chahiye jaise iske pahle hua karta tha. Baaki aage kya hoga ise wakt par hi chhod do." Maine ye kaha to priya ne kaha.
"Ham tumhari is baat se sahmat hain bhai aur ham tumse wada karte hain ki hamare dilo me maa ke liye hamesha ijjat sammaan rahega." Priya ne ye kaha to mujhe bahut achha laga.
Uske baad ham teeno fresh huye aur dinner karne ke liye neeche aa gaye. Dinner ready tha to ham sabne ek sath baith kar khana khaya. Khana khate wakt kuch khaas baate nahi huyi. Khane ke baad ham sab sone ke liye apne apne kamro me chale gaye. Maine priya pooja ko pahle hi bata diya tha ki aaj raat main maa ke kamre me hi souga.
Raat ke das se zyada ka time ho chuka tha aur is wakt main upar priya pooja ke kamre me tha. Asal me main raat wale kapde pahanne ke liye aaya tha. Yaha par priya pooja mere sath kuch der pyaar karna chahti thi jabki main mana kar raha tha ki maa ke kamre me jaldi pahuchna zaruri hai kyo ki main unse kah ke aaya tha ki raat wale kapde pahan kar aata hu abhi.
Mere mana karne par bhi meri dono judwa bahne na maani thi aur dono ne mujhe bed par seedha leta diya tha. Uske baad wo dono baari baari se mere hotho ko chumne chusne me lag gayi thi. Maine bhi socha ki unke liye paanch minute ke liye ruk hi jata hu. Maine kuch der apni pariyo ko pyaar kiya uske baad unhe samjha bujha kar kamre se baahar aa gaya.
Apni bahno se pyaar karne se main andar se bada garm sa ho gaya tha aur mera lund bhi khada ho gaya tha. Is liye maine kuch der upar hi saamne wale bade se haal me idhar udhar tahalte huye khud ko shaant kiya aur fir neeche aa gaya.
Jaise hi main maa ke kamre me aaya to maine dekha maa bed par seedha leti huyi thi ek side aur unki aankhe band thi. Mere aane hi aahat se unhone aankhe khol kar meri taraf dekha aur kaha ki main darwaja andar se band kar du. Maine maa ke kahne par darwaze ki kundi lagaayi aur fir bed par aa kar dusri taraf thoda faasle par let gaya.
Main janta tha ki maa mujhse kaun si zaruri baate karne wali thi aur isi liye ye sab sochte huye main thoda ghabra bhi raha tha aur mere dil ki dhadkan bhi badh gayi thi. Kamre me ham dono ke rahte huye bhi ekdam se sannata chhaya hua tha aur ye sannata kafi der tak chhaya hi raha.
"Apne gaav wale ghar se yaha aa kar kaisa lag raha hai maa.?" Maine sannate ko bhedte huye aur kuch baat shuru karne ki garaz se ye kaha to maa ne meri taraf karwat li aur fir boli.
"Abhi to ajeeb sa hi lag raha hai beta magar dheere dheere yaha bhi achha hi lagne lagega. Gaav me har insaan samaaj ke beech rahta hai aur samaaj ke niyamo ke bare me bhi soch kar kaam karta hai. Jiski vajah se kabhi kabhi insaan kayi tarah ki pareshaniyo me bhi pad jata hai magar yaha aisa nahi hai. Yaha to sab apne se hi matlab rakhte hain." Maa ne ye sab kaha to maine kaha.
"Gaav aur shahar me yahi to fark hota hai maa. Yaha insaan apna koi bhi wakt bekaar nahi jane deta jabke gaav me zyadatar log wakt ki barbaadi hi karte hain." Maine ye kaha to maa ne kaha.
"Gaav me har kisi se milna julna aur ek dusre ke liye kuch na kuch karte rahna agar apne wakt ki barbaadi kahlata hai to haan ise wakt ki barbaadi hi kahege. Yaha par to aisa hai ki log kisi dusre se koi matlab hi nahi rakhte. Kher chhod jane de ye sab insaano ki apni apni soch hai." Maa ne ye kaha to maine kaha.
"Aree haan aap mujhse koi baat karna chaahti thi na maa.?" Maine jaan bujh kar aisa kaha to maa ne meri taraf dhyaan se dekha aur fir wo uth kar bed me baith gayi. Unke baith jane par main bhi uth gaya aur bed ki pichhli pusht se peeth tika kar baith gaya.
"Haan baat to karna hai beta magar thoda jhijhak lagti hai aur ajeeb bhi lagta hai ki main apne hi bete se waisi baate kaise karu.?" Maa ne ye kaha to maine apna ek hath badha kar maa ke hath ko pakda aur fir unke us hath ko halke se dabate huye badi ijjat se bola.
"Jo bhi baat ho aap bejhijhak kahiye maa. Mujhe pata hai ki agar koi baat kahni behad zaruri ho aur agar us baat ke kahne se hi hamara aage ka kaam banta ho to hame use kahne me koi jhijhak ya koi sharm nahi karni chahiye. Is liye aapko jo bhi baat karni ho aap khul kar kijiye." Maine ye kaha to maa ne meri taraf dekha aur fir boli.
Bhai log....
Aaj ke liye itna hi....
Read Enjoy & Give Your Feedback....
Keep Supporting & Stay With....
Achha laga bro ki story me wo mod aa hi gaya jiska itna intjaar tha. Dakshina ko to ab sab kuch pata chal gaya hai but dakshina ke bare me abhi vicky ke ghar wale anjaan hain. Kya hoga jab sabko uske bare me pata chalega. Maybe story me koi naya mod aa jaye.
Finally wo wakt aa hi gaya jab maa apne bete se khul kar baat karne wali hai but ain time par update stay ho gaya. Ab to next update me hi pata chalega ki maa ne apbe bete se kya baat ki aur sach kya tha.
Agle update ka intjaar rahega