Update 40
Mere andar itni haiwaniyat aa gayi thi mai uski gardan ko ddant se kaat kar alag kar diya aur uske sar ko apne pairo se phod diya
Aur uska baki ka sarir waha phek ke diwar tod ke bahar nikal gaya
Aur mai bahar jane ke baad kuch dur jane ke baad mai behos ho gaya aur jab meri ankh khuli to mai chauk gaya?
Ab aage
jab mai hosh mae aaya to dekha ki mera sar kisi ki god me tha
Mai chauk ke uske god se uth ke baith gaya jab maine us shakhs ka chehra dekha to wo shabhi pariya thi jo mere charo taraf baithi thi
Jiski god me mera sar tha wo koi aur nahi Niti pari thi jo mere sar god me le ke baithi thi
Maine jab idhar udhar dekha to mai ek khali maidan me tha mai to solid chauka aur pucha
Mai - mai yaha kaise pahucha mai to us danav ke mahal me tha aur aur ye mere kapde kaise badal gaye
Niti - wo wo aap ko sach me yaad nahi aap yaha kaise pahuche
Mai - mujhe sach me yaad me nahi hai ki mai yaha kaise pahucha
Wo - huwa ye tha jab aapko us danav ne roka to uske baad ki ski kahani mujhe bata di
Mai - hmm mujhe to kuch yaad nahi hai aur mere kapde kaise badal gaye
Wo - wo wo sharma kar jab ham aapke peeche peeche aaye to ham ne dekha aap behos ho ke gir gaye
Aur apne asli rup me aa gaye to jab ham aap ke paas pahuche to dekha ki aap ke kapde fat gaye the aap yaha bina kapde ke the to hamne pahna diya
Mai bhi ye sun ke sharma gaya kyuki koi jawan ladki mujhe nange dekh li jo mujhe janti nahi thi
Maine pucha
Mai - aap yaha itna jaldi kapda kaha se aai
Wo - sharma kar wo kya hai na uske marte hi hamari saktiya wapas aa gayi to mai apni shakti se aapko kapda pahna di
Maine soacha is baat ko khatam karta hu
Mai - to ab aap sab ab to aazad hai ab aap sab apne desh laut shakti hai
Wo - ham sab aap ke ab dasi ban gayi hai ab ham sab aap ki sewa kar ke aap ka ahsan chukana chahte hai
Mai - aap mere dil ko thes pahucha rahi hai mai aap sab ko dost man kar aap sab ki madad kiya tha na ki aap shabhi ko apni dasi bqnane ke liye
Wo - nahi nahi hamare kahne ka wo matlb nahi tha
Mai - nahi aap sab mujhe apna dost nahi manti hai isliye aisa boli
Wo - nahi nahi aisa nah kaho mera mtlb wo nahi tha aur wo rone lagi
Mai - are are rone kyu lagi chup ho jao aap rote huwe achhi nahi lagti chup ho jao aur use apne gale laga liya wo mujhe pakad ke rone lagi mai kisi trah se use chup karaya aur un sab ko mana ke bhej diya aur wo sab jate jate mujhe gale laga kar aankho me aansu liya gayi
Iske baad mai bhi waha se aage nikal diya kuki ab shubha bhi ho gayi thi
Mai waha se aage chalne laga aur lagbhag pure din chalta raha kyuki yaha koi shadhan to tha nahi ki kisi swari se jau
Mai ab chalte chalte ek aise ilake me aa gaya ja par mujhe manqv ki haddi hi nazar aa rahi thi.
Jitna aage mai aa raha tha waha pe kahi kisi ke hath ki haddi to kisi ke pair ki haddi charo taraf nazar aa raha tha
Mai us jhagah ko par karte huwe ek khule maidan me pahucha aur samne ka nazara dekh ke chauk gya