• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest SAB KUCH JAYAZ HAI...

Bhai log ye story kaisi lag rahi hai....?

  • Best

    Votes: 122 81.9%
  • Good

    Votes: 27 18.1%

  • Total voters
    149

aka3829

Prime
3,369
12,319
159
SAB KUCH JAYAZ HAI....
UPDATE = 54

"Tum mera mazaak uda rahe ho.???" Dakshina ne muh fulate huye ye kaha to maine haste huye kaha.
"Yaar main mazaak nahi uda raha hu balke main to wahi kah raha hu jo aisa hone par lagega." Maine ye kaha to dakshina ne kaha.

"Tum na rahne do ab. Jab dekho tab meri umar ka tana maarne lagte ho tum." Dakshina ne roothte huye ye kaha to maine kaha.
"Aree yaar, maine kab is tarah ka tana mara.?" Maine hairaani se ye kaha to dakshina abhi kuch kahne hi wali thi ki tabhi uske parsh me pada uska mobile baja. Jiski vajah se usne mujhse kuch na kaha balke parsh se apna mobile nikaalne lagi.

Ab aage padhiye....
Dakshina apne parsh se apna mobile nikaalne lagi aur idhar main ek baar fir se police wale ki baato ke bare me sochne laga tha. Ye to main bhi maanta tha ki bina vajah koi meri jaan lene ki koshish nahi karega magar main ye nahi samajh paa raha tha ki jab maine kisi ka kuch bura kiya hi nahi hai to koi kyo meri jaan ka dushman ban jayega.? Main is bare me jitna soch sakta tha utna soch hi raha tha magar mere dimaag me koi bhi aisa byakti nahi aa raha tha jiske bare me main ye kah saku ki ye meri jaan le sakta hai.

Police wale ki wo baat mujhe yaad aayi jab usne kaha tha ki is maamle me koi bhi police wala mere liye itna kuch nahi karta. Uski baat sach thi. Kyo ki cctv camre me jis bina number plate wali car ke bare me baat huyi thi us par itna dimaag khapaane ki bhi koi zarurat na samajhta. Bade bade shahro me har din koi na koi apraadh hota hi rahta hai aur aisa bhi hota hai ki apraadhi aise waahan le kar ghoomte rahte hain jinme number plate nahi lagi hoti. Dusra police wala is case me ye bhi tark kar sakta tha ki ho sakta hai ki wo bina number plate wali car wala ittefaak se hi us wakt meri car ki side aa gaya ho. Kahne ka matlab ye ki ho sakta hai ki wo khud kisi se bhaag raha ho sakta tha us wakt aur galti se hi meri car ki side par aa gaya tha. Usne to badi dakshata se apni car ko samhaal liya tha magar main nahi samhaal paya tha. Jiska natija ye nikla ki mera accident ho gaya.

Dusra police wala is case ko is angel se bhi soch sakta tha aur us car ko ya us car wale se mera sambandh na jodta. Baat sahi bhi hai kyo ki har baat ke sochne ke alag alag pahlu hote hain. Sach to tabhi pata chalega jab mujrim pakad me aa jaye aur wo is baat ko accept kare ki haan usi ne wo sab kiya tha. Kher yaha par ye police wala mere hi paksh me soch raha tha aur is bare me puchhtaachh kar raha tha. Jabke is baat ko na wo pakke taur par kah sakta tha ki wo car wala meri hi jaan lena chaahta tha aur na hi main. Is bare me pakka yakeen tabhi ho sakta tha jab ek baar fir se meri jaan lene ki koshish ki jaye.

Abhi main ye sab soch hi raha tha ki tabhi dakshina ki awaaz mere kaano me padi aur main socho se baahar aa kar uski taraf dekhne laga. Usne mobile ko kaan se laga rakha tha. Jane us taraf se aisa kya kaha ja raha tha jise sun kar uske chehre par aise bhaav ubhar aaye the jaise wo kisi baat se buri tarah shock aur ghabra gayi ho. Mujhe samajh me nahi aaya ki uski ye haalat kis baat se ho gayi thi.? Aakhir kiska call aaya hua hai aur kisse baat kar rahi hai wo.?

Udhar kuch der baat karne ke baad dakshina ne ye kah kar call cut kar di ki tujhe agar itni hi tajlif hai to tu waapas aa ja. Main tujhe naye ghar ka pata WhatsApp karti hu abhi. Itna kah kar dakshina ne call cut kar diya tha. Main usi ki taraf dekh raha tha. Uske chehre par abhi bhi ghabrahat aur hairaani wale bhaav kaayam the.

"Kya baat hai.? Tum itna ghabraayi huyi kyo lag rahi ho...aur..aur tum kisse baat kar rahi thi phone par.?" Maine ek saans me kayi sare sawaal kiye to dakshina ne khud ko majbuti se samhaalte huye kaha.

"Fikar mat karo jaan aur haan...abhi mujhe ek bahut zaruri kaam se kahi jana hai magar main jald hi waapas aaugi." Dakshina ne ajeeb tarah se reaction dete huye ye kaha to maine kaha.

"Aree par baat kya hai.? Kya chhupa rahi ho mujhse.? Meri maa bahne sab thik to hain na.?" Main ekdam se chintit aur pareshaan ho gaya tha uski baat sun kar. Jabke meri is baat se dakshina ne mera chehra apni hatheliyo par lete huye pyaar se kaha.

"Wo sab thik hain jaan. Tumhe kisi ki bhi fikar karne ki koi zarurat nahi hai. Jab tak main hu tab tak kisi ko bhi kuch nahi hoga. Kher abhi main chalti hu aur haan zyada soch vichaar mat karna. Waapas aane par main tumhe sab kuch bata dugi. Ab chalo araam karo tum." Ye sab kahne ke baad dakshina jhuki aur mere hotho par halke se kiss karne ke baad wo tezi se kamre se baahar chali gayi. Uske is tarah chale jane se mere man me hazaaro tarah ke khayaal ubharne shuru ho gaye.

Abhi main uske baare me soch hi raha tha ki tabhi mere
dimaag ki batti jali. Mere dimaag me sawaal ubhra ki kahi dakshina ko is baat ke bare me to nahi pata chal gaya ki mera accident haadsa nahi balke kisi anjaan byakti ne meri jaan lene ke uddesya se karwaya tha.? Kahi use pata to nahi chal gaya ki kisi ne meri jaan lene ki koshish ki thi us din.? Dakshina phone par kisse baat kar rahi thi.? Aise kayi tarah ke sawaal ekdam se mere dimaag me udham machane lage the magar un me se kisi bhi sawaal ka jawaab mere paas nahi tha.

Main inhi sab baato ke bare me soche ja raha tha. Mujhe pata hi nahi chala ki kab shaam ho gayi. Dakshina abhi tak nahi aayi thi. Wakt ka ahsaas mujhe tab hua jab ek nurse kamre me aayi aur wo mujhe dawa dene ki baat mujhse ki.

Nurse ke jane ke baad main ek baar fir se inhi sab baato ke bare me sochne laga. Asal me main ye nahi chaahta tha ki is baat ka pata mujhse related kisi bhi insaan ko chale. Kyo ki wo sab is baat se bahut zyada pareshan ho jayenge. Meri maa bahne to sabse zyada dukhi ho jayengi. Magar ek sachchaayi ye bhi thi ki is baat ko chhupa kar bhi to aise halaat se chhutkara nahi milne wala tha. Mujhe police wale ki baate yaad aayi to mujhe ahsaas hua ki mujhe us par bharosa karna chahiye tha aur use sab kuch bata dena chahiye tha.

