• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Samay Chakra

1112

Well-Known Member
6,610
9,378
188
Update 02

CGI ki building se nikal ke maine auto pakda aur sidha ghar aagaya.


(Information about Home)

Hum logo ka Ghar 2 Floor ka hai ekdam modern design ka. Pure ghar me high speed Wi-Fi laga hai.

Ground Floor - Baithak (Hall), Kitchen, Store Room aur Ananya ka Room.
First Floor - Maa - Papa ka Room, Chacha - Chachi ka Room. (Ye dono Master Bedroom hai isliye inme attached washroom and balcony bhi hai)
Second Floor - Mera Room, Kriti ka Room, Drawing Room, Common Bathroom aur ek Balcony.
Ek Badi si Chhat!

Ghar ke WiFi ka router 2nd Floor wale Drawing room me rehta hai. Ghar me 2 TV hai baithak aur Drawing Room me jyadatar sab baithak me hi TV dekhte hai.

{Scene Change to Ghar}

Ghar pahuchne ke baad mai andar gaya to Maa baithak me TV dekh rahi thi.

Maa - Beta aaj itni der kaha laga di?

Mai - Maa vo mai ek dost ke ghar gaya tha kuch kaam se. (Ab Maa ko to bata nahi sakta tha isliye jhoot bolna pada)

Maa - Tune kuch khaya ya nahi?

Mai - Ha kha-lia!

Fir mai vaha se upar apne Room me aagaya aur Nahane chala gaya. Jab mai Naha ke aaya uske baad mujhe bhook lagne lagi..
(kyunki khana to khaya nahi tha)
To maine socha online kuch khane keliye order karlu. Mai apne liye Burger order kar hi raha tha ki tabhi maine socha ki Kriti aur Ananya se bhi puch leta hu.
Mai jab bahar aaya to Drawing Room se awaaz aa rahi thi, jab mai vaha gaya to Kriti aur Ananya dono Sofe pe baith ke TV dekh rahe the.
To mai unke beech me jake baith gaya.

Kriti - Bhai abhi pareshan mat karo bohot badhiya Scene aane wala hai.

Mai - Mai to ye puchne aaya tha ki, mai apne liye burger order kar raha hu to tum logo ko bhi kuch chahiye?

Ananya - Sach me

Mai - Par koi nahi mai pareshan kar raha hu to chale jata hu!

Kriti - Arre nhi... Vo to maine aise hi bol dia tha..

Mai - To fir kya chahiye jaldi batao.

Kriti - Mere liye ek Milkshake.

Ananya - Aur mere liye ek double cheese burger aur ek smoothie.

Mai - Chalo theek hai.

Fir maine order place kiya aur thodi hi der me order aagaya. Mai Kriti aur Ananya ko drawing me hi deke apna Burger leke Room me aagaya aur apne Desktop(Computer) pe baith gaya.
Maine jab Desktop khola to dekha usme ek email aa rakha hai. Jab open kiya to vo CGI ka tha. Usme bahar se bade aksharo me "CONFIDENTIAL" likha tha.

To
Neel Joshi

Sub: Induction as a Junior Data Analyst in CGI....

Important Points in email:

1. Current Rank - Junior Data Analyst
2. Current Salary - ₹60,000 per month
3. Pending Tasks - None

Usme ek app download karne ko likha tha joki maine apne phone me karliya. App download karte hi maine Email delete kardia fir saari Information App me aane lagi.
Uske baad maine Desktop band kardia aur karib 2 hrs padhai karli. Fir Dinner ka samay ho gaya aur mai niche aagaya.
Dinning table par Papa aur Chacha pehle se baith ke baat kar rahe the. Mere jaane ke baad Ananya aur Kriti bhi aagayi.

Ananya - Badi Maa mai aaj 1 hi roti khaungi.

Maa - Kyun? Tune fir aaj fast - food khaya.

Ananya - Nhi.. V. Vo to bhai.ya.. bhaiya.. 😅😅

Usko Muu banata dekh Maa samajh gayi maine hi uske liye kuch mangaya hoga..

Maa - Beta tum logo se kitni baar kaha hai khane ke time pe ye sab mat khaya karo.

Fir Maa mujhe dekh ke bolne lagi-

Maa - Tune hi bigad rakha hai apne saath saath in sab ko.. hnn.

Papa - Are koi nahi bachhe hi to hai..


Fir sabne dinner kiya uske baad mai upar apne Room me aaya aur Alarm laga ke soo gaya.. zZZ zZZ

To be Continued...
Nice update👍👍👍.
 
Top