- 79,769
- 117,237
- 354
Amita ji bade bhaiya ji chhupe rustam type ke hain. Itne saalo se apni pratibha ko duniya walo se chhupa ke rakha tha inhone. Khair ab saamne aa chuke hain aur ek behtareen story likh ke apni pratibha bhi dikha chuke hain. Ab to bas ham sab ki yahi khwaahish hai ki kamdev bhaiya ji ki tarah bahane na banate huye likhte rahe aur ham sab ko apni behtareen story ko padhne ka awsar dete rahe,,,,,,Kahani bahut acchi tarah se likhi gayi hai.
Aap me lekhak ka bahut acche gun hain. Aapne apani kahani me Bhavnaon, romanch aur kautahul ka bahut sundar tarike se samavesh kiya hai.
Yeh ek sanskrik sujhbhujh wala insaan hi kar sakta hai.
Ye sab khubiyan aap me kut kut kar bhari hui hai.
Meri Shubhkamnaye hamesha Aapke sath.
Dhanyavad