Abhi main ye sab soch hi raha tha ki tabhi kamre me dakshina aayi. Main ye dekh kar chaunka ki uske peechhe wo police wala bhi tha jo mujhse mil kar gaya tha. Main dono ko hi na samajhne wale andaaz se dekhne laga tha. Jabke wo police wala mukurate huye mere paas aaya aur fir bola.

"Kismat wale ho bhai ki wakt rahte is baat ka pata chal gaya ki tumhari jaan ka dushman kaun hai...aur is liye ab fikar karne ki koi zarurat nahi hai." Police wale ne ye kaha to main buri tarah hairaan rah gaya. Mujhe yakeen na hua uski baato par. Usne mere chehre ke bhaavo se shayad mere man ki baat padh li aur is liye bola.

"Tumne sach hi kaha tha ki tumhari kisi se koi dushmani nahi hai. Kyo ki jis insaan ne tumhari jaan lene koshish ki uske sath tumne sach me kuch bhi bura nahi kiya hai. Wo to bas is baat ke liye tumhari jaan ka dushman baitha ki kahi mrs dakshina ki property tumhe na mil jaye." Police wale ne ye kaha to main aur bhi zyada hairaan hua aur fir ekdam se mere dimaag ki batti jal uthi. Mujhe samajh aa gaya ki meri jaan kaun lena chaahta tha.

"Iska matlab..." Main abhi kuch kahne hi laga tha ki dakshina ne meri baat kaat'te huye kaha.
"Haan vicky yahi sach hai. Wo mera damaad hi hai jo tumhari jaan lena chaahta hai. Use lagta hai ki main apni saari property tumhe de dugi aur isi liye usne tumhe apne raaste se hatane ki koshish ki." Dakshina ne ye kaha to maine kaha.

"Magar aisa usne socha bhi kaise ki aap mujhe apni property de dengi...aur main khud bhi ye chaahat nahi rakhta ki mujhe aapki property mil jaye. Balke is bare me to main khud hi yahi kahuga ki aap apni beti ko apni saari property de de. Waise bhi kaanuni roop se aapke baad aapki property par aapki beti ka hi hak hota hai." Maine ye kaha to dakshina ne kaha.

"Haan tumne sahi kaha. Main khud bhi yahi chaahti thi ki marne se pahle main apni beti ke naam apni sari property likhwa dugi magar ab aisa nahi hoga. Kyo ki uske dogle pati ne iske liye tumhari jaan lene ki koshish ki. Jabke isme tumhara kahi koi kasoor hi nahi hai. Tum to wo ho jisne bure se bure wakt me hame bikharne nahi diya aur hamare karobaar ko bulandi tak pahuchaya. Mere us dogle damaad ne kya kiya.? Usne to kabhi phone karke ye bhi nahi puchha ki main yaha kis haal me hu.? Mere karobaar me mera hath batane ki to baat hi door hai. Use to bas paki pakaayi milkiyat chaahiye. Magar ab kuch nahi payega wo. Mujhe dukh hai ki meri beti aise neech insaan ke sath mere pati ke dwara zabardasti baandh di gayi thi." Dakshina jazbaat me bahne lagi thi ki tabhi fir usne khud ko samhala aur chup ho gayi.

"Aapke damaad ko to saza zarur milegi dakshina ji kyo ki usne ek nirdosh insaan ki jaan lene ki koshish ki hai. Kher achha hua ki aap police thaane par aayi aur mujhe is bare me saari baate bataayi." Police wala ye kah hi raha tha ki maine kaha.

"Magar meri samajh me ye nahi aa raha ki is baat ka pata kaise chala.? Mera matlab hai ye kaise pata chala ki us insaan ne property ke liye meri jaan lene ki koshish ki.?" Maine ye kaha to dakshina ne kaha.

"Us wakt kiran ka phone aaya tha mere paas. Main us wakt usi se baat kar rahi thi. Usi ne is bare me sab kuch bataya mujhe. Usne bataya ki pahle use bhi is bare me kuch pata nahi tha aur na hi uske pati ne usse is bare me kabhi baat ki thi. Use lagta tha ki aisi baato ka zikar kiran mujhse zarur karegi. Is liye usne kiran ko kuch nahi bataya. Balke usne gup chup tarike se hi is sare maamle ko anjaam diya. Ek din kiran ne use phone par kisi se baat karte huye sun liya tha. Uski baato me tumhara zikar tha. Kiran ko pahle to kuch samajh nahi aaya tha magar usne ye zarur socha ki uska pati phone par kisse aur kis bare me tumhara zikar kar raha hai.? Ye soch kar usne apne pati ki jasoosi ki aur aise hi kuch dino me use sab kuch pata chal gaya. Ye abhi kuch dino pahle se hua tha. Aaj use pata chala ki uska pati apne aadmiyo se tumhe yaha hospital se gayab karne ki baat kar raha tha. Ye sab jaan kar usne fauran hi mujhe is sabke bare me batane ke bare me socha. Use ye nahi pata tha ki tum is haalat me yaha ho. Ye baat bhi use uske pati ke dwara hi pata chali. Usne bataya ki aaj usne chupke se apne pati ki coat me ek chhota sa microphone chhupa diya tha. Kyo ki use lagta tha ki tumhare bare me jo bhi baat hai wo serious zarur hai. Us microphone ke dwara hi use pata chala ki uske pati ne apne aadmiyo ko aaj raat hospital se tumhe gaayab karne ke liye kaha hai. Pahle to kiran is sabke liye apne pati se baat karne ke liye uska intzaar karti rahi thi magar jab uska pati sara din ghar na aaya to use laga ki kahi tum par sach much koi khatra na aa jaye is liye usne fir fauran mujhe phone kiya aur sab kuch bataya." Dakshina ne ye sab kaha to main soch ke gahre samandar me doob gaya. Mujhe kiran ki wafa par bhi naaz hau aur is maamle me uski samajhdaari par bhi.

"Maine hospital me uske aadmiyo ko pakadne ke liye jaal bichha diya hai. Uske aadmi jaise hi yaha aayenge waise hi wo log police ke hatho dhar liye jayenge." Police wale ne ye kaha to maine kaha.

"Ye sab karne ki kya zarurat hai sir.? Sidhe sidhe aapko us amit ko hi pakad lena chahiye." Maine ye kaha to police wale ne kaha.

"Ham aisa nahi kar sakte hain. Kyo ki inka damaad amit kal hi dubayi se aaya tha apni patni kiran ji ke sath. Kiran ji ko pahle pure maamle ka pata nahi tha. Wo to aaj hi pata chala hai. Unhone bataya ki amit subah ghar se chala gaya tha aur tab se waapas nahi aaya hai. Iska matlab ye hua ki amit agar ghar nahi gaya to wo plan ke anusaar wahi gaya hoga jaha par wo apne aadmiyo ko milne ke liye bola raha hoga. Kher hamne sirf uske mobile ke adhaar par us tak pahuchne ka socha tha. Iske liye hamne uske mobile ko trace bhi kiya magar uska mobile phone switch off hai. Is liye ham direct us tak nahi pahuch sakte. Is liye ab ek hi raasta hai ki ham uske aadmiyo ke dwara hi us tak pahuchenge. Kahne ka matlab ye ki uske aadmi apne plan ke anusaar yaha tumhe lene aayege aur hamare aadmiyo ke dwara pakad liye jayege. Uske baad ham unse ugalwayege ki wo tumhe le kar kaha jane wale the.? Uske aadmi hame khud amit tak pahuchayenge." Police wale ne ye sab bataya to main kuch na bola.

