आपने बिल्कुल सही कहा कामदेव भाई । स्टोरी लिखना और किसी स्टोरी पर कमेंट करना दोनों अलग अलग बातें होती है ।bhai logo itna bada issue mat banao................. jo baat sanju bhai ki hai wahi mere aur shubham bhai ke upar bhi lagoo hoti hai
ham teenon hi apni kahani ke updates se kai gune bade revies, comments other stories par dete hain
lekin apne update latka dete hain
iska ek hi reason hai...................... sirf ek hi sentence mein
dusre ki kahani ko analyse karne ke liye hamein imagin nahin karna sirf padhkar samajhna hota hai
lekin.......
apne update ko likhne se pahle pura imagine karna hota hai......... ek ek shabd ko kai bar badalna padta hai........ dobara likhna padta hai
kisliye???????????????
sirf isliye............. ki hum apko apni sarvottam kahani de sakein................. aur apko use padhne me anand mile
isliye dhairya rakhein aur prateeksha karein...................
gussa aur narajgi tab dikhana uchit hai..............
jab writer kahani ko band karke gayab ho jaye ya ...........aage kahani likhne se mana kare kitni bhi genuine wajah bata kar
ant mein..................
आप सभी को सपरिवार
दीपावली
की हार्दिक शुभकामनाएँ
वैसे रीडर्स का भी सोचना गलत नहीं है । जब वो हमारे कमेन्टस दुसरे लोगो की कहानियों पर देखते हैं तो उन्हें लगता है कि कमेन्टस के लिए टाइम है पर खुद की कहानी लिखने का टाइम नहीं है ।.....बस उनसे एक गलती हो जाती है कि वो ये नहीं सोचते कि उन्हीं की तरह हमारी भी इच्छा होती है दुसरी अच्छी अच्छी कहानियां पढ़ने की ।