Uske baad yahi kiya gaya. Yaani police inspector ke aadmi saade kapdo me hospital me tainaat ho gaye magar is tarah ki un logo ko ye bhanak tak na lag sake ki unhe pakadne ke liye hospital me jaal bichaya gaya hai. Sab kuch sahi kar ke inspector dakshina se kisi zaruri kaam ka bol kar chala gaya tha. Is wakt kamre me main aur dakshina hi the. Police ke do aadmi kamre ke baahar hopital ke normal karmachaari ke roop me maujood the jabke baaki aadmi hospital ke har us hisse me maujood the jaha se kisi ke aane aur jane ke bare me zara sa bhi sandeh tha.

"I'm so sorry jaan." Mere bagal se kursi par baithi dakshina ne meri taraf dekhte huye ye kaha to maine kaha.
"Sorry kis baat ke liye.?" Maine ye kaha to dakshina ne kaha.

"Isi baat ke liye ki mere damaad ki vajah se ye sab hua. Agar us din sach me tumhe kuch ho jata to kya hota.? Mera to is sabke bare me soch soch kar hi dil baitha ja raha hai. Main soch bhi nahi sakti thi ki amit aisa bhi kar sakta hai..wo bhi sirf is liye ki main apni property kahi tumhe na de du." Dakshina ne ye kaha to maine kaha.

"Waise galat kaha soch raha tha wo.? Ye to hakikat hi hai na ki tum apni saari property mujhe dene ka pahle se hi soch rakhi ho. Jabke maine tumhe kayi baar iske liye mana bhi kiya tha. Aakhir tumhari property aur paisa sab kuch tumhare baad tumhari beti ka hi to hai aur kyo ki tumhari beti amit ki patni hai to us hisaab se ye sab uska bhi hua." Maine ye sab kaha to dakshina meri taraf kuch palo tak dekhti rahi fir boli.

"Haan magar meri beti ne to lene se inkaar kar diya tha na. Maine to usse kaha bhi tha ki wo apne naam karwa le ye sab magar usne to saaf inkaar kar diya tha. Uska kahna tha ki meri life me tum ho aur is liye mujhe is property ki zarurat padegi. Main kabhi kabhi socha karti hu ki meri beti kya sach me itni mahaan hai jo meri khushiyo ke liye itna kuch sochti hai.? Koi dusri beti hoti to wo is baat se hi mujhse hamesha naraaz rahti ki mera tumse jismaani sambandh hai. Ho sakta hai ki is baat ka pata chalte hi wo kabhi meri surat bhi dekhna pasand na karti. Magar kiran me aisi koi baat nahi thi. Balke wo hamare is relation se bahut khush thi. Haan is baat se wo zarur dukhi thi ki uski shadi tumse nahi ho saki. Magar iske liye bhi wo mujhe doshi nahi maanti. Wo achhi tarah jaanti hai ki uske baap ne zabardasti uski shadi amit se ki thi...jabke main to chaahti thi ki uski shadi tumse ho jaye." Dakshina ye sab kah rahi thi aur main pichhli zindagi ke bare me sochne laga tha.

"Main bhagwan se yahi dua maangti hu ki wo har janam me mujhe yahi beti de. Wo aaj bhi tumse bahut pyaar karti hai. Jaise hi use pata chala ki uske pati ke dwara tumhari jaan ka khatra hai to usne fauran is bare me apne pati ki jasoosi karni shuru kar di. Usne ek baar bhi ye nahi socha ki is sabke baad uske pati ka kya hoga.? Use pata hai ki is jurm ke liye uske pati ko saza ho sakti hai. Iske baad bhi usne wahi kiya jo uske dil ne kaha." Dakshina ne ye sab kaha to maine kaha.

"Tumhe pata hai...uska pati kabhi usko maa nahi bana sakta." Maine ye kaha to dakshina ne hairaani se meri taraf dekha.
"Ye kya kah rahe ho tum.?" Dakshina ne hairaani se ye puchha to maine kaha.

"Mujhe kiran ne hi bataya tha ki uska pati use maa nahi bana sakta. Last time jab wo yaha aayi thi aur raat me mere sath thi to wo mujhse yahi kah rahi thi ki main use apne bachche ki maa bana du. Jab maine usse ye kaha ki uske pati ko pata chal gaya to kya hoga to usne bataya ki uska pati use maa nahi bana sakta. Ab ye baat uske pati ko bhi pata hai ki nahi ye main nahi jaanta. Maine bhi usse ye nahi puchha tha ki usne apne pati ke bare me aisa kyo kaha tha.?" Maine ye sab kaha to dakshina ne kaha.

"Shayad ye baat sach hi ho ya fir ye ho sakta hai ki kiran tumhe tumhare bachche ki maa banane ke liye is liye kah rahi thi kyo ki wo tumse pyaar karti thi aur chaahti thi ki wo tumhare hi bachche ki maa bane." Dakshina ne ye kaha to maine kaha.

"Haan ye bhi ho sakta hai." Maine ye kaha to dakshina ne kaha.
"Usne phone par bataya ki ab wo apne pati ke sath nahi rahna chaahti hai. Maine jab usse vajah puchhi to usne bataya ki uska pati shuru shuru me thik tha magar dhire dhire uska bartaav change hone laga aur ek din usne kiran se ye kaha ki wo use kisi dusre mard ke sath sex karte huye dekhna chaahta hai. Uski is baat se kiran ke hosh ud gaye the. Is baat par kiran usse naraaz bhi ho gayi thi. Kuch din tak to thik raha magar fir se wo yahi baat kahne laga usse." Dakshina ne ye sab kaha to main bhi hairaan rah gaya.

"Pichhle kuch samay se kiran ki shadi shuda zindagi achhi nahi chal rahi hai. Halaat to yaha tak bigad gaye ki amit iske liye kiran par hath bhi uthane laga. Aaj phone par usne pahle mujhe is maamle ke bare me bataya aur fir apne aur amit ke is maamle ke bare me. Wo baat karte huye ro rahi thi aur kah rahi thi ki use ab amit ke sath nahi rahna hai. Wo use dusre mardo ke sath sex karne ke liye majbur karta hai aur jab wo raaji nahi hoti to use buri tarah maarta hai. Is liye maine bhi usse kah diya hai ki wo waapas aa jaye. Main bhi nahi chaahti ki wo ghatiya insaan apni khwaahisho ke liye meri beti ko bazaaru randi bana de." Dakshina ne ye kaha to maine kaha.

"Agar aisi baat hai to main bhi yahi kahuga ki kiran ko uske paas rahne ki koi zarurat nahi hai. Ya to wo apni sasuraal me apne saas sasur se is bare me bataye ya fir wo amit ko talaak de kar yaha aa jaye." Maine ye kaha to dakshina ne kaha.

"Saas sasur ko batane se bhi kya hoga vicky.? Aakhir kiran ko rahna to amit ke sath hi padega na aur wo yaha rahta nahi hai balke dubayi me rahta hai. Pata nahi aisi waahiyaat khwaahish uske man me aayi kaise.? Zarur dubayi me uske aise koi yaar dost honge jo use aise kaam karne ki naseehat dete honge. Abhi tak to meri beti kisi tarah is sabse bachti rahi hai magar kab tak wo is sabse bachti rahegi. Isse achha to yahi hai na ki wo amit se har rishta hi tod le." Dakshina ne ye kaha to maine haan me sir hilaya.

Mere man me kiran ke bare me hi baate chal rahi thi. Duniya me kaise kaise log pade hain jinki ajeeb ajeeb si khwaahishe hain. Kiran ek aisi ladki thi jiske dil me koi mail nahi tha. Wo mujhse bahut pyaar karti thi aur mujhse hi shadi karna chaahti thi magar kismat ko to kuch aur hi manjoor tha. Use pata tha ki uski maa mujhe bahut chaahti hai. Is liye jab uske baap ne apni pasand ke ladke se uski shadi ki baat ki to wo pahle to bahut royi aur iske liye usne apne baap se inkaar bhi kiya magar jab uske baap ne use shakhti se majbur kiya to wo sabke so jane ke baad mujhse mili. Mujhse usne bahut hi gambheer lahje me kaha tha ki main uski maa ka hamesha khayaal rakhu aur use khoob pyaar du.

Mujhe lagta hai ki wo agar chaah leti to apni shadi amit se kisi bhi soorat me nahi hone deti magar shayad usne apni maa ki khushiyo ke liye ye zahar pi liya tha. Use pata tha ki uski maa bhi uski khushi ke liye hi mere sath uski shadi karne ko liye taiyaar thi. Dono maa beti ek dusre ki khushiyo ke liye apni apni chaahat ko kurbaan karne ke liye taiyaar thi. Ye kitni ajeeb aur kitni badi baat thi.

Wakt apni speed se guzarta raha. Dakshina ne mujhse kaha tha ki is sabke baad wo mujhe dusre hi din ghar le jayegi. Kher wakt guzarta raha aur raat ho gayi. Magar abhi tak aisa kuch na hua tha jiske liye police wale hospital me meri suraksha ke liye maujood the.

Raat ka khana khane ke baad dakshina kuch der mere paas hi baithi rahi. Uske baad maine use sone ke liye kaha to wo kamre me hi dusri taraf rakhe bed par ja kar let gayu thi. Is wakt raat ke gyaarah baj chuke the. Mujhe neend nahi aa rahi thi aur main jaanta tha ki yahi haal dakshina ka bhi tha. Aise maahaul me neend bhi kaise aa sakti thi jabke hame pata ho ki kuch gunde type ke log mujhe apharan karne ke liye aane wale hain aaj raat.?

Wakt guzarta ja raha tha aur wakt ke sath sath mere dil ki dhadkane bhi badhti ja rahi thi. Dil aur dimaag me ek ghabrahaat si bharti ja rahi thi ye soch kar ki jo log mujhe apharan karne ke liye aa rahe hain unka main is haalat me kuch nahi bigaad paauga aur agar wo mujhe har rukawat ko paar kar ke le gaye to kya hoga.? Jab mere apharan ka pata meri maa aur bahno ko chalega to unke upar to jaise aasmaan hi gir padega. Meri maa ka ro ro kar bura haal ho jayega. Abhi main ye sab soch hi raha tha ki tabhi mujhe ahsaas hua ki ye sab main kya soche ja raha hu.? Bhala itne police walo ke rahte koi mujhe kaise yaha se le jayega.??

Us wakt raat ke ek baj rahe the jab mujhe aisa laga jaise kamre ke baahar kuch logo ke chalne ki awaaz huyi ho. Dhire dhire un kadmo ki awaaz clear hoti chali gayi. In awaazo se mere dil ki dhadkane bhi ekdam se badh gayi thi aur jaise hi kadmo ki awaaz kamre ke dawaaze par aa kar band huyi waise hi mujhe laga ki meri dhadkano ne dhadakna band kar diya ho. Main dar aur ghabrahaat ki vajah se paseena paseena ho gaya tha.

Udhar kamre ka darwaza khula aur police inspector do aur police walo ke sath kamre me daakhil hua. Darwaza khulne ki awaaz se dusre bed par leti dakshina bhi uth gayi thi aur police inspector ko dekh kar bed se neeche utar aayi thi.

"Kya baat hai inspector...kya un logo ko pakad liya aapne.?" Dakshina ne inspector ke kareeb aate huye ye kaha to inspector ne muskuraate huye kaha.

"Ji bilkul. Un logo ko shayad is baat ki khwaab me bhi ummid nahi thi ki unke swaagat ke liye hamne yaha kya intjaam kiya hua hai. Kher badi asaani se wo sab pakad liye gaye. Pahle to unhone bhaagne ki koshish ki magar fir aakhir pakad hi liye gaye. Is wakt wo sab hamari giraft me hain." Police inspector ne ye kaha to maine aur shayad dakshina ne bhi raahat ki saans li. Jabke dakshina ne kaha.

"Ye to achhi baat huyi inspector sahab. Ab aage ka kya.?" Dakshina ne ye kaha to inspector ne kaha.
"Unse puchtaach ki ja rahi hai. Jaise hi wo sach uglenge. Ham unhe le kar us jagah jayenge jaha par amit ne unhe milne ke liye kaha hai." Inspector ne ye kaha to dakshina ne kaha.

"Ohh thik hai inspector sahab aapko jo sahi lage kijiye. Main bas ye chaahti hu ki amit aapke hath se nikal na jaye. Jab aap use pakad lenge tab main usse puchhugi ki usne aisa kyo kiya tha.? Aakhir wo ye kaise soch sakta tha mere bare me.?" Dakshina ne ye kaha to inspector ne kaha.

"Don't worry dakshina ji. Amit ab hamare hath se bach kar kahi nahi ja payega. Jald hi ham use pakad lenge aur use hawalaat me daal denge." Inspector ne ye kaha hi tha ki tabhi saade kapdo me ek police wala aaya aur usne inspector se kaha.

"Sir un logo ne sach ugal diya hai. Aap chaahe to khud ek baar unse sach puchh sakte hain." Us police wale ne ye kaha to inspector ne kaha.

"Very good...un logo ko usi gaadi me baithaao jisme wo log aaye the. Main ashif ke sath unke hi sath unki hi gaadi me rahuga. Baaki tum log meri wali gaadi me peechhe peechhe aaoge. Hamare beech itna faasla rakhna ki kisi ko kisi tarah ka shak na hone paye. All right.??" Inspector ne ye kaha to us police wale ke sath baaki do police walo ne bhi yes sir kaha.

Uske baad inspector dakshina aur mujhe dekhte huye kal milne ka kah kar kamre se baahar nikal gaya. Uske jane ke baad dakshina ne darwaza band kiya aur aa kar mere paas hi kursi par baith gayi.

"Chalo ye to achha hua ki apharan karne wale police dwara pakde gaye aur ab aise hi amit bhi pakad liya jaye to behtar hoga." Dakshina ne ye kaha to maine kaha.
"Bas dua karo ki pakda hi jaye. Waise wo bhi kam chaukanna nahi hoga. Yaani is bare me usne bhi to socha hi hoga ki agar uske kaarname ki bhanak kisi ko lag gayi aur uske aadmi pakde gaye to us situation me use kya karna hoga.?" Maine ye kaha to dakshina ne kaha.

"Haan kyo nahi. Aise kaam karne walo ke dimaag me sabse pahle yahi baat rahti hai. Jurm karne wala sabse pahle yahi sochta hai ki pakde gaye to kya hoga.? Is liye wo uska upaay bhi soch leta hai ki agar aisa ho ta wo asaani se bach nikalne me safal ho jaye." Dakshina ne ye kaha to maine kaha.

"Isi liye kah raha hu ki bas dua karo ki wo pakda hi jaye. Kher chalo ab raat bahut ho chuki hai. Tum ab araam se so jaao." Maine ye kaha to dakshina ne haan me sir hilaya aur jhuk kar usne mere hotho ko ek baar chuma aur fir dusri taraf rakhe bed ki taraf chali gayi. Uske jane ke baad maine bhi apni aankhe band kar li.


Bhai log....
Aaj ke liye itna hi....

Read Enjoy & Give Your Feedback....
Keep Supporting & Stay With....


:thankyou:
Bhai bahut achha update diya he. Lekin mujhe yaha ek baat khatak rahi he ki inspector ne ek baar bhi amit ki koi photo nahi maangi dankshina se. Aur bina foto ke wo use pehchane ga kaise kyuki amit koi wanted gunda to he nahi ki usaki foto har thane me lagi hui ho. Aur dusri baat kya pata amit khud apne aadmiyo ke sath hi aya hua ho. Isliye agat inspector ek baar amit ki foto dekh leta to sayad sahi rehta
 

Mr. Pandit

SAB KUCH JAYAZ HAI....
1,764
3,882
144
SAB KUCH JAYAZ HAI....
UPDATE = 55

"Haan kyo nahi. Aise kaam karne walo ke dimaag me sabse pahle yahi baat rahti hai. Jurm karne wala sabse pahle yahi sochta hai ki pakde gaye to kya hoga.? Is liye wo uska upaay bhi soch leta hai ki agar aisa ho ta wo asaani se bach nikalne me safal ho jaye." Dakshina ne ye kaha to maine kaha.

"Isi liye kah raha hu ki bas dua karo ki wo pakda hi jaye. Kher chalo ab raat bahut ho chuki hai. Tum ab araam se so jaao." Maine ye kaha to dakshina ne haan me sir hilaya aur jhuk kar usne mere hotho ko ek baar chuma aur fir dusri taraf rakhe bed ki taraf chali gayi. Uske jane ke baad maine bhi apni aankhe band kar li.

Ab aage padhiye....
Raat pata nahi kab meri aankh lag gayi thi mujhe pata hi nahi chala tha. Subah dakshina ke jagane par hi meri aankhe khuli. Dakahina ne hi bataya ki subah ke 6 baje hain. Uski baat sun kar mujhe yaad aaya ki kal raat inspector kuch police walo ke sath dakshina ke damaad ko yaani amit bansal ko pakadne ke liye gaya tha. Maine dakshina se is bare me puchha to dakshina ne bataya ki usne abhi kuch der pahle inspector ko phone kiya tha. Inspector ne bataya ki amit pakda gaya hai aur uski giraft me hai.

Dakahina ki is baat se maine raahat ki lambi saans li. Mere sir se jaise bahut bada bojh aur bahut bada khatra hat gaya tha. Meri maa bahno ko is baat ka pata bhi nahi chala tha. Achha hi hua warna wo sab bahut zyada chitit aur pareshan ho jati.

"Maine doctor se baat ki thi kal. Unhone kaha hai ki main tumhe yaha se le ja sakti hu. Haan ye zarur hai ki tumhara achhe se khayaal rakhna hoga magar tum to behtar jante ho ki ham sab yaha se behtar hi tumhara khayaal rakh lenge." Dakshina ne ye kaha to maine kaha.

"Haan pata hai. Main bhi yaha par nahi rahna chaahta ab. Yaha chaahe jitni bhi sukh suvidha ho ya khayaal rakha jata ho magar iske baavjood yaha par ghutan si hoti hai. Kher chhodo ye bataao kiran ke liye kya socha hai tumne.?" Maine ye kaha to dakshina ne kaha.

"Wo meri beti hai jaan. Main us dogle insaan ke paas ab aur nahi chhod sakti use. Is liye maine use bula liya hai. Amit se uska talaak ho jayega aur wo mere sath hi rahegi." Dakshina ne ye kaha to maine kaha.

"To kya kiran ko saari zindagi apne paas hi rakhogi tum.?" Maine ye kaha to dakshina ne kaha.
"Kya tumhe isse koi problem hai dear.?" Dakshina ne ulta sawaal kiya to maine kaha.

"Mujhe kyo koi problem hogi yaar.? Main to bas is liye aisa kah raha hu ki uski apni zindagi hai. Agar wo chaahe to uski shadi dubara kisi achhe ladke se karwa sakte hain." Maine ye kaha to dakshina ne kaha.

"Is bare me kiran se hi puchhna padega ki wo ab kya chaahti hai.? Waise mujhe nahi lagta ki wo dubara kisi se shadi karne ke bare me sochegi." Dakshina ne ye kaha to main kuch der sochta raha fir bola.

"Chalo thik hai aur mere is accident ke maamle wali baat meri family ko pata nahi chalni chahiye. Main nahi chaahta ki wo sab is baat se pareshaan ho jaye." Maine ye kaha to dakshina ne kaha.

"Batane me koi problem nahi hai jaan. Waise bhi jisse khatra tha wo to pakda hi gaya hai. Is liye ab is baat ko apni family se chhupane ka koi matlab nahi hai." Dakshina ne ye kaha to maine kaha.

"Baat sirf itni nahi hai. Agar unhe pata chala to wo sawaal karenge ki amit mujhe kyo jaan se maarna chaahta tha.? Is sawaal ka jawaab kya denge ham.? Kya unhe ye batayege ki wo mujhe is liye jaan se maarna chaahta tha ki kahi tum apni property mujhe na de do. Ye baat sun kar meri maa kya sochegi.? Unke man me sawaal ubhrega ki bhala tum apni property mujhe kyo dena chahogi.? Is sawaal se kayi sawaal khade ho jayege. Jinka jawaab dena hamare liye mushkil pad jayega." Maine ye sab kaha to dakshina ne kaha.

"Der saver ye sachchaayi to unko pata chalni hi hai jaan. Shuruaat kusum se hone wali hai. Tum achhi tarah jaante ho ki wo mujhse hamare rishte ke baare me detail se jaanna chaahti hai aur maine bhi usse kah diya hai ki tumhare ghar aate hi main use sab kuch bataaugi. Kusum ko sab kuch pata chalne ke baad sambhav hai ki aise halaat ban jaye jab mujhe ya ham dono ko hamare bare me sab se batana pad jaye." Dakshina ne ye kaha to maine kaha.

"Baaki logo ka baad me dekhege. Kher chhodo abhi kya karne wali ho tum.?" Maine ye kaha to dakshina ne kaha.
"Abhi to main police station ja rahi hu. Inspector sawant ko maine phone kiya tha. Usne mujhe bataya ki amit ko le kar wo raat me hi aa gaye the aur amit ab hawalaat me band hai. Is liye main pahle amit se milna chahugi uske baad tumhe yaha se le jane ki taiyaari hogi." Dakshina ne ye kaha to maine thik hai kaha.

Uske baad dakshina mere hotho par kiss karne ke baad kamre se nikal gayi. Uske jane ke baad main bed par pada in sab baato ke bare me sochne
laga.

Udhar dakshina jab police station pahuchi to inspector ko apna intzar karte huye hi paya. Dakshina ke aate hi inspector ne use bataya ki amit use faridabaad me mila tha. Faridabaad me wo ek jagah par tha jaha par ek nayi building ban rahi thi. Matlab saaf tha ki usne us building ko apna adda banaya hua tha. Uske aadmi jab vicky ko le kar aate to wo apne tarike se uske sath kuch bhi kar sakta tha. Inspector ki baate sunne ke baad dakshina ne kaha ki wo amit se milna chaahti hai.

Dakshina ki is baat se inspector sawant use le kar hawalaat ki taraf gaya. Kuch hi der me dakshina inspector ke sath us jagah pahuch gayi jaha par amit apne aadmiyo ke sath hawalaat me band tha. Dakshina par nazar padte hi uske chehre par nafrat ke bhaav ubhar aaye. Yahi haal dakshina ka bhi tha.

Hawalaat ke paas aa kar dakshina ne inspector se kaha ki wo amit se akele me baat karegi. Dakshina ki is baat ko sun kar sawant waapas apne cabin ki taraf chala gaya.

"Inspector ko kyo bhej diya chhinaal aurat.? Tujhe kya lagta hai use kuch pata nahi hai.? Hahaha maine use sab bata diya hai ki tu aur teri beti hakikat me kya hain." Amit ne thahaka lagate huye ye kaha to dakshina pahle to chaunki fir boli.

"Usse koi fark nahi padta neech insaan. Sabki apni apni khwaahishe hoti hain. Har insaan apne tarike se jina chaahta hai. Agar tune mera aur meri beti ka sach use bata bhi diya hai to kya ho gaya.?" Dakshina ne ye kaha to amit ne gusse me kaha.

"Waah tum dono maa beti jo bhi karo wo sab sahi hai aur agar apni khwaahisho ke liye main kuch karu to wo galat ho gaya.?" Amit ne gusse me ye kaha to dakshina ne kaha.

"Ham maa beti is liye sahi hain kyo ki hamne jo kuch bhi kiya usme dono taraf se sahmati thi magar tum jo meri beti ke sath karna chaahte the usme meri beti ki marzi nahi thi is liye wo galat ho gaya. Kher tumne vikas ko jaan se maarne ki koshish ki jo ki sarasar galat hai aur iske liye tumhe saza zarur milegi." Dakshina ne ye sab kaha to amit ne gusse se dekhte huye kaha.

"Tujhe kya lagta hai ki main yaha zindagi bhar aise hi band rahuga.? Nahi meri randi saasu maa. Main yaha se bahut jald baahar nikal aauga. Uske baad tum sabka kriya karm is baar achhe tarike se karuga. Tum dono maa betiyo ko do kaudi ki randiya na banaya to mera naam bhi amit bansal nahi." Amit ne ye kaha to dakshina ko gussa to bahut aaya magar usne khud ko samhaalte huye kaha.

"Hijdo me itna dam kab se ho gaya.? Mujhe pata hai ki tum khud kuch karne ke laayak nahi ho. Is liye dusro ke upar hi nirbhar ho tum. Lagta hai sara khandaan aisa hi hai. Agar beta hijda hai to baap bhi hijda hi hoga. Iska matlab kisi haraami ki aulaad hai tu." Dakshina ne ye kaha to amit gusse me aag babula ho gaya.

"Bahut pachtayegi tu. Bas kuch din sabar kar tu. Uske baad dekhna ki kya hasra karta hu main tum dono maa beti ka aur haan us haramzaade ka bhi. Jisne tum dono maa beti ko randi banaya hai. Tujhe kya lagta hai maine sirf property ke liye us madarchod ki jaan lene ki koshish ki thi.? Nahi meri kutiya saasu maa...mujhe sab pata hai. Teri beti ke pet me usi haramzade ka bachcha hai. Teri beti ne mujhse bewafaayi ki. Mujhe aur mere pyaar ko dhokha diya hai." Amit ne ye sab kaha to dakshina pahle to ye jaan kar hairaan huyi ki kiran pet se hai magar fir boli.

"Chalo maan liya ki meri beti ne tujhse bewafaayi ki to tu uske liye use talaak de sakta tha. Kisi ki jaan lena kaun sa sahi kaam tha.?" Dakshina ne ye kaha to amit ne kaha.

"Jaise tum maa beti ke liye sab kuch jayaz hai waise hi maine jo kiya wo bhi jayaz hai. Main ye kaise bardaast kar leta ki meri biwi ke pet me mere alawa kisi gair mard ka bachcha ho jaye.? Is liye apmaan aur gusse me jalte huye maine wahi kiya jo har wo pati karta jo meri jagah hota." Amit ne ye kaha to dakshina ne kaha.

"Tumhe kisi ki jaan lene ka koi hak nahi tha aur na hi meri beti ko kisi gair mard ke sath sulane ka." Dakshina ne ye kaha to amit ne kaha.
"Main to wahi kar raha tha jo wo khud karti thi. Use gair mard ke sath sex karna achha lagta tha na. Is liye maine wahi kiya. Uski khushi ke liye hi uske liye gair mard ki talaash ki. Magar us raand ko to sirf ek hi gair mard chahiye tha aur wo tha wo kamina vicky. Use to mar hi jana chahiye tha. Is baar to bach gaya magar kab tak bachega wo haramzada.?" Amit ne gusse me tilmilate huye ye kaha to dakshina ne kaha.

"Ab tu uska kuch nahi bigaad payega. Balki iske liye ab tujhe aisa bana diya jayega ki tu kuch karne ke kaabil hi na rah jaye aur haan bhool mat ki teri bhi maa bahne hain. Agar tune vicky ke sath kuch bura karne ka socha to is baat ka khayaal rakhna ki uska anjaam tere liye to bura hoga hi sath hi teri maa bahno ke liye bhi bura ho jayega. Agar tu ye samajhta hai ki ham aurat hain to kuch kar nahi sakte to ye teri bhool hai. Itihaas khol kar dekh le. Tujhe aurato ka asli roop samajh me aa jayega." Dakshina ne sherni ki tarah gurrate huye ye kaha to amit use dekhta rah gaya.

"Vicky ne bure se bure wakt me hame sahara diya aur mere karobaar ko samhala. Aaj usi ki vajah se main is mukaam par hu ki khade khade tujhe khareed sakti hu. Ek achhe insaan ke liye agar ham dono maa beti ke dil me prem jaag gaya to kya galat ho gaya.? Main to apni beti ki shadi vicky se hi karna chahti thi magar uska wo bewda baap hi kabaab me haddi ban gaya. Pata nahi use tujh hijde me aisa kya dikha tha jiski vajah se usne meri masoom beti ko tere sath zabardasti baandh diya. Kher chhod tu kya samjhega in sab baato ko. Main bas itna kahna chaahti hu ki agar teri nazar me ham galat the aur meri beti ne tere sath bewafaayi ki to tujhe use talaak de dena chahiye tha. Agar tujhe itna sab pata hai to ye bhi pata hoga ki wo vicky se pyaar karti hai. To achhe insaan ki tarah tujhe use uske pyaar tak pahucha dena chahiye tha. Us tarah me tere liye mere man me ijjat badhti magar ye sab karke tune kaun sa sahi kaam kar diya.?" Dakshina ne ye kaha to amit ne gusse se kaha.

"Mujhe bhaashan mat de haramzaadi kutiya. Tujhe kya pata ki is sabse mere dil par kya guzri hai.? Tujhe to sirf apne aur apni beti ke pyaar ki padi hai. Tu ye kyo sochegi ki is sabki vajah se mere sath kitna bura ho gaya.? Tu chaahe jitni daleele de le, mujh par koi asar nahi padega. Main tum teeno ka khaatma karke hi dam luga. Ab dafa ho jaa yaha se. Main teri shakal bhi nahi dekhna chaahta." Amit ne ye kaha to dakshina ne gusse me kaha.

"Mujhe laga tha ki shayad tujhe samajh aa jayega. Magar koi baat nahi...agar tu yahi chaahta hai to yahi sahi. Ye zarur yaad rakhna ki agar tune aisi waisi koi ghatiya harkat ki to anjaam achha nahi hoga." Dakshina ne ye kaha aur fir palat kar tez tez kadmo se baahar ki taraf aa gayi. Kuch hi der me wo inspector sawant ke saamne khadi thi.

"Aapke chehre se lag raha hai ki mulakaat achhi nahi rahi damaad se." Inspector sawant ne muskurate huye ye kaha to dakshina ne kaha.

"Kuch log us pedh ki tarah hote hain jo pura sookh chuka hota hai aur sunsaan jagah par akela hi khada hota hai. Wo kisi bhi situation me jhukna nahi janta. Balke akad me khada hi rahta hai. Us akad me uska saamna ek din aise tufaan se hota hai jo use jad se ukhaad kar aisi jagah fenk deta hai jaha se kabhi kisi ko uska naamo nishaan tak nahi milta." Dakshina ne ye kaha to inspector hairaani se dekhta rah gaya use.

"Waah that's great. Kitni kamaal ki baat kahi aapne. Kher chhodiye...waise aapke damaad ne aapke aur aapki beti ke bare me mujhe jo kuch bhi bataya use sun kar yakeen maaniye main hairaan rah gaya tha. Magar fir maine socha ki aaj ke pariwesh me ye sab to aam baate hain." Inspector sawant ne ye kaha to dakshina ko thoda sharm si mahsoos huyi. Ye dekh kar sawant ne muskurate huye kaha.

"Aree isme sharmane ki koi zarurat nahi hai dakshina ji. Main samajh sakta hu aur main ye bhi maanta hu ki ye aapki life hai aap jaise chaahe ise enjoy kar sakti hain. Kher chhodiye in baato ko mujhe ye bataiye ki ab aage ka kya socha hai aapne.? Jaha tak main samajhta hu aapka damaad bahut jald chhoot jayega aur main ye bhi jaanta hu ki wo fir se aap sabke liye khatra banega. Kyo ki jin baato ki vajah se wo tilmilaya hua tha uski shaanti ke liye wo yahi karega ki wo apne us kaam ko fir se anjaam de jisme wo nakaam hua tha." Inspector ne ye sab kaha to dakshina ne kaha.

"Haan main jaanti hu inspector sahab aur is liye main pahle se hi uske khilaaf aisi FIR darz karana chaahti hu jisme kabhi bhi agar ham par koi aisi problem aaye to uska jimmedaar amit ko hi mana jaye." Dakshina ne ye kaha to inspector ne muskyrate huye kaha.

"Dekhiye ye itni asaan baat bhi nahi hai magar shak ki bina par aur abhi taza tareen huye maamle ko dekh kar kam se kam main aisa kar sakta hu magar mera kahna ye hai ki agar aap apne damaad se hamesha ke liye chhutkara pana chaahti hain to uske liye mere paas ek behtareen suggestion hai." Inspector sawant ne ye kaha to dakshina ne kaha.

"Kaisa suggestion.?" Dakshina ne hairani se ye puchha to sawant ne kaha.
"Dekhiye aap ye mat samajhiyega ki main aapki majburi ka faayda utha raha hu. Agar aapko mera suggestion pasand na aaye to aap bejhijhak inkaar kar sakti hain." Inspector ne ye kaha to dakahina ko samajh na aaya ki inspector kya bol raha hai.

"Mujhe samajh nahi aa raha ki aap kahna kya chaahte hain inspector sahab.?" Dakshina ne dhadakte dil se ye kaha to inspector ne gahri saans li fir bola.

"Itna to main samajh hi gaya hu ki is sabke baad amit se aapki beti ka rishta aage asaani se chalte rahna mumkin nahi hai. Is liye mera suggestion ye hai ki aap apni beti ka amit se talaak karwa de. Main aapki beti se shadi karne ko taiyaar hu." Inspector ne ye kaha to dakshina buri tarah hairaan rah gayi.

"Ye aap kya kah rahe hain inspector.? Aap hosh me to hain na.?" Dakshina ne ye kaha to inspector ne bahut hi santulit lahje me kaha.

"Main puri tarah hosh me hu dakshina ji. Main ye jaante huye bhi aapki beti se shadi karne ko taiyaar hu ki aapki beti ke pet me us insaan ka bachcha hai jiska relation aapki beti ke alawa aapse bhi hai. Kamaal ki baat hai na dakshina ji ki itna sab kuch jaante huye bhi main aapki beti se shadi karne ko taiyaar hu. Kya aap ummid kar sakti hain ki itna kuch jaanne ke baad koi bhi dusra mard aapki beti se shadi karna chahega.?" Inspector ne ye sab kaha to dakshina ko samajh na aaya ki wo kya kahe. Use to yakeen hi nahi ho raha tha ki inspector aisa kuch sochega aur fir aisa kuch karega bhi.

"Dekhiye main samajh sakta hu ki aapne is sabki ummid nahi ki thi magar aap is baat se bhi inkaar nahi kar sakti hain ki duniya me aisa kabhi na kabhi ho jata hai jiski ham kalpana bhi nahi karte. Kher mujhe lagta hai ki aapko is bare me achhe se sochna chahiye aur haan aap is baat se befikar rahe ki main aapko iske liye majbur karuga. Ye tabhi hoga jab isme aapki aur aapki beti ki marzi hogi." Inspector ne ye kaha to dakshina ne khud ke jazbaato ko samhalte huye kaha.

"Mujhe ye samajh nahi aa raha ki meri beti ke bare me itna kuch janne ke baad bhi aap usse shadi karne ke liye kaise taiyar ho sakte hain.? Aakhir aisi kya vajah ho sakti hai.?" Dakshina ne ye kaha to is baar inspector ke chehre par gambheerta ubhar aayi.

"Zindagi badi ajeeb hoti hai dakshina ji aur kabhi kabhi wakt aur halaat bhi hame bahut ajeeb bana dete hain. Kher asal baat ye hai ki ek wakt tha jab main ek khubsurat ladki se beintehaa pyaar karta tha aur use apni patni banana chaahta tha magar mere mata pita us ladki se meri shadi karne ke liye kisi bhi haal me raazi nahi the. Aisa nahi tha ki us ladki me koi kharaabi thi balke wo to har tarah se perfect thi. Magar ek kharaabi aisi thi jiske chalte mere mata pita use apni bahu nahi banana chaahte the. Wo ladki maanglik thi dakshina ji. Mujhe to uski maanglik wali baat se koi fark nahi padta tha kyo ki main use dilo jaan se pyaar karta tha aur use har tarah se apni patni banane ke liye taiyaar tha. Magar mere mata pita is dar se use apni bahu nahi banana chaahte the ki agar usse meri shadi ho gayi to meri zindagi khatre me pad jayegi aur mere mata pita apna iklauta beta hamesha ke liye kho denge. Mere mata pita ne iske liye mujhe apni to kasam di hi sath me us ladki ki bhi kasam di aur kaha ki main usse shadi na karu. Uske alawa duniya ki chaahe jis ladki se main shadi ke liye kahuga to wo karne ke liye taiyaar rahenge. Bas uske baad wahi hua jo mere mata pita chaahte the. Maine us ladki se sari baate bataayi. Wo meri baate sunne ke baad bas halka sa muskuraayi thi. Uski us muskaan me zamane bhar ka dard chhipa tha magar usne mujhse bas yahi kaha ki main wahi karu jisme mere mata pita ki khushi ho. Uske baad dusre din maine uski maut ki khabar suni. Sach kahu to uski khud khushi se meri aatma tak hil kar rah gayi thi. Kher uske is tarah chale jane ke baad main maansik roop se bahut dukhi ho gaya aur fir kabhi shadi na karne ka man hi man faisla kar liya. Aaj is baat ko guzre huye pandrah saal ho gaye magar in saalo me aisa koi lamha nahi tha jab wo mujhe yaad na aayi ho. Mere mata pita bhi uski is tarah ki maut se dukhi huye the aur khud ko uski maut ka jimmedaar maante the. Zindagi aise hi guzarti rahi. Ham police wale bahut badnaam hote hain. Log hame aisi nazar se dekhte hain jaise hamne kitna bura kaam kiya hai magar maine to aaj tak kabhi kisi ke sath galat nahi kiya. Maine hamesha yahi koshish ki thi ki meri vajah se kabhi kisi ka bura na hone paye balke unka bhala hi ho. Uske jane ke baad mere mata pita ne bhi kabhi mujhse ye nahi kaha ki beta shadi kar lo. Aisa shayad is liye kyo ki wo kahi na kahi khud ko mera aur us ladki ka doshi maante the. Magar main jaanta hu ki unke dil me aaj bhi ye armaan machal rahe honge ki wo apne bete ke sir me sehra saja hua dekhe." Inspector sawant saans lene ke liye kuch pal ke liye ruka uske baad fir bola.

"Ye to tha meri zindagi ka sach. Kal raat jab maine aapke damaad se aapki beti ka naam suna aur uske bare me suna to dang rah gaya tha. Kitni ajeeb baat hai. Aapki beti ka bhi wahi naam hai jo us ladki ka tha jise main aaj bhi toot kar pyaar karta hu. Main raat bhar is sabke bare me sochta raha. Apne mata pita ke armaano ke bare me sochta raha aur uske bare me bhi jo har raat khwaabo me aa kar mujhse bas yahi kahti hai ki vikram kab tak meri yaado me khud ko tadpaoge aur mujhe bhi tadpaaoge. Kya mere jaane ke baad bhi tum mujhe khush nahi dekhna chaahte.? Meri to khushi isi me hai ki tum kisi ladki se shadi kar lo aur apne mata pita ko khushiya dete huye apni zindagi me aage badh jaao. Magar main kabhi uski in baato ko maanne ke liye taiyaar nahi hua. Mere dil me aur meri zindagi me uske alawa koi nahi aa sakta tha. Main kisi ko bhi uski jagah nahi dena chaahta tha. Kher, jab aapki beti ke bare me pata chala to maine kal saari raat is sabke bare me socha. Mujhe laga ki agar main aapki beti se shadi kar leta hu to isse kayi baate ho jayengi. Pahli ye ki mere pata khush ho jayenge. Unhe is baat se koi aitraaz nahi hoga ki kiran ke pet me kisi dusre ka bachcha hai. Dusra ye ki main apni mohabbat ko bhi khush kar duga aur last me meri ek khwaahish ye ki meri zindagi me kiran ke aa jane ke baad bhi meri zindagi me sirf meri mohabbat ka hi hak rahega. Aapki beti ko kuch time baad bachcha ho jayega. Use main apna naam de duga. Mujhe khud kisi bachche ke liye aapki beti se jismaani sambandh nahi banana padega. Is tarah meri kasam aur meri mohabbat ka maan bhi bana rahega." Inspector sawant ne ye sab kaha to dakshina kisi patthar ki moorti ki tarah use dekhti rah gayi.

Inspector Vikram sawant insaan hi tha ya koi ajooba. Ye baat dakshina ko samajh nahi aa rahi thi. Koi us mohabbat ke liye itna bada tyaag kaise kar sakta hai jo is duniya me hai hi nahi.? Dakshina ko samajh nahi aaya ki wo sawant ko kya jawaab de.?

"Meri in baato se aap ye bhi kah sakti hain ki agar aisa hota hai to fir aapki beti ka kya.? Mera matlab hai ki agar shadi ke baad main aapki beti se jismaani sambandh hi nahi rakhuga to fir uska kya hoga.? Aakhir aapki beti abhi jawaan hai....uski bhi zarurte hain to uske liye bhi maine soch liya hai. Main use kisi baat ke liye kabhi rokuga nahi. Uski jo bhi zarurte hain wo unhe jaise chaahe pura kar sakti hai. Fir bhale hi uske liye use vicky ke paas jana pade. Mujhe is baat se koi aitraaz nahi hoga." Inspector sawant ne ye kaha to ek baar fir se dakshina buri tarah hairaan rah gayi. Kya inspector sach me hi koi ajooba hai.?

"Mujhe samajh nahi aa raha inspector sahab ki aap kis mitti ke bane huye hain.? Agar aapki baate sach hain to main yahi kahugi ki is sansaar me is tarah ke log bhi ho sakte hain yakeen nahi hota." Dakahina ne ye kaha to inspector ne kaha.

"Duniya bahut badi hai dakshina ji. Duniya me khojne se mujhse bhi zyada ajeeb log mil jayenge aapko. Asal me jab tak hame aise log milte nahi tab tak ham aise logo ke bare me soch bhi nahi sakte hain magar iska matlab ye nahi hota ki duniya me koi aashcharya hi nahi hota hai." Inspector ne ye kaha to dakshina bas dekhti rahi uski taraf.

"Kher chhodiye ye sab...aap bataiye ki kya ab bhi aapko kisi tarah ka aitraaz hai.? Kya ab bhi aapko lagta hai ki aapko apni beti ki shadi mujhse karne ke liye sochna padega.?" Inspector ne ye kaha to dakshina ne kaha.

"Mujhe to koi aitraaz nahi hai inspector sahab magar iske liye mujhe apni beti se bhi puchhna padega. Jab tak uski marzi nahi hogi tab tak main aapse zyada kuch kah nahi sakti. Dusri baat ye ki abhi to amit se uska talaak bhi nahi hua hai aur mujhe is baat par bhi shanka hai ki amit talaak ke papers par apne sign karega bhi ki nahi. Aakhir wo meri beti ko bewafa samajhta hai aur use bina saza diye kaise jane dega apne hath se.?" Dakshina ne ye kaha to inspector ne muskurate huye kaha.

"Is baat ki aap fikar mat kijiye. Amit se talaak ke papers par sign karwane ka kaam main kar duga. Aap bas apni beti se is bare me baat kar lijiye." Inspector ne ye kaha to dakshina ne haan me sir hilaya.

Uske baad dakahina inspector ke cabin se nikal kar waapas hospital ki taraf chal padi. Uske man me vichaaro ki aandhiya si chalne lagi thi. Wo sare raaste inspector ke bare me hi sochti rahi aur fir haospital pahuch gayi. Usne mujhe bhi is bare me sab kuch bataya to sun kar main bhi buri tarah hairaan rah gaya tha. Dakshina se maine kaha ki inspector kahi hamse koi game to nahi khel raha.? Meri is baat se dakshina ne kaha ki ho sakta hai. Hame uske liye uske bare me janna hoga aur uske ghar ja kar uske mata pita se bhi milna padega. Agar inspector sahi hai to samjho ki wo duniya ka sach me ek ajooba insaan hai. Magar usse pahle kiran se bhi is bare me baat karni hogi. Kyo ki uski razamandi se hi kuch ho sakta hai.


Bhai log....
Aaj ke liye itna hi....

Read Enjoy & Give Your Feedback....
Keep Supporting & Stay With....


:thankyou:
 

Mr. Pandit

SAB KUCH JAYAZ HAI....
1,764
3,882
144
Ohhh teri. Iske bare mai to koi soch bhi nahi sakta tha.
Fala bada wala kamina nikla ye to.
Bach gya vikky nahi to aaj agar un logo k hathe chadh jata to iska kalyan hi kr dete or pichhe vikky k maa or bahno ka kya haal hota.
Police walo ne bahut badhiya kaam kiya hai.
Fabulous update.
Thanks for your lovely comment & support....

Next update posted....
Read & Enjoy....
 

Mr. Pandit

SAB KUCH JAYAZ HAI....
1,764
3,882
144
Aak or twist chalo acha huwa aak kari juu baki thi woo bhi subhal gay Kiran hahahahahaha
Thanks for your lovely comment & support....

Next update posted....
Read & Enjoy....
 
Top